Pahla darshan Kashi kotwal ji ka hota hai. Aisa mana jata hai ki Kashi kotwal ji Banaras ki raksha karte hai aur unke aagya (permission) se hi koi Banaras me pravesh karta hai. Isliye unke samman me pahla darshan Kashi kotwal ka hi hota hai.
visiting Shiva Nagari (Varanasi) in near future, wanted to know locations of popular mandirs. you have done very good work, providing appropriate details. also, watched your Ayodhya video, that too is informative. Thank You🌹🙏
Bheed km rhegi... Dharmshala waha saste nhi milege... Ap hostel le skte hai woh sasta rhega . 250 rs per person k according... Iski booking booking. Com se kr skte hai.. dharamshala apko 3 bed ka 1200-1500 tk mil jayega AC wala... Usme ap 5 log rh skte hai...
Mandir k pass jldi nhi dete room unmarried ko... Aap assi Ghat ya fir harishchandra ghat k pass room le skti h... Ya fir mndir k aas pass ap yatradham se room book kr skti h woh unmarried ko provide krwa dete h.. hm telwala dharamshala me ruke the.. mandir se 2 km ki distance pe tha
Mrng me assi Ghat ki ganga arti dekhiye.. subh 5 bje.... Sham ki dasashvmegh ghat ki ganga aarti 7 bje... dasashvmegh ghat pe sham 5 bje se hi bheed lgne lgti h to phle jake apni jgh cover kr le...
The original Lord Shiv Temple which is under Gyanvapi Structure should be restored as this is the wish of 1.2 Billion Hindus world wide and any delay on this is unacceptable to the Hindus
Me delhi se hu mam....varansi me koi nisulk jgh bhi hai kya.rrhne k liye ? Or ganga ghat aarti kitne bajhe hoti hai waha or uske pass hi rehne k liye koi nishulk jagah bhi mil jaygi kya?
जय श्री काशी विश्वनाथ.🙏🙏 जय श्री उमामहेश्वर.🙏🙏
जय श्री साम्बा सदाशिव.🙏🙏
हर हर महादेव. 🙏🙏
Pahla darshan Kashi kotwal ji ka hota hai. Aisa mana jata hai ki Kashi kotwal ji Banaras ki raksha karte hai aur unke aagya (permission) se hi koi Banaras me pravesh karta hai. Isliye unke samman me pahla darshan Kashi kotwal ka hi hota hai.
Dhanyawad ji apka jankari k liye, 🙏🙏
Har har mahadev...❤
Kon si month sehi he varanasi jane ki ???
❤❤❤ हर हर महादेव जी नमः ❤❤❤❤
Har har Mahadev ji 🔱🙏
सोइ पावन सोइ सुभग सरीरा।
जो तनु पाइ भजिअ रघुबीरा॥
🙏🌹हर हर महादेव🌹🙏
Nice information
Kya baat hai ❤ ikkk number
It's really helpful thanks for making this video ❤
Apka bhut bhut dhanyawad ji 🙏🙏
Har har mahadev♥️♥️🙏🙏
Har har Mahadev ji 🔱🙏
धन्यवाद बाबा विश्व नाथ की आपपर हमेशा कृपा बनी रहे
Dhanyawad ji 🙏🙏
ॐ हर हर महादेव 🙏
Har har Mahadev ji 🔱🙏
Bahut acche se bataya hai
Thanks
Simple and knowledge video
Dhanyawad ji 🙏🙏
Jai shree kedarnath 📿 thank you
Very nice information...aur ekdum correct btaya h
Thankyou so much 😊🙏
@@rishitheduo sakshi ji mujhe apne hotal ki video vanvani hai
Location @@aaptaksports
It's very informative and amazing vlog video.
Thank you so much Bhai.. 🙏🙏
Very informative ❤
Dhanyawad ji 🙏🙏
Har har mahadev 🔱🕉️
Har har mhadev🎉🎉🎉❤❤❤
Didi kitna sundar video bnaya hai apne..our apki voice sun kr hi mn kr rha h jane ka❤
Bhut bhut dhanyawad apka 🙏🙏
Jaishreemahakaleswar❤❤❤
visiting Shiva Nagari (Varanasi) in near future, wanted to know locations of popular mandirs. you have done very good work, providing appropriate details. also, watched your Ayodhya video, that too is informative. Thank You🌹🙏
Thanks for giving information about Kashi vishavnath temple 🙏
Har har Mahadev ji 🔱🙏
बहुत अच्छे से बताया आपने बहुत बहुत धन्यवाद
beautiful and informative vdo. Har Har Mahadev 🙏
Har har Mahadev ji 🔱🙏
Very useful video
Dhanyawad ji 🙏🙏
@bwithnature6821 aap aaj ghumne aa rhe ho kya ?
Thank you mai bhi aane wali hu 21 December 2024 me har har Mahadev 🙏🙏
Hi we are planning to go kashi on 17th dec. Can u suggest what kind of clothes should we keep and what will be the weather around that time
Very excellent work
Thankyou so much 😊❤️
राधे राधे।
आप बालाजी धाम का भी ब्लॉग बनाएं..
Ji jarur bohot jaldi Balaji dham k bhi darshan karne jaenge 😊🙏
Ok
Guru Ravidas janam asthma mandir seergoverdhanpu vi dikhao ji
Jai baba ki 🚩
Har har Mahadev ji 🙏🔱
Har har Mahadev ✨🙏
Har har Mahadev ji 🙏🔱
Mandir m darshan ke liye koi timings hai kya ?
ज्ञानवर्धक जानकारी
Dhanyawad ji 🙏🙏
Assi ghat per shaam ko bhi aarti hoti hai kya??.
Timings?? Plzz
Didi ek baat bataiye subah subah bhakto Ko Darshan kitne baje milta hai pura details bataye didi har jagah ka
December me ana hai to kaisa rahega pl batayie
Thank
December acha rhega... Bheed km milegi apko ..
Best period to visit banaras
Dec and January...
How to book dharamshala or dormitory
Gate no 4 is for vip entry and if allowed nhi h then ap kese le gye ya fir bhar ka view h y
Gate no. 1 se gayi thi mai.. or gate no. 4 VIP or normal dono entry h.. gate no. 4 pe bheed km milti h...
@@rishitheduo ok thanks for the information
20 September ko aayenge samay sahi rhega ya bheed hogi
Kis ghat se boat ki sawari krni chahiye or kha tak hoti hai
Assi Ghat se manikarnika ghat tk krni chahiye 🙏🙏
Starting sep me acche se ghum skte h kya
Mid sep k baad
Aap kon se station par utari thi... Jo sare mandir aas pas the... Plzzzz btaiye
बनारस जंक्शन
Total kharcha kitna aata h
Dharamsaala jo thoda sasta ho ??
Hum 21 septamber ko javrahe hai bhid kaisi hai aur koi susta dharmshala bbtaiye
Bheed km rhegi... Dharmshala waha saste nhi milege... Ap hostel le skte hai woh sasta rhega . 250 rs per person k according... Iski booking booking. Com se kr skte hai.. dharamshala apko 3 bed ka 1200-1500 tk mil jayega AC wala... Usme ap 5 log rh skte hai...
Mam diwali k aas pas jana kesa rhega....bheed jada hogi ya nrml @@rishitheduo
We explain..Kal ja Rahe he..
Thank you so much 🙏😊... Happy journey 🙏
Jay shree mahakal ❤didi🔱🕉
Jai shree Mahakal ❤️🙏
Have you Goan to Ganganagar
When are you planning
No sir
Har har Mahadev ❤❤❤
Har har Mahadev ji 🔱🙏
Aagara se varanase ketane km dur h
700 km
Vaha ka atmosphere kaisa hai
Abhi tk to garmi thi kafi jyada.. but ab Mausam thik h
28-30 degree rhta h ghat me ander galio se jane se bhut umash rhti h
Didi un married couple ke liye hotel bataeye kasi vishnath mandir ke pass jo safe rahe
Mandir k pass jldi nhi dete room unmarried ko... Aap assi Ghat ya fir harishchandra ghat k pass room le skti h... Ya fir mndir k aas pass ap yatradham se room book kr skti h woh unmarried ko provide krwa dete h.. hm telwala dharamshala me ruke the.. mandir se 2 km ki distance pe tha
@@rishitheduo didi apna contact number de dijiye
One purseon ke liye ...stay option kya kya hai.....
One person k liye hostel best rhta hai 300 rs per night k according
Abhi darshan me kitna time lag rha hai sunday ko jana hai to
Gate no. 4 se 30 min me darshan ho ja rhe h... Agr subh 7 bje tk darshan k liye jate h to 15 min me ho jayege
@@rishitheduo aur rukne ke liye kha PE ruke aur mangla arti attended krne ka kya process hai
Can we touch shiv ling. What darshan should i take to touch shiv ling. ?
If you will do Pooja which is chargeable than you touch shivling.. Pooja charges are depends upon pooja type
आश्रम में सोलो यात्री को रूम मिल जाएगा?
Nhi ji
Solo trip kar sakthe hai kya ......koi problem tho nahi hogi na
Ha ji solo trip kr skte hai...
@rishitheduo aap ka video dekh kar Dwarka gaya tha ...bauth acha laga ....thank you mam....aap aise ee video banathe rahiyaga
AAPKI PEHLE WALI VIDEO , BAHUT BADIYA HAI. YEH WALI VIDEO , WAHIIN VIDEO KA SHORT CUT HAI
Ha ji kyuki bhut se comment the ki short me bataye .. 🙂
Madam ji wapasi kaun se junction per ruke
Varanasi junction jise varanasi cantt bhi khte h.. waha se wapsi kr skte h
Mera exam tha banaras main mem aarti kitne baje hoti aur yaha nadi bhi hai nahane ke liyw
Hum 30 September ko aayenge bheed jada hogi kya
Tb bheed nhi rhegi
Ma'am November me jaya ja sakta hai kya? Bheed toh nhi hogi na? Please reply
Sir bheed kafi milegi.. end of Nov se bheed km hone lgti h...
@@rishitheduo and ma'am should I book hotel online or offline ?
Ap online yatradham.org k through bhi booking karwa sakte hai..bilkul safe hai..
Baki ap vaha jakar bhi karwa sakte hai 🥰🙏
24 August ko mai or mere bhaiya बनारस aa rhe hain mp bhopal se...aap hame ye btaiye😊🙏 ganga aarti kis ghat pr or kis time hoti hai ?
Mrng me assi Ghat ki ganga arti dekhiye.. subh 5 bje....
Sham ki dasashvmegh ghat ki ganga aarti 7 bje... dasashvmegh ghat pe sham 5 bje se hi bheed lgne lgti h to phle jake apni jgh cover kr le...
@@rishitheduo Thank ~You so much 😊🙏
train knsi acchi hai jaane k liye delhi se
Train ki information nhi hai ji 🙏🙏
बनारस में बाढ़ का पानी कम हो गया?
दीदी नमस्ते
Namaste sister
@rishitheduo
दीदी आप बनारस मे कहा रहती हैं
The original Lord Shiv Temple which is under Gyanvapi Structure should be restored as this is the wish of 1.2 Billion Hindus world wide and any delay on this is unacceptable to the Hindus
shravan mhine ko chorkar , monday ko chorkar din me 2 baje kitni der me me darshan ho jate he , please reply medam
Agar ap gate no 4 se darshan k liye jate hai to apko 20 min me darshan ho jayege
Apka hotel ka naam and prices
Hmne yatra dham app se book Kiya tha.. telwala dharamshala 3 person AC room 1400 me
July k mahine m hotels ky price kitna badh jata 3 days budget kitna hona chye per person any idea?
exam dene arahe ho kay ?
Savan ki vajah s prices badh jate hai..
Tw apka budget 8000 tk ka hona chahiye 😊😇
Dev Diwali par kitne tak ka kharcha aa sakta hai dii.....??
Can you tell me please
Es baar mera pahli baar rahega Dev Diwali par jana and vlog banana.
Sb kuch bhut mehnga rhega... Is budget ka double ho jayega us time...
Family wala hotel ka name batayega
Telwala dharamshala
Abhi gaye the kya
Ticket hi nhi mil rhi delhi se sleeper ko
Mil rhi hai bhai check kro muje to dikh rhi hai
Aap kab gaye the
May me
Aap kb gye the
May 2024 k starting me
@@rishitheduo thank you
Abhi family ke sath ja skte hai
Bheed h kafi ... But family k sath ja skte h
Isme Manikarnika Ghat To Nhi Btaya aapne....
Ji woh vdo me dikha nhi skte..
Hamko abhi jana hai
Didi mai under 18hu to kya mujko room milega ya nhi stay krne ke liye 3days rukna h
Family ya fir girls k sath ja rhi h to mil jayega.. boys k sath nhi milega asani se..
@@rishitheduo mai ek ladka hu mera age 19hai but id me mera age kam hai 18 se toh kya mai akele jaunga to room milega mujko
Ha apko to mil jayega asani se
@@rishitheduo but mai 18ka nhi hu didi adharcard se
@@rishitheduo aap koi accha sa budget hotel suggest kro
Hii
Hostel name bta sakti hai mujhe aap
Me delhi se hu mam....varansi me koi nisulk jgh bhi hai kya.rrhne k liye ? Or ganga ghat aarti kitne bajhe hoti hai waha or uske pass hi rehne k liye koi nishulk jagah bhi mil jaygi kya?
Nisulk jgh nhi milegi banaras me.. but hostel mil jayege 400-500 k beech... Ganga arti sham 7 se 8 hoti h.. or subh 5 se 6
@@rishitheduo okk ji tqsm ganga ghat se hostel kitni dur hai,? Jisse 5min lge bs wo btaye merko
300-400m duri pe h .. galiyo se hoke Jana pdega...
@@rishitheduo ok mAm tq😊
Platform h nisulk
Please btay
Ajmer se h koi girl hai jo jana chati h
Phele Kaal Bhairav G Ke Mandir Jaate hain Behan
Nahi gaye toh bhagwan naraaj ho jaate hai kya 😂
M̤e̤r̤e̤ b̤h̤o̤l̤e̤ b̤a̤b̤a̤
Kue me apki parchai dikhi ya nhi😂😅
Ha ji dikh gyi 😊
Wrong estimate...... budget
Hotel ka no d do bhai
Ap yatradham s book kar sakte hai y dharmshala...
Yatradham ka contact number - 08069266008 😊🙏
Aagara se varanase ketane km dur h
20 September ko aayenge samay sahi rhega ya bheed hogi
Bheed rhegi but itni jyada nhi hogi jo is waqt h
@@rishitheduo Spersh darshan kaise kr skte hai aur time kya kya aarti ka
20 September ko aayenge samay sahi rhega ya bheed hogi