Aansu ki bundon se bayaan karun sach mai, Apno ko doobte dekha hai nafrat mein. Accha hai ke koi mujhe maanta nahi dost, kyunki unke Chalavon pe kabhi kara nahi shaq mene. Iss zamane ke jaal mein Kese pura karun khat mai? Bas yunhi panne bharte raate kate kasht mein. Chalo kare move on from this boring life aur bachi-kuchi zindagi ko laate barkat mai. Yehi sach hai mera ki koi sath nahi, Kyunki logon ke saamne mene jode hath nahi. Apne kaam se kaam rakhta hun issi wajah se dhang se ham se kabhi karta koi baat nahi. Chahta hun pyaar sirf music ke through, Tu sahi thi har jagah and I've no hate for you. Meri reality mujhse behtar nahi jaanti tu warna tu bhi samaj pati why I don't say what I do. Kese ab shuruat se sab shuru karun? Iss sawaal se aaj bhi kyun mein itna darun? Phir yaad aata ki kese yahan tak aaya tab jake raat ko phirse ye panna bharun. Mera ye panna hi hai mera only yaar. Kisi ke aane ka nahi rakhta mein qaraar. Can anyone feel what I'm trying to say?, haan mujhe insaanon mein nahi dikhta hai ab pyaar. Starting over everything, (Na Hai Koi Baat Ka Gham) Moving on from everything. (Na Rakhu Mein Bharam) {× 2} Mene ki hai galti tujhe Maa se milake. Mene ki hai galti tujhe deke joothe dilase. I'm sorry for everything that I did, I don't know kese kisi-ka man behlate. Mujhe chod-de ab tu mere iss haal pe, Mujhe yakeen hai mere aane wale kal pe. Jeeta hun mein tab ye gaana sunu jab aur sikhta hun mein pyaar se aur meri har haar se. Badalon se zyada mai barsunga, Jab gaano mai khud-se sach kahunga. Bahegi ye qalam mere aansu se bhi zyada aur ussi se hi maa-baap ke sapne pure karunga. Meri taraf se bas tumhe pyaar milega, Badle mein kya tumhara thoda waqt milega? Waqt se Khud-pe hi dhyan dena hai tumhe aur yehi waqt tumhe bohot kuch keh dega. Ye aayat se meri tehzeeb Jaan lo, Dikhta nahi qafilon mein chahe kuch bhi ho. Mera dhyan sirf meri tarbiyat mein hai, Chahe meri quat ko tum naseeb keh lo. Bohot kuch karna hai music mein ab, I'm not satisfied with my own work. Lana hai aisa change through my songs jisse logon ke liye banu ek role model. I'm not a politician phir bhi launga mein kranti, I'm not a God phir bhi mujhse mile tumhe shanti. Kya hun mein mujhe ab pata hai, I'm an artist jise duniya insaan nahi maanti. Chand bhi khafa hai meri galtiyon se, Ki kese aasani move on hua tere lamhon se. Nahi karta to ban jata tuta Tara. Jiska ilaaj na milta hakeemo se. Aankhon Se Sach Dekho, Baaton Se Bayaan Karo. Lamhon Ki Yaadein Sari, Dil Se Bahar, Na Aane Do. Starting over everything, (Na Hai Koi Baat Ka Gham) Moving on from everything. (Na Rakhu Mein Bharam) {× 2} It's a message An apology. A song to accept your reality, Accept Karo, Shuruat se sab shuru karo. Likhai Hai Sacchai. Peace.
Aansu ki bundon se bayaan karun sach mai,
Apno ko doobte dekha hai nafrat mein.
Accha hai ke koi mujhe maanta nahi dost,
kyunki unke Chalavon pe kabhi kara nahi shaq mene.
Iss zamane ke jaal mein Kese pura karun khat mai?
Bas yunhi panne bharte raate kate kasht mein.
Chalo kare move on from this boring life
aur bachi-kuchi zindagi ko laate barkat mai.
Yehi sach hai mera ki koi sath nahi,
Kyunki logon ke saamne mene jode hath nahi.
Apne kaam se kaam rakhta hun issi wajah se
dhang se ham se kabhi karta koi baat nahi.
Chahta hun pyaar sirf music ke through,
Tu sahi thi har jagah and I've no hate for you.
Meri reality mujhse behtar nahi jaanti tu warna
tu bhi samaj pati why I don't say what I do.
Kese ab shuruat se sab shuru karun?
Iss sawaal se aaj bhi kyun mein itna darun?
Phir yaad aata ki kese yahan tak aaya
tab jake raat ko phirse ye panna bharun.
Mera ye panna hi hai mera only yaar.
Kisi ke aane ka nahi rakhta mein qaraar.
Can anyone feel what I'm trying to say?,
haan mujhe insaanon mein nahi dikhta hai ab pyaar.
Starting over everything,
(Na Hai Koi Baat Ka Gham)
Moving on from everything.
(Na Rakhu Mein Bharam) {× 2}
Mene ki hai galti tujhe Maa se milake.
Mene ki hai galti tujhe deke joothe dilase.
I'm sorry for everything that I did,
I don't know kese kisi-ka man behlate.
Mujhe chod-de ab tu mere iss haal pe,
Mujhe yakeen hai mere aane wale kal pe.
Jeeta hun mein tab ye gaana sunu jab aur
sikhta hun mein pyaar se aur meri har haar se.
Badalon se zyada mai barsunga,
Jab gaano mai khud-se sach kahunga.
Bahegi ye qalam mere aansu se bhi zyada
aur ussi se hi maa-baap ke sapne pure karunga.
Meri taraf se bas tumhe pyaar milega,
Badle mein kya tumhara thoda waqt milega?
Waqt se Khud-pe hi dhyan dena hai tumhe
aur yehi waqt tumhe bohot kuch keh dega.
Ye aayat se meri tehzeeb Jaan lo,
Dikhta nahi qafilon mein chahe kuch bhi ho.
Mera dhyan sirf meri tarbiyat mein hai,
Chahe meri quat ko tum naseeb keh lo.
Bohot kuch karna hai music mein ab,
I'm not satisfied with my own work.
Lana hai aisa change through my songs
jisse logon ke liye banu ek role model.
I'm not a politician phir bhi launga mein kranti,
I'm not a God phir bhi mujhse mile tumhe shanti.
Kya hun mein mujhe ab pata hai,
I'm an artist jise duniya insaan nahi maanti.
Chand bhi khafa hai meri galtiyon se,
Ki kese aasani move on hua tere lamhon se.
Nahi karta to ban jata tuta Tara.
Jiska ilaaj na milta hakeemo se.
Aankhon Se
Sach Dekho,
Baaton Se
Bayaan Karo.
Lamhon Ki
Yaadein Sari,
Dil Se Bahar,
Na Aane Do.
Starting over everything,
(Na Hai Koi Baat Ka Gham)
Moving on from everything.
(Na Rakhu Mein Bharam) {× 2}
It's a message
An apology.
A song to accept your reality,
Accept Karo,
Shuruat se sab shuru karo.
Likhai Hai Sacchai.
Peace.
Wow yaar....
❤ Great... enjoy
Great choice of words!!!! ❤
🤙 touched
👍
Mast mast
💥💥
🙌🫡💯
Badshah copy *
💜🫶