@@MataDurga101 August September month me milta hy iska seed, seed ke liye 5,6 year old ped ke niche milega, agar plant chahiye to Nursery me sampark karen.
Beej lagane ke turant baad 1st watering karte hy, or jab lage ki soil me moisture (nami) kam hy, mitti sukhne lage tab watering kare, or dhyan rhe halke watering kare nhi to seed ke sadne ke chances hote hy...🙏
ବହୁତ୍ ସୁନ୍ଦର୍ ଭାଇ❤❤❤❤❤
Beej kaha se kharidenge?
Jaipur rajshthan se ho
Ashoka tree Ka jmin me Kitna felta h
Nice mr plant 🌱lover
नमस्कार कृपया बताइये सीता अशोक का बीज कहाँ से मिलेगा
Aap apne najdiki nursery se sampark kar sakte hai,
Beej August month me milega next year Sita aashok ped ke niche
👌👌👌🌲
Sir John ashok ke beej market me mil sakte hai aur kaha par
Ashok ke beej August month me purane ped ke niche milegaa.
Kis mahine pe bij ati hai ashok ka
Sir
Beej koo kitney time tak store kar saktey hai
With thanks🌹🌹🌹🌹
Rainy season me (with 50% moisture content in seed)2-2.5 week tak
@@TirkeyGardening thank you🌹🌹🌹🌹🌹
@@tejinderbedi4465 most welcome 🤗
Kitne din me ankuran bigta hai
7 - 10 din lagte hy , Rainey season me
Bhai mujhe lene h ashok seed can u help me
Hnn, aap kaha se hy?
Seed konse month main mil sakte hai
August to October mah me
Sir mujay seed chahiyay
beej kaun se mahine me milega
August month me main collect kiya ta pake fal se, September me bhi milega pr seed thoda sprouted rahega, care jyada krna padega.
Sorry for late reply🙏
Sir Mera ek question hai ki ye ped kitna dur chood k lagaye
Ashok tree 🌲 ko lagane ke liye 2 paodhe🌱 ke bich 3 meter ka gap hone chahiye, isse plant ka growth achha rahega...
Sorry for late reply🙏
बीज कहा से मिलेगा??
Aapke aas pass me 5 year old ashok tree 🌲 ke niche ya nearest nursery me contact Karen, mere pass bhi available hy.
Sorry for late reply🙏
@@TirkeyGardening Bhai seed ke liye brao
@@MataDurga101 August September month me milta hy iska seed, seed ke liye 5,6 year old ped ke niche milega, agar plant chahiye to Nursery me sampark karen.
Bhai ashok ka beej kb laga skte hai or aap bhej skte ho kya
Brother, my Ashok ka beej August month me collect kiya tha, August month me hi lagaya ta
Or beej to yha se bhej ni paunga mai
I am house in the asoka tree 15 plant and tree
Yoir english is sooo nice😂
Beej lgane ke baad pani kitne din m dena padta h bhai
Beej lagane ke turant baad 1st watering karte hy, or jab lage ki soil me moisture (nami) kam hy, mitti sukhne lage tab watering kare, or dhyan rhe halke watering kare nhi to seed ke sadne ke chances hote hy...🙏
Aangai channel nan subscribe nanke le
Aan ajit ekka
Bhai Yeh Fake Ashok Ke Poudhe Hain.
'Polyalthia longifolia'(Scientific name) Odisha Me Ise Devdaru (ଦେବ୍ଦାରୁ) Bolte Hain.
Jaipur rajasthan