Mera 2nd sem 2 subject me back lga Aur 3rd sem me first paper chut gya hai 31 Jan 2023 ko tha sir kya hoga 2nd sem back ka toh 4th sem me paper dunga aur 3rd sem ka paper jo chuta hai o 5th sem me dunga sir.???? Please sir help me Year back toh nhi lagega n sir .???
Sir back paper form ko kaise fill krna hoga. Aur back paper 1st semester walo ke sath dena hoga ya 3rd semester ke sath. Please jaldi se bta dijiye sir 🙏.
Thanks sir 🙏
Most welcome
Fail promoted dono likha hai toh kya kare
Please sir thoda bata 2sem fail promoted dono likha hai toh kya kare
Mera 2nd sem 2 subject me back lga
Aur 3rd sem me first paper chut gya hai
31 Jan 2023 ko tha sir kya hoga
2nd sem back ka toh 4th sem me paper dunga aur 3rd sem ka paper jo chuta hai o 5th sem me dunga sir.????
Please sir help me
Year back toh nhi lagega n sir .???
Nahi..
Chhute paper ka exam hoga....
Use aap de dena
Pata karate rahiye ga ki form kab fill hoga
Thank 🙏🙏🙏
Back paper ka form jb bhi aega plz notification de digiyega
okk
Sir kya roll number change ho jata hai
vbspu me semester ka purnank kitna hota hai
Sir jii Please bata dijiye ki year back kab lagti hai bahut jaruri hai sir
Hello bhaiya please btaiye ye
Mera pg .me minor subject chhut gya hai aur 10 bar gye hoge cliyr nahi bta rahe kaise hoga please please bta de
next year exam hoga iska
@@chemistrybysatyamsrivastav2716 kb tk please bta de marksheet vaise rah jayegi tb to absent kr ke
agr msc 3rd sem me back hai to uska exam kb hoga
Sir agr mera 1 sem or 2 sem dono me ek hi subject me back lag gya to kya hoga😢
Sir Mera 2019 me 2nd year me back lga tha aur back paper bhi chut gya tha kya ab hm Bed kr sakte h sath me optional subject se BA kr ke..?
Iska wait kr rha hu sir ..
Sir year back nhi lagaga n new education policy me please battai sir
नहीं
mera msc 3rd sem me ek sub me no.km tha aur maine 4th sem clear kr liya fir uska back paper kb hogs
jab 3rd semester ka exam hoga uske satg
Fail promoted dono likha hai toh kya kare Mera dost
Sir jis subject me Not qualify likha hai to usme bhi back paper Dena hoga
ji
Please bta dijiye sir 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Sir back paper form ko kaise fill krna hoga. Aur back paper 1st semester walo ke sath dena hoga ya 3rd semester ke sath. Please jaldi se bta dijiye sir 🙏.
aayega to information mil jayega
Bhaiya 3 samester ka mcq hoga ki written hoga vbspu
mcq
Sir second semester ka pura exam chhut gya hai kya hoga ab naam kat jayga addmission nhi hoga ab second year me
to usko complete exam dena hoga 2nd semester ka next year
@@chemistrybysatyamsrivastav2716 next year me de sakte hai exam
@@chemistrybysatyamsrivastav2716 addmission ka kya next year me
Kya back paper ka exam nahi de sakte??
kyu nahi 3rd semester me Dena hoga exam
@@chemistrybysatyamsrivastav2716 sir back paper ka form kab aayega
Sir agar back paper ka exam ek saal baad hoga ya fir 1 mahine ke ander please bataiye
3rd semester ke sath 1st semester ka exam hoga
@@chemistrybysatyamsrivastav2716 and improment ka form
Tb sir hm phle 3rd semester ki preparation krle phle
jarur kare
@@chemistrybysatyamsrivastav2716 tq sir
@@chemistrybysatyamsrivastav2716 sir aap bhi help kariyega back clear krne me
@@chemistrybysatyamsrivastav2716 chemistry ka back lga hai mera
Sir practical kab hoga td pg College me all subject ki
ho raha hai practical exam
apne subjects ka pata department se apne
First semester all subjects pass hu
Bahut Achha
Sir abhi jo 1st sem ka result aaya h usne 0 pe v promote hain n uska to nhi dena pdega back paper???
What is paper pattern of bsc 3 semester in vbspu ? Objective or subjective???
objective
@@chemistrybysatyamsrivastav2716
Thanks sir
Sir mera first semester me objective exam hua tha kya 3rd semester me bhi back papers ka exam objective hoga
Reply kijiye sir
Sir kya hum second semester me fail honge ya promote honge
pass hoge
👍👍👍
thanks
Sir ab kya back paper wala rule khatm ho gya kya
nahi...
difference ye hai ki
3rd ke sath 1st semester ka back dena hoga
4th ke sath 2nd ka
Sir objective hoga back paper
ha
Sir ab kya back paper wala rule khatm ho gya kya sir please bataiye
Sir bataye aap please
Oooo
Sir
Sir ab kya back paper wala rule khatm ho gya kya