@@mohdaarif5351 ji nhi half sarso ka tail aur half desi ghee mai bhi bn skta hai.. Khali sarso k tel mai bhi banaya hai mai ne... Bohot acha bnta hai.. Tried and tested..
Mai UP se hu ....yaha different different style me me qorma banta hai .....shadiyo me aise nhi bnata ,,,,Gari posta ya chirongi zarur dalta h UP k qorme h jo ki must h yahi kaha UP ki khasiyat h ,,,..
Assalamualaikum ye dish maine Sunday dinner k liye banaya tha aur ye bijay zyada tasty bana tha..Aapka bohot bohot shukriya aur ye meri puri family ne ne kaha aapko kehne..Thank You so much❤
Mashalla beautiful looking so delicious very tasty recipe, every recipe of yours is very delicious I definitely try it, it is very good and tasty everyone praises it a lot Love from Pakistan
Mashallah dikhny me bahut laziz lag rha...meny aapki bahut racipe try ki or changezi to aapki batayi hui bnati hu hmesha ..pr mujhse korma accha nhi bnta ..pr me ye zarur try krungi inshallah..or aapko btaoungi ki kesa bna
Ji mai bhi up se hu or ye korma hamare yaha aksar banta hai par up ke chicken korme me kaju nhi dalta hai nariyal dala jata hai pees kar us ki khushboo hi alag hoti h. ap ek bar try zaroor kare ap ko farq nazar ayega ...lekin ap ke korme ka colour hamare up ka korme ke jaisa to bilkul nhi aya hamara korma to bilkul surakh rang ka hota h
Assalamu alaikum.baji my aapko Pehle bhi batayi thi ke jaifal ka istemal islam men haram hai chahe chutki bher hi kyon na ho .isse zayeqa to bohot achcha aata hai magar kya faida?please khayal rakhen.jazakallahu khair.
Mai jab bhi chicken banata hu toh galne mein bhut time lagta hai? Pressure cooker mein 8, 10 seethi lagani padti hai.. Jabki mai fresh chicken katwata hu...zinda chicken ka size 2kg se 2.5kg tak hota hai..pakane mein kam time lage koi upaaye btaye ?
Mashallah bhut zaikedar bana h ye chiken maine aaj hu banaya h aapka bhut Shukriya mam aap up ke yaqinun meerut city se belong karti hongi kyunki itna talent meerut ke logo m hi h
Mazedaar..Ammi ki yaad aa gai ... shukriya
Aise hi hamari recipes try zaroor kare
Bohat asaan or testy, bilkul perfect, beey had shukria 👍
Jazzakallah Khair
Wow
Very nice recipe as always❤
Bohot hi shandaar ♥️ looks so tempting n delicious
Kya baat hai pehle paar dekha hai good
Please subscribe and stay connected ❤️
Bht hi zaikedar ❤
Garam masalewali plate bahot achchi lagi 👌 masha allah mouth watering recipe😋
Jazak Allah khair meri mummy aisa hi bnati h wo isme kaju badaam nariyal ka burada sb daalti h❤ or bht bhunti h
bohat accha banaya hai mam
Mashallah zabardust❤❤
I will try this in sha Allah
Best of luck
Main bhi bilkul ISI tarike se korma banati hun
Mashaallah❤❤❤
Bohat unda sister mashallah ❤️
Thank you brother
Yummy recipes very nice sharing mashallah delicious recipes 😋
Thanks for coming
You are very expert mam in these recepies, I will must try this, I am very thankful to you.
Most welcome 😊
Meri ammi bilkul aise hi korma banati thin air mujhe bhi yhi sikhaya tha aur jab main banati hoon sab bhut treef kartin hain ye bhut testy banta hai
❤
Masha allah looks tampting ❤recipe dear sis
Try it
Me bhi Up ki hon aur isi trah qorma bnati hon lekin me bhi chiken fry krke nikal leti hon aur masala bhonne ke bad dalti hon.
Meri ammi bhi aise hi banati thi
@@Zaikadilli6apki ammi moradabad ki h kia btao
Mashallah bohat Achi recipe
Aur korma mein refine hi achcha lagta hai
@@mohdaarif5351 ji nhi half sarso ka tail aur half desi ghee mai bhi bn skta hai.. Khali sarso k tel mai bhi banaya hai mai ne... Bohot acha bnta hai.. Tried and tested..
New subscriber friend I love chicken korma❤
Thanks and welcome
Bahut he umda recipe … keep supporting
Loved the recipe❤❤❤❤
Glad you liked it
Thanks a lot 😊
Zabardast ❤❤❤❤❤
Mazedar excellent ❤❤❤
So nice
Lajawab 👍❤
Mai UP se hu ....yaha different different style me me qorma banta hai .....shadiyo me aise nhi bnata ,,,,Gari posta ya chirongi zarur dalta h UP k qorme h jo ki must h yahi kaha UP ki khasiyat h ,,,..
Walaikum assalam mashallah ❤
Very very tasty recipe ❤
Full watch like ❤❤❤❤
Thanks for coming
fantastic dish
Thanks a lot
Zabardast👍❤
Mashallah bahut umda
Mashaaa Allah ❤️ Nice sharing 👍👍
Wow mashallah yummy
Aasalam aalikum good vidu good reesipi
Walaikum assalam
Wow very tasty so yummy look so nice ❤first comments and like this recipe
Yes, thanks
Masaallah ❤
Ek basr phir zaike ka jaduuuuuu
Mashallah very tasty recipe 🎉🎉❤❤stay blessed always ❤❤ new friend 🎉🎉 new subscriber 🎉🎉
Very Very good mem
Thanks a lot
Assalam allukum tarif ke layek hay
Walaikum assalam
Mashallah bhut testy bna h
Superb recipe 👌👍
Thanks a lot
❤❤😊
Love from pakistan
Zaburdust yummy recipe
Super yummy❤
Thank you 😋
Nice recipe Korma ❤❤❤❤
👍👍👍👍
bohot hi tysti banai hai chiken korma ❤❤❤❤
اسلام وعلیکم ہمارے کوکن مہاراشٹر میں سیم ایسا ہی ہم قورمہ بناتے ہے بہت ہی لذیذ اور ڈیلیشیئس
Walaikum assalam
[muhammad jehangir karachi] apa aap ke respi kisi tareef ke mohtaj nai korma dekh k moo ma pani agaya ha
Thank you❤️❤️❤️
Assalamualaikum ye dish maine Sunday dinner k liye banaya tha aur ye bijay zyada tasty bana tha..Aapka bohot bohot shukriya aur ye meri puri family ne ne kaha aapko kehne..Thank You so much❤
Walaikum assalam aise hi recipes try karte rhe
@@Zaikadilli6 InshaAllah zarur.Bohat jaldi hi aapki Nihari aur garlic chicken starter try krne wali hoon.
😋😋🥰👌🤲👍
Mashallah ❤
Delicious but little oily.
Aap oil Kam lele
میں پنجابی ہوں لیکن ہمیشہ ایسے ہی قورمہ بناتی ہوں
Hamare aur aapke khane me bohut similarity hai
Mashalla beautiful looking so delicious very tasty recipe, every recipe of yours is very delicious I definitely try it, it is very good and tasty everyone praises it a lot
Love from Pakistan
Wao mashallah good
Mashallah dikhny me bahut laziz lag rha...meny aapki bahut racipe try ki or changezi to aapki batayi hui bnati hu hmesha ..pr mujhse korma accha nhi bnta ..pr me ye zarur try krungi inshallah..or aapko btaoungi ki kesa bna
Try zaroor kre
Very nice so yammi
Try it
Excellent
Thank you so much 😀
jabardast tasty yummyy
Superb
Thanks 🤗
❤❤❤❤
Aur sab ka apna apna Tarika hota hai khana banane ka
👍
Just wow... First comment❤
Thank you so much 😀
Many many thanks
Hmare yaha ase hi bnaya jata hai up Bareilly me
Sahi kha aapne
Hamaare yahan bhi aese hi banta h badaun se
Up se
Main bhi Bareilly se hi hu
Asslamu alaikum mam aap ki hr dish lajawab hoti h masha allah se aap ki family bht lucky h itni achi chef ghr main h ❤❤❤
Delicious
It was
Good job
Thanks
Zabardst
وعلیکم السلام
Khobsoorat
Yummy
It was
Maa sha Allah buht hi lajawab bnaya hai..
Shandar
Assalamualaikum Mashallah very very nice cooking ❤❤❤
Walaikum assalam ❤️❤️
Mashallah bhut acha thank you so much mam aap up ki kis city se belong karti h
Zila Ghaziabad
Hello j'aimerai avoir cette recette de. Mon enfance mais en français svp merci ❤❤❤❤
Baji. Mai bhi up ki hu
is vdeo me aap kese bol rhe ho...😂
thnki for this recipe mam
🌸
Is video hamara mic kharab ho gya tha
@Zaikadilli6 ..sooo-ryy😔
Maibi up se hu aunty
Main bhi apni ammi ki yahi recipe banati hoon. Lekin usmein chaar magaz bhi grind karke dalti hun. Loved it. Thank you❤
Looks delicious.Thank you for the lovely recipe 👌🙏
Thanks
400 gram piyaza sy salan metha tou nahe ho jay ga baji
Mirch bhi zyada gyi hai meetha nhi hoga
Mam...bagair dahi ke korma nahi ban sakta hai kya
❤jinhon ne nahe khaya woh ja ker ban len😂😂😂
😂
Maine bhi aap ki tarah se Korma banaya vakeyi bohot testey bana mere husband ne bahut tarrif ki thank you so much aapko
Isi tarah hamari recipes try karte rhe
Ji mai bhi up se hu or ye korma hamare yaha aksar banta hai par up ke chicken korme me kaju nhi dalta hai nariyal dala jata hai pees kar us ki khushboo hi alag hoti h. ap ek bar try zaroor kare ap ko farq nazar ayega ...lekin ap ke korme ka colour hamare up ka korme ke jaisa to bilkul nhi aya hamara korma to bilkul surakh rang ka hota h
Baji ager adha kilo kaqurma banana h tou kia recipy ko haff kr sakty hain
Bade ki Gosht ka bhi batiyega
I’m from UP but hum aise nahi banate hain
Is tarah zaroor try kare aap
Assalamu alaikum.baji my aapko Pehle bhi batayi thi ke jaifal ka istemal islam men haram hai chahe chutki bher hi kyon na ho
.isse zayeqa to bohot achcha aata hai magar kya faida?please khayal rakhen.jazakallahu khair.
Mai jab bhi chicken banata hu toh galne mein bhut time lagta hai?
Pressure cooker mein 8, 10 seethi lagani padti hai..
Jabki mai fresh chicken katwata hu...zinda chicken ka size 2kg se 2.5kg tak hota hai..pakane mein kam time lage koi upaaye btaye ?
Mashallah bhut zaikedar bana h ye chiken maine aaj hu banaya h aapka bhut Shukriya mam aap up ke yaqinun meerut city se belong karti hongi kyunki itna talent meerut ke logo m hi h
Kauo nahi dalai plz jaldi reply dai
Up style me bana rahi ho to mustard oil use karna chahiye tha