1000th like Sach me bilkul sahi bataya aapne Kripya jo employee daily wage wale h unke liye bhi iska jaanki share kare kyunki unka koi resignation letter nahi hota sirf attendence register e naam rehta h Aur ye logo ko bahut pareshan hote dekha mene Thanks a lot!!! Jai Mata Di 🙏
Sir, first service date of exit date overlap with another service date of join how to solve but there is another issue that service is a contractor agency which is closed so how to do this.
If a Govt employee is in service but he by mistakenly entered wrong EPF Date of Exit and the employer also by mistakenly approved. Now, how can he remove the EPF Date of Exit in EPF portal?
transfer karaya form 13 bhar k settle hone k bad maine ..maine form 19 bara lekin mera form already settled reject kar diya .. ab settle kyo nhi ho rha.. please sir help me 😢
PF men employee ka registratio karte samay Basic salary 15000 ki jagah 16000 lock ho gaya aur registration bhi ho chuka hai. kya ab basic salary men sudhar kiya ja sakta hai krupya bataiye
Sir..mera date of leaving and next company mein date of joining 15days overlap kar rahe hai. And previous company kuch respond nei kar raha hai. Isko thik kaise karu?
I have a question and need your guidance. I was working with my previous company, but my employment agency changed, which resulted in a change to my PF account number. Now, as I am joining another company, I have a total of three PF accounts. I would like to transfer them into a single member PF account. How should I fill in the exact exit date in this case? Please suggest a solution.
DOE change karne ke liye 2 supporting documents me resign letter/ termination letter ki jarurat batai he. But uske alava experience certificate chalega kya sir?
Bhai ham ek company mein kam kar rahe the February manth mein chhod diya hai FIR February manth mein hi dusra company pakde to usmein bhi ham chhod de 15 din duty karke donon company exit date dal diya hai to uska PF Paisa kaise udhar Karen
Sir Maine November 23 seven days work Kiya hai aur uska pf contribution 12December 2023 me jama hua but Mera company ka last date 8 December 2023 hai to Maine 7 November 2023se 8DEC 2023Tak koi bhi kaam nahi Kiya to Mera pf November 2023 ka seven days ka 12 DEC 2023 ko jama hua to Mai EPF -EPS exit date konsa dalu aur EPFO page par right side me company ki tarf se last contribution December dikha rha hai to Mai EPF -EPS me exit date konsa dalu pls comment me reply kare
Sir Maine pahli company 10-01-2024 ko chhod ke dusri company me 15-01-2024 ko join Kar liya hai par pahli company ke passbook me paisa april2024 tak jama hua dikha raha Hai to date of exit kaise dale
Sir ji Mera scheme certificate me date of joining worng dikhai deta hai, empoyer ko mail kiya change ke liye lekin company band hai, mere pas appoint letter hai. Then what to do? Please
Aap ke aadhar se mobile no link hai yadi hai to bs login kijiye actually uan no aadhar se generate hota hai so aadhaar already link hoga ok you can ask me anything I also provide all of services.
Sir mera service overlap hai but mein yea socha hai previous company ka advance withdrawal kar layenga .lakin present mein jab final settlement karenge to mera present pf clear ho jayega kya sir
Sir mera 2 member I'd mein father name wrong hai Transfer ho sakta hai 2 member I'd pehle father name correction karke transfer karna Please batao sir Kiya karna chahiye
Dear sir Mena apni exit date dubara update ke h or resignation letter ke PDF bhe send kar de h lakin companey verify nahi kar rahi h plz guide me or m apna uan no check kar raha hu pending dekh raha h
Mane online form dala tha naam correction ke liye 25/04/2024 me from bhara tha .lekin ab Tak Mera naam correction nahi hua hai?ab main kya karu bataiye?
Sir ji mere EPF me date of joining not available hai employer ne date of joining mention nhi Kiya to kya kare sir ji date of joining kaise thik hoga please sir bataye mujhe
Sir mera pf previous pf account pe jama ho raha tha per maine advance pf nikalne ke liye claim kiya to vo reject ho gaya.... isliye maine new account create karwaya per purana pf new account pe transfer nahi ho raha hai....kya aap kuch madat kar sakte hain??plz
Sir ji ek pf employee ka doe dal chuka tha o apna pura Paisa nikal liya aur usi uan me fir se paise jama ho raha hai uske baad n advance nikal raha hai n claim 19nikal rha hai kya kre kuchh btaye
Merea sat chiting kora hai. Dono company ata &pata malum nehi. Hum uha com nehi kora hai. Fir be dono company members id galat add kora diya. DOJ 12/08/24& DOE 12/08/24 . Dono company members id sem dola. Is liyea login uan protal me nehi hota hai. Reason employer disabled EXIT IN DEATH. Koya solution hai....
Sir mera ek problem hai mera 2 epf id hai ek 12saal ka aur ek 2saal ka agar main 12saal wala pension ka paisa 2saal wala mea transfer kr ke pension ka paisa nikal sakta ho pls batay sir
Sir, agr previous company ke DOE galat hogi or uske wajah se DUAL EMPLOYMENT ka issue aa rha hoga to kya krna chahiye. Kyuke previous organization koi bhi help nhi kr rhe.
SIR, BANK ACCOUNTS NAME MISMATCHED Bta rha hai , maine toh pehle 2 baar advance bhi withdraw krva chuka hu same bank mein but ab kyu Mismatch btane lg gya hai , ab meri bank details ko REJECTED kar diya hai due to NAME MISMATCHED , aisa kyu??? kindly reply sir , help ho jayegi sir
Sir, employee ka doj change kiya hein but employer mein abhi tak approval ke liye kuch update nahi aaya hein,lekin employee ke status mein approval pending with employer dekha raha hein
Sir mene 1 company me 08.03.2019 tak kaam kiya tha or 09.03.2019 se dusri company join kar li thi but purani company me date of exit 31.03.2019 daal di thi use change karna h
1000th like
Sach me bilkul sahi bataya aapne
Kripya jo employee daily wage wale h unke liye bhi iska jaanki share kare
kyunki unka koi resignation letter nahi hota sirf attendence register e naam rehta h
Aur ye logo ko bahut pareshan hote dekha mene
Thanks a lot!!!
Jai Mata Di 🙏
Me call karu to koi jawab nai dati
Thanks for nice information Sagar ji 💐🙏❤
Sir, first service date of exit date overlap with another service date of join how to solve but there is another issue that service is a contractor agency which is closed so how to do this.
Sir hamare employer ke portal par joint declaration not showing. Isliye wo hamare change request approve nahi kar parahe hai
Mujhe ek employee ka joining date change karna hai 08-08-2024 ke jagah 12-08-2024 karna hai..kayse karen?
sir main form submit kar diya hai to firse company kie pass jeyag kya ?
approva ke liye
If a Govt employee is in service but he by mistakenly entered wrong EPF Date of Exit and the employer also by mistakenly approved. Now, how can he remove the EPF Date of Exit in EPF portal?
Bohot confusing hai ye
Thoda systematic bataiye Date of Joining ka correction ke liye
Sagar sir me aapka bohot bara fan hu PF Consultant best channel my favourite ❤
Boudi tomar bari kothay
Rs 300000 PF per fasae date of exit nahin hai iski vajah se paise nahin milega please aapko help chahie sar
@@DeepakKumar-u7n2z hi
Hanji
Best jaankari sir ji ❤❤
Name correction par video banao aap sir ji
❌सर UAN नंबर active नाही है आधार link बोल रहा है. लॉगिन कैसे करे ❌
Current company m same day DOJ aur DOE service history m company show ho rhi.... Kya pf ka full Settlement dal sakte h
nahi
Sir ji attendance sheet kis moth ka lagana hai
Please 🙏 reply please 🙏🙏🙏🙏
Is pure process m kitna tym lagega, employer ne approve kar diya, pending at field office hai
1week
@@UmeshSharma-bc7xz 2 weeks se zyada ho gae....pending at field office show ho raha h
Koi Fayda Hi Nahi Dikhta YesavSudhar Karne par bhi Kyoki Koi Employee ko Fayda hi Nahi hoga Isse sab Bakwas Update laya hai
Yes
Yes
transfer karaya form 13 bhar k settle hone k bad maine ..maine form 19 bara lekin mera form already settled reject kar diya .. ab settle kyo nhi ho rha.. please sir help me 😢
Thank you for support Sagar
Joint declaration form ko pen se computer type kare please bataiye 🙏
Sir in me se koi ekk document hona chaiye ki number of 4 documents hona chaie
Ncp days से overlapping क्या adjust हो जायेगी
Modala rajashekar iam ur subscriber from Telangana
Company me approved nahi krte, bohat wait krna padta, koi or option nahi hota jisse hum khud chng kar sake.... Personal authority?
Sar main duty per hun per company ne mujhe exit dikha diya hai ise kaise Sahi Karen
Sar mera date of joining date of leaving do Hai Ek Hi UN number per aur 1 Sal Maine 2018 se 2019 Tak dusre form Mein kam kiya tha
PF men employee ka registratio karte samay Basic salary 15000 ki jagah 16000 lock ho gaya aur registration bhi ho chuka hai. kya ab basic salary men sudhar kiya ja sakta hai krupya bataiye
Did I need to self attest the documents before uploading? Like do I need to sign each document then scan and upload?
Sir..mera date of leaving and next company mein date of joining 15days overlap kar rahe hai. And previous company kuch respond nei kar raha hai. Isko thik kaise karu?
Sir if company dusre state ki hoo tab edit option nai bata raha hai sir
Sir myne leaving reason permanent disablent dala hai.sahi karne ke liye kya document chahiye
Sir mane company me me date of exite dalne ke bad phir se usi company me kam kar raha hoo.
To company pf paisa jama karega.
Sir agar employee ka death ho gaya hai to kaise karen
I have a question and need your guidance. I was working with my previous company, but my employment agency changed, which resulted in a change to my PF account number. Now, as I am joining another company, I have a total of three PF accounts. I would like to transfer them into a single member PF account. How should I fill in the exact exit date in this case? Please suggest a solution.
*Halo sir* *Mara father Name Rong*
*Online ma Join Declaration form Fil Kiya but Employer Submit Nahe kar raha ha*
*Up kuch kar sakta ha Kiya
DOE change karne ke liye 2 supporting documents me resign letter/ termination letter ki jarurat batai he. But uske alava experience certificate chalega kya sir?
Bhai ham ek company mein kam kar rahe the February manth mein chhod diya hai FIR February manth mein hi dusra company pakde to usmein bhi ham chhod de 15 din duty karke donon company exit date dal diya hai to uska PF Paisa kaise udhar Karen
Mera bhi 2 campni me joined date ak hi hai aur ak kampnime exit date bhi ak hi hai to me pf upadne ja raha hu to old capmny ati hai
Sir mera service 12 saal ka hai kya main offline pension ka contribution nikal sakta ho
Sir mera date change ho gaya same process karke but DOE EPS change ho gaya or DOE EPF same hai abhi bhi incorrect araha hai
Which month ECR is valid for exist date correction in EPFO. Example, if date of exist is 30/06/23 then ECR need for June 23 or July 23?
Will new company change the DOJ
After started working
My old company is not helping in correction of DOE
Sir employer nahi dalta exit date jab vo epf employee ka stopped karta hai....
Sir
Maine November 23 seven days work Kiya hai aur uska pf contribution 12December 2023 me jama hua but Mera company ka last date 8 December 2023 hai to Maine 7 November 2023se 8DEC 2023Tak koi bhi kaam nahi Kiya to Mera pf November 2023 ka seven days ka 12 DEC 2023 ko jama hua to Mai EPF -EPS exit date konsa dalu aur EPFO page par right side me company ki tarf se last contribution December dikha rha hai to Mai EPF -EPS me exit date konsa dalu pls comment me reply kare
@@1234srs problem solve hua bhai?
Sir jai shri radhey... Sir Name galat hai aur DOB bhi galat ho to apana pf account kaise open kar sakte hai kya ji...
Sir mere 2 membor I'd hi fast I'd may data of hoga but isimey meri paise cutting Kay hii o kesi meri perjanta I'd ku aagya
Sir company ya contractor date of exit nahi dali hai to I'd reject ki ja sakti hai. UAN main show kar raha hai. Please reply.
kya ham uan active kiye bina online DOB cheang karava sakatehe
SIR IN MY PF ACCOUNT DOE OF EPF IS SHOWING BUT EPS DOW IS NOT SHOWING BY DEFAULT KINDLY GUIDE PLEASE
Sir Maine pahli company 10-01-2024 ko chhod ke dusri company me 15-01-2024 ko join Kar liya hai par pahli company ke passbook me paisa april2024 tak jama hua dikha raha Hai to date of exit kaise dale
Itne document jma karne se accha apne employee ke pass jaye or correction form bhare 15 days correction done ho jayega
Mujhe reason of leaving apdate karna hai
Uske liye konsa document attached karna padega
Sir ji
Mera scheme certificate me date of joining worng dikhai deta hai, empoyer ko mail kiya change ke liye lekin company band hai, mere pas appoint letter hai.
Then what to do?
Please
company se mangne se better he company ko hee bol dete sir easily ho jata....
Father name correction mai video banaye konsa document upload karna parega
Previous service record not shown in service history even after fund transfer so unable to apply for pension please help
Sir ,,,,,date of exit sahi karne ke liye document collect karna bahut mushkil hai hum to chote mote kaam wale hain .koi upay batao.plz
Aur mera date of joining aur dusre company me date exit dono bhi same date hai esay kaise edit kare
Sir ji on line exit date change karne ke liye bheja hai two manth ho gaya lekin Abhi tak nahi hua kya karu. Na Koi jabab aya.
Sir please bataiye PF account mein adhar kaise link kare mai apne account se paise nahi transfer kar pa rahi hu, please koi solution dijiye, please 🙏
Aap ke aadhar se mobile no link hai yadi hai to bs login kijiye actually uan no aadhar se generate hota hai so aadhaar already link hoga ok you can ask me anything I also provide all of services.
Sir mera service overlap hai but mein yea socha hai previous company ka advance withdrawal kar layenga .lakin present mein jab final settlement karenge to mera present pf clear ho jayega kya sir
Sir my employee date of joining and date of exist is same but employees is alreday working what I do..?
Agar sir company se quit kr diya hai to is problem ko kaise solve karenge
Sir kya company HR doj/doe change kr sakte h
Sir Mera pf amount me clem from 19 riject kiyu hota hai please help me sir
Maine document upload kiye the magar 40 din ho gye abhi Chang nhi huaa
Sir scan Document pdf mein kaise lagane hai pdf kis naam se bana hain
Sir mera 2 member I'd mein father name wrong hai
Transfer ho sakta hai
2 member I'd pehle father name correction karke transfer karna
Please batao sir
Kiya karna chahiye
Dear sir Mena apni exit date dubara update ke h or resignation letter ke PDF bhe send kar de h lakin companey verify nahi kar rahi h plz guide me or m apna uan no check kar raha hu pending dekh raha h
Sir documents mea sil or sign jaruri hea
Mane online form dala tha naam correction ke liye 25/04/2024 me from bhara tha .lekin ab Tak Mera naam correction nahi hua hai?ab main kya karu bataiye?
Sir ji side to chal nhi rahi
Sir ji mere EPF me date of joining not available hai employer ne date of joining mention nhi Kiya to kya kare sir ji date of joining kaise thik hoga please sir bataye mujhe
Dada aapse mere ek question hai?
UAN number activate Na Ho to fir kaise apna date off birth aur name ko correction Kiya ja sakta hai online
Sir meri pf Id me exit karte samhe Galti se Permanent Dismantle par Kilak ho gya hai esh kese tekh kare
Please Ek video esh ke Upar bhee Banao
Sir mera UAN number activate nai huha hai aadhar number ve
Purani Company nahi hai to date of joining kaise karege
12 mant ho gaya hai PF office mein declaration form jama karke=abhi tak correction nahin Ho pa raha hai aapke pass koi rasta to bataiye
Sir mera pf previous pf account pe jama ho raha tha per maine advance pf nikalne ke liye claim kiya to vo reject ho gaya.... isliye maine new account create karwaya per purana pf new account pe transfer nahi ho raha hai....kya aap kuch madat kar sakte hain??plz
Sir agar kisika UAN he activate nahi he beacuse of Name Mismatch toh woh UAN activate karke ye request online kar sakta he ky..?
Sir ji ek pf employee ka doe dal chuka tha o apna pura Paisa nikal liya aur usi uan me fir se paise jama ho raha hai uske baad n advance nikal raha hai n claim 19nikal rha hai kya kre kuchh btaye
Correction request daalne k bad kitne din me approve ho jati hai???
Name correction par video banao sir
Sir Ab joint declaration form offline submit nhi hota kya
But company nahi sun Rahi ya bhag gayi to .... ?
Is update ka koi faayda nahi hua employee ke liye
Merea sat chiting kora hai. Dono company ata &pata malum nehi. Hum uha com nehi kora hai. Fir be dono company members id galat add kora diya. DOJ 12/08/24& DOE 12/08/24 . Dono company members id sem dola. Is liyea login uan protal me nehi hota hai. Reason employer disabled EXIT IN DEATH. Koya solution hai....
Join declaration form pf office main de diya kitna dino mai thik ho jaya gi ore form kab tek bhar sakta hai reply plzz
Sir mera ek problem hai mera 2 epf id hai ek 12saal ka aur ek 2saal ka agar main 12saal wala pension ka paisa 2saal wala mea transfer kr ke pension ka paisa nikal sakta ho pls batay sir
date of exit change karne ke liye vaha attendance register kaise upload kare kyuki mene 02 saal job kiya hai, to pure page upload karna honge kya.?
Sir mera date of exit karte samay operation milta hai na banha galti se retirement ho gaya hai usko kayse thik kare
Sir, agr previous company ke DOE galat hogi or uske wajah se DUAL EMPLOYMENT ka issue aa rha hoga to kya krna chahiye. Kyuke previous organization koi bhi help nhi kr rhe.
Same issue have you got any solutions?
SIR, BANK ACCOUNTS NAME MISMATCHED Bta rha hai , maine toh pehle 2 baar advance bhi withdraw krva chuka hu same bank mein but ab kyu Mismatch btane lg gya hai , ab meri bank details ko REJECTED kar diya hai due to NAME MISMATCHED , aisa kyu??? kindly reply sir , help ho jayegi sir
5 yers campni me cam kiya eske bich me 1 din dusre campni me kam kiya phir pahle id me kam kar raha hu koi dicat nahi ayegi sir
EPF se Paisa claim karne ke liye pura Paisa claim karne ke liye Kam nahin Karta hai kyon kuchh bhi OTP nahin a raha hai
Sir, employee ka doj change kiya hein but employer mein abhi tak approval ke liye kuch update nahi aaya hein,lekin employee ke status mein approval pending with employer dekha raha hein
Ho jaiga
Sir mene 1 company me 08.03.2019 tak kaam kiya tha or 09.03.2019 se dusri company join kar li thi but purani company me date of exit 31.03.2019 daal di thi use change karna h
@@anassalfi2602 mera bhi same issue bhai tuhara resolve hua ki na or hua to kaise baatuga ke baar
Sir mera pf number activate nahi ho raha h n to mere paas pasward bhi nahi h aur mere dob Galt h to sir tik kasie kare
Sir doj wrong put Kiya , aur after2months doe put kar diya without contribution, anything happens
Sir agr 2 member I'd h to old member I'd mein data of exit kaise sahi kare
Hallo bhai mere b yahi PF Mein yahi problem
Sir Eps mein date of joining or date of exit company nehi dala EPF mein joining exit date hai toh keise thik hoga