Sir EPF Account me father name me MD nhi laga hai baki har Document me MD laga hai to kya Paisa nikal sakta hai Ya father's name me pahle sudhar karana padega..... ?
Ek bat btaiye sir mera claim kewl 78 percent hinhua hai poora paisa kyo nhi de rha hai 80000 kiye the kewl 63000 ke lagbhg de rha aisa kyo poora nhindega kya
Sir mere council me, pitaji ke nam me, jaise kishor hai naam to usme last me e likha huaa hai, adhar card me pan card me aur inter certifucate me e nhi likha hai, na sakshmta exam results me kishor me e nhi lgaa hua hai last me aur 10th marksheet me e laga hua hai to kya kare, koi issue aayegi kya plzz reply sir 🙏🙏🙏
Jiska 2020 se kat raha hai adhikansh ka 90000 rs nikal raha hai jabki balance 135000 ke karib hai pesion share ewam intrest ko jodne par karib 197000 ke karib hota hai
Mai apaka video dekhi jaise jaise aap bataye mai ki mera tin din me Paisa aa gya account me
Congratulations
Pura paisa nikla kee km hee nikla please reply kijiye ga
@@shahilrazz196 employee share full
Mai 28 Feb 2022 ko join kiy the 1 to 5 me to 2022 se January 2024 tk kitna paisa jma huaa hoga please btaye??
@@sroy6009 1-5l dijiye
Sir agr epf ka paisa ni nikalte hai to interest milta rhega ya ni kyuki visist teacher ka to epf account alg rhega n
Milta rahega Vishisht me NPS milega
Kis date se 1 month ke bad form 31 bhar sakte hai
2 ya uske baad ka date rahne par
Sir 15 G form v fill krna pdega kya epf advance nikalne ke liye
31
dpo se approval bhi karwana parta hai kya
Employee share aise hi niklega
@kalamcreator ok
Sir total amount withdraw kr sakte h jb exclusive teacher bn jayenge to
Agar pta ho to pls bataiye sir
Abhi employee share ke liye apply kijiye baki ka alag process hai
Uske liye aap ko mark exit daalna paraga
Sir meri epf me kyc nhi hai option nhi ata hai kyc karna hoga cafe wale bole dpo office se apprevol karana hoga kya sir
@@KendulaKumari-s5t yes karwaye
1 to 5 ke visiste teacher jo 2003 or 2014 or 2022 ke hai kya usse bpsc tre-1or 2 ke( 6 to 8) ke teacher senior honge ?
6-8 senior
Jo shikshak niyojit se rajyakarmi hue hain, wo apna poora amount nikal sakte hain kya? Umang app se withdrawal bhi hota h ek video bnaiye sir
Yes video me process batayenge hai
@kalamcreator nh samjhe kya likhe hain aap
@@ANKITVERMA-fw8kj rupye nikalne ke process bataye gye hai
Sir EPF Account me father name me MD nhi laga hai baki har Document me MD laga hai to kya Paisa nikal sakta hai
Ya father's name me pahle sudhar karana padega..... ?
Nikasi ka process kar dekhiye
Aap form bhar dijiye ho jayega
Ek bat btaiye sir mera claim kewl 78 percent hinhua hai poora paisa kyo nhi de rha hai 80000 kiye the kewl 63000 ke lagbhg de rha aisa kyo poora nhindega kya
Re claims kijiye employee share full niklega
@@kalamcreator achha pahla.wala.paisa aa jayega tb n aaj aasa hai ki aa jayega
Sir agar Paisa nahi nikalte hai to kya aage koi pareshani hogi
No problem
Sir mere council me, pitaji ke nam me, jaise kishor hai naam to usme last me e likha huaa hai, adhar card me pan card me aur inter certifucate me e nhi likha hai, na sakshmta exam results me kishor me e nhi lgaa hua hai last me aur 10th marksheet me e laga hua hai to kya kare, koi issue aayegi kya plzz reply sir 🙏🙏🙏
Jo sudhar ho raha hai kijye
@kalamcreator sir nhi ho paya, ab kya kare,??? Utna notice karenge kya wahan pe,???
@@Golubhardwaj276 sudhar ke liye letter niklega wait
@@kalamcreator sir to 4 ko council hone wala hai, to aise hi chale jaye, koi issue nhi na hoga
@@Golubhardwaj276 nhi hona chahiye
Sir, niyojit teacher employer approval kaise hoga kitna din me hoga
@@nirajsingh4842 DPO office se
Very good
Thanks
Under process likh raha h kitna time lagega
1 weeks ke andar hi
Nps me joining date 01/01/2025 Dale ya niyojit wala kripya conform kijyega
01.01.2025
Epfo me deposite money teacher kyo nikai rahe hai jabki interest to milata hai kya karan hai
Apni marji
@@kalamcreator deposite money nikalane se koi dikkat bhi ho sakata hai future me
Nhi
Or agar paisa nhi nikale to koi dikkat hai kya
Jiska 2020 se kat raha hai adhikansh ka 90000 rs nikal raha hai jabki balance 135000 ke karib hai pesion share ewam intrest ko jodne par karib 197000 ke karib hota hai
Employee share full niklega re claims kijiye
Claim form 31 fill kar diya but claim status me kuch show nahi ho raha hai
Successful submit ho gya hai to wait kijiye
bpsc (6 to 8 )or( 1to 5) visist teacher mai kon senior honge ?
6-8 wala
Claim settled ho gya kab tak account me aayega
1-2 days me
Sir claim ka form dikha rha online claim status sir tracking ID dia hai ab kya karna hoga ??
Account me transfer ho jayega wait kijiye
@kalamcreator kitn time lagega mere se passbook nahin liya toh aayega na ??
@@Baigdawarmirza dekhiye passbook upload Karna tha
Aapka paisa aa gya sir
Aapka paisa aa gya sir
Jab tak aap mark exit nahi dalenge tab tak aap pura rupya nahi nikal sakte
Yes
Pf ka paisa katata bhi hai sir
Matlab?
Jitna Paisa hai utna me GST bhi karta hai sir
@abhishekkumarrajak1282 nhi
@@kalamcreator to bar nikal sakte hai
Paisa
Pass bok na manga aanyega oasa ??
Yes passbook se kam ho jayega
sir next video ppls upload
Ok
UTI ka paisa kaise nikale ye v bata dijiye
@@faith_8544 ok
Mera pf kuch mahine ka jama nahi hua hai kya karna hoga
Wait kijiye
@@kalamcreatormera march 2022 se oct 2022 tak jama nhi hua...
Fir nov 2022 se ho raha hai har month ...
Pichla kaise hoga
@@saanvijha2507 PF office Jayen district ka
Sunday ko claims settled nahi hota hai
Maybe working day me hoga
Gov ka contribution wala kaise nikale uska video plz banaye
Ok
Paasbook se paisa cut gaya but bank me nahi aaya
Aayega wait kijiye
Pension ka paisa kaise nikale sir
Abhi ham nhi nikale hai process karenge to information denge
@@kalamcreator fir nikalta hai na sir
@@abhishekkumarrajak1282 yes maybe pention ka rupya nhi nikalta hai but ham Puri koshish karenge hame bhi nikalwana hai
Claim Sent to field office ka matlab kya he ser
Money credit ke liye form submit
@@kalamcreator ser mene pension ke liye form10c apply Kiya he or claim sent to field office hogya he
@@Adivasi.Band. verification hone par payment ho jayega
Pasbook ka frant page ko. Aplod karna hai
Yes
Transfer पर कोई update nhi aayi h sir
Nhi wait...
@@kalamcreator aaj meeting huyi nhi LG rha ab wait kitna kre sir
@@aarushyadavvidio7701 wait karne me ho benifits hai
Name sudhar ka koi upay batayen
Name me MD sudhar kerna hai koi upay batayen
Kyc kijiye
Mera pan lod nahi ho raha hai
Sab ka Wahi hai add nhi ho raha hai
Bina pan ka bhi claim kar sakte hai
@@golumaster557 yes
Bhai 1 video ko bar bar q dal rahe ho?
TH-cam delete kar diya tha video privacy policy ke according mera UAN video me show ho Raha tha
Epfo account se money katane ke kitane din baad money bank me transffer hota hai
1-2 days me
Gov ka contribution nahi nikalta hai
Unka process alag hai
dpo se approval bhi karwana parta hai kya
Nhi
Very good
Thanks