Jab aap logo ko sikhana chahati hai Uske pahale apne aap ko update karke ,sari bariyon ko janker expert baniye Phir sikhane ke bare me sochiye 1. Chahe pattedar sabji ho ya anya sabhi sabjiyon ko market se laker pahalw dhiya jata hai Phir use chilne katne ke baad dhona nahi rahata, taki uske nutrition pani me, nali me bahana chahiye 2. Kadhai aapne steel ka use kiya , good but aaj bhi aap ye nahi jan rahi hai ki specially alluminium ka pressure cooker unhealthy hai Abtak jyadatar logone aluminum utensils kitchen se baher kiya hai 3. Aap abhi bhi maide use bhi kar rahi hai Our logo ko sikha bhi rahi hai Sikhane ke naam logo ko misguide to na kare please .
Usage of maida and aluminium utensils is a personal preference. I’m not promoting the usage of any of these. Mostly log maida use karte hai, agar koi nahi karta toh they may skip it. Aur sabji ko maine pehle dhoya fir kata and agar usme fir bhi mitti reh jaati hai tab uske liye yeh tarika btaya gaya hai aur bola bhi hai. Thanks 🙏
Amazing tips 👌 👏 ❤️
Useful tips
Thanks a lot🙏
Excellent
Thank you
1.34 excellent idea for 🧤
Thank you 😊
Wah mathri bnane ka treeka la jwab hai.❤
Thank you
Wow Yummy very tasty and healthy this recipe 😋 Thank you friend for sharing ⭐🎁⭐
Thank you for watching 🙏
Nice video with good tips 👍🏻
Thanks for liking🙏
Mathari bahut achchhi lagi
Thank you so much 🙏
Slari kaise bnani hai dear? I will try.
Three spoon maida and 2 spoon melted ghee
Nice video,,❤❤❤❤
Thank you so much 🙏
Mathari achhi bani hae
Thank you 🙏
Matri bhot achi lgi waaaao
Thank you
हरी सब्जी को काटने के बाद नहीं धोते हैं
Yes 👍
😊
5@@kadianscooking7050
U r right
@@supritighosh498kyu nahi dhote
Mineral vitamin nikal jate he cut karke dhone se
Nice and good 🤞luck❤❤❤❤❤❤
Thank you 🙏
Very nice e Recipe keep it up All the best
Patte kat ker dhone se uske nutrients kum ho jate hai pehle putta dho le phir cut kare
Gas slow hai ya fast for mathri?
Slow
Mathari bahut achhi lagi
Thank you
nice tips
agr smose thande ho gaye hon touh
Kese gsrm kren ?
Microwave mein 20-30 seconds chala dijiye
Metri mam
Aata konsa dale
Maida ya gehu ka aata bhi dal sakte hain
Jab aap logo ko sikhana chahati hai
Uske pahale apne aap ko update karke ,sari bariyon ko janker expert baniye
Phir sikhane ke bare me sochiye
1. Chahe pattedar sabji ho ya anya sabhi sabjiyon ko market se laker pahalw dhiya jata hai
Phir use chilne katne ke baad dhona nahi rahata, taki uske nutrition pani me, nali me bahana chahiye
2. Kadhai aapne steel ka use kiya , good but aaj bhi aap ye nahi jan rahi hai ki specially alluminium ka pressure cooker unhealthy hai
Abtak jyadatar logone aluminum utensils kitchen se baher kiya hai
3. Aap abhi bhi maide use bhi kar rahi hai
Our logo ko sikha bhi rahi hai
Sikhane ke naam logo ko misguide to na kare please .
Usage of maida and aluminium utensils is a personal preference. I’m not promoting the usage of any of these. Mostly log maida use karte hai, agar koi nahi karta toh they may skip it. Aur sabji ko maine pehle dhoya fir kata and agar usme fir bhi mitti reh jaati hai tab uske liye yeh tarika btaya gaya hai aur bola bhi hai. Thanks 🙏
Avoide मैदा,please. Its unhealthy.
Cheele me kon sa aara dalte he ?
Gehu ka aata