@@Learnandplay247 Central govt ka project hai jisko Nitin Gadkari lead kar raha hai,late hua toh fine lag jayega. Bus ramp or 10 piller ka work bacha itna time nahi lene wala.
Mujhe lagra hai ki iss elevated corridor ke kam mai utna effort nhi lagaya jaa raha hai jitna ki Kantatoli Or Sirom toli flyover me lagaya ja raha hai, Pehle lagg raha tha ki yeh corridor 2024 ke end me mil jayege lekin abb lagg raha hai ki Holi ya uske bad hi milega
December Tak flyover complete ho jayega. Ginti ke 10-12 piller ka work bacha hai or ratu road ka ramp bacha hai vo bhi ban jayega 3month main
Ha wahi January me shuru hoga I guess
Nahi hoga abhi election ki wajah se kam disturb hone wala hai nov dec mai don't expect it before March 2025
@@Learnandplay247 Central govt ka project hai jisko Nitin Gadkari lead kar raha hai,late hua toh fine lag jayega.
Bus ramp or 10 piller ka work bacha itna time nahi lene wala.
Great coverage Brother
Thanks
Flyover pillar pe poster lagana bhi mana kar dena chahiye chahe govt ka ho ya private ka....
Bhai lagta hai koi sunega?
@@abhisheknathvlogs jab log red colour se rang dete hai to poster pe pratibandh kaise lagegi sabse pahle kamla pasand ka hi poster lagega😂
@RockJack24 😂😂😂👍🏼
@@RockJack24 haan ye to hai
@@abhisheknathvlogs Nucleus to lalpur wala road kab tak banega
😊😊
🤣👍🏼
Rr sporting wahi raste mei hai mast pandal
Was winner in 2019
Yup
Mujhe lagra hai ki iss elevated corridor ke kam mai utna effort nhi lagaya jaa raha hai jitna ki Kantatoli Or Sirom toli flyover me lagaya ja raha hai, Pehle lagg raha tha ki yeh corridor 2024 ke end me mil jayege lekin abb lagg raha hai ki Holi ya uske bad hi milega
Exactly...mujhe v wahi lagta hai...jo raftar me kaam hona chahiye waisa nai ho raha...still dhire dhire kaam age badh raha
@@Rail_Fan_69 JMM २०२४ चुनाव के चलते हड़बड़ी में है , बीजेपी अभी हड़बड़ी में नहीं है क्यों कि लोक सभा चुनाव अभी दूर है ।
Looking at the structure, I don't think heavy vehicles will be allowed to run on this bridge.
This is a very interesting observation that you did... I also think trucks will not be allowed
2025 me tayar ho jayega ❤😂
😂😂😂🙏🏼
Bhaiya natural grass ya artificial grass lgega
Natural grass hi lagayega
Bhai raat ka 11 clock ya 2 o clock mei ghumne jayega warna normal eight to 10pm tak bahut bhayankar bheed rahelta hai
Ha
We Ranchites are bored of getting into malls . Please recommend some new and thrilling places !!
L🤣🤣🤣L then go to the hidden waterfalls to enjoy the scenic beauty
@abhisheknathvlogs Yes badly needed
2002 me go pro aya tha 😂😂😂?
Kya maine 2002 bola?🤣🤣🤣🤦🏼🤦🏼 Mistake ho gaya
Bhaiya thumbnail ka text kon se software se likhte hain aap please bataye hame
Main Photoshop use karta hu bro
@@abhisheknathvlogs aapke sath ek vlog bnana hai mujhe
@svkproductions6788 zarur bhai
२०२५ के दिसंबर तक पुल बन जाने की हम उम्मीद कर सकते हैं ।
Bilkul sahi kaha
Mera estimate h May 2026 ya 2027
🤣🤣🤣
@@abhisheknathvlogs Bhai has mat, 2027 se phle ye start ho gaya to kislay khalkho aadha mostache leke ghumega
video quality Kaam Laga bhaiya 😶
Full hd me tha...
Video on Kiya face dekh kr dar gya
😂😀😂 darna zaruri hai
Bro I think it will take mid of 2025 to complet
Exactly... somewhere around April
Bhai drone view bhi dikhaya karo na thoda
Bhai mere pass drone nai so nai dikha pata...😞
Iss flyover me bhi shayad sound barriers banenge🤔
Shayad bane
April 2026
🤣🤣🤣ye bahut jyada der ho gaya
@@abhisheknathvlogs bhaiya ratu road flyover ka kaam bhi to waisa hi ho rha h 😂
@ashishlakra3904 🤣🤣🤣
Bhai.. tu thoda dadhi much thik krwa le . Tra accent aur bolne ka tareeka thik h. Bs tu thoda face thik kr le
Bhai aisa hai na ki haal me hi maine sab thik kiya aur mujhe aisa look pasand ata hai so filhal k liye ye look hi rakhunga
Aare kuch aur dekhaao bhai flyover nahin hua taajmahal ho gaya
🤣🤣🤣 aj ranchi walo k liye tajmahal se kum hai kya ye new flyovers