Mere maula (a.s.) mai likhun teri fazilat kaise bada mushkil teri midhat ka safar lagta hai.....2 log keh de na nusairi yahi dar lagta hai mere maula (a.s.) mai likhun teri fazilat kaise Teri chaukhat par sitare ne salami di hai.....2 tere bacchon (a.s.) ki farishton ne gulami ki hai kulle imaan hai jibreel ka ustad hai tu had yeh hai kaunain ke sardaar ka damaad hai tu ya ali (a.s.) tere ta'arruf me koi kya bole teri thokar ka ishara ho to murda bole mere maula (a.s.) mai likhun teri fazilat kaise Ek hi waqt me chalees(40) jagah par maujood.....2 har nafas tujh me jhalakti hai sifaate mabood chaand suraj bhi samajhte hai ishara tera zindagi aur ajal dono pa kabza tera ya ali (a.s.) deen e payambar ka nigeh baan hai tu jis pe allah (sw.t.) ka dhoka ho woh insan hai tu Putla adam ka banaya hai tere hathon ne.....2 naksh e kaunain tarasha hai tere hathon ne sochta hun hum nay abhi likha Kiya hai jub ke allah (s.w.t.) ka chehra bhi tera chehra hai khud diya nahje balagha mein jo khutba tune us se lagta hai banaee hai yeh duniya tune. Jannat o kausar o tasneem o iram tere hai.....2 hadd yeh hai ke dosh e risalat pa kadam tere hai ilteja hai ke hasnain (a.s.) ka sadka de de apne mddaho ko midhat ka saliqa de de guftugu karne ke adaab sikha de maula mere har lafz ko nayaab bana de maula
Mere maula mai likhu teri fazilat kaise - Nayab Hallori (2003) Mere maula (a.s.) mai likhun teri fazilat kaise bada mushkil teri midhat ka safar lagta hai.....2 log keh de na nusairi yahi dar lagta hai mere maula (a.s.) mai likhun teri fazilat kaise Teri chaukhat par sitare ne salami di hai.....2 tere bacchon (a.s.) ki farishton ne gulami ki hai kulle imaan hai jibreel ka ustad hai tu had yeh hai kaunain ke sardaar ka damaad hai tu ya ali (a.s.) tere ta'arruf me koi kya bole teri thokar ka ishara ho to murda bole mere maula (a.s.) mai likhun teri fazilat kaise Ek hi waqt me chalees(40) jagah par maujood.....2 har nafas tujh me jhalakte hai sifate mabood chaand suraj bhi samajhte hai ishara tera zindagi aur ajal dono pa kabza tera ya ali (a.s.) deen e payambar ka nigeh baan hai tu jis pe allah (sw.t.) ka dhoka ho woh insan hai tu Putla adam ka banaya hai tere hathon ne.....2 naksh e kaunain tarasha hai tere hathon ne sochta hun ke nusairi ki khata hi kya hai jub ke allah (s.w.t.) ka chehra bhi tera chehra hai khud diya nahje balagha mein jo khutba tune us se lagta hai banaee hai yeh duniya tune. Jannat o kausar o tasneem o iram tere hai.....2 hadd yeh hai ke dosh e risalat pa kadam tere hai ilteja hai ke hasnain (a.s.) ka sadka de de apne mddaho ko midhat ka saliqa de de guftugu karne ke adaab sikha de maula mere har lafz ko nayaab bana de maula
Mere maula (a.s.) mai likhun teri fazilat kaise
bada mushkil teri midhat ka safar lagta hai.....2
log keh de na nusairi yahi dar lagta hai
mere maula (a.s.) mai likhun teri fazilat kaise
Teri chaukhat par sitare ne salami di hai.....2
tere bacchon (a.s.) ki farishton ne gulami ki hai
kulle imaan hai jibreel ka ustad hai tu
had yeh hai kaunain ke sardaar ka damaad hai tu
ya ali (a.s.) tere ta'arruf me koi kya bole
teri thokar ka ishara ho to murda bole
mere maula (a.s.) mai likhun teri fazilat kaise
Ek hi waqt me chalees(40) jagah par maujood.....2
har nafas tujh me jhalakti hai sifaate mabood
chaand suraj bhi samajhte hai ishara tera
zindagi aur ajal dono pa kabza tera
ya ali (a.s.) deen e payambar ka nigeh baan hai tu
jis pe allah (sw.t.) ka dhoka ho woh insan hai tu
Putla adam ka banaya hai tere hathon ne.....2
naksh e kaunain tarasha hai tere hathon ne
sochta hun hum nay abhi likha Kiya hai
jub ke allah (s.w.t.) ka chehra bhi tera chehra hai
khud diya nahje balagha mein jo khutba tune
us se lagta hai banaee hai yeh duniya tune.
Jannat o kausar o tasneem o iram tere hai.....2
hadd yeh hai ke dosh e risalat pa kadam tere hai
ilteja hai ke hasnain (a.s.) ka sadka de de
apne mddaho ko midhat ka saliqa de de
guftugu karne ke adaab sikha de maula
mere har lafz ko nayaab bana de maula
subhan Allah mir bhai mola aap ko salamat rakhy ameen
Yaa Mola Ali Madad
Mir bhai ki sehat o salamti ke liye buland tar salawat
Maula Ali Maula
Mere maula mai likhu teri fazilat kaise
- Nayab Hallori (2003)
Mere maula (a.s.) mai likhun teri fazilat kaise
bada mushkil teri midhat ka safar lagta hai.....2
log keh de na nusairi yahi dar lagta hai
mere maula (a.s.) mai likhun teri fazilat kaise
Teri chaukhat par sitare ne salami di hai.....2
tere bacchon (a.s.) ki farishton ne gulami ki hai
kulle imaan hai jibreel ka ustad hai tu
had yeh hai kaunain ke sardaar ka damaad hai tu
ya ali (a.s.) tere ta'arruf me koi kya bole
teri thokar ka ishara ho to murda bole
mere maula (a.s.) mai likhun teri fazilat kaise
Ek hi waqt me chalees(40) jagah par maujood.....2
har nafas tujh me jhalakte hai sifate mabood
chaand suraj bhi samajhte hai ishara tera
zindagi aur ajal dono pa kabza tera
ya ali (a.s.) deen e payambar ka nigeh baan hai tu
jis pe allah (sw.t.) ka dhoka ho woh insan hai tu
Putla adam ka banaya hai tere hathon ne.....2
naksh e kaunain tarasha hai tere hathon ne
sochta hun ke nusairi ki khata hi kya hai
jub ke allah (s.w.t.) ka chehra bhi tera chehra hai
khud diya nahje balagha mein jo khutba tune
us se lagta hai banaee hai yeh duniya tune.
Jannat o kausar o tasneem o iram tere hai.....2
hadd yeh hai ke dosh e risalat pa kadam tere hai
ilteja hai ke hasnain (a.s.) ka sadka de de
apne mddaho ko midhat ka saliqa de de
guftugu karne ke adaab sikha de maula
mere har lafz ko nayaab bana de maula
Mola slamt rehkay
Bahot khoob meer bhaijan maula ali ke sae me rahen aap
MashaAllah
MashAllah