Please government se mera ye request hai sach me sarkar ne Aap admi to mudra ke doran sahaayata karna chahti hai to har bank me ek aisa employe ko rakhe jo sirf mudra keliye kaam karta ho
Thank you very much. It was really really helpful I appreciate the way you elaborated each and everything in very simple manner again thank you so much
excuce me sir, aap isme shuru me "New business" ke liye loan apply bata rahe the. jiske liye muhe batana tha ki hum Rs. 5000 laga sakte hai. Lekin 7 min baad hume apne business ke 1 years ki Txn bharne ke bare me batane lag gaye. Jab New business karna hai toh koi last one year ka TXN/month kaise fill kar sakta hai. Please guide..
very nice . but . ispe pahle dikhaya 15 years ke liye 2.50000 /- liya 2.540 per month dena padega . but last me wo 5 sal ke liye kiu dikhaya bank ne . wo clear kar dijiye sir
Sari information right lekin last vale congratulations msg aya hai lekin jis Bank select Kiya tha unko transfer hau na to hamre account me kaise ayega hai please bataye
Apply toh ho gya video main lekin paisa kahan milega?? Kiya bank jana parega yaa direct Bank pe paisa joma ho jayega koi msg aayega aage k procedure kiya hain koi bataye aagr jaankari hain toh please.
Hlo sir mane aap ki mudra yojana Wali scheme ki video dekhi he sir kya ye process aap mere loan ke liye kar sakte he kya hum 2024 me mudra loan le sakte he
approval and loan will be grant to the person who is doing business,proper with I.T.R filing and gst file..and business should be operated in industrial area and turnover per annum atleast 10-15 lakhs..not for new comers at all
Sir mai new car kharid kar... Travel's me lagana chahta hun.... To kya mai mudra loan se car kharid sakta hun ya ye sirf business ke liye hi hai... Please reply me 🙏
Good evening sir mera document apload skip nahi ho raha hai Udyam registration document require bata raha hai Document kaise apload kare nahi ho raha hai please help
Nahi milta bank gya tha SBI me mere civil record sahi hai ,bolta hai ki purana dukan pe milta hai matlab koi pahle se vysay ho tab milega pahle se rahta to ham kya karne jate bank me loan ke liye ,aap sahi jankari aur ho sake to hame batao complain kaise kare bank ka nahi de raha hai mudra loan
Bhayiya maine abhi 12th pass kiya hai aur mere parents ko paise ki requirement hai aur mujhe higher studies ke liye jana hai to kya ussse dikkat hoga kuchhh please bataye
Bank me jao .fir bole hme mudra laon chahiye. Or bank wale bde pyar se apki besti krte hue khte k sir . Apka turnover....20..lakh h to hi mudra laon milega .😆🤣
बहुत ही बढिया है व्हीडीओ
और जानकारी देणे का तरीका बहुत ही सरल है जो की सबको समझ आ सके
बहुत बहुत धन्यवाद सर जी मै पुरे दिलसे आपका आभारी हू धन्यवाद
सर एलिजिबिलिटी चेक करने के बाद फॉर्म अप्लाई नहीं हो रहा
Please government se mera ye request hai sach me sarkar ne Aap admi to mudra ke doran sahaayata karna chahti hai to har bank me ek aisa employe ko rakhe jo sirf mudra keliye kaam karta ho
बहुत ही सिंपल तरीका उलझाने का, one windo policy
Thank you very much. It was really really helpful I appreciate the way you elaborated each and everything in very simple manner again thank you so much
1 month se jada hogya bank ke chakkar marte hue. And last mai laon isliye reject kardia q ki shop ke bahar board nahi laga hua hai.
Or kya kya documents lage the
excuce me sir, aap isme shuru me "New business" ke liye loan apply bata rahe the. jiske liye muhe batana tha ki hum Rs. 5000 laga sakte hai. Lekin 7 min baad hume apne business ke 1 years ki Txn bharne ke bare me batane lag gaye. Jab New business karna hai toh koi last one year ka TXN/month kaise fill kar sakta hai.
Please guide..
Same questions in my mind
Isliye beech may rokar comment chek kar raha hu
Same here
You are right bro....
Is it real or just promotional??
bhai bank visit karna padta hai ,our bank mein jane se bank vale mana kar dete hai
Sir यह जो ऑनलाइन कर दिया जाता है वो अप्रूवल तो मिलता hi नहीं किसी वजह से aprrov हो भी जाता है तो बैंक वाले नहीं देते है
Kyu
appne kaha new business start karenge to last 12 month ka sale kaise dikhaye ?
Video dekh rhe the pehle aplog का comment देखा फिर Video nhi dekhe mood off ho gya
Jab business nya h to monthly income kese bhar sakte h.
Very neat, nice ,fluent guidelines , thank you so much 🙏
Bhaiya study ke liye loan milega kya
Statutory document konsa, kaisa hota kya hai...
Form bharne k bad kya krna hai...
Shukriya bhai is video k liye..
very nice . but . ispe pahle dikhaya 15 years ke liye 2.50000 /- liya 2.540 per month dena padega . but last me wo 5 sal ke liye kiu dikhaya bank ne . wo clear kar dijiye sir
Bhaiya pehle bussiness start karna hoga udyam certificate Lena hoga tab form bhar sakte hai?
Same problem
Bohot achha laga, may apply korunga boss .
Bhaiya online to approve ho jata hai phir uske bad paisa kitne din me milta hai ya iske aage ka koii prosess ho bank jane ka to bhi bata dijiye
Very nice Information sir ❤
Keya sir sach mei online karane se loan mill jayega?...... please batayeeyega 🙏
NICE BRIEF VERY HELPFULL
Milaapko
Are sir digital process karne ka bad documents leke bank Jane bolega fir wahi Hall bank wala nai dete loan
if it's a new business than how can we give last 12 months sales details
Same question ❓
Then apply for pmegp
Sari information right lekin last vale congratulations msg aya hai lekin jis Bank select Kiya tha unko transfer hau na to hamre account me kaise ayega hai please bataye
Video bahoot aachi banarji aapne
Sir pan verify nhi ho Raha hai ...pan number aur date of birth shi daalne ke bawjud ...please give me suggestion ???
Thank you for making this video 🙏
Apply toh ho gya video main lekin paisa kahan milega??
Kiya bank jana parega yaa direct Bank pe paisa joma ho jayega koi msg aayega aage k procedure kiya hain koi bataye aagr jaankari hain toh please.
Are vai paisa milega toh aghe ka step hoga na.
Sir ji kya iske liye koi prosecing fees pehle dena parta h.kuyki mujhe ek admi jansamrt se phone kar raha hai
Sir , Why is central bank of India not come in bank selection?
Statutory document mein kya de bataiye plzz sir
Hlo sir mane aap ki mudra yojana Wali scheme ki video dekhi he sir kya ye process aap mere loan ke liye kar sakte he kya hum 2024 me mudra loan le sakte he
Mujhe samaj me nahi aya, pehle bole busiess Nehi hai to NO Pe click kare to fir last me kitna sale hua kitne employee hai bal rahe ho
Business start hi nhi kiye ha to turn over me kya Dale
Sir Page 5 ke Box ko kaise bharna hai Clear karde to Behatar hota.
approval and loan will be grant to the person who is doing business,proper with I.T.R filing and gst file..and business should be operated in industrial area and turnover per annum atleast 10-15 lakhs..not for new comers at all
Sir mai new car kharid kar... Travel's me lagana chahta hun....
To kya mai mudra loan se car kharid sakta hun ya ye sirf business ke liye hi hai...
Please reply me 🙏
Sir pan card ke baad adhaar card ki ditels dalne ke baad process nahi ho raha hai 🤔
Hello sir ji
Aap apply to new business k liye bta rhe ho lekin ye turnover (sale) konsi fill karni hai
Good question new business ke loan mein current business ke documents kyu mangte hai ye log
Aap ne agr pehle new business wala option select kiya.... Phir kahan se aap monthly turnover likhoo gye... Ye samjho aap bhai
जय श्री राधे राधे कृष्णा
Kya general Store kholne ke liye Jan samarth se loan mil sakta hai
Nhi
Sir इस योजना में कितने परसेंट का ब्याज बनेगा
Bhai suru me new business ka bol k kis raste pe nikal gaye
sir muje (hardware shop) kholna hai, to muje PM Mudra se loan mil skta hai kya 5lakh tk ka
Naya buisness open kar ne ke liye loan chahiye to kaise 12mahine ke sales likhenge?
Jish bank se lon le rhe hai ush bank me account hona chahiye ya nhi
Sir Jo last me bank ka offer deta hi kya usi branch me Jana hoga ya. Jo Mai account details diya hi usme hi aa jyaega
Loan milega ya nehi
New business hai toh 12 month ka Sales details kaha se hoga faltu bat bata ke
Sir kitne interest rate par hai ye loan ?
Jay shree ram aap sabhi logo ko ♥️
Ram gaya kaha tha ???? Jo wapas laye ho
😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂@@amankhan6795
Kho gaya tha
😂@@Mdskp2550
Ram ko kon lay
Apka loan ek baar me apply ho gaya yahaan to ek ration card correction bhi theek se nahi hota kabhi captcha show nhi karta to kabhi kuch aur😅😅😅
Ho jayega
Par hum Naya business kholne k liye loan le rahe hai to turnover amount or ye sab kha se bataye
Pnb se lele mil jayga
Sir agar hum naya business start kar rahe hai to usme turn over kaise dikhaye
1.5x me video play karna 😂
Maine to pura video 1.25x me dekhraha tha. Badme 1.5x kiya.
Good evening sir mera document apload skip nahi ho raha hai
Udyam registration document require bata raha hai
Document kaise apload kare nahi ho raha hai please help
Sir modi ji khte h k mudra laon de rhe h..or bank wale khte h mudra laon lene k lie apka turnover....20..lakh ka hona chahiye..😡
Maine udyam registration ek bar karaya h
1 saal pehle..baar baar karana jaruri h kya
i don't have a business, want fund to open then how to get ?, you are explaining for existing business
Nahi milta bank gya tha SBI me mere civil record sahi hai ,bolta hai ki purana dukan pe milta hai matlab koi pahle se vysay ho tab milega pahle se rahta to ham kya karne jate bank me loan ke liye ,aap sahi jankari aur ho sake to hame batao complain kaise kare bank ka nahi de raha hai mudra loan
Student loan ke ek video banayiye
Aadharcard verify hua. lekin proceed nhi hota hai.? Kiya karu 😞
Ye loan EMI simple interest se bharna hota hai ya Compound interest se.
Sir New buisness he to last year ka sale kese dalu
0,0,0 dal sak ta hu ya kese ho ga sir aap batao 🙏
Yahi dalo new business me 0 dalo
Jo business start hi nhi kiya hu karna ha to usme kya date or turn dalu
Bhai bank ja pnb mil jayga
Haii sir maine bhi lone ke liye farm bhardiya hai online sab sahise huaa hai pr mere bank kala pdf uplode nahi ho raha
new business loan apply karega toh turnover kaise ayega jab start hi nhi hua😂
New business me purana munthaly sele kya de
But m abi new start kr rhi hu to mera sale bussiness kse show krega. M kse bataungi ki mhine m kitne sale huve h
Video mai ek mistake hai selection kia gaya tha new business ke liye lekin tournover kaha se aagaya ??
Sir bank mai documents submit karne ke kitne din baad amount disbursed ho jaata hai
सर मुद्रा लोन apply करने पर सर्वर बहुत ही खराब रहता है।कृपा कर सर्वर ठीक करें।🙏🏻🙏🏻
Server inka nhi sarkar ka hai 🤣🤣
Udhyam registration num mang raha wo h hi nhi ange proses hi nhi ho ra sir
Sir mera bank bala teyar karne ko lekin central bank of India nhi khul rha he
Agar past mein koi business Naa ho to kya kare ?
00000 business ke liya ek video bano
how would you know about new business turnover, its ridiculous
If we have existing loans from banks r we get this loan?
Yes
Sir.. BENK vale kitne din me Lona pass kar dete.. Mara last 3 month se karvaya he kuch prose Nani kar rahe he to kaha complent karna chahiye
Bhai bank spelling mistake hai
Apply kar Raha hu ... But income details k baad proceed click karne se kuch nhi ho Raha h ji.
Paisa bank se jakar lena padega kya
Loan amount Apne account me kab milega
Udyam details dalni hai kya?
Sir mere mai central bank show nahi ho raha hai kese hogaa offline mai bhi nahi aaraha hai
Koye E-Rikswa bagera kharidna hai toh kese apply kare
Maine bhi form ko filaf kiya tha woha to 5years dikha raha hai is confused ko clearly mentioned kijiyega
Bhayiya maine abhi 12th pass kiya hai aur mere parents ko paise ki requirement hai aur mujhe higher studies ke liye jana hai to kya ussse dikkat hoga kuchhh please bataye
Adhar process me submit nhi ho Raha hai plz help me
Sir apply karne k kitne din bad loan milega...
Bohot aacha samjhaya aapne
Bank me jao .fir bole hme mudra laon chahiye.
Or bank wale bde pyar se apki besti krte hue khte k sir .
Apka turnover....20..lakh h to hi mudra laon milega .😆🤣
Bhai mera turnover 96 lakh he to muje mil skta he kya..?
ye portal faltu ka kuch nhi hota last m digital approval ke bad bhi SBI vale loan nhi de rhe 😂
To loan agent k through jane ka bhai😂
Ye sab easy nhi hota agent lagana padta hai
Complain karo bhai rbi ko
Sir bilkul 0 se business start krna kaise apply kre mudra loan k liye
Thanks for information
Itne easy se nhi milta loan agent lagana hi padta hai 😂
Bhaiya mobile se apply kar sakte hai kya
Sir muje aap se baat karni hai please 🥺 sir bahut jaruri hai ❤
Mera udyam ka details mang rha h de rhe h fir v nhi ho rha h kya kre sir
New business ke liye apply kaise kare