Sir ji mene taja anda rakha tha jisme bachcha bana par bahar nahi nikla jab anda 24din ka ho gaya to anda toda to bachcha jinda tha par 10sekend bad mar gaya aap nai mana kiya par mujhe bad mai pata chala jankari dene ke liya thanks mai mp Vidisha pathari Sai madan lodhi
Jo andar hai wo bulb ke bahut paas hoga, aor jo bahar hai uska sensor kinare ya upar ya bahut neeche hoga, kya aysa hai agar nahi to is Facebook group me apne incubator ka ek video post karo facebook.com/groups/1260145381140589/?ref=share
Bhai aapane controller ka sensor kahan per Rakha hai yah to samajh nahin a Raha lekin aapke pass Jo temperature controller hai vah hai STC -1000 Aisa mujhe lag raha hai to ismein problem yah hoti hai ki yah 1° Celsius kam yah FIR 1° Celsius jyada dikhta hai, lekin aapke pass Jo temperature meter hai vah temperature Sahi show karta hai, to aapko temperature metre ke hisab se temperature set karna hai isliye aap controller ki settings se kum kar dijiye, pahle aap sensor ko egg se 2 inch upar incubator ke bich mein set Karen
भाई ये कह पाना थोड़ा मुश्किल होता है क्योंकि गर्मी के मौसम में दो से चार घंटे तक कोई फर्क नहीं पड़ता। लेकिन सर्दी के मौसम में एक घंटे में भी फर्क पड़ सकता है। लेकिन आखिरी तीन दिन में प्रोब्लम होती है चाहे गर्मी सर्दी जो भी हो
Bhai kuch saman apni local area mein Nahin mil pata to ham usko online mangate Hain, Jaise Flipkart, Amazon, IndiaMART, Snapdeal, is Tarah ki Kai website Hain jinse aap online manga sakte hain
@@incubatorresearch6979 bhai hygrometer ka temperature 🌡️ aur controller ka temperature 1 celcius ka difference hai dono me temperature equal kaise kare bhai plz reply
Bhai maine thermostate ka sensor bulb k pass lga rkha tha jis se tempreture fast tha ab maine sensor ko niche egg k pass lgaya h jise ander jo humidity meter h uska tempreture or thermostate k tempreture match kr rha h pr egg ko incubator me rkhne k 13 din baad sensor ki position change kiya h..... egg kharab to nhi honge.... egg raw parrot ka h jisme 2 egg fertile h ..... kya ab bachhe niklne ka time increase ( aage badh) jayga..?
Pahle maine tempreture ko 36.0 c se lekr 37.5 c pr set kiya tha jb sensor bulb k pass tha or niche jo humidity meter tha usme 34.c tk show krta tha Or jb sensor ko niche egg k pass rkha to 36.5 c se lekr 37.5 tc kiya h or ab humidity meter ka tempreture or thermostate k tempreture dono match krte h Pr egg ko incubator me 13 din hone baad maine sensor ko niche egg pass rkha h 2 egg fertile h abhi wo kharab to nhi honge.....
Pahari tota ka egg h or abhi 13 din me usme embro devlope hua hai 10 march ko incubator me rakha tha or 24 march ko sensor ki position change kra h or tempreture ko 36.0 to 37.5 se bdha kr 36.5 se leke 37.5 kiya h or humidity 60% to 70% rehta hai.. Waise isko kitne tempreture pr set krna hota h...? Kya ab tempreture k wajah se baby niklne ka time aage badh jayga....?
Mere incubator me bater ke chooje bane to the but shell toote nahi , Aur baad me 17 din baad tor ke check kiya to saare mare hue the ; Temp37.3to 37.7 , humidity 65-75 tha Please guide what to do
Bhai, Chinese incubator ho ya Indian incubator ho "bachhe" na nikalna ek aam baat hoti have, is mein incubator ka hi dos Nahin hota hamare egg mein bhi problem ho sakti hai
18 din tak 60% se Kam Nahin honi chahie, aap chaho to hamesha 70% bhi rakh sakte ho chicks nikalte samay humidity apne aap badh jayegi isase result achcha aaega
Boss, automatic incubator me humidity 80% ya above show karta Hai pure haunting period aur results bhot kharab aa raha Hai, please suggest, bhot loss ho raha hai
Bro water kispe rakhte ho agar big bowl hai to small bowl use karo or dekho kitne jaha raha hai 80 to bohot jada hai 45 minimum to 61 is maximum for 18 days after 18 days more than 70 maximum is 80 make your bowl small if u put in glass less humidity if u put water in bowl there will more humidity if u use glass and put sponge in water it will stay longer bro hope this will help u if u like plz watch my channel tooo plz and please support
सर नमस्कार मैं आपकी बात से सहमत नहीं हूं हर कोई नकल करता है आप भी तो किसकी ही नकल कर रहा हूं या आप ऊपर से तो सीख कर आए नहीं थे ईश्वर की तरफ से आप इनके बेटर बनाना सीख क्या है हर एक दूसरा व्यक्ति दूसरे की नकल करता है बताइए जब आदमी कुछ ज्ञान ध्यान करता है या पूजा पाठ करता है या ईश्वर की आराधना करता है वह भी तो किसी की नकल है अपने पूर्वज को देखता है तो वह आगे वैसे ही करता है तो हर व्यक्ति नकल करता है आपने यह कैसे कहा कि हर आदमी नकल करता है आपने भी तो किसी की नकल की होगी या ईश्वर की तरफ से आपको यह रिकॉर्ड आया सर अपने बात पर ध्यान रखा करें कि आप क्या बोल रहे हैं यूट्यूब पर
Temperature mein changing Nahin ki jaati, humidity mein bhi karna jaruri Nahin hota, jab chuje nikalne lagte hie to humidity apne aap thodi si badh jati hai
राजू तेरी हर बात मेरे को अच्छी लगी है
Sir maine youtub se dekh kar banaya 100%result hain
Konsi video dikhi thi??
Very Good infarmetion.
Thanks bhai aap pehle ho jisne
sabhi comment ka reply diya he .
शानदार जानकारी है भाई
Very good
Sir ji mene taja anda rakha tha jisme bachcha bana par bahar nahi nikla jab anda 24din ka ho gaya to anda toda to bachcha jinda tha par 10sekend bad mar gaya aap nai mana kiya par mujhe bad mai pata chala jankari dene ke liya thanks mai mp Vidisha pathari Sai madan lodhi
Sir humidity jyada dene se koi problem hai kya
Sir Kitna din ka anda hona chaiye
1 to 7 best
Well described
Bhai ji encebuter ko fan and cooler ke kamre me rakna he
Incubator ko barabar light milani chahie
@@incubatorresearch6979 bhai whatsapp ka number do kush or jankari leni he
Good
How humidity(86) be controle (upto 70./'), just today 2nd August, '22.
बाक्स मे होल के बारे मे बताईये
th-cam.com/video/59bgd5b5svk/w-d-xo.html
Thanks bhai
Sir best temp for incubator
Yellow colour ka 40 w ka bulb use kar sakte he
Ji bilkul
Asali hona hai tho kya karana chahiye
Sir HTC 1 or W1209 me temprature Diffrent he HTC 1 me 34.1 he or W1209 me 37.7 to kya kare konsa vala sahi he . please help
Controller ki sensor HTC ke paas rakho aor fir dekho different kitna hai
Jo market me khane k liye egg hote hai,, unse hi chugge nikalte hai kya
Ji nahi, woh non fertile hota hai
Sir 18 ve din ke bad 19 , 20 ,21 din me kya temperature Dena chahiye. Chuja niklene ke bad kya temperature dena chahiye
1,din se chicks nikalne tak temperature same rakho
Chicks nikalne ka baad brooding karo aur temperature 35,. 36 rakho
Bhai hame controller ka difference temperature kitna rakhna chaiye controller bhi kharab na hu aur bulb 💡 bhi sahi rahe plz reply
0.2 Rakho matlab 37.7 bulb on 37.9 bulb off,. Bulb ki koi guarantee nhi hoti controller jaldi kharab nahi hota hai bhai
@@incubatorresearch6979 bhai Mera w1209 controller hai ye controller thik hota hai ya koi dusra lagana padega
@@hashim4552 ye bhi sahi hai
Ager temperature 35.5 ho to Kya ho ga
Superb
अंडा सीधा केसा होता हे
बारीक मुंह नीचे होगा तो अंडा सीधा हे
या बारीक मुंह ऊपर होगा तो अंडा सीधा हे प्लीज़ जवाब जरूर दे
Aur jab bacche nikalne shuru ho jaaye tab kitni der bad usko Dana aur Pani Dena chahie
36 horse
usi samay do bhai gurka pani or dana
@@juberarab1740 chicks nikalne ke 3 din bad
sir mera incubater ke andar me 39.1 c bata raha hai.. hm set kiye hai 37.7 me kya kare.. plz reply
Jo andar hai wo bulb ke bahut paas hoga, aor jo bahar hai uska sensor kinare ya upar ya bahut neeche hoga, kya aysa hai agar nahi to is Facebook group me apne incubator ka ek video post karo facebook.com/groups/1260145381140589/?ref=share
Bhai aapane controller ka sensor kahan per Rakha hai yah to samajh nahin a Raha lekin aapke pass Jo temperature controller hai vah hai STC -1000 Aisa mujhe lag raha hai to ismein problem yah hoti hai ki yah 1° Celsius kam yah FIR 1° Celsius jyada dikhta hai, lekin aapke pass Jo temperature meter hai vah temperature Sahi show karta hai, to aapko temperature metre ke hisab se temperature set karna hai isliye aap controller ki settings se kum kar dijiye, pahle aap sensor ko egg se 2 inch upar incubator ke bich mein set Karen
सर बिजली कटने के कितने समय तक अंडे खराब नही होते है
भाई ये कह पाना थोड़ा मुश्किल होता है क्योंकि गर्मी के मौसम में दो से चार घंटे तक कोई फर्क नहीं पड़ता। लेकिन सर्दी के मौसम में एक घंटे में भी फर्क पड़ सकता है। लेकिन आखिरी तीन दिन में प्रोब्लम होती है चाहे गर्मी सर्दी जो भी हो
Egg kahase milega
bhai 3 days old egg hai kya unka incubator m daal sakte hain kya hatching ke liye
Ji bilkul
Bai humidity kitni honi chahiye 18din se pehle aur 18din ke bad kitni honi chahiye (f) me batana plz
1 din se 18 din tak humidity 50% se 60% tak
18 din se 70% se 90% tak chicks nikalne tak
Bhai ye ice box kha milega ?
Maine to cold drink wale se purana liya tha
Market mein talash kro
Humne incubator Banaya aur usmein Ande daal ki nikalna chahie Ham se nahin nikale
Kitna temperature rak na he us ke vitor
37.5 se 37.7 Celsius ya 99.5 se 100 Fahrenheit tak
good
Garmio me murgi k eag me se 10 daya bad laar keo neklne lag gai
Egg se liquid nikal raha have kya
Hai.ande.kitne.din.ke.hona.chye.
Goof
Atomatic controllar kaha milega
Online shopping
@@incubatorresearch6979
Only controllar chahiye
Bhai kuch saman apni local area mein Nahin mil pata to ham usko online mangate Hain, Jaise Flipkart, Amazon, IndiaMART, Snapdeal,
is Tarah ki Kai website Hain jinse aap online manga sakte hain
Very Small incubator Ka price kya hoga sir
Homemade hai bhai aap bhi banaa sakte ho
Sir kya ap muja eski ket baj Sakta ha
Mere pas bhejne ki subidha nahi hai,
Ok
Thanks sir
Bhai Maine 37.7 temperature set Kiya hu difference 0.4 rakha hu kya ye sahi hai ya nhi plz reply
Bhai controller jaldi kharab nahi hota hai, difference thoda kam karlo ya temperature 38.0 kar lo
@@incubatorresearch6979 bhai hygrometer ka temperature 🌡️ aur controller ka temperature 1 celcius ka difference hai dono me temperature equal kaise kare bhai plz reply
@@hashim4552 jaysa main new video mein dikhaya hai
@@incubatorresearch6979 htc1 hai
दिन में कितने घंटे तक लाइट चालू रखे सर please bataiye sir comet me bataiye ya video me please🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏😭😭😭😭
इनक्यूबेटर में शुरू से चूजे निकलने तक लाइट की जरूरत होती है
Kitano tempretchur rakhe
37 se kam na ho 38/ 39 se jayda na ho
Sir mayne 50 ande ke incubator me 2 hole kiye hai.. Aadha inch ke,, sir kya ye jyada hogaye. Ya sahi hai.
Agar manual turn hai to theek hai
Sir incubator mai kitne din ka eeg rakhe
Garm mosam 5 se7 din sard mosam7se10 day Apne store ke hisab se
Select setting and wiring sanga sir
Sir, regarding setting wiring or selec controller,
Box ko hole chahie ya nahin
100 eggs wale incubator me kitna hole karein
Single hole, jismein hath ki ek ungli ja sake,
Ya FIR pencil ke barabar ke 4 se 6 hole
@@incubatorresearch6979 thank u
Sir mera incubator me by mistake 4 hours thak ka time me 41.5 °c temperature huva esme anda karba hosakthe 2 day me yesa huva.
Last 3 day mein problem hone ke chances jyada hote hain Baki dinon mein kam hote Hain
Koi problem ni aati
Sir m hatching duck eggs.. After how many hours I need to turn the egg.. Nd should I start it from 1 st day
If you rotate by hand, start from the fifth day
Dusri bar Andy rkhne h to kya krna pdega chuje niklne ke bad y 1din nhi 22din ke bad23 dikha rha h
Bhai maine thermostate ka sensor bulb k pass lga rkha tha jis se tempreture fast tha ab maine sensor ko niche egg k pass lgaya h jise ander jo humidity meter h uska tempreture or thermostate k tempreture match kr rha h pr egg ko incubator me rkhne k 13 din baad sensor ki position change kiya h..... egg kharab to nhi honge.... egg raw parrot ka h jisme 2 egg fertile h ..... kya ab bachhe niklne ka time increase ( aage badh) jayga..?
Bhai agar temperature medium se thoda aage piche hota hai to koi problem Nahin Hoti
Pahle maine tempreture ko 36.0 c se lekr 37.5 c pr set kiya tha jb sensor bulb k pass tha or niche jo humidity meter tha usme 34.c tk show krta tha
Or jb sensor ko niche egg k pass rkha to 36.5 c se lekr 37.5 tc kiya h or ab humidity meter ka tempreture or thermostate k tempreture dono match krte h
Pr egg ko incubator me 13 din hone baad maine sensor ko niche egg pass rkha h 2 egg fertile h abhi wo kharab to nhi honge.....
Breed kaon si hai egg ki
Bhai candling karke dekh lo chuje movement kar rahe hain to temperature 37.5 se 37.7 kardo
Pahari tota ka egg h or abhi 13 din me usme embro devlope hua hai 10 march ko incubator me rakha tha or 24 march ko sensor ki position change kra h or tempreture ko 36.0 to 37.5 se bdha kr 36.5 se leke 37.5 kiya h or humidity 60% to 70% rehta hai..
Waise isko kitne tempreture pr set krna hota h...? Kya ab tempreture k wajah se baby niklne ka time aage badh jayga....?
❤️❤️❤️
Bhai lit Mobil sarger sa jalega ea nahi
Ji nahi
Ham kha se kisi bhi breed ke fartile eggs kharid sakte hai please reply
On line,
On line kha koi nam to btao
@@smashlightgaming8431 Indiamart, Facebook group, you tube,
Amazon Flipkart par nahi milega
आप भी तो यूट्यूब मे बता रहे क्या तो यूट्यूब से हि देख कर इन्क्यूबेटर बनायेगा क्या आप घर आके बतायेगे
Mere incubator me bater ke chooje bane to the but shell toote nahi , Aur baad me 17 din baad tor ke check kiya to saare mare hue the ; Temp37.3to 37.7 , humidity 65-75 tha
Please guide what to do
Chuje poori tarah ban chuke the ya thode se ban kar rah gaye the
@@incubatorresearch6979 poore ban chuke the
Hatching period (last 3 day) men bhi ye problem hoti have jab hum incubator ko baar baar open karte hain
Sim mera bhi
GOOD 🙏🦩
Sir Chinese incubator se baccha nahi nikla hain keya koro
Bhai, Chinese incubator ho ya Indian incubator ho "bachhe" na nikalna ek aam baat hoti have, is mein incubator ka hi dos Nahin hota hamare egg mein bhi problem ho sakti hai
Sir humidety 1 se 21 din tak kitna parsenteg hona chahiye
18 din tak 60% se Kam Nahin honi chahie, aap chaho to hamesha 70% bhi rakh sakte ho chicks nikalte samay humidity apne aap badh jayegi isase result achcha aaega
Sir pani kya ek dam bulb k niche rakhna chahiye
@@amarsinghsaini6825 jitna bulb ke paas hoga aor jitna jyada pani faylega humidity jyada banegi
1000 capacity wala incboter sab se best kaha se mile ga aur kon si company ka hoga
Aur ap ke pas se mil Jaye ga
Online bhi milega, lekin mere pass Nahin hai
aap chahe to banaa bhi sakte hain
Lekin kaun si company ka sabse best Hoga ya main Nahin kah Sakta
Boss, automatic incubator me humidity 80% ya above show karta Hai pure haunting period aur results bhot kharab aa raha Hai, please suggest, bhot loss ho raha hai
Bro water kispe rakhte ho agar big bowl hai to small bowl use karo or dekho kitne jaha raha hai 80 to bohot jada hai 45 minimum to 61 is maximum for 18 days after 18 days more than 70 maximum is 80 make your bowl small if u put in glass less humidity if u put water in bowl there will more humidity if u use glass and put sponge in water it will stay longer bro hope this will help u if u like plz watch my channel tooo plz and please support
चुजे निकलने के बाद, तापमान कितने होनाचहिये
Box ko hole chahie ya nahin chahiye
Ji Bhai bilkul Chahiye
Sir chuja nikalne ke 3 din baad langda ho gya kya karoo?
Aapke area ka jo veterinary doctor hai usse contact Karen aapko dava bhi mil jayegi aur doge bhi bata dega,
Ya FIR Kisi former se contact Karen
Anda mai chuja ban to raha hai bat mai nikalne k time mar ja raha hai kyu sir
Temperature men kahin na kahin default hai, bhale hi meter sahi bata raha ho, ya phir AAP incubator ko bar bar open karte ho
सर नमस्कार मैं आपकी बात से सहमत नहीं हूं हर कोई नकल करता है आप भी तो किसकी ही नकल कर रहा हूं या आप ऊपर से तो सीख कर आए नहीं थे ईश्वर की तरफ से आप इनके बेटर बनाना सीख क्या है हर एक दूसरा व्यक्ति दूसरे की नकल करता है बताइए जब आदमी कुछ ज्ञान ध्यान करता है या पूजा पाठ करता है या ईश्वर की आराधना करता है वह भी तो किसी की नकल है अपने पूर्वज को देखता है तो वह आगे वैसे ही करता है तो हर व्यक्ति नकल करता है आपने यह कैसे कहा कि हर आदमी नकल करता है आपने भी तो किसी की नकल की होगी या ईश्वर की तरफ से आपको यह रिकॉर्ड आया सर अपने बात पर ध्यान रखा करें कि आप क्या बोल रहे हैं यूट्यूब पर
👍
Sir 50egg capacity ka incubator banane ke liye xh w 3001controller use kar sakte kya
Ji bilkul, koi bhi kar sakte ho
Incubator हॉल हो ना आया नही होना
Room
21din ke bad temperature aur humidity kitna rakhe
Temperature mein changing Nahin ki jaati, humidity mein bhi karna jaruri Nahin hota, jab chuje nikalne lagte hie to humidity apne aap thodi si badh jati hai
Hlo sir
37.7
37.7 कंट्रोलर में या थर्मामीटर में
Tu sala bihari😂😂😂
Chal be
Number milega bhai aap ka
Bhai, log bahut disturb karte hain number per
Bhai aap hi karlo call 9650414723