6.5 inch.or borewell 350 fit hai lekin hame flexible paiep lagvana hai.or Pani bhi jyada ho kheti ke liye .abhi 5hp20 stage ki suprimo ki motor lagai hai 1.5 inch flexible paiep ke sath.lekin Pani Kam ata hai..Jo ki kheti ke liye Kam padta hai
Me kishan hu agriculture sector me 3 phase m CRI,Duke,Lubi , KSB bahut femous hai v6 v5 me baki asps ki local company bhi hoti hai baki company utna nahi hota agriculture me
Maine kal hi karwaya 250ft pe aur sara saman branded tha matlab india ke top best company ka product use kiya tha. Jisme mujhe borewell me 22,000 rupya aur sara saman (Pump, wire, pipe, etc..) milakar 50000 kharch hua. Please bhaiya bataiyega ki paisa jyada to nahi liya
Jankari ke liye dhanyavad bhaiya ❤
मेरे घर 120 volt आता है,,low voltage में किस कंपनी की मोटर लेने से अच्छा होगा जो डेढ़ इंच पानी दे सके
@@manojrajbhar3212aapko oil cool submersible lena hoga and voltage badhana hoga kum se kum 160 takk karna hoga
350 feet se kheti ke liye jyada se jayda pani uthana hai krapaya baatey konsa submersible pump lena chahiye
Three phase line hai ya single phase???
3ph
Bhai hame bhi batao yaar pareshan ho chuka hu ...mere yaha tree face line hai
@@Jairam-715 jyda se jyda pani lene ke liye hp jyda hona chahiye and stage kam honi chahiye ab bataiye borewell ka size kya hai kitne feet ke liye ??
6.5 inch.or borewell 350 fit hai lekin hame flexible paiep lagvana hai.or Pani bhi jyada ho kheti ke liye .abhi 5hp20 stage ki suprimo ki motor lagai hai 1.5 inch flexible paiep ke sath.lekin Pani Kam ata hai..Jo ki kheti ke liye Kam padta hai
Taro pump or texmo pump ka kya review hai
Uski alag se video hai channel me
Voltage kaise check kre
Voltage meter ke help se aap check kar sakte hai
Thank you bhai your information video very good 👌
Welcome sir ❤️
Mera borewell 40 ft ka hai aur 6inc diameter hai kon sa acha rahega bro ?
@@RoshanSingh-di5qh ghar ke liye ya kheti ke liye ??
@Easy_fit kheti ke liye
@Easy_fit kheti ke liye
Pani kitna inch mila hai aur voltage kaisa rehta hai
@@Easy_fit Bade Wale motar se acha pani deta hai aur sichai bhi karata hun. 4 inch ke pipe lagata hun motar mai . Voltage ⚡ mai koi kami nhi hai..
Mera borwell 536 feet hai kitane ka pump lagega
Kheti ke liye lena hai ??
@@Easy_fit ji kheti ke liye
V6 me lena hai to 5 se 7.5 hp ka le skte hain jo ki apko 300 litre per minute pani de ga
@@Easy_fithii
Hy
सर जिंदल गोल्ड 1.5hp का प्रफोमेन्स कैसा है और कितना वोल्टेग लेता है
Low voltage me bhi apko ye achha pani de deta hai pressure ke sath bas thoda build quality me compromise karna pad jata hai baki sab sahi hain
Bahi ksb ke v7 ke impeller aur Crompton ke v7 ke impeller me farak kyu he Crompton ke bade he ksb ke chote kyu he kya ise pani pe farak padega
KSB sara part khud banati hai crompton part assemble karta hai bahar se le ke isliye
@@Easy_fit to kya farak he pani me
Fark to hai par sara model me alag alag hota hai kheti ke liye ksb ka sahi hai
Normal ghar wale pump crompton ke sahi hai
@@Easy_fit 350 voltage me kitna pani degi ksb ki
@@Easy_fit 350 voltage me kitna pani degi ksb ki
टैक्समो 2 hp 10 स्टेज सिंगलफेस पर मिनट कितना डिस्चार्ज देगा
8 minutes me 1000ltr tank fill kar deta hain
@@Easy_fitभाई 2 hp 16 stage kitna discharge karega
@@Easy_fiten dono me pani jyada konsa dega 250 feet per
@@Easy_fiten dono me pani jyada konsa dega 250 feet per please reply
10 wala jyada pressure de ga 16 ke mukable
Aur 140 se 160 ltrs pani de deta hai per minute
Cri 3 hp single phase ka matka pump bataye
Kitne feet ka borewell hai
How to contat you bro
@@Krishnaparihar6237 Dm on Instagram
@@Easy_fit okk bro
@@Easy_fit id kya hai
@@Krishnaparihar6237 about me I’d hai
👍👍👍👍
TEXMO INDUSTRIES(TARO) AND AQUASUB ENGINEERING(TEXMO) KO TOH BHUL HI GAYE JO SAB SE JAADA IMPORTANT HAI
Bhule nhi bhai 😅😅 ye sab ke samne texmo ka naam lena texmo ki hi reputation ke khilaf hain
😊❤
Me kishan hu agriculture sector me 3 phase m CRI,Duke,Lubi , KSB bahut femous hai v6 v5 me baki asps ki local company bhi hoti hai baki company utna nahi hota agriculture me
Maine kal hi karwaya 250ft pe aur sara saman branded tha matlab india ke top best company ka product use kiya tha.
Jisme mujhe borewell me 22,000 rupya aur sara saman (Pump, wire, pipe, etc..) milakar 50000 kharch hua.
Please bhaiya bataiyega ki paisa jyada to nahi liya