Hello mera matlab hai ki 2 battery ko series Mein lagayenge To current kaam hoyega aur parallel Mein lagayenge To current bhad Jayega To battery acche se charge full charge series connection Se Hoti Hai Ya parallel se
Sir agar ak battery 150ah ka hai or 2 battery Ko series me Jora to voltage 24 ho jayega or current km nhi hoga utna hi rahega jurega nhi matlab 150 ah hi rahega
Panel se charge karte ho to panel ka connection to pahle waisa rakhana hai ki voltage utna ho jaye jitna battery ka ho uske bad or panel Ko parallel me Jor dijiye to current badh jayega or charge jaldi hoga
Hello sir mere paas 2 battery hain aur 800 watt ke panel hain tu unke connection series main Karun ya parallel mein panel 12 volt Ke Hain battery full charge ya acche se charge parallel connection Se Hoti Hai Ya series connection se ya Janna hai
@@solarproduct9641 hello main inverter ke bare main nahi pooch raha inverter ka load kitna hai main Yeh puch raha hoon ki battery acche se charge parallel connection Se Hoti Hai Ya series connection se inverter Mere Paas nahi hai main DC load use Karta Hoon
Sir aap dono battery Ko to pahle parallel me Jor dena or baki jitne bhi panel se sabhi Ko bhi parallel me jorna isse panel ke bhi current just jayege or battery ke bhi or waise bhi aapke pass to 12 volt ka battery or 12 volt ka panel bhi hai
You probably dont care but if you guys are stoned like me atm you can watch all of the latest movies on InstaFlixxer. I've been watching with my brother recently =)
Chahe series karo ya parallel, MPPT controller baad charging current mein koi farak nahi padta. Series or parallel sirf inverter ya controller ki voltage limit ke range keliye karte hai
Sir ,2 batteries 120Ah ki hn n 2 panels 150 watt ki....kaunsa connection (series or parallel) theek rahega zyada backup n jaldi charge ke liye.... Plz help
Hello sir mere pass 225 watt ka do panel h aur luminous ka nxg 1150 inverter h aur 150 AH ki battery h to usko charge karne ke liye conection kaise kare aur kya ye do panel 150ah ki battery ko charge karne ke liye kaafi h ya aur lagana padega
Sr mere pas luminous ka solar panels 75watt ke 2 panels hai to aap bataeye sirij me jodna sahi hai ya dono ka ++ or -- -- sahi hai luminous ka inavatar hai solar panels lagane ke liye 12V ka hai
Thank you sir Hallo sir Kya hum solar se ac volteg genrat kar sakte hai Maan lijiye ki 24 volt+8amp ka 1 pannel hai aur aise hi 10 panels ko humne series connection kar diya to voltage ho gaya approx 240volt +8amp to kya bina inverter ke hum din ke samay load chala sakte hai.please reply all information.
Sir mere pass 150 watt ke 4 panels hai or mere 150 ah ki battery hai to kya me ye charo panels laga sakta hu 150 ah ki battery hai or 600 eb ka inverter hai plz reply
Sir ji mera inverter 80kw ka he to konsa connection krna padega means kya dekhana padta he? String kitne ki banani padegi vo kese decide krte he??? Pls reply
inverter ke according hi lgate gai usme likha hoga na ki kitne ka voltage hona chahiye max or kitna string wala inverter hai ye aap ko dekhna hoga usme likha hoga sb , hala ki voltage hi badhana prta hai kyuki jada current nhi lete hai hum dc me
Dear Kumar Sourav ji namaskar, Mere solar system me 9 pannel hain aur ek pannel 535 watt ka hai, Please mujhe batayen 5kva ke solar invertor me solar pannel series me lagayen ya parallel me.....
2 Kam krna hai aapko pahle to ye dekho aap ki inverter input voltage kita hai battery ka ? Or isme aapko series or parallel bhi krna hoga aapko to pahle btaye input voltage
Dear kumar mere past 24volt 390watt ke do panel parellel karke 45 voc wale mppt solar pcu chala pe do battery parellel karna chahta hun kya Mujhe 24volt ka ek aur panel kitne watt ka add karna padhega. Please reply me
Mere pass 12v 50watt k 2 panel hai.. Muje 12v 55ah battery charge karni h. Mere pass solar charging control bhi h.. Muje parallel connection karna padega na.?
Sir mere inventor Ki VOC 85 hea or or 50 ampiear support hea . Or mere pass 315 watt kea 6 penal hea . Toh AAP mujhe batao . Kon sea canection Karne mea mujhe fayda Milega.
नमस्ते सर..मैं अपने घर पर चार्ट तो 40 वाट का सोलर पैनल खरीदा है ,और 12 वोल्ट 100 एंपियर का एक बैटरी खरीदा है, सर यह बैटरी चार्ज करने के लिए पैरालाल पर कनेक्शन करूं या सीरीज पर?
Sir mere pass 180W 12v ke 4 panel hai aur MPPT smarten prime + with 150 ah battery and zelio luminous ka inverter hai......kya mein panel parrallel me lagao ya series mein
Sir mere ghar par 96volt ka solar system laga hai usme 24v ke 4 panel series me lage hai usme 4 , 4 panel ki 3 series hai uski 1 series ka 1 panel toot gaya hai to uski charging full hoti hogi ya nahi battery backup nahi de rahi hai
Mere pass c20 150ah ka okaya aur c10 165ah ka livgaurd ki battery hai Kya mai ishe apas me jod sakta hu parallel me mere pass ishe charge karne ke liye 335watt ke 2 panel aur dc to AC ke liye normal inverter hai
Sir mere ghar per 2kv ka 24 volt me pcu laga hua h to un ke 325 wat ke penal lage hua 4penal ka kanetion perral me kare ya sirise me kare aap uter jarur dena
hello sir... mera pass 4 solar panel 40 watt ka hai are 12 volt 100 ampere ka ek battery hai, sir is battery ko charge karne ke liye Mujhe parallel per connection karna padega ya series per?.Thanx sie
Sir me 2 panel liya hu ...ek 12volt 50 watt or 10 watt 12 volt .. Or controller liya hu 10 amp ka luminous ka Or battery 12 volt 7AH battery.. So me bolrahu sir ji 2no panels ko parral ya series konse karse ache hoga Sir ji please reply Please 🥺🥺 Love from Kolkata ❤️🔥❤️👍🏿
Do solar plet h 160 + 160 wat Ki h Betra ek h bada tubles h Seeres kare ye perelal kare solar pleto KO Ghar k pankhe or bulb k liye Voltej jaada jaroori h ya crunt Please tel mi
सर मेरे पास सोलर इनवर्टर लुमिनस एनएक्सजी 1800 है 1500 va का 24 वोल्ट दो बैटरी लगी हैं तो मैं उस पर 325 वॉट के चार पैनल=1300 वॉट लगा सकता हुं क्या ? और अगर लगा सकता हूं तो इन पैनलों को मुझे सीरीज में जोड़ना चाहिए या पेरलेल में अच्छा कौन सा होता हैं मेरे इन्वर्टर में 40 amp रेटिंग का चार्ज कंट्रोलर लगा हैं प्लीज जल्दी बताएगा ।
550 550 Watt ke do penl ha mere pass or 150 150 h ki do betry hai or penla k contion pelar mein Krna hai y series mein or konsa mppt inwatar lena chaiye bataiye
sir maine 100watt ka 6pcs solar panal kharida hai or mere paas 180ah ka battery hai sath me microtek ka 1435va solar inverter hai but backup nahi milta hai parrlel connection kiye hai khud se backup badhane ke liye kya karna padega plz bataye
kyuki open circuit voltage fixed value nhi hota hai ye apna maximum value dikhata hai or jo IM hota hai vo real value hota hai . isme ak video bnauga taki aapko ache se samajh aa jaye
मेरे पास 300 वॉट के सोलर पैनल (100×3) है,एक 200ah की बैटरी है,एक utl shamsi 875va का इन्वर्टर है।सोलर पैनल का कनेक्शन सीरीज से करना सही होगा या पैरेलल से ?
Dear Sourav Kumar I am Muhammad Zakariya from Karachi Pakistan. Mere ghar men 350 watt k do pannal aur 70a ki do battries lagi hui he. Mujhe 1HP ac ka sumersible pump chalana he. Kindly guide me.
Aap panel Ko parallel me Jor dena or dono battery Ko series me to or pump Ko ak din me 1hr bhi chalaoge to aapka pump 746 watt lega koisis karna pump Ko din me hi chalao raat me nhi or aapke battery me lagbhag 1600 watt power Bach jayega raat me ya din me use karne ke liye
@@SolarAcademy Sumersible pump Bijli ka he Solar men k sey chalaon. Kia inveter nahi lage ga ? agar Inverter lage ga to kitney ampair ka. aur iska tarika kia he.
Sir hamare pas solar 1100 inverter or 2.loom solar 180 mono luminous 160 wat 1 solar panel poly he total 180+180+160=540 wat isme canection karnahe poly or mono dono mix karke desakthahe Kya battery konasa laganahe
Sir mere pas 150 watt ke 2 panel hai aur 20 amp ka luminous charge controller 230 Ah 12v ki single battery h to panel ko series me jode ya parallel me ......
सर हमारे वहां लाइट नहीं है सोलर panel से चार्ज करनी पड़ती है battery utl solar thunder battery 200ah C20 गलती से ली है, ओर microtec pcu 1435/12v inverter लिया है, panel कैसे जोड़े सीरीज या parallel मे, 150watt 12v के तीन panel है plzz reply
I have luminous solar system 950 va 12 volt. I have fixed 3nos of 150 watts panel. I have put solar inverter system of pwm charge controller inverter. I have fixed in parallel connection..if I have put serious what will happen
मेरे पास 350watt 24volt ke 2 mono solar panel है और smarten mppt charge controller घर मे simpal 1100va 12volt luminous inverter 200 ah 12volt luminous Single battery तो केसे कनेक्शन करते है series या parallel ??
मेरे पास 350watt के 2 panel ओर smarten 12 /24 volt 30amp का controlle है तो solar panel मे केसे connect करते है Series मे या Parallel मे..... आप मुझे बताये
Hello sr solar panels ko sirij kar ke jodne me or bina sirij kiye jodne me kya antar hai agar 300 Watt ke solar. 15 ampr deta hai to 2 solar panel 300 Watt ka sirij kiya to kya hoga or dono ka ++. or _ _ jodne se kya antar hai or kitna ampr milega
Hello mera matlab hai ki 2 battery ko series Mein lagayenge To current kaam hoyega aur parallel Mein lagayenge To current bhad Jayega To battery acche se charge full charge series connection Se Hoti Hai Ya parallel se
Sir agar ak battery 150ah ka hai or 2 battery Ko series me Jora to voltage 24 ho jayega or current km nhi hoga utna hi rahega jurega nhi matlab 150 ah hi rahega
Panel se charge karte ho to panel ka connection to pahle waisa rakhana hai ki voltage utna ho jaye jitna battery ka ho uske bad or panel Ko parallel me Jor dijiye to current badh jayega or charge jaldi hoga
bahot sahi video
Hello sir mere paas 2 battery hain aur 800 watt ke panel hain tu unke connection series main Karun ya parallel mein panel 12 volt Ke Hain battery full charge ya acche se charge parallel connection Se Hoti Hai Ya series connection se ya Janna hai
inverter pe jitna volt hoga utna to lagana goga na
@@solarproduct9641 hello main inverter ke bare main nahi pooch raha inverter ka load kitna hai main Yeh puch raha hoon ki battery acche se charge parallel connection Se Hoti Hai Ya series connection se inverter Mere Paas nahi hai main DC load use Karta Hoon
Sir aap dono battery Ko to pahle parallel me Jor dena or baki jitne bhi panel se sabhi Ko bhi parallel me jorna isse panel ke bhi current just jayege or battery ke bhi or waise bhi aapke pass to 12 volt ka battery or 12 volt ka panel bhi hai
th-cam.com/channels/DWAHbl-_IL_GCDObVDeYPw.html
Love you sir
Great information for us
thanku so much
10 panel hai to sabhi panel ko series me jorna sahi hota ya parallel me , 5kw ka inveter laga hai to ak panel 300 watt ka hai
to bataiye kitne panel ka kon sa connection kru
Sir aap inverter ke input voltage batao mujhe or panel ka bhi voltage batao sayad panel ka voltage 36 hoga
@@dharmendrakumawat2375 Mpv 38 hai
Knowledgeable
Good 🙏🙏🙏 Thanks
battery me bhi aise hi hota hai kya , 2 battery ko jore to aise hi voltage badhe to series me or parallel me current
th-cam.com/channels/DWAHbl-_IL_GCDObVDeYPw.html
Best
thanku
Nice video
4 panel ko parallel karne ke liye 8 y connector chahiye hoga?
Nhi sir 3mail or 3 female connector chahiye hoga
You probably dont care but if you guys are stoned like me atm you can watch all of the latest movies on InstaFlixxer. I've been watching with my brother recently =)
@Spencer Titus Yup, I've been using InstaFlixxer for since december myself :)
Chahe series karo ya parallel, MPPT controller baad charging current mein koi farak nahi padta.
Series or parallel sirf inverter ya controller ki voltage limit ke range keliye karte hai
Sir battery charge ke liye dono me kaunsa badhiya connection hoga parallel ya series. Please🙏 Reply
Charge controller see vdo banaye plz sir
Mai Bana ke upload bhi kar Chuka hu aap #solaracademy me dekh sakte hai aapko mil jayega
Good
सर जी सोलर पेनल सीरीज या perlar लगाने का किया फायदा होगा,, बैटरी लाइफ ज्यादा या जल्दी चार्ज होती हैं,, बताना सर
12v ke 5 panels ko 24v me kaise kre
Sir ,2 batteries 120Ah ki hn n 2 panels 150 watt ki....kaunsa connection (series or parallel) theek rahega zyada backup n jaldi charge ke liye....
Plz help
Hello sir mere pass 225 watt ka do panel h aur luminous ka nxg 1150 inverter h aur 150 AH ki battery h to usko charge karne ke liye conection kaise kare aur kya ye do panel 150ah ki battery ko charge karne ke liye kaafi h ya aur lagana padega
Mere paas 270watt k 4 panel h aur mmpt pcu h connection series m kru ya parallel taki jayada benefit le Saku. Pls reply
Sr mere pas luminous ka solar panels 75watt ke 2 panels hai to aap bataeye sirij me jodna sahi hai ya dono ka ++ or -- -- sahi hai luminous ka inavatar hai solar panels lagane ke liye 12V ka hai
aap parallel me jore matlab ++ ak sath or - - ak sath
Thank you sir
Hallo sir
Kya hum solar se ac volteg genrat kar sakte hai
Maan lijiye ki 24 volt+8amp ka 1 pannel hai aur aise hi 10 panels ko humne series connection kar diya to voltage ho gaya approx 240volt +8amp to kya bina inverter ke hum din ke samay load chala sakte hai.please reply all information.
th-cam.com/channels/DWAHbl-_IL_GCDObVDeYPw.html
Sir mere pass 150 watt ke 4 panels hai or mere 150 ah ki battery hai to kya me ye charo panels laga sakta hu 150 ah ki battery hai or 600 eb ka inverter hai plz reply
Sir mere Pas 230 watt Jain compny ki 13plates hai ab mere ko 3hp ki 230volt 9.1amp ka moter challana hai aap btaye Ki konsa connection thik rahega
3kva ka charge controller mppt ya pwm laga sakte ho kisi bhi company ka
Sir ji mera inverter 80kw ka he to konsa connection krna padega means kya dekhana padta he?
String kitne ki banani padegi vo kese decide krte he??? Pls reply
inverter ke according hi lgate gai usme likha hoga na ki kitne ka voltage hona chahiye max or kitna string wala inverter hai ye aap ko dekhna hoga usme likha hoga sb , hala ki voltage hi badhana prta hai kyuki jada current nhi lete hai hum dc me
@@SolarAcademy Thank you jii.. Nyc explained
Dear Kumar Sourav ji namaskar, Mere solar system me 9 pannel hain aur ek pannel 535 watt ka hai, Please mujhe batayen 5kva ke solar invertor me solar pannel series me lagayen ya parallel me.....
2 Kam krna hai aapko pahle to ye dekho aap ki inverter input voltage kita hai battery ka ?
Or isme aapko series or parallel bhi krna hoga aapko to pahle btaye input voltage
Dear kumar mere past 24volt 390watt ke do panel parellel karke 45 voc wale mppt solar pcu chala pe do battery parellel karna chahta hun kya Mujhe 24volt ka ek aur panel kitne watt ka add karna padhega. Please reply me
Voltage jada hoga to accha hoga? Yea current jada hone se accha hoga?
achha dono hota hai ye to inverter pe depend hota hai kon sa connection hoga
Mere pass 12v 50watt k 2 panel hai.. Muje 12v 55ah battery charge karni h.
Mere pass solar charging control bhi h..
Muje parallel connection karna padega na.?
Sir ek panel se ek battery charge hoti thi ab same do battery charge krni hi do panel se to panel or battery ko series me add kru ya parallel me kru
battery bhi series or panel bhi series me
Thank you sir
Sir mere inventor Ki VOC 85 hea or or 50 ampiear support hea . Or mere pass 315 watt kea 6 penal hea . Toh AAP mujhe batao . Kon sea canection Karne mea mujhe fayda Milega.
Sir,535 watt 5 panel ko paralel karna hai witt safety .Please give me answer ,yes or no, by practical
Dear sir Two panels ko series me jodne pr kya watt bi badta hai kya
Sir acchi tarah battery ko charge Karne ke liye hame volt badhana chahiye ya ampere
Sir mere paas 2 kw ka solar system h, jo parealel ME juda h,, me usme konsa inverter or kitni battery jodu
Sir solar panel ko series ya parallel mein jodne par Watt mein kya antar hoga
105 watt ke 2 panel aur 150amh ka battery hai to panel ko seris me jode ya pararal me ki battery acchi tarah charge ho.
Bhai mere pas 1kva ka mppt solar pcu hai aur 390watt 24 volt ka 3 solar panel hai kya parellel connection kar sakta hun
नमस्ते सर..मैं अपने घर पर चार्ट तो 40 वाट का सोलर पैनल खरीदा है ,और 12 वोल्ट 100 एंपियर का एक बैटरी खरीदा है, सर यह बैटरी चार्ज करने के लिए पैरालाल पर कनेक्शन करूं या सीरीज पर?
फ्रीज में कनेक्शन करने के लिए किस कैसे किया जाए हमको पावर बढ़ाना है
Perarall me dono side Ki plate braber hona jruri hai ya ak plate nahi hogi to chalga
Sir home ke liye parallel ya series kon sa sahi rahega
150 amh battery h
Sir mere pass 180W 12v ke 4 panel hai aur MPPT smarten prime + with 150 ah battery and zelio luminous ka inverter hai......kya mein panel parrallel me lagao ya series mein
Bhai 12vot 150ah battery ko charge karne ke liye amp kitna chahiye
Sir mere ghar par 96volt ka solar system laga hai usme 24v ke 4 panel series me lage hai usme 4 , 4 panel ki 3 series hai uski 1 series ka 1 panel toot gaya hai to uski charging full hoti hogi ya nahi battery backup nahi de rahi hai
Mere pass c20 150ah ka okaya
aur
c10 165ah ka livgaurd
ki battery hai
Kya mai ishe apas me jod sakta hu parallel me
mere pass ishe charge karne ke liye 335watt ke 2 panel aur dc to AC ke liye normal inverter hai
12 volt solar penal ko parallel या sirese मे जोड ने से 1kva 12 volt मे कोन सा तरिका से ज्यादा फायदा लिया जा सक्ता है। me uttam khadgi from nepal
Sir mere Ghar me utl gama + inverter hai single battery es ke leye kitny amp chahey or kon se panel use kar sakte hain 12v or 24v ke please reply
Sir mere ghar per 2kv ka 24 volt me pcu laga hua h to un ke 325 wat ke penal lage hua 4penal ka kanetion perral me kare ya sirise me kare aap uter jarur dena
Sar hamara 150 ah ka ek battry he or 165w ka 2 penal hay .kaysa cannection carna he..??
6panal conention
Parallel or series
hello sir... mera pass 4 solar panel 40 watt ka hai are 12 volt 100 ampere ka ek battery hai, sir is battery ko charge karne ke liye Mujhe parallel per connection karna padega ya series per?.Thanx sie
series me voltage badhta hai
Ha ji sir
कनेक्शन कैसे करना चाहिए पहले में या सीरीज में यह तो बताया ही नहीं
Sir me 2 panel liya hu ...ek 12volt 50 watt or 10 watt 12 volt ..
Or controller liya hu 10 amp ka luminous ka
Or battery 12 volt 7AH battery..
So me bolrahu sir ji 2no panels ko parral ya series konse karse ache hoga
Sir ji please reply
Please 🥺🥺
Love from Kolkata ❤️🔥❤️👍🏿
10 watt solar panel se 12 volt 27 Ah ki battery charge kar sakte hai kya
120h ka 2 battry hai to solar se kaise lagaye 15 voltage ka panel hai 8 panel hai
Sir aap dono battery Ko parallel me Jor do or sabhi panel Ko parallel me Jor do
Hello...sir
24 volt ki 3 pannal ko series me lagaker 24 volt inverter me conection karne par kya hoga
Do solar plet h 160 + 160 wat Ki h
Betra ek h bada tubles h
Seeres kare ye perelal kare solar pleto KO
Ghar k pankhe or bulb k liye
Voltej jaada jaroori h ya crunt
Please tel mi
24 voltage 340watt ke solar panel ke aadhe voltage 20 karke Direct 12v battery charge karenge to kitne ampiar se charge hogi 9 ya 18 ampiar se
सर मेरे पास सोलर इनवर्टर लुमिनस एनएक्सजी 1800 है 1500 va का 24 वोल्ट दो बैटरी लगी हैं तो मैं उस पर 325 वॉट के चार पैनल=1300 वॉट लगा सकता हुं क्या ? और अगर लगा सकता हूं तो इन पैनलों को मुझे सीरीज में जोड़ना चाहिए या पेरलेल में अच्छा कौन सा होता हैं मेरे इन्वर्टर में 40 amp रेटिंग का चार्ज कंट्रोलर लगा हैं प्लीज जल्दी बताएगा ।
Mono plate ke sath poly plate ko jod skte hai
Sir Agar solar panal pr Adhi dhup hogi to kya Usse band hoga pura voltage?
550 550 Watt ke do penl ha mere pass or 150 150 h ki do betry hai or penla k contion pelar mein Krna hai y series mein or konsa mppt inwatar lena chaiye bataiye
Sar ji hame bataye ki 3 panel 1kw keise hota hai jo ki 1panel me jitna volt ⚡utna 3 panel volt ⚡deta hai eske bare me bataye
Sir. Mere pass do penal h 120+180watt ke ek betarry 110amph ki . To mein kese canakt karu . Aur penal ke kitane watt aur voltage milenge. Please reply
sir maine 100watt ka 6pcs solar panal kharida hai or mere paas 180ah ka battery hai sath me microtek ka 1435va solar inverter hai but backup nahi milta hai parrlel connection kiye hai khud se backup badhane ke liye kya karna padega plz bataye
Sir Aap Open Circuit Voltage (Voc) Check Ker Rahe Hain Multimeter Se to wo Maximum Power Voltage(Vmp) Kyun Dikha Reha
Please Reply Kare Sir Plzzz🙏🙏🙏
kyuki open circuit voltage fixed value nhi hota hai ye apna maximum value dikhata hai or jo IM hota hai vo real value hota hai .
isme ak video bnauga taki aapko ache se samajh aa jaye
@@SolarAcademy
okk sir
@@SolarAcademy sir apne abhi tak video nahi banaya i am waiting
मेरे पास 300 वॉट के सोलर पैनल (100×3) है,एक 200ah की बैटरी है,एक utl shamsi 875va का इन्वर्टर है।सोलर पैनल का कनेक्शन सीरीज से करना सही होगा या पैरेलल से ?
Dear Sourav Kumar I am Muhammad Zakariya from Karachi Pakistan. Mere ghar men 350 watt k do pannal aur 70a ki do battries lagi hui he. Mujhe 1HP ac ka sumersible pump chalana he. Kindly guide me.
Aap panel Ko parallel me Jor dena or dono battery Ko series me to or pump Ko ak din me 1hr bhi chalaoge to aapka pump 746 watt lega koisis karna pump Ko din me hi chalao raat me nhi or aapke battery me lagbhag 1600 watt power Bach jayega raat me ya din me use karne ke liye
@@SolarAcademy Sumersible pump Bijli ka he Solar men k sey chalaon.
Kia inveter nahi lage ga ? agar Inverter lage ga to kitney ampair ka.
aur iska tarika kia he.
@@muhammadzakariya1916 pump ke liye 1200 watt ya 1500 watt Laga sakte ho
Sir hamare pas solar 1100 inverter or 2.loom solar 180 mono luminous 160 wat 1 solar panel poly he total 180+180+160=540 wat isme canection karnahe poly or mono dono mix karke desakthahe Kya battery konasa laganahe
sir ji alag alag watt me panel ko nhi jorte hai ak sath or agar stha jorte bhi hai to use jorne ka tarika hota hai jaise ki parallel ya series me
waise mai aap ko bata deta hu aapne puchha hai to aap 150ah ki battery laga sakte ho
ya aap aisa kar sakte ho 2 panel ak jaisa hai 180watt ka in dono ko ak sath jor ke charge kar sakte ho isme liye aap 12ah ki battery laga sakte hai.
Sir mere pas 150 watt ke 2 panel hai aur 20 amp ka luminous charge controller 230 Ah 12v ki single battery h to panel ko series me jode ya parallel me ......
Parallell
मेरा सोलर सिस्टम 5 kva का है और 500 watt के 10 पैनल है कैसे कैनेक्शन किया जाये इसमें मदद कीजिए
सर हमारे वहां लाइट नहीं है सोलर panel से चार्ज करनी पड़ती है battery utl solar thunder battery 200ah C20 गलती से ली है, ओर microtec pcu 1435/12v inverter लिया है, panel कैसे जोड़े सीरीज या parallel मे, 150watt 12v के तीन panel है plzz reply
Please update me 8 solar panels 375 watt k hai ... Isko series me connection kru yaa parallel me
sir mere pass 200 amh ki battery hai or 1000 watt ka inverter hai to muje solar panel ko series me connection karna hai ya parallel me pls reply me
Sir mera inverter NXG750+ luminous he. Or zoon solar 200watt 12volt he but inverter not working no charge? Battery is 135 ah in luminous compni
sir ji mere pass waaree ki 3 panel hai 540 wp ki aur smarten 50 amp ka charge control hai isaka connection kaise karna hai
Mere pas 240w ke 4panel or 330w ke 3panel hai
Smartan mppt 3050inverter par conection kaise kare???
To fir acchaa konsa rahegaa
Bhaji mere kol lifast de 320w de 24v de 3 penal ne te smarten 2200 mppt invater aa ous de conaction kive hon ge
Current say hee tou volt bnta hei
Current bday ga us say volt b bday ga
Aisa hee.volt bday ga to usa current b bday ga
हैलो
सर मेरे पास 165 वाट के 3 पैनल है ।और माइकरोटेक pcu 1235 । 600 वाट का इनवैटर है । कोनसा कनैकसन ठीक रहेगा ।
Sir mene utl gama palas inverter 12va par 335 Watt ke penal kese kanekat karna hai series ya perelal
I have not getting of enough power supply. I was just new.
Kaise lagana hai conetion
Solar baibari aache se charge ho jay
I have luminous solar system 950 va 12 volt. I have fixed 3nos of 150 watts panel. I have put solar inverter system of pwm charge controller inverter. I have fixed in parallel connection..if I have put serious what will happen
Hamare paas 100 wat ke 3panel he aur batra 180 ampere ka he to panal ko series me connection kare
5 solar panel hai 185 watt
Kya connection karne se achha hai series ya parallel
Konsa connection achchha hoga..?
Aap kiska connection puchh rahe ho battery ka , panel ka ?? Dono ka series ya parallel dono ka apna apna roll hota hai
Panal ka canection kaisa
Kare 2kw site pe
inverter ke input ke according i think inverter ka input 24v hoga to aapko sabhi panel ko parallel me jorna hoga
Hello sir
Mere pass 4 solar panels & 1 12v battery h
Sir gamma plas ma consa connection hoga?marapas 150 watt ka 3 panal hai 160 watt ka 1 panal hai.
मेरे पास 350watt 24volt ke 2 mono solar panel है और smarten mppt charge controller
घर मे simpal
1100va 12volt luminous inverter
200 ah 12volt luminous Single battery
तो केसे कनेक्शन करते है series या parallel ??
Battery charger best ampere ya voltage h
Sieres me voltag nhi badh rhe . Kya karn h
Series me sir agr hamare pass 40 panels ho aur 250 watt ke toh hm kitni string bna sakte hai series me
mere pas 330 Wp ke 10 panel hain aur 5 KW inverter hai....main kaise decide karun ki kitna series jodna hai kitna parallel?
मेरे पास 350watt के 2 panel ओर smarten 12 /24 volt 30amp का controlle है
तो solar panel मे केसे connect करते है Series मे या Parallel मे..... आप मुझे बताये
kaise kiya bhai