Class 7th se kaun sa book padhe bhaiya ji UPSC ki taiyari ke liye Bata dijiye please reply de dijiyega bhaiya ji Kyunki Mujhe Apna Sapna pura karna hai
Sir Agar hum 2027 ke liye preparation karte hai toh Sir syllabus same hi rahega UPSC ka ? Sir preperation ke liye Abhi se UPSC ka course purchase kr sakte hai
Sir Jo subjects hum college mein Choose karege Unhi Subjects se hume Upsc ki preparation karni hai ya koi Alg subjects ki bhi preparation karni hai ? Plz sir reply
bhai mujhe 2027 me exam dena hain to kya abhi se yehh book padhni chahiye aur kitne dino me complete krna chahiye and sath me batch bhi purchase karna chahhye(maine ncert padh liya h) please tell me about this🇮🇳💛
Agar Ncert ka base clear hai to aap in book ko purchase kar sakte ho jo ki 9k to 9.5k tak ki aa jayengi Or inko ek do baar ruf tarike se pad lo phir notes banate huye chalna kyunki notes exam se 3 month pahle rivision mein help karte hai Agar aap self study karte ho to course buy mat karna baaki aapki ichchha
Bhai mujhe 2028 me exam Dena hai to kya ye book abhi se padna start kr du self Study se ya batch purchase karke kru abhi ncert bhi nhi padhi hai 1st attempt me upsc crack krne ki strategy bataye please sir
Bhaiya sabhi books ho gayi hai na
All books hai
Ncert ko chhod kar
Drishti ka book best h ya khan sir ka
Sir second hand books bhi kahi dilhi me milti hai kya ???
Mil jayega
Rai book shop se maloom karo
@@UPSCaspirant187 ok thanq so much
Sirji,mai aabhi BA me admition lungi aur sath me upsc ki prepretion bhi karungi to 2028 ke lie kya yahi books rahengi.plz bata do sirji
Same m bhi
Bhaii odar karne ke liye pehle payment karna padega kya..
भाई आपने बहुत ही अच्छी जानकारी दी दिल से शुक्रिया अदा करतीं हूं ❤❤❤
Thanku so much
@@UPSCaspirant187 ok
Kon kon si book le UPSC ki tyyari k liye. Plz tell me😢
Jo video mein 27 standard books batati hai bo or
45 book ncert ki
@@UPSCaspirant187ncert ki 45 books kon kon si hai?
Sir ncert ki book 6 to 12 me .. 6 ki bhi polity book aati h ya shirf eco. History.. geography????
Polity ki bhi aati hai
Total ncert books 45 hai
Hello sir ji mai 2028 me upsc ka exam dunga kya abhi se mai ye book le sakta hu preparation k liye
Ye shab book muze milegi kay
Bhai ek video banana hai UPSC political optional ki book
Sir mujhe Hindi optional ki books and notes purchase karni h aap bta skte h ki kitne rupees ki padengi sari
All books and notes or test only ₹ 4750
And for more information for books +91 88821 51911
UPSC ke liye optional political ki book
Aur test sirej ka kya matlav hai kya bo padna jaruri hai
Sir ye books ek hi shop se mangwai h kya n kha aapne mangwai h
Class 7th se kaun sa book padhe bhaiya ji UPSC ki taiyari ke liye Bata dijiye please reply de dijiyega bhaiya ji Kyunki Mujhe Apna Sapna pura karna hai
Dekho pahle 12th pass karo uske baad karna
Sir Agar hum 2027 ke liye preparation karte hai toh Sir syllabus same hi rahega UPSC ka ?
Sir preperation ke liye Abhi se UPSC ka course purchase kr sakte hai
Syllabus same hi rahega
Course purchase kar sakte ho
@@UPSCaspirant187 ok sir Thank you So much Sir for reply
Kaha se ho aap
@@UPSCaspirant187 Sir Delhi se
Bhai kaha se lane ha please give me reply ❤😊
Shab book i kimat kitani he
Sir ye pura set kitne ka hai or kya 2028,valo ke liye bhi yahi books sahi rahegi kya aap dilivery kha kha karte hai
Bhai aap maloom karlo RAJESH BOOK DEPO se ye bahi se mangaye the
Ye number hai unka 93196 63137
2028 ke liye bhi yahi rahengi
Sir inko buy kasa kara 😊😊😊❤
Number to saf hi nhi dikh rha h ,,, mujhe NCERT OR kucch standerd books chahiye
Standard books 27 price 9500
Ncert books 45 price 3500
New NCERT or old NCERT me konsa choice karu
Old NCERT
Slef study ke liye books buy kar sakte hai ?
Yes
Rajesh Book Store raipur 😊
Mene rajesh book se contact kiya tha to unhone 18500 bataya all book ka😢
Ye sab standrd books h kya sir ncrt inse alg h kya
Ncert 45 books
Standard 27 books
Sir ji total books kitne ke he
9500
Sir Jo subjects hum college mein Choose karege Unhi Subjects se hume Upsc ki preparation karni hai ya koi Alg subjects ki bhi preparation karni hai ?
Plz sir reply
This is my insta id future_I.a.s__024
Yaha par dm karo
@@UPSCaspirant187kitne ki h totel
Kitne prise ki hai 📚
Total kitne books hai price kitna hai Chhttisagarh aa jayega kya
Aa jayega
Something 10000
Sir mera 2030 mein dungi kya abhi se padh sakte hai
Ha padh sakte ho
@@UPSCaspirant187sir me in sabhi books ko padhkr IPS ban sakta hu?
@@englasenglas7041 ha kyu nahi
Lekin paper tum ias ka hi doge
Agar achhi aai go ias nahi to ips
@UPSCaspirant187 Thank you sir aapka bahut bahut dhanyawad 🙏
@@UPSCaspirant187 achha sir, UPSC exam IAS ke liye hoti hai,lekin unhe raink ke hisab se aur anny adhikari banaya jata hai na sir।
Bhai list clear nahi dikh raha hai
Sir book list ni link mokalo ne
Bhai mujhe bhi purchase karni ha please help me bhai
+91 88821 51911 is number par maloom kar lo ki upsc all 27 standard books kitne ki hai home delivery hai all india mein
Bhai total price kitna rha ye btao please
9000
Kya ek bar hi pura book lena jaruri hai ya jaise jaise jo sub ka class hoga waise waise nhi le sakte hai
Pahle aap NCERT se base taiyar kijiye
Ye books aap baad mein afford kar sakte hai
Aap filhal M Lakshmikant le lijiye
Sir please mujhe chahiye UPSC 2024 ki books jisme Sara syllabus complete ho please mujhe kese milegi books
@@jamnadevibarupal6036 online manga lo ya kisi book depo se ja kar le lo
Sir Me BSc Kar Rha hu to UPSC interview me mujhse Bsc ke Question bhi puchenge kya
Final year mein jo tumhare subjects rahenge usme se 2/3 questions poochhenge
Or tum drishti ias ke interview dekh lena
Books total Ketna Pasa MA mela ge
Sir books kese mangwaye ...
Yhi problem aa rhi he kese or kaha se mangvaye 😢😢😢😢😢
Kya 2028 k liye yhi book rhegi plzzzz reply me sir
Ha
@@UPSCaspirant187 aap kha se ho
Main amroha se
Sir me state mp district ratlam hatpipliya village se hu or mujhe totel books cahiye kitne ki pdegi totel book
Bhai paisa pahle hi पेय करना पड़ता है या on delivery plz tell me ❤❤❤❤
Bhai maine offline liya tha
Lekin half payment karna padta hai
@@UPSCaspirant187 ncert me bhi half karna padega kya
Jyada jarurat Kaun book Hai Sar
Syllabus book
M Laxmikant
Spectrum
Or ncert 6 to 12 all for upsc
Hello bhay hello bhay. Book purra ka rupees hai
Itni book me ho jayega upsc clear
Please reply me 🙏
Ho jayega
Lekin isse pahle ncert bhi Padni padegi
@@UPSCaspirant187 Thank you
Ncert books be dikhao sir
Sir aap bhi teyari kar rahe hai ,agar nahi kar rahe to ye sari books mughe de do plz
😅😅
Sir mujhe a book chahiye ❤
Kitna time lagta ha Ane me books
2 se 3 din lagte hai
Bhaiya upsc syllabus ki jo book h iska pdf mil skta h kya please🙏
Sorry bhai pdf nahi hai
Agar hoga to jarur bhejunga
@@UPSCaspirant187 bhai jrur bejna plz yrr
Voice par dhyan dijiye.
Aap me confidence ki kami hai.
Ok
Ye pura sat ketne ka h
9500
Sir ye book kaise mangbaye
Ye online magai
Mere friend ne
Hlo muje be ye books chahiye
Kitna din mai apka book aaya order
3 days
Mera late hai abhi taak nhi aaya 1 week ho gaya
@@Mummies_kitchen432 contact number ho to call karke pata karo
Total kitne rupees ki hai
Something 9500
Book kitne ki hai
sir book chahiye
Rai book shop hai ya fir rajesh book store hai aap baha se manga sakte ho
9319663137 ye contect number hai rajesh book store ka
Aapki awaaz
Mtlb
Kitna Paisa laga bhai
9500
Bhai NCERT me ek baar suggestion de do yr agr problem na ho to
Ok kal sham ko video mil jayega
bhai mujhe 2027 me exam dena hain to kya abhi se yehh book padhni chahiye aur kitne dino me complete krna chahiye and sath me batch bhi purchase karna chahhye(maine ncert padh liya h) please tell me about this🇮🇳💛
Agar Ncert ka base clear hai to aap in book ko purchase kar sakte ho jo ki 9k to 9.5k tak ki aa jayengi
Or inko ek do baar ruf tarike se pad lo phir notes banate huye chalna kyunki notes exam se 3 month pahle rivision mein help karte hai
Agar aap self study karte ho to course buy mat karna baaki aapki ichchha
@@UPSCaspirant187 TQ
Bhai mujhe 2028 me exam Dena hai to kya ye book abhi se padna start kr du self Study se ya batch purchase karke kru abhi ncert bhi nhi padhi hai 1st attempt me upsc crack krne ki strategy bataye please sir
@@Ssceducationlover mujhe bhi
2028 me dena hai