If u r looking for style and mileage go with x treame. If u r looking for speed bike then pulsar is good. If u r looking for speed with gud engine sound then rider.
Mera parso krwaya xtrem 125 r ka engine oil ka 395 something liya + chain lube+ parts ka a145 + 40 rupees labour charges joda or 600 ka bill bna dia chutiya service h ekdum or wha ke service manager ko ye ni pta ki bike m Bluetooth bhi h😂
Bhai mera 1213 kiya bc engine flash bhi kiya merko bola gaya compulsory hai uska aur chain lube ka extra 525 laga diya bc aur ek koi toh 100 ka cotton lube polish karke lagaya kuch total 123 with gst hua bc
@@NileshShergill Arre bhai it is compulsory to change oil filter in 1st service kyunki new engine mein andar parts tightly packed hote hain isliye jab engine chalta hai toh parts aapas mein ghiste hai jisse metal ke chote chote particles nikalke engine oil mein mix hota hai jisko oil filter absorb kar leta hai. 1st service mein oil filter na change karne se oil filter mein phase hue woh metal particles new oil mein mix ho sakte hai jo ki engine ke liye thik nahin. Meri maano toh dealer se oil filter le lo aur bahar se kahin change karwalo ho sakte toh fresh oil bhi dalwa lo like motul ya castrol 10w30 1 liter.
Hero Xtreme 125R , Sp 125 , NS 125 , raider 125 which best for value of money...??? Please reply
Xtreme 125r best for college students
If u r looking for style and mileage go with x treame. If u r looking for speed bike then pulsar is good. If u r looking for speed with gud engine sound then rider.
Never buy a hero xtreme 125R. Engine Oil Leakage Issue.
Kitne din mein service karna hai
Sp 125 ya glamour xtec/ super splender/ glamour classic OG model . = Which one I buy?
Sp125
Bhai mera first service par mobil 395,mobil filter 78,fsc kit 90,oil, 90,disk brake shoe 350 total 1003 gaya kya ye sahi ya jyda le liya?
Brake shoo ka add ho gya to jyada ho gya
keya gear soft hua bro ?
Haa bhai cltuch n gear soft ho gya
Bhai tera oil filter chnge ni kiya usme purana oip bhara hoga
Haa bhai phli me nahi kiya
@NileshShergill bhai karwana chiye tha har sarvice mai karane kaa
Bhaiya service book nhi mila to service centre me keya dikhye ge ham
Chassi number se kr dete he
I'm from Bangladesh
Have you face rear suspension oil leak problem??
Abhi to nahi baki dekhte he kya hota h aage
Mera parso krwaya xtrem 125 r ka engine oil ka 395 something liya + chain lube+ parts ka a145 + 40 rupees labour charges joda or 600 ka bill bna dia chutiya service h ekdum or wha ke service manager ko ye ni pta ki bike m Bluetooth bhi h😂
Bhai Paisa Kyu Le Rhe
Jab 5 Service Free H
Iske sath service book nhi milta kya
Sb online hogya h ni milta h
Ladies foot step showroom walo ne lagaya ki after market lagaya
Showroom se lagwaya 630 rupees
@@NileshShergill ok
But abhi showroom Wale laga ke nahi de rahe hai...... Woh bol rahe hai ki ye bike mein aisa accessories lagta hi nahi hai
Ha
kisi aur Hero showroom me servicing kara sakte hain
Kahi bhi krwa sakte ho bhai
First servicing free nahi hote kiya bro??
Labor free hoti hai bhai jo consumables hote he uska to lgega hi like engine oil or lube
@@NileshShergill tq
Bhai mere bike ki first service pe mere se 1220 leliye with body polish
Extra le liya bhai tmse
Bhai first service ke paise lagte hai? Kyu? Wo to free services bolke bechte hai naa
Consumables ka to dena hi pdega bhai labour free jota hai
Bhai mera 1213 kiya bc engine flash bhi kiya merko bola gaya compulsory hai uska aur chain lube ka extra 525 laga diya bc aur ek koi toh 100 ka cotton lube polish karke lagaya kuch total 123 with gst hua bc
Bhai tmhre kabootar uda diye itna jyada jaroorat hoti nhi h first service me
Ye bike leni chahiye ya nhi ??
Bilkul leni chahiye achaa product hai from hero well refined and researched
@@NileshShergill long term k liye kaise rhegi ?
Waah kya service ki hai, oil filter hi nahin badla😂😂😂
Next time change krege bol rha tha