Sufi kabhi Baddua nahin dete, sirf junoon mein unke muh kuch alfaz nikal jaate hai aur farishte uspar ameen keh dete hai aur Allah saamne wale ki Band baja deta hai
Jhoot nahin bilkul sahi hai, Hazrath ko qawwali pasand nahin, lekin aaj kal ke Khadeem ko moti kamayi qawwali se hoti hai aur log jahan music hoti wahan zyada jaati hai, isiliye urs ke mauke par chawka maarte hai
@@MIB198 un ko qawwali pasand nahi thi lekin apne piromurshid ki sunnat ko nibhate the is liye sirf urs me mahefil e shma hoti he kionki ye un ke peer ki our dada peer silsile nijamiya chishtya me hota he mahefil e shma usko kahete he
اسسلام علیکم آپ کلمہ گو ہیں آپ اردو بھی جانتے ہونگے اگر نہی تو سیکھ لیجئے جس سے آپکے بلاگ میں چار چاند لگ جائنگے آپ جن بزرگ کی بات کررہے ہیں وہ حضرت نصیر و،الدین چراغ دلی نہین دہلوی ہیں ۔ آپ نے یہ تو فرمایا کہ حضرت کو موسیقی بلکل پسند نہی تھی یہ ہی وجہ ھئکہ درگاہ مین نین بجائ جاتی اور آپ نے پس منظر میں اسے بجایا ویسے عام لونگون کے لئے آپکی پیشکش کا شکریہ لیکن زبان و بیان میں صفائی کا خیال رکھیں اور صوفیوں کو سنت نہ کہیں ۔
Ji haan … aap ne bilkul sahi farmaya.. mujhe malum tha ki koi na koi is baat ko to pakdega hi … jaldbazi mein dehlvi ke jagah dilli bol diya … ye mujhe bhi Bahot kharab lga … inshaallah aage se dhyan rahega … aur maine music daali .. ispe dhyan baad mein gaya … magar mujhe aapki aakhri line nhi samajh aai … maine sufiyon ko sunnat kb kaha ???
Bahut badiya😊
Bahot bahot shukriya 🤗🫡
Mashallah
Shuktiyan bhai 😊😊
Har baar kuchh naya pata chalta hai Shukriya ❤
Thanks bhai 😊
Mashaallah Allah k waliyon ki shan hi nirali h
Ji
Super
@@AltafhusenShaikh-w5o thanks bhai 🫡
Well explained
Thanks bhai 🫡
Allah pak ham sab ko apne walion ki mohabbat ata farmae
Ji bhai …
بہت بہت شکریہ
@@zakianwar975 شکریہ 🫡
Mashallah ❤❤❤❤ very beautiful ❤️❤️❤️
Thanks Sabina ji 🫡❤️
Mashallah.bahut khub very informative ..very soon u gonna famous all over India.
@@Abulfateh2813 are … aap tak bhi pahunch gaya channel 😅😅😅 by the way thanks ☺️
Mashallah, aapki aur video chahiye aisi dargahon ki
@@skali-vg9du ok bhai… jald hi Nizamuddin auliya ki video aaygi 😊😊
Sufi kabhi Baddua nahin dete, sirf junoon mein unke muh kuch alfaz nikal jaate hai aur farishte uspar ameen keh dete hai aur Allah saamne wale ki Band baja deta hai
Ok bhai 😊😊
Chirage dahili hai sahi name
Ok 😊👍
Ye dilli ke konse ilaqe me hai ???or pas me or kya kya historical imarate hai????
Ye adchini mein h … iske aas paas Qutub minar waghairah h
Es dargah ke pass me Bahlol lodhi ka maqbara hai
@@tattoographerraj1826 ji bhai …. Bahlol Lodi tomb ki video Lodi series mein post karenge 😊😊
Jub Chirag delhvi r. a ko music pasand nahi tha to aapko music nahi use karna chahiye video mein , ehtram kriye .
Ji bhai … sahi bol rhe aap
आपके इस वीडियो में ऐसे समय music चलाया हैं जब आप एक सूफ़ी संत जिन्होंने music बजाना मना फ़रमाया है l
Ji bhai … mujhe music nhi lgana chahiye tha …
आप को कुछ भी नहीं मालूम,,आप झूठ पर झूठ बोल रहे हैं बकवास ही बकवास करना आता है,बस यही सीखा है।
Ye jhut ye un ke usr ke time par yahan qawwali huti he jo ramazan ke mahine hota he baki dino me nahi hoti he
Ji bhai … sirf urs k time hi hoti h … aam dino mein nhi
Jhoot nahin bilkul sahi hai, Hazrath ko qawwali pasand nahin, lekin aaj kal ke Khadeem ko moti kamayi qawwali se hoti hai aur log jahan music hoti wahan zyada jaati hai, isiliye urs ke mauke par chawka maarte hai
😅😅
@@MIB198 un ko qawwali pasand nahi thi lekin apne piromurshid ki sunnat ko nibhate the is liye sirf urs me mahefil e shma hoti he kionki ye un ke peer ki our dada peer silsile nijamiya chishtya me hota he mahefil e shma usko kahete he
@@faeemuddin5457 Ji aap ne sahi farmaya, mujh se thodi be adbi ho hagayi khadeem ke shaan mein
اسسلام علیکم آپ کلمہ گو ہیں آپ اردو بھی جانتے ہونگے اگر نہی تو سیکھ لیجئے جس سے آپکے بلاگ میں چار چاند لگ جائنگے آپ جن بزرگ کی بات کررہے ہیں وہ حضرت نصیر و،الدین چراغ دلی نہین دہلوی ہیں ۔ آپ نے یہ تو فرمایا کہ حضرت کو موسیقی بلکل پسند نہی تھی یہ ہی وجہ ھئکہ درگاہ مین نین بجائ جاتی اور آپ نے پس منظر میں اسے بجایا ویسے عام لونگون کے لئے آپکی پیشکش کا شکریہ لیکن زبان و بیان میں صفائی کا خیال رکھیں اور صوفیوں کو سنت نہ کہیں ۔
Ji haan … aap ne bilkul sahi farmaya.. mujhe malum tha ki koi na koi is baat ko to pakdega hi … jaldbazi mein dehlvi ke jagah dilli bol diya … ye mujhe bhi Bahot kharab lga … inshaallah aage se dhyan rahega … aur maine music daali .. ispe dhyan baad mein gaya … magar mujhe aapki aakhri line nhi samajh aai … maine sufiyon ko sunnat kb kaha ???
kahne ka matlab sunnat nhi sant tha@@rapidmiles
Accha … abse sufi hi bolunga … 😊