Gurudev... Jaisha ki aapne bataya.. Sem mere saath bhi. aisha ho hota thaa.. Mujhe bhi neend nahin aati thi aur neend nahi aane ki bajh se mujhe koi thakan bhi mahsus nahi hoti thi .. Aur bahut energetic mahsus karta thaa.. Aur sapno me mandir devta aadi divya darshan hote the lekin ab mujhe 8/10 mahino se bo anubhav nahi hote.. Maargdarshan kare.. 🙏🙏
Respected sir 🙏 Mindfullness के ऊपर सारे doubts clear कर दीजिए। एकदम आसान भाषा में, mindfullness को अच्छे से समझा दीजिए। कुछ videos mindfullness के ऊपर
जयादा विचार सताये तो वायु बढाये ऐसा खाना बंध करे मीठा खाना बढाये मीठा याने गुड . मीसरी सौफ सहद मे पानी घोलके दुसरी बात अपनो को छोडके जायेगा तो कोईना कोई तो होगा गहरी निदमे जाऑ वहा आपके सिवा कोई नही है
Mera prashn hai ki karm karne jata hu aur kaand ho jata hai humara intention yaani niyat acchi hoti hai lekin humsein kuch galti ho jati hai jaise ek chotta baccha usse chotte bacche ko khilata hai aur voh gir jata hai to navjat shishu ko lag jati hai abb esi situation se bachne ka upaay?
I totally agree with you. Hum karna acha chate hai lekin hota kuch or hai. Maa bache ko khilate waqt dhyan rakhti hai ki aise khialon ki vo gire na or maa ke haaton se bacha nahi girta . Bas aise aap ko bache ko khilate waqt dhyan rakhna hai
@@PawanKumar-mg5ls future mein dhyaan rakhne ke liye to hum careful rahenge and precautions lenge lekin abb voh chij ho gai and voh log humare piche pad gaye ki humare bacche ko giradiya bhalein hee niyat saaf thi lekin abb kese uss situation ko tackle karein ? And kya esi condition mein humein paap lagta hai jese ek chotte bacche ko kuch gyaan nahi bas poorn shraddha and saaf dil se ussne shivling par Tulsi Mata arpit kar di abb kya usse paanp lagega ? Aur agar nahi lagega to aage se dhyaan rakhne ke liye kya karein 🙏
There was story of saint told by Osho who controlled all desires and worries but when somebody crushed his feet at crowded place he lambasted like normal man then realised everything has to be done within societies and not by relinquishment.
Mere vichar bhi thodese milte julte he par mere family vale jo sampraday me he usme ye he k santo k samne nhi jana vo ledies se dur rehte he period time me ap kitchen me na jao pooja k time sudh kpade pehno mandir saf rakho etc or mere vichar ap jese he muje har jaga ishwar dilhte he to mere or mere husband k vichar adhyatm me bhut alag he kya kre ..
Thank you sir 🙏
Ram ram sa ❤
🙏🙏🙏🙏
🙏💙
pranam daddu
🙏 गुरूजी मुझे भी बहुत संका है इस विषय पर कभी कभी मन करता है की सब कुछ छोड़कर निकल जाउ जीवन की तालाश में कृपया मेरा मार्गदर्शन करे
ghar se shoroo kero....
ghar ko mindful community banane ki koshish kero
asambhav ho , koi na mane , to nikal pado.....
Gurudev... Jaisha ki aapne bataya.. Sem mere saath bhi. aisha ho hota thaa.. Mujhe bhi neend nahin aati thi aur neend nahi aane ki bajh se mujhe koi thakan bhi mahsus nahi hoti thi .. Aur bahut energetic mahsus karta thaa.. Aur sapno me mandir devta aadi divya darshan hote the lekin ab mujhe 8/10 mahino se bo anubhav nahi hote.. Maargdarshan kare.. 🙏🙏
aise anubhav shayad yad dilate hain ki tumhein aage badhna hai....
meditation ka abhyas kero
Respected sir 🙏
Mindfullness के ऊपर सारे doubts clear कर दीजिए।
एकदम आसान भाषा में, mindfullness को अच्छे से समझा दीजिए।
कुछ videos mindfullness के ऊपर
achha
Guru ji ek visualization per guided kardijiye
Naman guru ji
achha
अध्यात्म में आगे न बढ़ सके तो जीने का फायदा क्या 💯✅🙏❤️
jee
@@AnandDwivedi369 🙏
जयादा विचार सताये तो वायु बढाये ऐसा खाना बंध करे मीठा खाना बढाये मीठा याने गुड . मीसरी सौफ सहद मे पानी घोलके
दुसरी बात अपनो को छोडके जायेगा तो कोईना कोई तो होगा
गहरी निदमे जाऑ वहा आपके सिवा कोई नही है
Namaskar ji
Mera prashn hai ki karm karne jata hu aur kaand ho jata hai humara intention yaani niyat acchi hoti hai lekin humsein kuch galti ho jati hai jaise ek chotta baccha usse chotte bacche ko khilata hai aur voh gir jata hai to navjat shishu ko lag jati hai abb esi situation se bachne ka upaay?
I totally agree with you.
Hum karna acha chate hai lekin hota kuch or hai.
Maa bache ko khilate waqt dhyan rakhti hai ki aise khialon ki vo gire na or maa ke haaton se bacha nahi girta . Bas aise aap ko bache ko khilate waqt dhyan rakhna hai
intention achha hona chahiye........
jo aap janboojhker karte hain wahi karm hai.....
@@PawanKumar-mg5ls future mein dhyaan rakhne ke liye to hum careful rahenge and precautions lenge lekin abb voh chij ho gai and voh log humare piche pad gaye ki humare bacche ko giradiya bhalein hee niyat saaf thi lekin abb kese uss situation ko tackle karein ? And kya esi condition mein humein paap lagta hai jese ek chotte bacche ko kuch gyaan nahi bas poorn shraddha and saaf dil se ussne shivling par Tulsi Mata arpit kar di abb kya usse paanp lagega ? Aur agar nahi lagega to aage se dhyaan rakhne ke liye kya karein 🙏
गायत्री परिवार को जानते है क्या आप
Shantikung ❤
jee
@AnandDwivedi369 आप अगर उत्तराखंड में रहते हैं तो मेरा अनुरोध है आपसे आप वहाँ जरूर जाइए
सर
Guruji vipasna meditation se kya shanti ki prapti ho sakti hai . मैं बहुत से चीज को सुना , पढ़ा पर इसका कोई फायदा नहीं है । मेरा मन बहुत बेचैन है ।
iska anubhav lena hoga..........vipassana sabse jyada authentic hai..
There was story of saint told by Osho who controlled all desires and worries but when somebody crushed his feet at crowded place he lambasted like normal man then realised everything has to be done within societies and not by relinquishment.
Mere vichar bhi thodese milte julte he par mere family vale jo sampraday me he usme ye he k santo k samne nhi jana vo ledies se dur rehte he period time me ap kitchen me na jao pooja k time sudh kpade pehno mandir saf rakho etc or mere vichar ap jese he muje har jaga ishwar dilhte he to mere or mere husband k vichar adhyatm me bhut alag he kya kre ..
Vo log swaminarayan sampradaya he usme he or me uske vichar se bhut alag hu to kya Krna chahiye guru ji
Aap apne raste pr drad rho aur saadhna se apni energy badati jaao, fir aapke saamne koi baadha nhi bn paayega.
Dhanyvad guru ji 🙏