भईया ऐसी जानकारी मुझे कहीं नहीं मिली कई वीडियो देखे जिस चीज़ सुविधा के लिए अकाउंट खुलवाना चाहता था वो सारी जानकारी आपके वीडियो के माध्यम से मिल गई। धन्यवाद🙏
भाई india post payment bank mein account open krane ke sath sath RD account bhi open hota hai kya. Post office mein bolte hai ki dono ek sath me open honge. Monthly 100₹ jama karne honge. Please batao
sir agar sb account ke bad ippb account open kare through mobile to kya phir vi KYC ka jorurat hogi? because hamare gayno mai ippb ka subidha nahi mil ta?
Sir sb account ko ippb se link karne se ePran hojayega q k mera sb account hai lekin usme ePran generate nahi hoparaha hai ?? Zara isko clear kijiye Allah Hafiz
Hi Sir maine ippb ka acount khola hai pune me 2 year ho gaye lekin pasbook nahi liya tha ab me dusre dist me rehti hu matalan ahamadnagar tal jamkhed me rehti hu to jamkhed ke post office me jake passbook nikal sakti hu ippb ka
Mene ippb app se account open Kiya or post office me ippb center me Jake kyc ki or mereko QR card nahi mile abhi Jake mang le to denge kya or fees lagti hai kya
Sr.agr p.o saving ko or ippb saving ko merge krwa de to new a/c no. Milega,or agr hum gpay ya other bank s merge kre huy a/c m found transfer kringy to kam bn jayga ya 😢
Sir ji mera post office me RD account h aur IPPB saving account bhi hai lekin post office saving account nahi hai Kya RD maturity ka paisa IPPB saving account me transfer kr skte hai ya mujhe post office saving account open karvana parega Please tell me🙏🙏
Hello sir mene India post payment Bank csp ke liye apply Kiya tha par district manager 27000 rupees apne account me jama karo esaa bol rahe he me kya karu sir aap batao
Sir mera account India post SB account me open hai... Mera ak LIC ka Paisa aane wala hai or main apna India post ka SB account number Diya hu... To kya mera payment SB Acond me aayga ya nahi????
Sir ji...mera post office me savings account he lekin mere ko ATM card abhi tak nehi mila he....uske liye mene bank me bhi geya he postoffice....uha pe kaha jata he ki abhi tak atm card issue nehi hua he...lekin kyu....plz tell me sir ji
Ak ropya nahi mile hai abi tak 18 july me approve aya tha Par abi tak payse nahi mile hai mera account lndin post payment ka account khula hai abi tak payse nahi mile hai jis par kvc huchk hai abi tak payse nahi mile hai
Sir Mera do sal pahle khula hua tha ippb account aur mera abhi pata nahin hai jab Aadhar Card dekhe ki kaun sa account mein link hai to dekhen to mera ippb account mein adhar link hai Jo main do sal pahle khulvaya tha kabhi bhi len den nhi kiye h to mera kya karna hoga
भईया ऐसी जानकारी मुझे कहीं नहीं मिली कई वीडियो देखे जिस चीज़ सुविधा के लिए अकाउंट खुलवाना चाहता था वो सारी जानकारी आपके वीडियो के माध्यम से मिल गई। धन्यवाद🙏
Thanx sir pura TH-cam me aisa koi nahi bataya tha
नमस्कार भाई बहुत अच्छा जनकारी प्राप्त हुआ है
भाई india post payment bank mein account open krane ke sath sath RD account bhi open hota hai kya. Post office mein bolte hai ki dono ek sath me open honge. Monthly 100₹ jama karne honge. Please batao
Very nice information zazakallah khair
Bahut badhiya tarike se samjhaya
بہت اچھاماشاءاللہ
بتانے کااندازعمدہ
Bahut shukriya
Paise cut nhi ho jayega na ibbp bank me@@WAHSIMPLE
Sukanya samridhi yojna wala saving account se money withdraw kr skte hai??
Maine bhi ye account khola hu bahut achha hai
Sir ji POSB. Mera 2 account hai kay mai 2 account IPPB account ke saat link karskta hu
Bhai sweft code ke baare me ek video banaiye ki kaise uska istemal karke Paisa magaya ja sakta hai aur uske kya benefits hai. reply jarur dijiyega.
બરોડામાં. હૈ. Atm. કે. પિછે. સે. ્ફોર્મ. બગાડે. સબ. ભાજપ. ઇન્કો. આવાસ. દિયા. મિલા. હૈ.. Bpl. હૈ. Wo.. Ippb. Card. માંગતે... Passbook. Bhi. નહિ.. ફિર. ભિઃ
NEFT aur RTGS ke madhyam se SB me transfer kar sakte hai... POSB me IFSC code ki suvidha available ho gya hai..
@@the_SoNu_TripaThi khi question mark to nhi lga hai
@@the_SoNu_TripaThi iske liye post office jana padega
😍😊
Thank you brother for giving all clearity about this in one video................✅✅✅💯💯💯
Me ippb me account khola tha ab me usko sb me transfer karna chahta hu toh kya karna padega jara comments me bataiye
sir agar sb account ke bad ippb account open kare through mobile to kya phir vi KYC ka jorurat hogi? because hamare gayno mai ippb ka subidha nahi mil ta?
अच्छा वीडियो अच्छी जानकारी थैंक्स
Thankyou ❤
You're welcome 😊
Bhot acha btaya h bhai
AM MANISH , GOOD VIDIO
THANKS
❤️ bahu acchi jankari di 👌
Sir.mera ac ippb..and sb post bank acc link krne k bad India post payment bank ka pesa post bank ka debit card phisical se atm se widrow kr saqta hu?
Ek dam mast post 🙏🙏
Minimum balance ippb ke baare aapne nahi batayaa, kaafi achhi video hai.....
000 hai
Post office savings account ka ATM card ko other state mai use kar sakte hai kya please reply sir
Vedyo me apke sval ka jvab he mere bacche
Post office k ek branch me khula kar kya desh ki kisi bhi Post office se access kar sakte hain kya?
Hmm le skte hh
Kya ippb mein adhaar link hone ke baad bhi sbi bank mein link karwa sakteh hai kya
Sir sb account ko ippb se link karne se ePran hojayega q k mera sb account hai lekin usme ePran generate nahi hoparaha hai ?? Zara isko clear kijiye
Allah Hafiz
Sir India post savings account hai kya use ippb me convert kr skte hain GPO se.
Hi Sir maine ippb ka acount khola hai pune me 2 year ho gaye lekin pasbook nahi liya tha ab me dusre dist me rehti hu matalan ahamadnagar tal jamkhed me rehti hu to jamkhed ke post office me jake passbook nikal sakti hu ippb ka
Mene ippb app se account open Kiya or post office me ippb center me Jake kyc ki or mereko QR card nahi mile abhi Jake mang le to denge kya or fees lagti hai kya
Ha mil jayega koi fee nahi
Matlab kaha bhi kyonki pune me khulvaya tha to dist ahamadagar tak jamkhed ke post office me milega kya
Sir kya college scholarships ke liye ippb account open karea sakte hai
Sir ippb ka intrest rate kya hai saving me
2% quarterly
Jyada benefit kisme milega bhaiya ji .
Bhaiya kiya saving account m scholarship paisa aata h wo aa jye plzz reply krna
Bhai mera Sbi account hi dbt like hi aaj me ippb account khula hi dbt like hoga na bhai ketini dene me hoga please please reply
Ho gaya bhai dbt??
Bhayi IPPB bala khata bhi post office me hi khukta hai kya jo log pdhe nhi ha bo kaise खुलवाए
Sr.agr p.o saving ko or ippb saving ko merge krwa de to new a/c no. Milega,or agr hum gpay ya other bank s merge kre huy a/c m found transfer kringy to kam bn jayga ya 😢
Sir kya sb account me government ki suvidha milti hai jaise pmkisan ka paisa aayega please bataiye
Sir minner a/c open karne ke liye pan card to nahi h Kay koi other option h pl help me.
Sir ji mera post office me RD account h aur IPPB saving account bhi hai lekin post office saving account nahi hai
Kya RD maturity ka paisa IPPB saving account me transfer kr skte hai ya mujhe post office saving account open karvana parega
Please tell me🙏🙏
Post office posb account open karke ippb account aur posb account ko link kar do achaa hoga
Hello sir mene India post payment Bank csp ke liye apply Kiya tha par district manager 27000 rupees apne account me jama karo esaa bol rahe he me kya karu sir aap batao
Aapke khud ke account me jama krne bol ra ya wo apne account me mangwana chahta hai
Sir muje India post payment bank ki CSP leni hai kya process hai
Kya sarkari yojna ka paisa ayega isme Ippb dijital bank acunt m
Han sabse pehle
POSB a/c already he pr ippb a/c me v kyc krwani padegi ya SB a/c ki details fill krne pr auto update ho jayegi
Kya ippb acount se kvp mis rd account on line khol sakate hai ippb account online account kholane per kis post office se hoga.
Bahut acchi jankari
Shukriya bhai Allah aap ko hamesha salamat rakhe
बहुत अच्छी जानकारी 👍
Sir SB Account me online transfer k sakte hain post office me hamara sb account h
Kitne time active hogs
Kya is account se phone per Google per Paytm chala sakte hain
Sir, ippb me dizital account open kiya hu Kyc kaha hogi near post office me ya jaha se account open hua waha se please bataye
Near post office me
Sir mera account India post SB account me open hai...
Mera ak LIC ka Paisa aane wala hai or main apna India post ka SB account number Diya hu... To kya mera payment SB Acond me aayga ya nahi????
Aa jayega
Sir isme micr number nhi hota h kyaa please reply
SB me khata kholne ke baad adharcard se Paisa nikal sakte hai sir
Sir india post payment bank mai khata khulvane se scolar aa jata hai
Ippb aur sb account to tuno ka service smas charge lagega ya ak ka batai
Ippb me lagega sma charge
Dhanyawad badiya samaj aaya 👍
Sir pen Card nhi ho tab acount open hoga ya nhi
Mere India post office bank se online khate se paise cut chuke hain i statement mein kuchh bhi show nahin kar raha hai to kya Karen
Post office me paisa nikal ne ke liye kya pruf sath me hona chahiye
Pm kisan yojana ke bare me ek video details me bnaye piz use kon kon khulva sakta hai kya benefits hai sub kuj btaiye
Saving acount se adhar se paise nikal sakte hai kya
SB account me mobile banking and UPI bhi use kr sakte hai bhai....main to krta hu...
Kese
Sir mera sbi aur union bank me khata hai. To kya posb me account kholna sahi rahega
Yes khol skte hai
IPPB account me UPI ke through money transfer karne par bhi koi charges lagenge kya
Nhi
mera post office me sb account hai kya main ippb me resigter kr skta hu
Ipp me balance transfers kerne
Ki process kya hai 399 wali policy
Ka hapta brna hai
IPPB पर क्या ब्याज मिलता है तथा कैश बैक कब कब मिलता है??? इसे भी बतायें सर..
Sir Ab post office saving account me Neft se paisa aa jata h and transfer bhi hota h
Ha
Post office schemes lene ke liye post office me saving account hona jaruri hai kya
Ha .jaruri hai..
Sir dono hi account me net banking ki suvidha hai?
Sir scholarship ka Paisa is account me. Aa sakta h
Sir net banging ki suvidha hai dono main?
Good information sir
Bhaiya Normal account aur primary account me Kya antar Hai please Bhaiya Bata dijiye
Hello sir
Mera post office small Account khol diya hai Normal Account me transfer kare
Thank you sir ❤
Ippb account me kya koi charge bhi lagta ha
Dono account me antar hai kya bhai please bataye
Yes
Samriddhi Sukanya ka passbook 4 Din Ho Gaya Aaya balance check karne per phone booking lvr note enable account bata raha hai please help me
Very nice video
If i open ippb account first and then posb joint account,then how can i merge those accounts?
Is it possible to open joint account in ippb?
Visit to your nearest post office and Ask him/her that u need to merge both Ippb and Posb account.
And Don't need to pay a penny
Ippb me GST cut hota he kya apne acount se
Sir ji...mera post office me savings account he lekin mere ko ATM card abhi tak nehi mila he....uske liye mene bank me bhi geya he postoffice....uha pe kaha jata he ki abhi tak atm card issue nehi hua he...lekin kyu....plz tell me sir ji
aapne atm ka charge-issue+anual nahi bataya.also sms charge.
Post payment bank me aadhar link kitne din me hota hai
Hi sir mujhe India post payment Bank CSP chahiye kaise milega please help❤
Sms charge kya lagata hai
Thanks May hero very nice information
Ak ropya nahi mile hai abi tak 18 july me approve aya tha Par abi tak payse nahi mile hai mera account lndin post payment ka account khula hai abi tak payse nahi mile hai jis par kvc huchk hai abi tak payse nahi mile hai
App se kaise hoga bataiye transfer karna hoga paisa to
U r excellent 👍
Payment ke liye OTP ke allaba dusra method nahi hai kya
India post pamant bank branch se paise bhej skte hi
Sir important information di he aapne pr kyc ki details ke baare me v bataye plz
पोस्ट ऑफिस जाएं और वहां पर केवाईसी
Sir Mera do sal pahle khula hua tha ippb account aur mera abhi pata nahin hai jab Aadhar Card dekhe ki kaun sa account mein link hai to dekhen to mera ippb account mein adhar link hai Jo main do sal pahle khulvaya tha kabhi bhi len den nhi kiye h to mera kya karna hoga
Kyc agr closed hai to
Ippb me kitna paise rakh sakte hai bhaiya ji...
ippb me monthly minimum amount ktna rakhna pdega ?
No
Kya aisa nhi ho skta ki SB account se money transfer n ho but SB account me money online transfer ho jaye