Bhai mene enrollment id bana liya kal parsu toh mai nahi karna chahta messho pe toh koi charge monthly ya penalty kuch toh nhi lgega na or cancel bhi nhi hora acces denied bol ra tension mai ho😢
Nahi, agar aapka enrollment ID ban gaya hai aur aapka sale state me nahi hota hai, to aap par kisi bhi tarah ki penalty ya PAN card ban hone ka risk nahi hota. PAN card sirf income tax se related hota hai, aur enrollment ID ka sambandh kisi aur process, jaise GST registration ya state ke kisi specific compliance se ho sakta hai. Agar aap GST ke liye baat kar rahe hain, aur aapki sale threshold se niche hai (jaise ₹20-40 lakh ka exemption limit, jo state aur business type pe depend karta hai), to GST filing aur compliance ki zarurat nahi hoti. Lekin agar aap GST registered hain aur filing nahi karte, to penalty lag sakti hai. Agar aur details chahiye ho, to clarify karna. Main aapko specific scenario ke hisaab se guide kar dunga
👉 WhatsApp Here for Paid Service - go.myonlineca.in/contact
Bhai kya enrollment ID bana nek bad GST k jasa Koi charge dena para ga ?
Thank you ❤
Enrollment id me bhi tax bharna padta hai kay?
Yes
No
Apna Personal bank Account Add kar sakte h ya new account open karna pdega
Bhai mene enrollment id bana liya kal parsu toh mai nahi karna chahta messho pe toh koi charge monthly ya penalty kuch toh nhi lgega na or cancel bhi nhi hora acces denied bol ra tension mai ho😢
🤣
Aree sir, apka voice change change lagra he. Thoda odd lagra he.... Old voice acha tha.
Iske liye hame shop registration compulsory hai kya
Gst mein gaon ki address hai kya city mein jakar ecommerce start kar sakte hai kya???
Hnji bilkul kr sakte ho
Mat karna bhai gst officer jab aata hai visit krne tb cancel kr deta hai same address na hone k karan
Bhai Village se karo shining address city ka de do
Koi fayda nai hai
Mai kar k dekh chuka hu cancel ho gya mera gst
Mere home made product k koi purchase bill bana sakta h
Yesss
Sir eligible for ITC ?
Enrollment id ban gaya ab bad me GST me shift hona hai ho jayega
Kya 2-3 code use kar sakte hai
Agr user service ka option hi nhi aara ho to ??
Sir baar baar captha cod galat bata raha hai
❤❤❤
City/ town /village nhi le raha hai
Mera v
Same Mera v
Solution kya hai
Gst maang rha hai kya karein
Sir HSN ek hi padta hai
Mera permanent address bihar ka hai but mai madhyapradesh me rah kar online business karna chahta hu kaise hoga
Nai hoga
But meesho per gst maag raha hai
Bhaiya agr enrollment id ke bad agr sale nhi hoti hai sate me to Kisi bhi type ki penalty ya to nhi lagegi ya pan card ban ya band to nhi hoga?
Nahi hota
Nahi, agar aapka enrollment ID ban gaya hai aur aapka sale state me nahi hota hai, to aap par kisi bhi tarah ki penalty ya PAN card ban hone ka risk nahi hota. PAN card sirf income tax se related hota hai, aur enrollment ID ka sambandh kisi aur process, jaise GST registration ya state ke kisi specific compliance se ho sakta hai.
Agar aap GST ke liye baat kar rahe hain, aur aapki sale threshold se niche hai (jaise ₹20-40 lakh ka exemption limit, jo state aur business type pe depend karta hai), to GST filing aur compliance ki zarurat nahi hoti. Lekin agar aap GST registered hain aur filing nahi karte, to penalty lag sakti hai.
Agar aur details chahiye ho, to clarify karna. Main aapko specific scenario ke hisaab se guide kar dunga
Gst certificate banwane Diya tha apke waha wohi na ho paya avi tak.
Sir mere yha se le lo service 🙌🏻
@SHARIFSHAIKH-wm7bt assam ka GST me kya kya chahiye?
Ye, swigy and zampto ke upar business karne ke liye, b applicable hoga kya
Ji sir hoga
Ok thanks, like, food sale karna
Mera gst revolution karna hai
Procid nahi ho raha bhai please help 😢
Bhai fix hua aapka yeh issue? Kyuki mujhe bhi same aaraha hai
@saifsiddiqui9122 nahi bhai GST no lena padega uske alava kuch nahi ho sakta
Sir error show ho rha h bar bar
Bina hsn code ke proceed karo
thik se nhi bataye
I am dispatch from other address & aadhar card address was different but both address are of same state
Kuch issue hoga kya is case mai
Reply.........