एक खतरनाक भयंकर सत्य जो हजम करना मुश्किल है/Jainism explained/nigod jainism
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 6 ก.พ. 2025
- nigod jainism
jainism sutra
aagam shastra
Jainism history
mahaveer Swami
jain aagam
agam
tirthankar
Jainism explained
Jainism philosophy
Jainism simplified
jain dharm
jain religion
84 lakh jeev yoni
jeev jainism
mahavir
bhagwan mahavir
jain
according to Jainism aagam shastra explained by tirthankar mahaveer Swami of jain dharm that how many human birth one gets in the circle of birth and death and what happens if we miss that prescious opportunity of human life ,? mahaveera says that one gets the 2000 sagropam time to make sure his liberation ,if he fails to do that he wil be sending back to nigod wich is horrible of all creature life ,to enter in nigod is easy but to come out from that is extremely difficult ,this is wat we are going to know in this video according to Jainism philosophy of jain religion
#24तीर्थंकर #jaindharm #jainism #aagam #tirthankar #jain #arihanth #sadhu #जैनधर्म #मुनि #jainismphilosophy #jainismexplained #jainismsimplified #jaindarshan
@PewDiePie @MrBeast @ashishchanchlanivines
Aapka bohot bohot abhaar.........jo aapne ye sab gyaan hamare sath baata🙏🏻
Jai Jenandar
Aapki samjayes bahut super hea.
Sabhi jeev Karu shasan rasi 🙏🏽🙏🏽
jai jinendra
Jai jinendra ❤️❤️❤️
me question ka reply kro please@@tirthankar-aagamvaani
@@coder26 okk
Maine bhe jamikand ka aajivan thyag kiya hea
*Namo Arihanthaanam:* I will NEVER, EVER be reborn in Nigodha !!
*Namo Siddhaanam:* One day I will attain Moksha *100%* 🕉️
*Namo Aayiriyaanam:* I will even live an amazing + luxurious Life, in my worldly life *!*
*Namo Uvajjhayaanam:* My Fate will always be *"GOOD, GREAT, & WONDERFUL"* 👍🙏🙏
*Namo Loye Savvasaahoonam:* I will get everything I want in this material Life, at the same time, my Spiritual interest will also Stronger in me *!!*
Ye jankari koun se aagam me bathye gayi hea. Please send Agam ka naam
Please answer
I have taken aajevan tyag of jamikand and ratri bhojan after eating them for 25 years of my life has no clue about the paap but when I came to know truly I left them
Omarham
Om arham ❤️❤️❤️
Main ek correction karwana chahta hu - Jab wapas aakar hum Nigod jate hain tab anant kaal k liye nahi jate hain par ha bahut lambe samay k liye jate hain. Jaise Mahavir bhagwan ka jeev chaturth kaal me nigod gaya tha aur fir chaturth kaal k ant me wo moksh gaye.
Dusri chiz ki 1000 sagar k liye keede makode aur 1000 sagar k liye anya pnachendriya jeev bhi nahi ho sakta kyuki jo keede makode hote hain wo ek samay me panchedriy jeevo se kai guna zyada hote hain jaise bacteria hai wo ya anya sookhm jeev hain wo panchedriya se kai guna zyada hote hain fir barabar samay nahi ho sakta dono k liye.
Can you also share the text where it is written
The prakrit text or jha se aapne yeh sab phada hai
@@parakh10 the book name is प्रश्नोत्तर रत्न माला,u can see around 300 question n anser
@@tirthankar-aagamvaani thanks for your quick response but when i googles it its shows
Prasnottara Ratna Malika is a book by Jagadguru Adi Shankara Acharya, a Hindu reformer and teacher, that contains questions
Do you have a link to that book ?
@@tirthankar-aagamvaani Thanks for the sharing the book
th-cam.com/video/h7cpgo2F0xQ/w-d-xo.html&ab_channel=JinvaniGyan
I went through all the 29 shlok, but didn't found the above information in that.
pr jaise koi pratimadhari h ya koi niyam kuch lele isme aur uska yeh last mnushya bhav hai toh vo nigod jaega ya dev gati .kyuki pratimadhari toh niyam se dev gati hi jate h
To ho sakta hai ye uska 48 va janm na ho,agar nigod me Jana likha hoga to vo shravak ke niyam lega hi nahi,niyam liye hai iska matlab uske kuch bhav baki hai
अगर प्रतिमाधारी है, पक्का samyaktvi भी है तो उसकी देव योनि ही है
Nigod un logo ke apeksha se kaha Gaya hai Jo din raat paap karmo me Lage rehte hai
jese me pratimadhari toh nhi hu ,pr mene suna h ki jivan me ek bhi niyam death tk follow krle toh niyam se dev gati hoti h ,kya ye sach h ?@@tirthankar-aagamvaani
@@coder26 dev gati ho sakti hai par devta bhi chote bade sab tarah ke hote hai ,devta banana koi muskil nahi hai ,muskil hai ucch devlok me Jana jaha Jane ke baad jivan Maran samapt ho jate hai
Aap bahut hi easy ways mei samjate ho khub khub annumodhna 🙏 mera question hai humara aatma means hum start kaise hue kyu hue . Jab yaha sab kuch hai dev narak etc ... N end moksh hai .Tho humara first janm kaha se start huaa
Thank you Jyoti ji
Aatma aur karam kabhi उत्पन नही हुए ,वे हमेशा से थे है और रहेंगे
पहला जन्म हमारा निगोद से शुरू होता है ,जब एक जीव मोक्ष जाता है तब निगोड से एक जीव बाहर आता है
Atma aur karm me start n end nahi hota ,ye dono pehle se hi hai inki aadi nahi hoti
Tyaag hai
Wow good to know 👍❤️❤️❤️