Jab Scooty ko ye lagta hai ki, Requirment itni power nahi aa rahi, ya use safety issue lagega to ayega, par best tarika hai janne ka, battery ko nikal ke full charge kar ke, phir dono ke achhe se laga ke single rider chala ke dekhiye
Most bhangar.. Paisa barbad scooty.. Battery problem 6month mai 7times hua hai.. Alaram system is not working properly.. Eski sit bhi achhi nahi hai.. Diky mai pani jata haii.. Guys don't buy... Don't get regret like me after buying it I bought this scooty from hero satara cenetr near azintha chauk.. And service bhi achhi nahi dete... If u buy it u definitely regret. As per me esko ban krna chahiyee😡😠
Aapko sabse pahle battery seal check karni hai, bill pe battery ke serial number check karna hai- battery se related itna hi hai, baki scooty pe total running dekhna hai, sare switch achhe se check karne hai, light horon, indicator, scratches, weel, tires phir sign karna hai
Sir singl battery par chalti hai yek nikal dene par
Hmm but 45 se upar nahi jayegi speed
owner ❌ honor ✅😂
Thank you
Limp home kya hai. Plz batayenge.
Jab Scooty ko ye lagta hai ki, Requirment itni power nahi aa rahi, ya use safety issue lagega to ayega, par best tarika hai janne ka, battery ko nikal ke full charge kar ke, phir dono ke achhe se laga ke single rider chala ke dekhiye
Nahi aayega issue, agar fast charger use karte hai to, ghar pe original charger use kar ke dekhiye
Battery chori hone ka dar hai kya is gadi mai....?
Lock to lagi hui hai par use 2 lock torni padegi tab chura ke le ja skata hai
Aur sir documents kya kya dete hai ye delivery ke time
Vehicle invoice
Insurance
Rc receipt
Aur kuch bhi denge
Aapko bill Denge, aapse aadhar ka OTP lenge, subsidy ke liye PAN and aadhar lenge, insurance ka paper denge, RC bad me denge, ek helmet denge,
@@camdays-pm vida ki koi mannual ki book
Nahi aisa to kuchh nahi diya
Apse bat karni hai kese kare?
Aap instagram chalate hain?
@@camdays-pm ha ji... Apka insta id bta do
@@camdays-pm ha ji
@@camdays-pm apka insta de do
Camdays
Kisi Ko bhi sujhav mat Dena yah gadi 😢😢
Oh- kya location hai sir, aapka?
Aur customer care ya service center kya kah rha
Most bhangar.. Paisa barbad scooty.. Battery problem 6month mai 7times hua hai.. Alaram system is not working properly.. Eski sit bhi achhi nahi hai.. Diky mai pani jata haii.. Guys don't buy... Don't get regret like me after buying it
I bought this scooty from hero satara cenetr near azintha chauk.. And service bhi achhi nahi dete... If u buy it u definitely regret.
As per me esko ban krna chahiyee😡😠
Bahut hi bakwas gadi hai 15 din mein battery kharab10 din se service centre per
Hmm bahot log complain karte hai aur bahot log sahi batate hai
Sir aaj meri isi gadi ki delivery hai mujhe bta skte hai pdi ke time battery kese check kru
Aapko sabse pahle battery seal check karni hai, bill pe battery ke serial number check karna hai- battery se related itna hi hai, baki scooty pe total running dekhna hai, sare switch achhe se check karne hai, light horon, indicator, scratches, weel, tires phir sign karna hai
Totel running maximum kitni honi chahiye
90 max ana jana @speed of 45 kmph
75-80 max @speed of 68 kmph
65-70 max @speed of 80 kmph