Micro atm me krte hai sabse pehle entry ki kitne no. Update kiye Aaj apne . Or me to hmesha Ippb me hi entry dalti hun deposit side kayunki Ippb wale resister me hi entry krti hun me celc ki. Isliye. Man lo agar mene Aaj 1000 jma kiye Ippb me. Or 1 mob. No. Update Kiya to me Ippb ki entry krte time deposit me 1050 dal dungi
hello mam Maine IPPb se Mobile number update request placed karva diya hu postoffice se to mujhe apne Aadhar card ke Biomatric and photo update karwana hai Aadhar Jan seva kendra se to kya mai karwa sakta hu but (problem ye hai ki hai mujhe ye mobile number update request complete hone se pahle karwana ) hai plz reply mam...!!!
@@ankitkumargupta3981jab mob. No. Update kr dete ho uske bad micro atm me option hai "Update Adhar mobile" update. Wahan pr no. Of aadhar update enter krna , submit krna. Then jab Darlan me IPPB ka data enter kroge to aa jayega amount hisab me
Ippb ki transactions k sath hi dal deti hun me to. Agar 100 rupay jma huye Ippb me or 1 no. Update hua hai to Ippbe deposit me 150 rupay daldo . Or next day ho jati hai entry. Date change krne k bad.
@@BranchPostOfficeInsights ippb mei jo deposit withdrawal hai usme total count karke karna hoga amount? Aur agar yea deposit celc phone number update karne ke next day karu toh hoga kya ?
@@iamkaushikroy ap Apni boda report bnalo sahi se Jo hm khud bnate hai. Usme balance sahi krke bhejna. Or next day BO ka balance thik krne k liye aap celc ki transaction darpan me le Lena. Pr next day boda me mention mt Krna usko. Ho jaega sahi.
@@BranchPostOfficeInsights kuch samjha nehi..bas itna bataiye ki 50 rs karke jitna phone number update karu toh darpan app ke ippb deposit mei agar next day deposit karu toh hoga kya...actually mai celc ka work same day pe office work ke baad day end karke phir karta hoon..isliye same day deposit kar nehi pata...kyu ki pata nehi hota ki kitna celc phone number update hoga
IPPB Me Minor Account Open Kar Sakte Hain Ya Nahi Agar Kar Sakte Hain To Uske Liye Kya Kya Documents Dena Parega Offline Post Office Me Ho Jayega Unhe Debit Card Bhi Milega Ya Nhi
Kya aap ye bata sakti hain ki CELC ka exam clear karne ke bad kitna time lagta h oparator code aane me , jo Gmail me ata h , Maine CELC exam clear kar liya h as a BPM work karti hu but 15 din se jyada ho gaya abhi Tak code nhi aaya h Payment refund bhi ho gai hai Ippb branch me puchha to bole ki UIDAI ki taraf se ata h to kitna bhi time lag sakta hai Apka kitne din me aaya tha Please agar pata ho to reply dijiyega 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@@Kakashi-vf9mvbranch Post offic k employees le skte hai.. Chahe bPM chahe abpm. Aapka deparment koi or hai shayd... Aapko apne kisi senior se pta krna pdega. Nd I think ki aapki apni id bn skti hai.
@@BranchPostOfficeInsights mobail number dalta hu new enrollment karte samay adhar generated ho jata hai, and mobail number link nahi hai aadhaar ke sath
Nice presentation
Thank you 💕
CELC transaction ka BODA report kaise generate karte hain?
Micro atm me krte hai sabse pehle entry ki kitne no. Update kiye Aaj apne . Or me to hmesha Ippb me hi entry dalti hun deposit side kayunki Ippb wale resister me hi entry krti hun me celc ki. Isliye. Man lo agar mene Aaj 1000 jma kiye Ippb me. Or 1 mob. No. Update Kiya to me Ippb ki entry krte time deposit me 1050 dal dungi
@@BranchPostOfficeInsights MicroATM
mein AADHAAR update ke liye IPPB deposit dikhana jaruri hai kya?
@@explore_Prince hmm. Kayunki boda generate krne k liye alag se nahin hai celc ka koi option
Ippb transition
@@adyoutube1593 IPPB ki transactions k liye utilities tab me option Diya hai. You can also check my you tube video on the same
Mam मेरे पास है अपने बताया नही scny करने में bo डालना पड़ता है अपना
Kya
hello mam Maine IPPb se Mobile number update request placed karva diya hu postoffice se to mujhe apne Aadhar card ke Biomatric and photo update karwana hai Aadhar Jan seva kendra se to kya mai karwa sakta hu but (problem ye hai ki hai mujhe ye mobile number update request complete hone se pahle karwana ) hai plz reply mam...!!!
Is time mobile update kyu nhi ho rhe
Saare pending jaa rhe hai
@@viralshorts8707 ippb branch ko btaao is bare me. Wo btaayenge may be koi issue ho
Iske dwara kiyne dino number udate ho jata h
@@AakashKumar-n5v1x 3 din
Madam ye I'd lene ke liye ippb bc id Lena hoga kya ?? Uske kitne din baad child enrollment id milti hai??
Please so contact your ippb branch
Mam find aadhar option ka Kam kya hai
Kya aadhaar card khojanese hm aadhhar number find aadhar option Se pasakte hai
Try krke dekhna. Mene kbhi check nahin kiya ye. Krungi to btati hun😆
@@BranchPostOfficeInsights yes mam
Mam mobile number update ka payment kaha se hota hai please help
@@ankitkumargupta3981jab mob. No. Update kr dete ho uske bad micro atm me option hai "Update Adhar mobile" update. Wahan pr no. Of aadhar update enter krna , submit krna. Then jab Darlan me IPPB ka data enter kroge to aa jayega amount hisab me
Mam
Kya adhar celc I'd se
Same state me
Pass ke district me kam kar sakte hai..
Camp mode me
@@jeevanparkashbairwa7906 hmm kr skte hai.
Operator sync
Client sync
Har ek transaction se pehel karna hai ky ?
Nahin. Ak din me ak hi bar hoga
@@BranchPostOfficeInsights client sync vi 1 din me 1 hi bar...
@@JohnSnow-dx9dx hanji
Mere Father name se I'd hai hum chla sakate hai
@@TinkuKumar-ic4uz nahin. Biometric lgti h
Client error a rha hai, solve kaishe hoga
Matlab
Me aap se baat karna chat hu ji accha profile hoga aap ka me khuc celc use karta hu ji@@BranchPostOfficeInsights
Daily aap 2K earrings karo ge celc me work kar ke
Darpan app mei kaise dikhaye celc phone number update ke transaction ippb mei...aur same day pe nai kar pao toh next day kar sakta hu
Ippb ki transactions k sath hi dal deti hun me to. Agar 100 rupay jma huye Ippb me or 1 no. Update hua hai to Ippbe deposit me 150 rupay daldo .
Or next day ho jati hai entry. Date change krne k bad.
@@BranchPostOfficeInsights ippb mei jo deposit withdrawal hai usme total count karke karna hoga amount? Aur agar yea deposit celc phone number update karne ke next day karu toh hoga kya ?
@@iamkaushikroy ap Apni boda report bnalo sahi se Jo hm khud bnate hai. Usme balance sahi krke bhejna. Or next day BO ka balance thik krne k liye aap celc ki transaction darpan me le Lena. Pr next day boda me mention mt Krna usko. Ho jaega sahi.
@@BranchPostOfficeInsights kuch samjha nehi..bas itna bataiye ki 50 rs karke jitna phone number update karu toh darpan app ke ippb deposit mei agar next day deposit karu toh hoga kya...actually mai celc ka work same day pe office work ke baad day end karke phir karta hoon..isliye same day deposit kar nehi pata...kyu ki pata nehi hota ki kitna celc phone number update hoga
@@iamkaushikroy ho jaega. Pr asa mt Kiya kro hisab me difference aata rhega ase. Ya fir day end sham ko hi Kiya kro
mai ne exam de diya hai id kaise milega hedh post office me jana hoga ki koi sa bhi post me jakar ke bolunga to bata denge
@@GaneshKumar-cn2qy ippb branch se contact kro
celc aadhar id ban jane ke bad yad koi so me adhar ki badi id pr kam karna chahe toh uske liye exam alg se dena hota hai kyaaa plz batye mem
Yes
Api related error araha hai baar baar
Post office me new aadhaar card bhi banta h ?
5 sal tk h bcho ka new enrollment kra skte h But hm branch me nahin bnta hai
L2 Proses me kitana time lagta hai
Sorry .Me samjhi nahin?
Location set nhi ho pa rhi
Location auto set ho jati hai . Nahin ho rahi hai to ippb branch me call krke confirm kro
Id kaise milage
Mam puri janch kar ke iska jwab de jldi
Please
Login nahi ho rahahe
Kya error aa raha hai?
Ma'am kya main kabhi bhi , kisi time par bhi update kar sakta hoon , ya phir bus official hour mein . Kindly reply??
Kr skte hai update. But agr official time pe hi kroge to jyada acha hai. Hisab me lene pdte hai na mob.no Update k pese.
Me aap se baat karna chat hu ji
Hanji bolo
IPPB Me Minor Account Open Kar Sakte Hain Ya Nahi
Agar Kar Sakte Hain To Uske Liye Kya Kya Documents Dena Parega Offline Post Office Me Ho Jayega Unhe Debit Card Bhi Milega Ya Nhi
Adhar ka no. Hi cahhiye bs.
@@BranchPostOfficeInsightsMinor k SB account open ho jayga? Documents?
@@sonal_tiwari__ Hanji ho jata hai. Minor ka aadhar or photo sath me mmi ya daddy ka adhar or Pan or unhi k sign. Bs
@@BranchPostOfficeInsights PAN nhi hoga parent ka tb b ho jayga
@@sonal_tiwari__ hanji
Mam kya ye id Internet cafe ko mil sakta hai
Sorry...ye nahin hai mujhe pta. CSC walo ko mil skti hai may be .
Mem I'd chahiye kaise milega
Apne ippb center m jao celc ka paper k liye apply kro paper de k ban jaygi id
Kya aap ye bata sakti hain ki CELC ka exam clear karne ke bad kitna time lagta h oparator code aane me , jo Gmail me ata h ,
Maine CELC exam clear kar liya h as a BPM work karti hu but 15 din se jyada ho gaya abhi Tak code nhi aaya h
Payment refund bhi ho gai hai
Ippb branch me puchha to bole ki UIDAI ki taraf se ata h to kitna bhi time lag sakta hai
Apka kitne din me aaya tha
Please agar pata ho to reply dijiyega 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
IPpb branch me contact kro aap
Upload ka kaam kya he ?
@@Whity200 agr pending reh jaaye to upload me jake upload kr skte hai
@@BranchPostOfficeInsights ek demo dijie na kindly...
@@Whity200 mere pass koi enrollment nahin hai krne ko.. To ye possible nahin hai. But iska kam bhot km hai. Rare hi hai agr use krna pde
Iss application ko recharge v karwana hota hai kiya or karwana hota hai to kitne ka ???
Department khud dekhta h ye sab
Didi id kase milega
@@AANIL-s5k Ippb branch walo se bat kro
Child enrollment ki fees kitni hai ?
No fee
Celc app mobile me chalega kya didi ?
@@SADDAM96478 nahin
mam id chahiye please reply
Me ek abpm hu. Me celc ka id lena chata hu, celc ka exam me pass bhi huya hu abhi me keya koru
Plz reply 😢😢😢😢
Ippb branch me bat kro.
Chart Aadhar ID humko lena hai
Ippb branch me bat kro
Editing konse app me krte ho
Inshot
mam kitne dinno baad mobile no update complete hota hai?
@@authenticsoul-n4v 3 din bad
Kya sunday pe celc ka kaam kiya ja skta hai
Krne ko to kr skte hai. But Krna mt. Balance nahin milta hai fir sahi se
Stetus kitne din me batata he
3 din me update ho jata hai mobile no
@@BranchPostOfficeInsights child enrollment ka
@@gaurav2168 3 4 din bad UIDAI pr check kr le
Csc id se ye id se le sakte hain kya
Nahin. Isake liye alag se exam hota h
Kaun sa exam hota hai aur kaise id milegi@@BranchPostOfficeInsights
Ma’am , meri Uidai mein aadhaar supervisor ki ID hain.
Dono matlab CELC ID le sakte hain kya?
Ya phir sirf ek hi ID rakh sakte hain?
@@Kakashi-vf9mvbranch Post offic k employees le skte hai.. Chahe bPM chahe abpm.
Aapka deparment koi or hai shayd... Aapko apne kisi senior se pta krna pdega. Nd I think ki aapki apni id bn skti hai.
Kisi child ka age 5 years 1 month ho toh uska enrollment bo mein hota hai kya
No. 5 sal tk k hai jo unhi ka hoga
Maine 10 new enrollment kiya par aadhar ban ja raha par mobail number add nahi ho raha hai new enrollment me
Without no. To enrollment possible nahin hai
@@BranchPostOfficeInsights mobail number dalta hu new enrollment karte samay adhar generated ho jata hai, and mobail number link nahi hai aadhaar ke sath
@@BranchPostOfficeInsights adhar Genreted ho jata hai par eadhar dow karte samay mobail number not link ata hai
@@rajug4703 fir pta nahin kya issue hoga. Ippb branch me contact Krna ak bar ..wo kya bolte hai
Us bacche ke papa ya mummy ke adhhar mai mobile link hoga toh automatic uska hoga banana ne se pehle papa ke number jodo fir ho jayega
Child Aadhar ID humko lena hai