Assalamualaikum Shaikh sahab Alhamdulillah bahut acche se namaz e nabavi ka tariqa batai hain Akheer me salam pherte wakhath jo tashahid ka hath hain wo kab khaolnaa hain? Salam pherne k baad ya Darmiyan me? Baqi sab alhamdulillah samajme ayaa Allah aapko aur aapki pori team ko jazai khair ataa kare ameen 👍
السلام عليكم ورحمة الله وبركاته Aap barahe meharbani ye batayen ki rukooh se utneke baad haath kahan rakhenge? Chodenge ya bandenge? Aur salaam phertewaqt kahaan dekhenge? بارك الله فيك
Assalamualaikum Barakallahu feek Second rakat k liye uthne k waqt kya hum ko baithne k baad phir se allahuakbar kehte hue thairna hai ? Ye zara aap wazeh Karen
Assalaam alaykum. Salaam pherte waqt nigaah kahaan honi chahiye? Kya samiallahu liman hamidah ruku se utte waqt kehna hai ya ruku ke baad poore khade hone ke baad kehna hai?
Asalamualaikum ma ny Abi rafaulyafian shuru kiya ha mujy koi bata skta ha kỳ 4 rakat wali namaz ma kitni br Rafa ul ya dain krna ha 1 rakat ma ruku ma jany sy pehly or phir ruku ky uthny ky baad phir 2 dusri rakat ma bi Isi Tara krna ha or 3 teesri rakat ma bi Isi Tara krna ha or 4 rakat ma bi Isi Tara krna ha
Ask yourself why Allah didn't give details about namaz in the Quran. The namaz is from Parsis from Iran. BUKARI IS from Iran. Inheritance details are in the Quran but not namaz or Sali. Allah and the Angels were doing namaz to the prophet.
Assalamualaikum Barakallahu feek Second rakat k liye uthne k waqt kya hum ko baithne k baad phir se allahuakbar kehte hue thairna hai ? Ye zara aap wazeh Karen
Wonder fully explained sheikh.jazakumAllahu khairan
Jazakallahu Khaira ❤
Allah ham sabhi logon ko QURAN Aur Hadees ke mutabiqe zindagi Guzarney ki Taufeeq Ata farmadey Aameen ya RabbulAalameen
JhazakhAllahu Khairan BarakAllahufeek Shaikh Arshad ❤
Allah ham sabhi logon ko NABI SAW KE TARIQEY PAR NAMAZ PADHNEY KI TAUFEEQ ATA FARMADEN AAMEEN YA RABBULAALAMEEN
الحمدللہ بارک اللہ فیکم آپ کا بہت بہت شکریہ جزاک اللہ خیرا دینی بھائیوں
Jazakallah ya shaikh.bht hoobsoorat treekay se AP ne nmaz ka demo dia.Allah Tala kabool farmaey aameen.
Jazakallahu khair, isi tarah, chair par baithkr , zameen pr, letkr namaz ka tarika batayen Please.......
Allah tala sk arshad mohammadi aur abrar siraji ko jazaye khair ata farmaye
Dono ne Mil kr khub achchi tarah samjha diye❤
Allah aap saboko jajaye khair de aameen
Khair de aameen
Jazakallahu Khairan Kaseera ❤
MashaAllah ONE OF THE BEST JANKARI IN THE WORLD
JAZAKALLAHU KHAIRAN WA AHSANUL JAZA
Well Explained Shaikh ❤
جزاک اللہ خیرا اللہ تعالیٰ آپ کو جزائے خیر دے آمین
Jazakallahu khair
JAZAKALLAHU KHAIRAN WA AHSANUL JAZA
Jazakallah khair
MASHAALLAH
But agar reference/dalil bhi display kr dete to aur bhi bahut informative ho jaata
Allah ap ko aur tamam team ko jaza e khair ata farmaye ameen
Masha Allah Barakallah..May Allah Azzawajal reward you the best of duniya and Aakhirat.. Aameen
Alhamdulillah jazakallah khair ❤
Aameen ya RabbulAalameen
Jazakallahu khyer
Mashallah mashallah
SubhanAllah
Masha'Allah ❤❤❤👍👍👍👍
Excellent Demo
Walaikomussalam warahmatullah wabarkatahu
Aa'meen Su'mma Aa'meen Ya rabbi
Jazakallah
Masha Allah Tabarakallah...
JazakAllahu khair
Walaiķomussalam warahmatullah wabarkatahu
Jazakallahu khair wa ahsanul jazaa....
❤ great
Mashallah tabaraktaala well explained
Jazakallah o khairan kaseera
Jazakallah khair Shaikh
Mashallah
Nice explanation jazakallah hu khair
Alhmdulillah bht ache se smjh aagya
Jazakallah khair ❤
Bilkul sahhi kha aap ne jazak Allah khyer
Jjjakalah very nice demo in salah
Alhamdulillah 🥰
Masha Allah ❤
walekum Assalam warahmatullahi wabarkatuhu
Alhamdulillah jajakallahukhair
جزاک اللہ خیرا ❤❤
insha'Allah
Jazakallah ❤️🇵🇰
Allha hamari namaze kobul farmaye 😢
Sazdey Sahu ka tarika bhi bolythoo accha thaa shukriyaah aap saab ka
Sajdee sahuu ka bhi poura tareeka batahee plz
Waleikum asslam wa rahmatullahi wa barkatuh
assalamu alikum wo rahmatullahi wo barakataho jazak Allah Shaikh Rashid me ungli sidi ho ya qaum kare waze kare
Same aayesay hi practical
Assalamualaikum
Shaikh sahab
Alhamdulillah bahut acche se namaz e nabavi ka tariqa batai hain
Akheer me salam pherte wakhath jo tashahid ka hath hain wo kab khaolnaa hain?
Salam pherne k baad ya
Darmiyan me?
Baqi sab alhamdulillah samajme ayaa
Allah aapko aur aapki pori team ko jazai khair ataa kare ameen 👍
As salamu aliyekum wrwb
❤❤❤❤❤❤❤❤
Agr kisi ko uzr ho to wo kse pair rakhnge agr wo chair par baithe hai ya agr zameen par baithe hai to kse pdhe or witr ki nmaz ka tarika kya tha
Sajda e sahu
السلام عليكم ورحمة الله وبركاته
Aap barahe meharbani ye batayen ki rukooh se utneke baad haath kahan rakhenge? Chodenge ya bandenge? Aur salaam phertewaqt kahaan dekhenge?
بارك الله فيك
Ruku ke bad ager hath chodenge to meharbani ker ke is ki hadith batayen.jazakallah
Sajda e sau ka sahi tarika Batayen please
Sab jada kis tarika par namaz pare ap prophets mohammad saw
Ruqu ke waqt, nazar kaha honi chahiye
Sajda sahu ka bhi demo batade
Ourton ki nmaz bhe eisi
Assalamualaikum
Barakallahu feek
Second rakat k liye uthne k waqt kya hum ko baithne k baad phir se allahuakbar kehte hue thairna hai ?
Ye zara aap wazeh Karen
Seene par hath bandhe ki kiya daleel hai
Sajde ki halat me dono pair ko khula rakhna chahiye milake nahi
Ammi ayesha (ra) vali hadeeth paironko milake rakha zaeef hadeeth hai
Bhai namaz me waswase bahut jaida ate hai😢😢😢😢
Ignore karo
Mujhe bhi aate hai
Main bhi ignore karne ki kosish karta hu
2 rakat ki namaz mein kitne baar Rafedain karna hai?
Assalamualaikum wa rahmatullahi wa barakathuhu bhai ek, dwo, teen, charmaa rakath ke baadh utneeke baad raafulidenkarnaa kyaa bhai
Sheikh .
Ruku me Nazar agar sajde me rakhte hai to पीठ mukammal sidhi nahi hoti hai .
Ruku me ham sajde ke Thora idhar dekhte hai .
Assalaam alaykum. Salaam pherte waqt nigaah kahaan honi chahiye? Kya samiallahu liman hamidah ruku se utte waqt kehna hai ya ruku ke baad poore khade hone ke baad kehna hai?
Asalamualaikum ma ny Abi rafaulyafian shuru kiya ha mujy koi bata skta ha kỳ 4 rakat wali namaz ma kitni br Rafa ul ya dain krna ha 1 rakat ma ruku ma jany sy pehly or phir ruku ky uthny ky baad phir 2 dusri rakat ma bi Isi Tara krna ha or 3 teesri rakat ma bi Isi Tara krna ha or 4 rakat ma bi Isi Tara krna ha
Kia orton ki namaz b isi tareky sy hai js trha sjda kia h hmen b asi krna hai?
Sir सलाम फेरते क्या पड़ना सही हैं "असस्लामू अलैकुम रहमतुल्ला" या फिर "असस्लामू वालेकुम रहमतुल्ला
Ruko sy khry hoky dua complete nh kri ??
Refrence bhi dede to accha hota
Zajakallahu
Kya aurat ko bhi aye tarika hai
Ladies or jents ki namaz me farq hi ya same aese hi padhni h ladeis ko bhi
Ladies ko bhi same aise hi padhni hai.. Ladies aur gents ki namaz me koi farq nahi hai
Agar do aadmi ho to kaise padhe aur teesra aadmi beech me aajye to
"Salah warkshop by zaid Patel" likh kr search krijiye aapko puri detels Mil jayegi 10 episodes hn
Sb bewakoof h sare log galat h ye sahi h dada jaani
Please reply
Aurto ka sahi tarika bhi batayen arshad bhai
Namaz is same for men and women
Ladki kasai namaj padhegi
Dono ke chere pe fitkar baras rahi hai....hadees ka hawala to de....kis ne kis riwayat ki ooh to bata
Ask yourself why Allah didn't give details about namaz in the Quran. The namaz is from Parsis from Iran. BUKARI IS from Iran. Inheritance details are in the Quran but not namaz or Sali. Allah and the Angels were doing namaz to the prophet.
Your heart is sealed by Allaah, hence you cannot understand. May Allaah give you Hidaayah
Sorry but this is not true, do you mind explaining yourself and where you got this false information from
apka sahi tarika to kaafi galat hai
To sahih kya h
Zara aap batayenge???
With daleel
Wahabi namaz😅😅😅😅
Nabi sallallahu alaihi wasallam ki namaj
Aur tumhari bidati namaz jahil andh bhagt
Masha allah jazakallahu khairan
Jazakallah hu khair
Jazakallah khair
Mashallah
Aameen ya RabbulAalameen
Jazakallah khair Mashallah
Walaiķomussalam warahmatullah wabarkatahu
Masha allah
❤❤❤❤❤❤❤❤
Assalamualaikum
Barakallahu feek
Second rakat k liye uthne k waqt kya hum ko baithne k baad phir se allahuakbar kehte hue thairna hai ?
Ye zara aap wazeh Karen
Jazakallah khair
Mashallah