❤️ Qaber_e_RASOOL ﷺ ki Haziri say mutaliq Imam Ibn_e_Taimiyah ka AQEEDAH ? Engineer Muhammad Ali

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 17 พ.ค. 2024
  • Engineer Muhammad Ali Mirza Bhai say Live sawal aur bat karnay ka TAREEQAH ??? • Engineer Muhammad Ali ...
    Jhelum Academy ko visit karnay ka Tareeqa • How to Visit Engineer ...
    Live Stream join karnay ka Tareeqa Bit.ly/liveemam
    Qabar e Rasool sy Mutaliq ibn Tamiya RTA ka Galat Nazariya | Engineer Muhammad Ali Mirza
    Plz on on Instagram / shahidmahmoodmirza1
    Please Follow our Facebook page for videos / snboff
    Shahid & Bilal Official
    Bilal Hashmi
    #EngineerMuhammadAliMirza
    #EngineerAliMirza
    #ShahidNBilalOfficial
    #Engineer_Muhammad_Ali_Mirza
    #Muhammad_Ali_Mirza
    #ShahidMehmood
    #BilalHashmi
    #LiveWithEngineerMuhammadAliMirza
  • บันเทิง

ความคิดเห็น • 64

  • @EngineerMuhammadAliMirzaClips
    @EngineerMuhammadAliMirzaClips 2 หลายเดือนก่อน +28

    Well Needed CLIP. Ma-Shaa-ALLAH عزوجل ! ! ! Keep on preaching ISLAM without any Sectarianism. May ALLAH guide all of us towards his path of TRUTH. Aameen ! ! ! My Salute for all the TRUTH Lovers. Al-hamduLILLAH عزوجل ! ! !

    • @Noor-h9h
      @Noor-h9h 2 หลายเดือนก่อน

      Ameen
      Best of luck for Sunday Sessions , Engineer Muhammad Ali Mirza Hafizahullah ☺ 🥰😍

    • @2812keNida
      @2812keNida 2 หลายเดือนก่อน

      Aameeeen 🫡 wa'aleikum Salaam warehmatullahi wabarakath ☺️🤍🩷🩵

    • @muhammadshahab5205
      @muhammadshahab5205 2 หลายเดือนก่อน +1

      me khud Ahle hadith hoon aor ham Ahle hadith awam abhi bhi Qur'an aor hadith ko he harf e awwal aor harf e aakhir maantay hain, Ibn Taymiyyah aor ibn al qayyim ke followers ziada tar arab salafiyon me hain aor kuch Pakistan ke Ahle hadith ulama bhi..
      engineer shb jazbaat me aa ke thokar aap bhi kha gaye hain, agar bilfarz nabi pak ki Qabr e mubarak madina sharef me na bhi hoti aor kisi aor city me hoti tab bhi madina ki fazelat aor ehteraam madina tun nabi ki waja se hota !! aor masjid e nabvi ki RasulAllaah se nisbat ki waja se uski mohabbat me sachay muhibb e Rasul aka Ahle hadith wahan khichay chalay atay, qabr e Rasool aor Masjid e nabi dono ki apni apni ehmiyyat hai, dono ko gudmad na karen
      Hazrat Umar ki Qabr e Rasul ke paas dafan honay ki kya yeh waja thee ke wo samajhtay thay ke yahan dafan honay se Allaah mujh se aasaan hisab le ga? kiunke Qabr e Rasul ki barakat me to yeh laazmi hona chahiye tha na !! jabke haqeeqat hai ke us mubarak dor me aisa koi aqedah nahi tha.. Hazrat Umar RasulAllaah se zindagi me bhi bohot qareeb rahay aor fot honay ke baad bhi unka qurb chahtay thay jaisa ke Ali raziAllaahu anh ne hazrat Umar ke mutalliq farmaya ke RasulAllaah se me aksar yeh suna karta tha ke "main Abu bakr, Umar gaye, me Abu bakr, Umar dakhil hoay, duniya me bhi RasulAllaah ke saathi thay aor fot ho k apne saathiyon (yani RasulAllaah aor Abu bakr) se ja milay"
      baqe teen masajid ki tarf safar ke jaiz honay wali hadith ko aap ne jaisay tora marora hai yun laga jaisay aap me brailviyon aor debandiyon ki rooh aa gae ho !! Masjid e Quba me jo RasulAllaah namaz parhtay thay wo is hadith ki category me faal he nahi karta !!.. kiun ke Masjid e Quba madina sharef me he hai jis ke liye RasulAllaah ko rakht e safar bandhne ki zaroorat he nahi, baqe madina tun nabi ke jitnay bhi fazael hain unka explicitly Qabr e Rasul se koi talluq banta he nahi, apki sab taweelain aor zabardasti ki khaincha tani bilkul brailviyon jaise hai !!
      haqeeqat yeh hai ke jab RasulAllaah ne madina ke yeh sab fazael bayan kiye tab to Qabr e Rasul thee he nahi !! balke yeh tak maloom nahi tha ke wafat ke baad RasulAllaah ko kahan dafan kia jaye ga !!..
      aakhir me aik baat kehna chahoon ga ke engineer shb jaisa aap kehtay hain na ke sab sunnion ko nasbiyat ka zukam zaroor hota hai, isee tarha me bhi kahoon ga ke neem rafdhi to aap pehlay se he hain, magar 30 33 saal brailviyat me zindagi guzarne ke baad bhi brailviyat ka zukaam aaj bhi aap me mojood hai

    • @Purajawab
      @Purajawab หลายเดือนก่อน

      جاھل ورشپرز شاہد اینڈ بلال! خدا کا قہر ہو تم پر، تمہارے بابے پر اور تھمب نیل بنانے والے پر،
      یہ اپنے باپ کے ساتھ ابن تیمیہ کی فرضی تصویر کیوں لگائی ہے؟ یہ بڑوں کی فرضی تصاویر یہ روافض کی بدعت ہے جب کہ تمہارا بابا انجنیئر دن رات بدعت کی مخالفت کی رٹ لگاتا ہے، یہ طرز قوم نوح کا ہے سابقہ بابوں کی تصویریں بنانا لگانا، یہ حرامی پن شرک نہیں ہے، جب بھی جاھل مرزا کسی بھی امام یا محدث کے خلاف رائے قائم کرتا ہے تم اپنے بابے کے ساتھ اس کی فرضی تصویر لگاتے ہو. واللہ العظیم انجنیئر جیسا فتنہ زمانے میں نہیں گزرا

  • @atifali5366
    @atifali5366 8 วันที่ผ่านมา +1

    Ali Bhai Zindabad ♥️

  • @shahidjamaljamal2706
    @shahidjamaljamal2706 2 หลายเดือนก่อน +7

    السلام علیکم سر سر اپ نے بہت ہی اچھا سمجھایا ہے جزاک اللہ اللہ تعالی اپ کو ہمارے سروں پر سلامت رکھے❤ امین

  • @shareef4089
    @shareef4089 2 หลายเดือนก่อน +1

    جزاک اللہ خیراً کثیرا ❤❤❤

  • @learnwithsm07
    @learnwithsm07 2 หลายเดือนก่อน +6

    Engineer Mohammed Ali Mirza ❤

  • @Ibrahim-sabir_khan
    @Ibrahim-sabir_khan 2 หลายเดือนก่อน

    15:26 mashallah we have a best Islamic scholar ❤

  • @Roushiixjerry
    @Roushiixjerry 2 หลายเดือนก่อน +7

    Allah pak ap ko sehat wali lambi zindagi ataa kery😊😊

    • @adilkhan424
      @adilkhan424 2 หลายเดือนก่อน

      Ameen

  • @touhidibrahim2812
    @touhidibrahim2812 2 หลายเดือนก่อน +3

    Jajak'ALLAH ALi bhai حفظ الله ❤

  • @zaidazam2592
    @zaidazam2592 2 หลายเดือนก่อน +1

    mashallah iman taza ho gaya aaj hadeese sunn ke

  • @kkss4068
    @kkss4068 2 หลายเดือนก่อน

    Maa shaa Allah

  • @tufailrather2844
    @tufailrather2844 2 หลายเดือนก่อน +2

    Narrated Abu Huraira: The Prophet (ﷺ) said, "Do not set out on a journey except for three Mosques i.e. Al-Masjid-AI-Haram, the Mosque of Allah's Messenger (ﷺ) , and the Mosque of Al-Aqsa, (Mosque of Jerusalem)."
    Sahih al-Bukhari 1189
    There is word "وَمَسْجِدِ الرَّسُولِ صلى الله عليه وسلم" that means Masjid nabwe ... At the time of suhaba masjid nabwe and roza rasool was seperate,so it means we can't set out journey for roza rasool as per this hadith as they both are seperate entities however roza rasool was included inside masjid nabwi when it was expeded however that part isn't masjid .
    Now fakki for ali mirza if he counts roza rasool as part of masjid nabwe :
    We can't pray on graves , can you pray inside roza rasool?
    Answer is no ,so that is not masjid .

  • @Loneumar118
    @Loneumar118 2 หลายเดือนก่อน +2

    Maa shaa Allah well needed clip ❤❤❤❤

  • @bismillahahmad9527
    @bismillahahmad9527 2 หลายเดือนก่อน +1

    جزاك الله خير ❤️❤️❤️

  • @user-pv8sp7wr5z
    @user-pv8sp7wr5z 2 หลายเดือนก่อน +1

    MashaaAllah excellent breaf ❤❤

  • @sajidhussain-jx7lm
    @sajidhussain-jx7lm 2 หลายเดือนก่อน +1

    So sweet ALI BHAI EXPLAINED very gently ...proud to be ur student

  • @SaddamNavedKhan
    @SaddamNavedKhan 2 หลายเดือนก่อน

    That was very brave of you.sir. .🇮🇳💪

  • @skzafar9783
    @skzafar9783 2 หลายเดือนก่อน +1

    Engineer sahab apse request hai aap *HAJJ ZAKAT ke mas'alah videoes ko firse HD recording karke upload kijiye with Hadith references* 10-12saal purane videos ki picture quality bahut hi kharab hai.
    Wo videos Aaj se 5saal baad bahut hi low quality najar ayegi aur dekhne layak bhi nahin rahegi, Jazakallahu khair

  • @muhammadsagheer9244
    @muhammadsagheer9244 2 หลายเดือนก่อน +1

    V well Ali bahi ❤❤❤❤❤❤

  • @mateenshah743
    @mateenshah743 2 หลายเดือนก่อน +1

    🤔

  • @masgulhossain3067
    @masgulhossain3067 2 หลายเดือนก่อน

    EMAM❤❤

  • @sad8434
    @sad8434 2 หลายเดือนก่อน +1

    Iska matlab ki agar khane kaaba ko kisi aur jagah shift kr diya jaye to muslaman makkah nahi jayega,Mena nahi jayega muzdalifa nahi jayega aur last me Arafat me nhi jayega,

    • @thetruthseeker1234
      @thetruthseeker1234 2 หลายเดือนก่อน

      Bhai visiting Kaba, Meena Mukdalifa Safa Marwa these are mandatory requirements for Hajj. But visiting Masjid e Nawabi is not a mandatory requirement for Hajj. And if Kaba was established somewhere else other than Mecca then we would visit that place.

  • @tufailrather2844
    @tufailrather2844 2 หลายเดือนก่อน

    ابوہریرہ رضی اللہ عنہ کہتے ہیں کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”تین مساجد کے علاوہ کسی سفر پر نہ نکلو، یعنی مسجد حرام، مسجد نبوی صلی اللہ علیہ وسلم اور مسجد اقصیٰ، یروشلم کی مسجد)۔ صحیح البخاری 1189 لفظ "وَمَسْجِدِ الرَّسُولِ صَلَّی اللہُ تَعَالٰی عَلَیْہِ وَاٰلِہٖ وَسَلَّمَ" ہے جس کا مطلب ہے مسجد نبوی... صحابہ کرام کے وقت مسجد نبوی اور روضہ رسول الگ الگ تھے، اس لیے اس کا مطلب ہے کہ ہم اس حدیث کے مطابق روضہ رسول کے لیے سفر نہیں کر سکتے۔ دونوں الگ الگ ادارے ہیں تاہم روضہ رسول کو مسجد نبوی کے اندر شامل کیا گیا تھا جب اسے تیز کیا گیا تھا تاہم وہ حصہ مسجد نہیں ہے۔ اب علی مرزا کے لیے فکی اگر وہ روضہ رسول کو مسجد نبوی کا حصہ شمار کرتے ہیں: ہم قبروں پر نماز نہیں پڑھ سکتے، کیا آپ روضہ رسول کے اندر نماز پڑھ سکتے ہیں؟ جواب نہیں ہے تو وہ مسجد نہیں ہے۔

  • @hameedrana7070
    @hameedrana7070 2 หลายเดือนก่อน

    Zbrdust ending😂😂😂😂😂

  • @hussainihussaini5085
    @hussainihussaini5085 2 หลายเดือนก่อน

    لا تجعلوا قبری عیدا ترجمہ میری قبر کو عید یعنی زیارت گاہ میلے ٹھیلے کی جگہ مت بنانا ۔۔ابوداود شریف ۔۔ رسول اللہ ﷺ کی قبر مبارک کے پاس مجمع لگانا بھیڑ کرنا بہت زیادہ دیرکھڑے رہنا یا بار بار آنا اسے میلہ گاہ بنانا ہے۔
    جو کہ ممنوع اور انتہائی خلاف ادب ہے۔
    جب ر سول اللہﷺ کی قبر مبارک کا ادب یہ ہے تو دیگر صالحین کی قبروں پراجتماع اور عرس بطریق اولیٰ ممنوع اور حرام ہیں۔

  • @ana_muslim_shia_e_ali_umar
    @ana_muslim_shia_e_ali_umar 2 หลายเดือนก่อน

    Bro exposing all firqa very casually ☠️☠️

  • @aamirahmed4407
    @aamirahmed4407 2 หลายเดือนก่อน +1

    Kisi bhi kisi masle se galati ho sakti hai ....kisi bui imam se ikhtalaf kia ja sakta hai .mmagar engineer ki kya uwat k imam ibn taymia pe zuban khole .mye to tabia aur shaba ra pe zuban kholta hai .mdhoka deta hai

    • @beingmuslimtv9765
      @beingmuslimtv9765 2 หลายเดือนก่อน +3

      Abdullah ibn Umar biddati the ?

  • @aamirahmed4407
    @aamirahmed4407 2 หลายเดือนก่อน

    Masjid ki fazilat nabwi pe swab hai 1000 k barabar hai kuch bhi bolta hai

  • @syedrizwan4387
    @syedrizwan4387 2 หลายเดือนก่อน +1

    ابن تیمیہ تو وڑ گیا😂

  • @khurramnasim4379
    @khurramnasim4379 2 หลายเดือนก่อน

    Jahal ha both bara

  • @FachoFarman
    @FachoFarman 2 หลายเดือนก่อน

    Ali Bhai shia aur sunni k Alag Alag hades ki Kitab mojoot hai aur shia sunni ki hades ki kitabon ko nhi mantah aur sunni shia hades ki kitabon ko
    .
    Ab aam Banda kya kara
    Kis ki BAAT ko manna

  • @waquarahmedshaikh6252
    @waquarahmedshaikh6252 2 หลายเดือนก่อน +2

    Barelwi keede yani jaraseem abhi tak poori tarah se mare nahi hain.. Mirza sahab.. Tauheed Tauheed karte ho lekin qabar se muhabbat tumhari abhi tak gayi nahi...😅

  • @aliasad5474
    @aliasad5474 2 หลายเดือนก่อน

    Ya hud wahbi ha is ko dahk ke he gusa a jata ha

  • @9181noman
    @9181noman 2 หลายเดือนก่อน +1

    Israel iron dome wali sarkar

  • @aamirahmed4407
    @aamirahmed4407 2 หลายเดือนก่อน +1

    Ye engineer ab IBn Taymia Ra ko samjhayegaa .......iski ilm Ibn taymia k takhno tak bhi nai .....hadd se jyda bolta hai aur apni jihalat ko batata hai ...halaki mein Hanfi malik se hoon lakin ibn taymia ilm ka pahad hai aur ye ek engineer bakwas karta hai

    • @insanexpro4553
      @insanexpro4553 2 หลายเดือนก่อน

      Tumhara gos kutub abdal to mar gaya😂😂😂

    • @Muhammad_Arslannn
      @Muhammad_Arslannn 2 หลายเดือนก่อน +1

      AJ TM hanafi Wahabio k Gustakh Imam Ibn Tehmiya Ka defend kr Rae ho wahhh . Bugz Engineer

  • @aamirahmed4407
    @aamirahmed4407 2 หลายเดือนก่อน +1

    Engineer jahil ko apni dimag k ghode chalane se baaz anaa chahiye ...agar 50 hadith makka k bareme nai hai kam hia to kya makka ki fazilat me koi kami hai ..bataa engineer bataa ??????kuch bhi bolta hai

  • @aamirahmed4407
    @aamirahmed4407 2 หลายเดือนก่อน

    Koi shak nai k madinaa k apni fazilat bahut hai Rasool RAW ka sahar hai ...qabar ..Lakin ye engineer kuch bhi apne dimag k ghode chalata hai

  • @aamirahmed4407
    @aamirahmed4407 2 หลายเดือนก่อน

    Tu to engineer hai .wo bhi nakam ho ...aur ti to bralvi thaa ..fir to jamati bana to ahle hadith thaa ..to shia aur baad me pata nai kya banegaa .zubai ali zai ahle hadith thaa fir kuch hai kya shay

  • @Purajawab
    @Purajawab 8 วันที่ผ่านมา

    مفتی طارق مسعود صاحب پلیز ایک چکر جہلم کا ہو جائے مریض بہت سیریس ہے پلیز پلیز پلیز

  • @Purajawab
    @Purajawab 8 วันที่ผ่านมา

    Welcome to the new mirza firqa founded by Mirza jehlmi Gustakh e Sahaba. Jahil Mirza has nothing to do with religious preaching. Jehlmi khokha must be closed immediately

  • @FachoFarman
    @FachoFarman 2 หลายเดือนก่อน

    Ali Bhai shia aur sunni k Alag Alag hades ki Kitab mojoot hai aur shia sunni ki hades ki kitabon ko nhi mantah aur sunni shia hades ki kitabon ko
    .
    Ab aam Banda kya kara
    Kis ki BAAT ko manna

  • @FachoFarman
    @FachoFarman 2 หลายเดือนก่อน

    Ali Bhai shia aur sunni k Alag Alag hades ki Kitab mojoot hai aur shia sunni ki hades ki kitabon ko nhi mantah aur sunni shia hades ki kitabon ko
    .
    Ab aam Banda kya kara
    Kis ki BAAT ko manna