Bohat khoob beyan Kiya hai janab Lakin yai batin aaj Koye suna or samjhna hi nahi Chahta or agar kise se zikar karain too ayse ayse fattwai lagai jate hain k batanai Wala khud shirminda hojata hai k main nai to yai sab kaha hi nahi Jo Yai sahab iftra kar k Bata rahai hain
Please upload a comprehensive video on all stages of prophecy (Starting from Adam/Hazrat Nuh to Hazrat Muhammad (PBUH), and may be till Hazrat Ali (R.A).
Essa a.s ne bhi yahi kaha thaa mager woo Allah ki tajalli bhi berdashtt nahi ker sake behoosh ho gaye. Allah ko kaise jaane woo too hamare saamne nahi aur hum usse dekh nahi sakte??? Quraan kehta hai "Laisaka beilmi shaayaa" usske jaisi koi chiz nahi Issliye Allah kya hai usse ussne humtak bheji Quraan ke zariyese samjhna hogaa yani Quraan Kareem samjhna aur samjhe huwe per gour kerna hoga
Qur'an me kahi mahendi ke aane ka zikr h kya insano ke likhe pe aap ka iman h lekin Allah ki kitab jo sare nbiyon ko dekar bheja jisko Allah kitab rooh ayat kahta jiske bohut se sifati nam h or hum sub Qur'an kahte h Qur'an ka matalab h padhai padh apne rab ke nam se jisne insan ko paida kiya or kalam ke zariye se ilm sikhaya
Mera sawal ye Hy k, k aqal waly ya zehni tor py fit insan Ka conscious he os Ka Allah Hy to Jo insan pagal ho ya zehni tor py mazoor ya lunatic ho os Ka apna Allah Kaha Hy phir. Kiya wo Allah sy mehroom Hy??
Insaan apni herkaatse paagal banta hai Allah kise pagal kise achha banaker bhedbhaaw nahi kerta. Pagaloo kaa kaisa hissab lena woo Allah he jaane hume uss se kya kerna
Quraan her insaan samjh sakta hai bashertke aqal kaa istemaal zaruri hai😮 Quraan may doo kissm ki aayete hai ek mohkam aur dusri mutshabehaat Pehle kissm ki aayet her insaan samajh sakta hai iss may do aur undo aayete hai Dusri aayete sirf Allah jaanta hai aur ulul ilm hazraat jo alfaaz kaa lubbe lubaab jaante hai yani Philosophers aur Scientist apne tajrubaat, mushahede se uss aayet kaa nichod nikaal ker samajh sakte hai aisa Allah Quraan may kehta hai Mager mulla hazraat ne usse apni naa samjhi ki binaper alfaaz ke maani bigaad ker logoko Quraanse detrack kiya hai.
جناب والا میں اسے قسم کی اسٹڈی کے اندر گزشتہ چار سال سے ہوں اور الحمدللہ اپ نے جتنا کچھ بھی بیان کیا اس سب کی پہلے سے ہی انڈرسٹینڈنگ لے چکا ہوں دوبارہ سن کے ان باتوں کی تصدیق ہوئی جو بہت اچھی تھی لیکن میرے ساتھ میرے حلقہ احباب میں اس اسٹڈی کو لے کے بہت شور شرابہ ہوتا ہے اور ان گنت باتیں اور فتوے دھاگے جاتے ہیں لیکن وہ کسی بھی صورت ان باتوں کو سمجھنے سے قاصر ہے میری پوری کوششوں کے باوجود اب مجھے کیا کرنا چاہیے برائے مہربانی اس سلسلے میں تھوڑا سا مشورہ دیں
Aap positive soch ke saath Qur'aan per ghauor o fiqr karte jaayein , Allah khud aap ko guide kare ga , jo nahi maanta hai , unhein un ke haal per chhod dein , Qur'aan ko isi tarha main ne bhi samjha hai , jise aap AARAAF CHANNEL per har video me mahesoos kar sakte hain. Main ne Surah Namal /aayat no.83-84 se is samajh ko liya hai, k tum ne is Qur'aan ki aayaton ka Ilmi ehaata( bond by knowledge) kiun nahi kiya ,agar Ilmi ehaata nahi kiya to tum kar kya rahe the ?
Allah ne Qur'aan hi to Naazil kiya hai , ye doosri tamaam Sharif kitabein insaanon ki ejaad hai. Qur'aan kahta hai k... Allah ki Hadees se badh kar sachchi Hadees aur kis ki ho sakti hai ?(Surah Nisa /87).
@@aaraafchannel2586 Aap bilkul sahi ferma rahe hai. Phir hadiss laffz Quraan se hijack ker logone nabike naamse mansoob ker hadisse banwayee. Jiss may her phirkaa maslak fansa pada hai.
Masha Allah 🎉
اللہ تیرا شکر
V.Good
Mashallah bahut umda shukriya janab
Bohot khoob sir ji Allah aap ki hifazat farmaye
Love you sir ji ❤ Mashaallah aap aur aapki team salamat rahe🎉
Assalamualaekum wa rakh matullah e wa barakataho sir Ma shah Allah very good very nice exilant sir appna aderease batain
excellent job work done subhanallah
Bhut bdi wajAhat ki aapne mashAallah
Assalamuallikum mashallah ab samajh mai aya meaning
Excellent discussion
Yes
100% Satisfied
❤
Jazak Allah
MA SHA ALLAH bohat zbardust
100% trusted lecture
Masha allah bahut umda
ওআছ ছালা মুন আলা মাআনীততাবা আলাল হুদা ছ্যর আশা করছি আপনারা সবাই ভালো আছেন আল্লাহ আপনাদের সবাইকে অনেক ভালো রাখুন ❤️💯👍❤️💯👍❤️💯👍❤️💯👍❤️💯👍❤️💯👍❤️💯👍❤️💯👍
Great effort sir
بہت خوب👍بہت اعلیٰ👌
بہت خوب جناب ❤❤
Bohat khoob beyan Kiya hai janab
Lakin yai batin aaj Koye suna or samjhna hi nahi Chahta or agar kise se zikar karain too ayse ayse fattwai lagai jate hain k batanai Wala khud shirminda hojata hai k main nai to yai sab kaha hi nahi Jo Yai sahab iftra kar k Bata rahai hain
Mashallah Allah apko kamyaab KRY aameen sir I love you sir thank you 😮😮😮😮😮
Alhamdulilah
Marifat ke baten hai 🎉
Please upload a comprehensive video on all stages of prophecy (Starting from Adam/Hazrat Nuh to Hazrat Muhammad (PBUH), and may be till Hazrat Ali (R.A).
اللہ کو ماننے سے پہلے جاننا چاہیے
Essa a.s ne bhi yahi kaha thaa mager woo Allah ki tajalli bhi berdashtt nahi ker sake behoosh ho gaye.
Allah ko kaise jaane woo too hamare saamne nahi aur hum usse dekh nahi sakte???
Quraan kehta hai "Laisaka beilmi shaayaa" usske jaisi koi chiz nahi
Issliye Allah kya hai usse ussne humtak bheji Quraan ke zariyese samjhna hogaa yani Quraan Kareem samjhna aur samjhe huwe per gour kerna hoga
Kya baat hogi jab aap quran ka tarjuma kare. Ehle imaan ke liye badi rehnumayi hogi
Trying to absorb . . Allah pak bless u n me also🙏🏻
Bohut umda baate hue... Mein itna hi kahunga... 14sadi beet raha hai aur Dajzal ka Dajal bahar aaraha hai.... Isha jahir horaha hai, aur Mehdeen (mahdi) ka daur aaraha hai..
Qur'an me kahi mahendi ke aane ka zikr h kya insano ke likhe pe aap ka iman h lekin Allah ki kitab jo sare nbiyon ko dekar bheja jisko Allah kitab rooh ayat kahta jiske bohut se sifati nam h or hum sub Qur'an kahte h Qur'an ka matalab h padhai padh apne rab ke nam se jisne insan ko paida kiya or kalam ke zariye se ilm sikhaya
@@careerhub1887 Quran me kahen 4 khalifa ka Zirk hai ya masjid k imam ka??
اللّٰہ تعالیٰ آپ کو سلامت رکھے اگر آپ میں سے کسی کا واٹساپ نمبر مل جاے تو نہایت ھی ممنون رھوں گا
Sabhi subscribers se guzarish hai ke janab ko request karein ke wo apna ek tarjuma e quran banaye
jazakallah khairen kasira dear Ustaz
please don't make me waiting your vedios
سوال جتنے بھی ہوں اچھے ہوتے ہیی۔
جواب نا ہو کوٸی بات نہیی لیکن سوال ہونا چاہٸے کیونکہ ہم سوالوں سے سیکھتے ہیی۔
Khud ki kitab ko kese parhen kea tarika he kya karna he kese karna he ahuru kahan se karna he
👍🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷
sir jo tarjuma aap karte. pure quran ka tarjuma aap ne kiya ho.isa quran chahiye
Sir ak sawal ha ya kitabi shakal ma kis na likha or ya kitab kis pir nazel hoyi
آپ کہاں رہتے ہیں؟ آپ سے کیسے ملاقات ہو سکتی ہے ؟آپ کی بات بہت اچھی لگتی ہے۔ میں آپ کے ساتھ مل کر کام کرتا چاہتا ہوں۔
پلیز اپنی آڈیو،وڈیو کی پوڈ کاسٹ IOS پہ بھی شئیر کریں•
Salamunwlykum 🌹
Sir hard copy ata kar den thanks
آپ کے وڈیو بالعموم کافی طویل ہوتے ہین - صرف تعارف کیلیے 35 منٹ
The name of the admin / speaker?
تفکر ؟۔ تدبر ؟ اولاالباب ؟ ۔۔۔۔ ۔۔
Assalamu alaikum
آجکل مذہب، کلچر، اور نسل کو لے کر فساد چل رہا ہے اسلئیے قرآن انسانیت کا درس دیتا ہے
Salamunwlykum qu nahie bolte he ?6:54
Plz new lecture
Sahi kaha aapne sir salamun alaikum
Mera sawal ye Hy k, k aqal waly ya zehni tor py fit insan Ka conscious he os Ka Allah Hy to Jo insan pagal ho ya zehni tor py mazoor ya lunatic ho os Ka apna Allah Kaha Hy phir. Kiya wo Allah sy mehroom Hy??
Insaan apni herkaatse paagal banta hai Allah kise pagal kise achha banaker bhedbhaaw nahi kerta.
Pagaloo kaa kaisa hissab lena woo Allah he jaane hume uss se kya kerna
پلیز طلاق کے بارے میں تھوڑا سا بتائیں
میں چاہتا ہون زیادہ سے زیادہ لوگ آپکے وڈیو دیکھین جو بہت اہم ہین مگر انکی طوالت مانع ہوتی ہے انکو مختصر کرین
Keep it short.
آپ کا نمبر ھو گا تو پوچھ سکوں گا سوال سر
Quraan her insaan samjh sakta hai bashertke aqal kaa istemaal zaruri hai😮
Quraan may doo kissm ki aayete hai ek mohkam aur dusri mutshabehaat
Pehle kissm ki aayet her insaan samajh sakta hai iss may do aur undo aayete hai
Dusri aayete sirf Allah jaanta hai aur ulul ilm hazraat jo alfaaz kaa lubbe lubaab jaante hai yani Philosophers aur Scientist apne tajrubaat, mushahede se uss aayet kaa nichod nikaal ker samajh sakte hai aisa Allah Quraan may kehta hai
Mager mulla hazraat ne usse apni naa samjhi ki binaper alfaaz ke maani bigaad ker logoko Quraanse detrack kiya hai.
جناب والا میں اسے قسم کی اسٹڈی کے اندر گزشتہ چار سال سے ہوں اور الحمدللہ اپ نے جتنا کچھ بھی بیان کیا اس سب کی پہلے سے ہی انڈرسٹینڈنگ لے چکا ہوں دوبارہ سن کے ان باتوں کی تصدیق ہوئی جو بہت اچھی تھی لیکن میرے ساتھ میرے حلقہ احباب میں اس اسٹڈی کو لے کے بہت شور شرابہ ہوتا ہے اور ان گنت باتیں اور فتوے دھاگے جاتے ہیں لیکن وہ کسی بھی صورت ان باتوں کو سمجھنے سے قاصر ہے میری پوری کوششوں کے باوجود اب مجھے کیا کرنا چاہیے برائے مہربانی اس سلسلے میں تھوڑا سا مشورہ دیں
Aap positive soch ke saath Qur'aan per ghauor o fiqr karte jaayein , Allah khud aap ko guide kare ga , jo nahi maanta hai , unhein un ke haal per chhod dein , Qur'aan ko isi tarha main ne bhi samjha hai , jise aap AARAAF CHANNEL per har video me mahesoos kar sakte hain.
Main ne Surah Namal /aayat no.83-84 se is samajh ko liya hai, k tum ne is Qur'aan ki aayaton ka Ilmi ehaata( bond by knowledge) kiun nahi kiya ,agar Ilmi ehaata nahi kiya to tum kar kya rahe the ?
AARAAF CHANNEL BY DR.HAFIZ BAIG.
کس شہر سے ھیں اپ
Kya aap Quranists ho?
Kya aap munkire Quraan ho?
Allah ne Qur'aan hi to Naazil kiya hai , ye doosri tamaam Sharif kitabein insaanon ki ejaad hai.
Qur'aan kahta hai k... Allah ki Hadees se badh kar sachchi Hadees aur kis ki ho sakti hai ?(Surah Nisa /87).
@@aaraafchannel2586
Aap bilkul sahi ferma rahe hai.
Phir hadiss laffz Quraan se hijack ker logone nabike naamse mansoob ker hadisse banwayee. Jiss may her phirkaa maslak fansa pada hai.
پھر میں ایک نیا چینل بنا لوں
اہل شعور 😂😂😂😂😂
Sorry to say your understanding is not according to quran and sunnah .
تفکظ
Assalamu alaikum