Educational system ke tabut mein aakhri keel thonknay mutradif hoga. Pakistan ka taleemi mayar tu pehle hi tabah ho chuka ek nisaab na hone se ,Tat ,Primery, Secondary, High,Educator,Beaconhouse, City,, Roots jese school systems ne jo standard dia na sirf society mein young generation ka moral character tabah kia balke classification approach bhi di jis ki wajah se governments institutions ke students mein complexity paida hui dohra nizam e taleem society mein zehni inteshar paida ker raha hai jis ki wajah se mental stress increase hua degrees fuzul subjects ki nazar hui job opportunity zero ,oper se HEC jese belagam idarey mazid tabahi ka bais ban rehe hain apni ghalt policies ki wajah se.
the zero semister thing after adp is finished or not

Educationally failed Pakistan cannot achieve SDG4 of 17SDG2030 UN Agenda Goals mandatory prerequisite for national survival and civilization.