Or mem hame kapde ko hamesha kese rakhna chahiye ye bhi bataye please mem mera hamesha galat ho jata hai kapda kaatne mein kuchh n kuchh mistake ho jati hai kapda kaatne mein
Mam jitne peso me aap ye material purchase krke lai hai utne me Bina mehnat ke achi ruffle saree aa jati phle me bhi ghar pr silne ka soch rhi thi but ab me readymade lena pasand karungi 👎👎
So nice presentation, good tutorial 💕💕
Stay connected genious sister ❤❤join you 👍🏻👍🏻 done ✅
Or mem hame kapde ko hamesha kese rakhna chahiye ye bhi bataye please mem mera hamesha galat ho jata hai kapda kaatne mein kuchh n kuchh mistake ho jati hai kapda kaatne mein
Mam new style drep sadi ayi hai wo batayiye na
Nice🎉
Mem ek deep gale k blouse ki cutting & stiching bhi sikhaye
Ok ji
Nice video हैं दि बहोत दिनो बाद आप आये ठीक हो ना ❤️❤️❤️😊
Ji
Sareee se ban jayga kya
Nhi
Ma'am isse kaam pirce pr chahiye to aap mujhe bta dena
Iska second part bhi daaliye di
Ji Aaj aayega
Di aapne dala nahi is video ka second part
Hamare yaha ye organza febric sirf ₹80 par meter par hai or sartin ₹60 par meter hai 60 ka pana hai
Etta mehga mrket me 30 rupe mitr organsa or 40 rupe mitr sotan milti h😅
Organza febric 50 per miter milta hai or satin 50 😂😂
Mam ye konsa size banega
Didi aap kaha thi etne dino tak😔
Dear me bahar gayi thi city se , ab daily video aayegi 😃
Ha didi
Mem mujhe 12 se 13 inch ka gala bana h please me guide kare
Ok
Mam jitne peso me aap ye material purchase krke lai hai utne me Bina mehnat ke achi ruffle saree aa jati phle me bhi ghar pr silne ka soch rhi thi but ab me readymade lena pasand karungi 👎👎
Material ki price quility ke upar depand karti he
😅