sir dth smps me 3.3 volt k liy jo diode hota hai us diode k dono leg ko apas me soldier kar dene se koi dikkat to nhi hoga . kyu ki aisa maine ek machanic ko karte huy dekha hai. kya hum v apne dth me kar sakte hai es chij ko
computer motherboard me sara capacitor 6.3/1000 uf ka hai par dukan me us value ka saman milta nhi to dukan wale ne bola ki 25/470 uf ka lga do koi problem nhi hai. kya usne correct saman diya mujhe.
Very good information Sirji 👍 thanks
Dth ka capister mosquito racket main laga sakte hai kya
sir dth smps me 3.3 volt k liy jo diode hota hai us diode k dono leg ko apas me soldier kar dene se koi dikkat to nhi hoga . kyu ki aisa maine ek machanic ko karte huy dekha hai. kya hum v apne dth me kar sakte hai es chij ko
Card ko jyada supply Milne lagega Aisa karne se card kharab bhi ho sakta h.
Nice video sir
Very good sir
50v 4.7 50v kharb hai konsa capciter use kare
63v ya 60v me 4 se 10 πf ke andar use kar sakte h
computer motherboard me sara capacitor 6.3/1000 uf ka hai par dukan me us value ka saman milta nhi to dukan wale ne bola ki 25/470 uf ka lga do koi problem nhi hai. kya usne correct saman diya mujhe.
470/16v thik rahega agar same value nahi mil Raha hai
@@DTHANDelectronicGuidesir 16 v 220uf ki jagah 10 v 470 uf laga kakte h ky ?
sir 16 v 220uf ki jagah 10 v 470 uf laga kakte h ky
Nahi 16v se 10v Kam hai ya 16 v ya usse zada ka lagao
sir 10 volt 1000 ki jagha 25 volt 2200 uf ka lga saktte hai kya
No same na mile to 1000/16v ya 470/16v use kar sakte hai
maine 25/470 uf ka use kiya hai dth me koi dikkat nhi hua@@DTHANDelectronicGuide
400v का कस्टर्ड में चोट लगा है कैसे
Sandeep electronics