@CR_07770 Tum pakka Bihar ya up ke ho Jammu mein tourism zero ke barabar hai aaj ke time mai aur tourist ka koi fanda hi nahin banta hai idhar aane ka ek time tha jab Jammu bara rahata tha tourist aur yatriyon ki vajah se phir Katra railway station ban gaya sare tourist Katra chale Gaye sare yatri Katra chale Gaye pahle Jammu one stop Hota tha chahe tourist Ho Srinagar jaane wale ho ya koi Delhi Ja Raha Hota tha Srinagar se use Jammu mein stay karna padta tha Jammu ek baithak thi logon ki Jo train banne se khatm ho gai Jo Mumbai Delhi Bangalore Gujarat hai vo Jammu aaenge hi kyon Jammu mein paise kharch karke unka fayda kya pahle Jammu aane ka reason tha Kashmir train nahin jaati thi Katra train nahin jaati thi tab jakar unhen Jammu mein rukna padta tha aur shopping karte The hotel mein khana khate the ab jisko Mumbai se Delhi se Kolkata se Rajasthan se Gujarat se Katra jana hai vah direct jata hai Srinagar jana hai vah direct jayega ya Kisi Ko Srinagar se Delhi Jana Hai Mumbai jana hai ya Gujarat jana hai ya Bengaluru jana hai vo Direct jayega Jammu Aakar paise kyon waste Karega trade Srinagar ka padega tourism Srinagar ka badhega Jo Amarnath ke yatri Jammu Aakar bus se Srinagar jaate the Jammu mein bus book karte The vah Jammu kyon aaenge vah log Apne Apne state se direct train mein Srinagar chale jaenge Jammu ke Jo bade bade vyapari Srinagar ke vyapariyon ke bich mein intermediate the unka to commission Paisa sab cut gaya na play Rahane do yaar tum Bihari Ho tumhen kya samajh aaegi baat
@@RifleRintu Srinagar train Chali gayi jab Srinagar mai train nahi thi tab log jammu ate the abi Srinagar mai train bani to log jammu nahi ayege Jammu one stop tha phale
Wow!! Super cool !! 👍👍
Jai Bharatiya Rail 🙏🙏
Jai J&K 🙏🙏
Jai Hind, Jai Bharat 🙏🙏
Proud moment for us
Indian railways 🔥
जय माता दी 🎉🎉🎉🎉🎉🎉
जय श्री कृष्णा 🎉🎉🎉🎉🎉
हर हर महादेव 🎉🎉🎉🎉🎉
Mubarak ❤
Good news 🎉🎉
JAI JAMMU,JAI MAA BAWE WALI.
Excellent news for Kashmiris.
Beautiful 😍
❤❤❤
Fully loaded 18 coaches ke saath test karna chahiye. only 8 empty coaches ke saath kiya gaya hai
जय श्री राम 🎉🎉🎉🎉🎉
Looks like 110 kmph
70
Modi Hai toh Mumkin Hai.
Namo.... government ❤❤❤❤
Dekh lo congress walon...tum.log bhi 😂😂😂😂😂😂
jammu khatam
Kuch khatam nhi hoga, infrastructure se sauliyat,trade, tourism sab badega📈.isse sabka faida hi hoga
@CR_07770 Tum pakka Bihar ya up ke ho Jammu mein tourism zero ke barabar hai aaj ke time mai aur tourist ka koi fanda hi nahin banta hai idhar aane ka ek time tha jab Jammu bara rahata tha tourist aur yatriyon ki vajah se phir Katra railway station ban gaya sare tourist Katra chale Gaye sare yatri Katra chale Gaye pahle Jammu one stop Hota tha chahe tourist Ho Srinagar jaane wale ho ya koi Delhi Ja Raha Hota tha Srinagar se use Jammu mein stay karna padta tha Jammu ek baithak thi logon ki Jo train banne se khatm ho gai Jo Mumbai Delhi Bangalore Gujarat hai vo Jammu aaenge hi kyon Jammu mein paise kharch karke unka fayda kya pahle Jammu aane ka reason tha Kashmir train nahin jaati thi Katra train nahin jaati thi tab jakar unhen Jammu mein rukna padta tha aur shopping karte The hotel mein khana khate the ab jisko Mumbai se Delhi se Kolkata se Rajasthan se Gujarat se Katra jana hai vah direct jata hai Srinagar jana hai vah direct jayega ya Kisi Ko Srinagar se Delhi Jana Hai Mumbai jana hai ya Gujarat jana hai ya Bengaluru jana hai vo Direct jayega Jammu Aakar paise kyon waste Karega trade Srinagar ka padega tourism Srinagar ka badhega Jo Amarnath ke yatri Jammu Aakar bus se Srinagar jaate the Jammu mein bus book karte The vah Jammu kyon aaenge vah log Apne Apne state se direct train mein Srinagar chale jaenge Jammu ke Jo bade bade vyapari Srinagar ke vyapariyon ke bich mein intermediate the unka to commission Paisa sab cut gaya na play Rahane do yaar tum Bihari Ho tumhen kya samajh aaegi baat
@@alimohammadkhan3507 masla kia ha? Thoda short me bolein.
@@RifleRintu Srinagar train Chali gayi jab Srinagar mai train nahi thi tab log jammu ate the abi Srinagar mai train bani to log jammu nahi ayege Jammu one stop tha phale
@@alimohammadkhan3507 Ooo. Lekin kia aisa kar sakty hy ki ek compulsory stoppage ho Jammu me? Waise jammu tak goods train to aa hi sakty hy.