MAA SHAA ALLAH MAA SHAA ALLAH ALLAH PAK ap ko salamat aur abad rakhy aur apke liye asaniya paida kare aur apki tamam duao per KUN farma dy aur apke rizq mein barkat Dale aur apko her sal Hajj aur Umrah ki sadat naseeb kare apke parents kai saath INN SHAA ALLAH AMEEN SUMA AMEEN apni khasosi duao mein mariyam shahid aur safia shahid ko aur mere abu shahid yousaf ko bhi yad rakhiye ga ❤❤❤❤❤❤
Asalaam kae hae aap mashallah aap 443 wali balding wala arey bta skte us mae mae re aumy abu aay hae india sae 3 flour pur hae un kae liyae thiri aasani hogi agur aap btao to kae khasae shopping krni hae ssti wali decorating or toy wgaera ❤ kon sa time shi rhaega Jzakllalha ❤
Assalam o alikum sister mere walid gae hen hajj per building 713 wahn se kon si market kareeb h jahan sasti chezen hn. R ek vlog jldi bnae jisne shop k ander chezen bhi dekhaen app.
Mashaallaha ❤❤❤❤❤
Assalamu alaikum mam 96 building ke khareeb ka koi shopping market batayiye
Wsalam ji pura market masjid bin Mehfooz ke ird gird hi hai or shaam ke time kafi gadiya aati hain samaan lekr 1 ,2 or 5 Riyal me
MAA SHAA ALLAH MAA SHAA ALLAH ALLAH PAK ap ko salamat aur abad rakhy aur apke liye asaniya paida kare aur apki tamam duao per KUN farma dy aur apke rizq mein barkat Dale aur apko her sal Hajj aur Umrah ki sadat naseeb kare apke parents kai saath INN SHAA ALLAH AMEEN SUMA AMEEN apni khasosi duao mein mariyam shahid aur safia shahid ko aur mere abu shahid yousaf ko bhi yad rakhiye ga ❤❤❤❤❤❤
Aameen in sha Allah
Allah Pak aap sabko jald se jald Makkah madine ka deedar kareye
@@ShaillaKhan INN SHAA ALLAH AMEEN SUMA AMEEN JAZAKALLAH khair ALLAH PAK apko bht ajar dy AMEEN SUMA AMEEN
Aap kaha rehti ho
Ji Main Makkah me Rehti hun
Asalaam kae hae aap mashallah aap 443 wali balding wala arey bta skte us mae mae re aumy abu aay hae india sae 3 flour pur hae un kae liyae thiri aasani hogi agur aap btao to kae khasae shopping krni hae ssti wali decorating or toy wgaera ❤ kon sa time shi rhaega Jzakllalha ❤
Acha MashaAllah Mubarak ho aap naam bata dein uncle aunty ka
th-cam.com/video/wu5X33jr3cA/w-d-xo.htmlsi=eu5pj3nZkaOhmXhI
Yeh market bht reasonable hai or sari cheeze araam se mil jayengi
Wsalam😊
Ye market ka location dal kare pls
Masjid bin Mehfooz ke side hai yeh market
Ye kis jaga ha hm bhi Azizia 711 mn hn
Yeh Empire hotel ke just saamne hai
Assalam o alikum sister mere walid gae hen hajj per building 713 wahn se kon si market kareeb h jahan sasti chezen hn. R ek vlog jldi bnae jisne shop k ander chezen bhi dekhaen app.
Wsalam Mubarak bht bht
abhi to market band hai kal se in sha Allah hajji mina rawana ho jayengy ..
In sha Allah jaldi update deti hun😊
Aslamualikum warahmatullah.
Sister Aziziyah Kitna door hai haram sai?
Aur bus service kab rehti hai?
Wsalam Aziziyah 20 to 25 minutes ka distance hai or Hajjio ke liye Bus Service 24*7 Available hai Hajji jab Jana chahe Haram Ja Sakty Hain