Sir DDU BSC agriculture 70 nombar आया है रैंक 963 जेनरल बिहार से प्लीज मुझे बताओ के सर DDU UNIVERSITY se afflicted college brdpg colledge deoriya वाला में या NPG colledge में admission ho जायेगा bsc agriculture me please 🥺🙏 reply DEJIYE
Sir obc se gu general rank 175 h category rank 81 h kya ddu ka main campus mai addimision ho jayega bsc biology 🙏🙏🙏🙏🙏 sir general rank ko jyada priority di jayegi ya category rank ko please reply 😢😢😢😢
Dhyan Dene wali baat Hai ki pichhle sal yah declaration Kiya Gaya vice chancellor madam poonam tondon ke dwara aur clarification Diya Gaya university ke dwara ki jo bacche University ke main campus se padh rahe the unhen 5% ka additional weightage free mein Diya ja raha tha salon se aur affiliated college walon Ko 2% ka weightage free mein Diya jata tha jise University ne apna galti Mana aur use ab abolished kar diya hai apne university ke entrance statues se, Jante ho kyon ? kyunki yah discriminatory tha aur bahut hi bada nuksan kar raha tha applicants ka agar applicants awareness ke sath court mein is mudde ko lekar ke case file kar dete to University ko nuksaan ka compensation Dena padta kyunki is bhedbhav ki vajah se unhen students ka nuksan ho raha tha Jo saste mein aur apne mehnat se University mein admission pane ke hakdar the unhen bhedbhav ka samna karne ki vajah se kisi dusre private college mein extravagant fees per admission Lena pada to iske responsibility n liability banti hai University ki aur ISI se bachne ke liye usne weightage Ko khatm Kiya Jo ki wrongful tarike se arbitrary aur discriminatory medium se keval apne university ke campus ke student ko provide kara rahi thi abhi to bahut kuchh sudhar karna hai aur ham karvayenge bhi Lekin is level ki alertness awareness sabke andar nahin Hoti Hai kuchh log kitabi kida hote hain rank first laane se nahin hota system se ladne ke liye jigra chahie ab dekho kitne logon ka fayda hoga jo log 10 number se university ke arbitrary discriminatory policy se eliminate kiye ja rahe the unhen ab aasani se admission mil sakta hai lekin online kiye jaane ke Karan suspect banaa hua hai ki galat Kiya ja sakta hai aur Kiya bhi jaega 100% free and fair admission ho aisa kuchh guarantee nahin Hai Kyunki education system ki condition India mein kya hai sabko pata hai
Gorakhpur University LLB entrance examination mein gadbadi kiya hai aur 300 se thode adhik seat Hain jinmen se 100 seater nishchit taur per becha jaega jo ki har sal ka dhandha hai aur university janbujhkar ke dugola Baji karti hai galat tarike se answer ki jari karke aur yahan tak ki question booklet pane ka Adhikar Hai student ka aur question booklet sath mein laane nahin deti Hai yah saaf taur per manmani Hai is per to case Kiya ja sakta hai
I agree with you ... Mera 2nd attempt tha . 1st attempt Bina kuch odhe di thi... 43/ 86 bne the.. Ussi according iss baar preparation ki thi....but iss baar toh exam out of syllabus lg rha tha.. Yeh sb extra 🪑 seats bache hone pr v nhi dete hn.... Bech denge....😢
@@VR_GAMING360achcha is bar free mein tumko university ke dwara 10 number weightage nahin mila hai usi baat ka dukh hai kya tumko Aur nahin mila hai to University se poochho is bar kyon nahin diya hai
Sir avi (21/07/2024) UG admission k liya document upload karna hai ya PG k liya uplod karna hai..please confirm us..kab uploda karna hai Msc Agriculture admission k liya documents..
Hello sir pg wale students ko kon se semester ka result upload krna hai please sir bata digiye kyu ki abhi tk original result nhi aaya hai college me aaj last date hai upload krne ka please sir bta digiye
@@DNSDayNightStudyDDU LLB entrance examination mein main 1 se 2 question galat poochh liya gaye the ab unka marks milega ki nahin vah to alag baat hai point per aate Hain ki humne Puri taur per 100% convince Ho karke class room ke andar marks calculate kar liye the ki isase below marks aaenge hi nahin lekin answer ki se Milan karne per bilkul sab galat aur expected marks se niche a raha hai jo ki impossible hai Aisa Ho nahin Sakta aur Rahi baat answer ki jari karne ki to question booklet class ke andar hi pressurize karke submit kara liya jata hai jo ki university ko right nahin hai aur answer ki jab jari Kiya jata Hai to Student ke pass yah dilemma hoti hai ki sach mein uske usi question ke marks mile hain jiski usne answer diya hai ya nahin. kyunki cross check karne ka uske pass dusre source hi nahin hote hain bus University ne Jo marks use de diya use hi lekar ke satisfy ho jana hota hai ab Jin ka first rank aata Hai second rank aata hai ya dasvan rank aata hai usse matlab nahin Hai Jo average student hote hain vah is system ke shikar Ho jaate Hain kyunki 2 se 3 4 se 5 question hi matter karte hain admission ke liye aur ISI mein gadbadi kar Liya jata hai aur under the table seat sell ya book kar Di jaati Hai yah reality Hai ise proof bhi Kiya gaya hai aur is bar LLB entrance examination mein question ko lekar ke her fer Kiya Gaya Hai Sahi tarike se answer ki jari nahin kiya gaya hai aur Sabse badi responsibility hoti hai ki jab aap answer ki jari karte ho to uske sath question booklet bhi series ke sath Hi upload kar do taki student kisi bhi doubt mein Na rahe aur vah aasani se question ke sath OMR sheet ka jo carbon copy hai uske sath sabhi question ka match aasani se kara sake lekin ismein University ki apni policy hai apni beimani wala niyam hai aur isase nuksan student ko hota hai jo result de diya use chupchap swikar kar lena hota hai lekin average student is discriminatory system ke victim ban jaate Hain aur unke sath justice nahin hota hai aur yah policy hai aur Aisa isliye bhi Kiya jata Hai kyunki jab paper aapke pass nahin rahega to 2 se 3 question ke marks aapko nahin mile hain to aap saaf taur per University per claim kar sakte ho lekin jab question booklet aapke hath mein nahin hoga to aapko pata kaise chalega ki unhi question ke answer aapko mile Hain jinke aapane Diya Hai sab kuchh confusion mein Hai Bus andaza andaza wala Khel chal raha hai Aur University Bhagwan nahin Hai aur itna bada rank nahin Hai India mein iska aur world mein to iske kuchh haisiyat nahin Hai aur education system ka hal Apne India mein kya sabko pata hai to University ki Jaalsaji aur dhokhadhadi hai paise per bechne kharidne ka system banaa hua hai usse aankh nahin mund Lena chahie vah hakikat hai swikar karna chahie kyunki isase UN bacchon ko nuksan hota hai jo sahi mamle mein mehnat karte Hain Aur university ke law faculty ke log to characterless Hai uske bare mein kya hi bataen love faculty ke kuchh haraami professor logon ke upar sexual harassment ka allegation jis ladki ne lagaya tha vah to news sabko pata hona chahie ki kitne ghatiya kism ke vahan ke professor hain aur vah baat to sahi thi Yah to pichhle sal se natak Kiya ja raha hai ki university mein bahut kuchh Parivartan Ho Gaya Hai Lekin beimani karne ka Tarika bahut hi hightake kar diya Gaya Hai brainwash karke logon Ko samajh nahin aaega Han Uttar Pradesh sarkar ne 100 karod ka grant Diya Hai University mein kharch karne ke liye to isliye yah log beimani se kabhi entrance examination ki fees kabhi admission ki fees to kabhi seat ko bechkar ke student se vasuli kar rahe hain 100 karod😂😂 Kya hi bataen sab student ko apni padi Hui Hai system ke corruption ko vahi pakad sakta hai jiske pass dimag ke sath jigara bhi ho jigara bhi ho aur kuchh log ISI ke chamche ban baithe Hain to kya hi kahenge Ek dusre TH-cam channel Wale Hain vah to University se apna bahut bada connection batate hain aur ve log seat bhi bechate hain aur alag se jo professor Kota University Kota se seat bechi jaati Hai unka to alag hi system hai Satya kadva hota hai aur use pahchana badi mushkil hota hai jyada nahin kahenge kuchh logon Ko digest nahin hoga kyunki 1 kilo hajmola kha le 2 kilo hajmola kha le yah sacchai pacha nahin payenge 😂😂 Kabhi-kabhi kya hota hai ek student ki jindagi barbad karne ke liye system institution hajaron student ki jindagi barbad kar deta hai kyunki use hajar student se khatra nahin ek student se khatra hota hai jo pure system ki buniyad khod kar usi mein unhen dafan kar sakta hai Vaise aap log achcha kar rahe ho dusron se better ho
Aaj nahin to kal vah university specifically DDU aur Lucknow University Jaise jo apni aukat chhupane ke liye do karnon se pahla to seat mein her fer karna hota hai dusra ki question ka pattern student Jaan jaenge isase bachne ke liye question booklet ko return submit kara leti Hai applicant se classroom ke andar aagami bhavishya mein vah majbur ho jayegi ki question paper pane ka Adhikar student ka hai to use Dena hi padega nahin to is per jab court mein case Kiya jaega aur University ka reputation girega share market ke jaisa Dharam se niche tab FIR aukat samne aaega ki yah saaf taur per student ke sath manmani Kiya ja raha hai ki jab Tum question paper hi wapas jama kara le rahe ho to student ka Adhikar hai tum uske Adhikar ko infringe kar rahe ho aur tumhare pass Aisa koi Adhikar nahin hai ki tum question paper ko jabardasti wapas jama Kara Lo kaun sa Aadhar hai , question paper chala jayega student ke pass to tumhare University ko kaun sa nuksan hone wala hai aur entrance exam per kaun sa galat tarike se prabhav padane wala hai jab aisa clarification mangega High court vaise to High court mein hi jaega na petition to High court mangega to fir bataega University apna karke dega FIR jab samajh aaega badhiya se tab University ko bhi Jo galat hai vah galat hai aur use galat chij ka anuchit fayda bure kam ke liye uthaya ja sakta hai agar aisa hi process Hai to aur ja bhi raha hai aur ise band to Kiya hi jaega Koi Kah Raha tha ki BHU mein admission ho jaega bus Tum cuet ke exam mein baithe raho itna Paisa lagega Delhi University mein bus Tum koi bhi marks aaya Hai Paisa do kam ho jaega aur UPSC neet Jaise Sansthan IIT dhapali kar rahe hain to yah to entrance examination ka ek Chhota sa University hai aur under the table har sal City bheji jaate Hain ya sacchai Hai ab alag baat hai jo university ke chamche aur Dalal bante hain aur Bharat ke bhavishya kharab kar rahe hain education system ka unhen to achcha lag raha hoga Desh ki sabse majbut aur sabse kathin padhaai Hoti Hai Kanoon ki padhaai agar aise hi agar aayog ke log Aakar ke padenge to pura judiciary system vaisa ban jaega isliye Aisa hi banaya ja Raha Hai Naam college intercity Mela ki padhaai imandari se karai jaati hai aur na hi imandari se admission process chalta hai kyunki yah sab political minded person logon ka hath hai Rahane do jyada abhee garmi ka mahaul hai mijaj aur mahaul bhi garm ho jaega padhne wale ka yahin per band karte hain aur use acchi baten pasand nahin bus aasani se uska admission ho jaaye bechare ka itna hi dua karta hai wo log 😂😂😂😂😂
@@VinayakvinuYadavdekho sambhavna bahut hi kam hai lekin intezar karne se ho sakta hai antim cutoff Tak agar jyada log admission Lene se mana kar de to use Tum tumhara ho sakta hai nahin to seat bahut kam hai aur rank ke anusar cut off nikalega to samajh rahe ho
University chahe kisi ki bhi Ho unke baap ki property nahin hai aur unke Adhikar mein nahin hai aur University statutes mein bhi Shamil nahin ho sakta ki vah question booklet ko jabardasti student per dabav banakar ke submit dobara kara le kyunki Aisa isliye Kiya jata Hai jab answer ki jaari Kiya jata Hai to student Sahi aur galat answer ka Milan nahin kar paate Hain kyunki unke samne tab question paper nahin hote hain aur 2 se 3 question mein gadbadi se hi vah eliminate ho jaate Hain aur yahan tak ki jo gap year ka marks cut karne ka provision Hai university ke dwara vah discriminatory hai aur unconstitutional hai is per suit file Kiya ja sakta hai court mein yah koi Chhota Mota nahin Hai pure logic ke sath is per thoda sa deliberation kar lena chahie ki yah kis limit Tak discrimination kar raha hai applicants ke sath
@@ShivangiUpadhyay-l7dkatate nahin Hai manmani karte hain kisi ke baap ki aukat nahin aur jagir nahin hai ki Gap year ka number kat sake yah unconstitutional, arbitrary discriminatory Hai, is per case bhi Kiya ja sakta hai aur unke pass koi strong is per logic nahin Banta ki vah ise court mein proof kar sakenge ki kyon 10 number 5 number vah kat rahe hain aur yah kyon Sahi Hai jab court mein ise challenge Kiya jaega to unki sitty pitty gul ho jayegi kisi bhi Aadhar per ise kaatne ka Adhikar nahin Hai, galat niyam Kanoon isliye chalte Hain kyunki unka virodh nahin hota Hai jab virodh hota hai to use band Kiya jata Hai Jaise University kuchh samay pahle weightage dete the Jo vahan ki campus se padha hai ab use samapt kar diya dar ke mare ki kahin koi case Na kar De University se padhe ho to free mein 10 number le jao ab University kyon nahin de rahi hai sitti pitti Gul kyon Ho gai Hai Tumko agar case karna hai agar koi tumhara number kat raha hai gap year ke Aadhar per to tumhen ek concise aur clear Karan puchna Hai jawab sawal karna hai samajh rahe ho ? nahin kar sakte aur kuchh number se chhath rahe ho admission nahin mil pa raha hai to dam Hai to case kar dena aur case kis Aadhar per Karna Hai humse Sara tark le lo pura tumhare case ka file taiyar kar denge is per admission ke sath compensation bhi milega court ke madhyam se tumko Bolo taiyar Ho Hai himmat Apne Adhikar ke liye ladne ke liye ..... Abhi mental evaluation Bharat mein student ka badi slow ho raha hai isliye vah Apne adhikaron ke liye utane alert nahin yah videsh hota to dikhate kya hoti hai Kanoon ki takat
Sir BaLLB ke Afileted College Par Video bana Dijiye please Aur Kitne Rank Tak Admission hoga
Sir DDU BSC agriculture 70 nombar आया है रैंक 963 जेनरल बिहार से प्लीज मुझे बताओ के सर DDU UNIVERSITY se afflicted college brdpg colledge deoriya वाला में या NPG colledge में admission ho जायेगा bsc agriculture me please 🥺🙏 reply DEJIYE
May be last cut off tak
Sir obc se gu general rank 175 h category rank 81 h kya ddu ka main campus mai addimision ho jayega bsc biology 🙏🙏🙏🙏🙏 sir general rank ko jyada priority di jayegi ya category rank ko please reply 😢😢😢😢
Sir councilling latter kab aaye ga
Dhyan Dene wali baat Hai ki pichhle sal yah declaration Kiya Gaya vice chancellor madam poonam tondon ke dwara aur clarification Diya Gaya university ke dwara ki jo bacche University ke main campus se padh rahe the unhen 5% ka additional weightage free mein Diya ja raha tha salon se aur affiliated college walon Ko 2% ka weightage free mein Diya jata tha jise University ne apna galti Mana aur use ab abolished kar diya hai apne university ke entrance statues se,
Jante ho kyon ?
kyunki yah discriminatory tha aur bahut hi bada nuksan kar raha tha applicants ka agar applicants awareness ke sath court mein is mudde ko lekar ke case file kar dete to University ko nuksaan ka compensation Dena padta kyunki is bhedbhav ki vajah se unhen students ka nuksan ho raha tha Jo saste mein aur apne mehnat se University mein admission pane ke hakdar the unhen bhedbhav ka samna karne ki vajah se kisi dusre private college mein extravagant fees per admission Lena pada to iske responsibility n liability banti hai University ki aur ISI se bachne ke liye usne weightage Ko khatm Kiya Jo ki wrongful tarike se arbitrary aur discriminatory medium se keval apne university ke campus ke student ko provide kara rahi thi abhi to bahut kuchh sudhar karna hai aur ham karvayenge bhi
Lekin is level ki alertness awareness sabke andar nahin Hoti Hai kuchh log kitabi kida hote hain rank first laane se nahin hota system se ladne ke liye jigra chahie ab dekho kitne logon ka fayda hoga jo log 10 number se university ke arbitrary discriminatory policy se eliminate kiye ja rahe the unhen ab aasani se admission mil sakta hai lekin online kiye jaane ke Karan suspect banaa hua hai ki galat Kiya ja sakta hai aur Kiya bhi jaega 100% free and fair admission ho aisa kuchh guarantee nahin Hai
Kyunki education system ki condition India mein kya hai sabko pata hai
Sir mera bsc biology hons h इसमें mera number टोटल 72 h sir,,🙏 catagary रैंक 678 h aur genaral रैंक 1355 h sir हमे pleas btaiye sir🙏🙏🙏
Sir mera rank 213 hain MSC chemistry ke liye mera addmission ho jayega sir????
Sir please ddu ka counciling process bta dijiye
Sir please bpt ke bare me bhi btaiye kitne site h or kitna fee lgega please sir 🙏
Sir ddu se BTech karna thik rahega please sir bta dijiye
Rank Kitna hai
Nhi bhai
Sir mera general rank 4678 aur category 2488 hai to ho jsyega
Gorakhpur University LLB entrance examination mein gadbadi kiya hai aur 300 se thode adhik seat Hain jinmen se 100 seater nishchit taur per becha jaega jo ki har sal ka dhandha hai aur university janbujhkar ke dugola Baji karti hai galat tarike se answer ki jari karke aur yahan tak ki question booklet pane ka Adhikar Hai student ka aur question booklet sath mein laane nahin deti Hai yah saaf taur per manmani Hai is per to case Kiya ja sakta hai
I agree with you ...
Mera 2nd attempt tha .
1st attempt Bina kuch odhe di thi...
43/ 86 bne the..
Ussi according iss baar preparation ki thi....but iss baar toh exam out of syllabus lg rha tha..
Yeh sb extra 🪑 seats bache hone pr v nhi dete hn....
Bech denge....😢
Ye sach baat hai
@@अक्स_Aakrshit_kashayp sahi hai mera to 2023 me bhi 102 +10 ddu weightage 112 number tha & es bari bhi 102 hai 2024 me paper 2023 se ekdam alag tha
I agree paper dekhne ke laga ye aaya kaha se @@अक्स_Aakrshit_kashayp
@@VR_GAMING360achcha is bar free mein tumko university ke dwara 10 number weightage nahin mila hai usi baat ka dukh hai kya tumko
Aur nahin mila hai to University se poochho is bar kyon nahin diya hai
Sir MA Geography 78 marks general rank 100 and obc rank 58, admission hojaega sir ? Please reply
Sir mera 78 no hai general rank 201 aur category rank 96 obc hain admission hoga ki nhi
Srr category rank se addmission millega
Sir DDU LLB 3year me general rank 253 hai aur
EWS Catagory rank 41 hai
Campus mil skta hai?????
Number kitna hai
@@VR_GAMING360 106 marks . Marks se hota hai ya Rank
@@chandrashekharshukla1596ha 2nd ya 3rd counseling mai easily ho jyega don’t worry
@@mrmorningstargaming9542 1st me nhi?
@@chandrashekharshukla1596 1st , 2nd se nai frq padhta don’t worry ho jyega tumhara!!
Sir avi (21/07/2024) UG admission k liya document upload karna hai ya PG k liya uplod karna hai..please confirm us..kab uploda karna hai Msc Agriculture admission k liya documents..
Sir PG walo k liye v video bna dijiye
Please 🙏🙏🙏🙏🙏
Sir category rank ka kya seen hai isme??
Sir msc me 66 number h rank 92 h admission mil jayega
Sir आय ,, जाति ,,निवास,, 2021 ka hai to to sir admission. Ho jayega isse ya new bnaye...??
Sir please bta dijiye..???
@nisaransari2385 15/11/2021 ka bna hai to nhi bnvaye...???
One year purana chalta h bhai😅ithina nhi
Sir b com kitna rank per admission milega
Sir bsc agriculture me kitna number chahea please sir btaiye
Sir mere bca mai 95 general rank aur 48 rank obc category ki rank hai mera ddu main campus mai ho jayega kya ? Marks 120 hai
Sir mera llb me 605 general rank hai kya mera admission ho jayega
Sir mera bse math me ddu mil jayga mera rank 269hai or general rank 1830hai reply kijiye sir please 🙏
Sir mera DDU ba llb me 160 rank hai. Aur hm general category se hai. Kya admission mil payega.😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢
Ji chances hai hone ka
sir mera 1545 rank h general kya llb me mera admission ho jaega ddu me
Sir bsc ddu mai councelling ke time kitne fee dene hai agar mai kahi aur admission lugi yo paise return hoge?
Sir b com me general rank kaha tak banta ha
Sir meri ladki ka 467 rank hai men compass mil sakta hai kya bsc biology
sir pg ke liye bata dijiye
Sir mera ddu bsc agriculture me 50 marks hai general category rank 1489 category rank 719 hai sir mujhe ddu ya brdpg college deoria ka mil jayega
Haa
Brdpg mai aise bhi admission hote hai mere friend leye hai
Aishe hota hai bina counselling ke
@@Tiwari63629 sir mera bhi admission karwa dijiye brdpg me please sir
@@Tiwari63629 sir agar aise hota hai to please admission dilwa dijiye please 🥺😭
Sir Bsc Hons agriculture walo ka 1ts semester me kitna paisa total lagega
Sir mera bba mai general rank 151 hai kya mera admisson ho jayega
Hello sir pg wale students ko kon se semester ka result upload krna hai please sir bata digiye kyu ki abhi tk original result nhi aaya hai college me aaj last date hai upload krne ka please sir bta digiye
DDU me BA LLB me 96 marks aaya h ( OBC ), koi possibility h admission hone ka ?
GENERAL RANK- 323
CATEGORY RANK- 149
Muskil hai
Affiliated college me hi jayega
@@ShubhamSingh-xj6pz Mai medical road asuran k taraf rahta hu...yha se pass arr best law collage kon sa h.. jo ddu se affiliated ho ?
Sir LLB ke bare me btaie
Ddu m. Sc microbiology kitna rank chahiye ews ka
Pranam sir ...BA honours h to General Rank mera 2886 h to choic filling kr do ki nhi...I need answer sir 🙏
Mera to bhai 3896 hai 😢
Ddu campus mai msc agriculture mai total kitne sheet hai .... DNS walo pta hai toh btao
Ba hons ka nhi batye
Mera general rank kuch ni aarha sir mai general category se, hu
Sir BSC ag ka result kitne baje ayega up college sir
Pata nahi sir kab hoga Mgkvp ka exam
M ed ka kya hua result ni aa rha
Sir ballb me 120 seat h n
Mai to bhut confuse hu
Koi 120 seat bta rha h to koi 150 plz kisi ko confirm pta ho to bta do yrr 😂
150 seat hai total
Sir mera ddu b tech me cetgre rank 62 h cse chahiye sc se hu kya mil jayega
Sir a.m ke bare me kuch nhi bataye h😢😢😢😢😢
Sir LU k hostel form k bare m bta dijiye🙏
Kb aayega
Sir mera BA me 2500 rank h , general category se hu, admission ho jayega 🤔
Ha
@@akashkumarnishad9047 thanks 🙏 Bhai
B.a honours fees??
Pg ka bhi bta dejiye
Sir bscmlt me kitna seat hai
Sir other course (bpt bmlt ) ke bare me please Bata de
Sir please bata dijiye ews bcom honours 102 marks general rank 600 category rank 47 any chance sir
Ji chances hai
Bsc MLT ka total set ketna h cutoff ketna h 🔥❤
Sir bcom Hons ki kitni fee lagega not for ( banking and insurance)
Bhai ddu pg ka result kab tak aaye ga Aaj aane wala tha aaya nhi
Aagya hai
Sir what is the fees of bcom(h),
Sir mera bsc maths mein 72 marks h ar general rank 1007 hai ar category rank114 hai toh mera ddu m hoga ya nhi admission
Mera 139 category rank 😢
@@ShivanshTiwari-rc5ry nhi hoga na hum logo ka admission
@@Renu-c5s ha wahi humko bhi lag raha hai
@@ShivanshTiwari-rc5ry tumhara hua?
@@Renu-c5s nahi aap ka?
Sir bsc ag up college ka result kab aayega
BSc MLT ka bataiye
Sir bsc mlt ke baare me kucch batae
Pg k lie btye
Up college results ❓❓❓❓❓
Gorakhpur University LLB ke entrance exam mein gadbadi Kiya Hai sidhe taur per
Ky hua?
@@DNSDayNightStudyDDU LLB entrance examination mein main 1 se 2 question galat poochh liya gaye the ab unka marks milega ki nahin vah to alag baat hai point per aate Hain ki humne Puri taur per 100% convince Ho karke class room ke andar marks calculate kar liye the ki isase below marks aaenge hi nahin lekin answer ki se Milan karne per bilkul sab galat aur expected marks se niche a raha hai jo ki impossible hai Aisa Ho nahin Sakta aur Rahi baat answer ki jari karne ki to question booklet class ke andar hi pressurize karke submit kara liya jata hai jo ki university ko right nahin hai aur answer ki jab jari Kiya jata Hai to Student ke pass yah dilemma hoti hai ki sach mein uske usi question ke marks mile hain jiski usne answer diya hai ya nahin.
kyunki cross check karne ka uske pass dusre source hi nahin hote hain bus University ne Jo marks use de diya use hi lekar ke satisfy ho jana hota hai ab Jin ka first rank aata Hai second rank aata hai ya dasvan rank aata hai usse matlab nahin Hai Jo average student hote hain vah is system ke shikar Ho jaate Hain kyunki 2 se 3 4 se 5 question hi matter karte hain admission ke liye aur ISI mein gadbadi kar Liya jata hai aur under the table seat sell ya book kar Di jaati Hai yah reality Hai
ise proof bhi Kiya gaya hai aur is bar LLB entrance examination mein question ko lekar ke her fer Kiya Gaya Hai
Sahi tarike se answer ki jari nahin kiya gaya hai aur Sabse badi responsibility hoti hai ki jab aap answer ki jari karte ho to uske sath question booklet bhi series ke sath Hi upload kar do taki student kisi bhi doubt mein Na rahe aur vah aasani se question ke sath OMR sheet ka jo carbon copy hai uske sath sabhi question ka match aasani se kara sake lekin ismein University ki apni policy hai apni beimani wala niyam hai aur isase nuksan student ko hota hai jo result de diya use chupchap swikar kar lena hota hai lekin average student is discriminatory system ke victim ban jaate Hain aur unke sath justice nahin hota hai aur yah policy hai aur Aisa isliye bhi Kiya jata Hai kyunki jab paper aapke pass nahin rahega to 2 se 3 question ke marks aapko nahin mile hain to aap saaf taur per University per claim kar sakte ho lekin jab question booklet aapke hath mein nahin hoga to aapko pata kaise chalega ki unhi question ke answer aapko mile Hain jinke aapane Diya Hai sab kuchh confusion mein Hai Bus andaza andaza wala Khel chal raha hai
Aur University Bhagwan nahin Hai aur itna bada rank nahin Hai India mein iska aur world mein to iske kuchh haisiyat nahin Hai aur education system ka hal Apne India mein kya sabko pata hai to University ki Jaalsaji aur dhokhadhadi hai paise per bechne kharidne ka system banaa hua hai usse aankh nahin mund Lena chahie vah hakikat hai swikar karna chahie kyunki isase UN bacchon ko nuksan hota hai jo sahi mamle mein mehnat karte Hain
Aur university ke law faculty ke log to characterless Hai uske bare mein kya hi bataen love faculty ke kuchh haraami professor logon ke upar sexual harassment ka allegation jis ladki ne lagaya tha vah to news sabko pata hona chahie ki kitne ghatiya kism ke vahan ke professor hain aur vah baat to sahi thi
Yah to pichhle sal se natak Kiya ja raha hai ki university mein bahut kuchh Parivartan Ho Gaya Hai Lekin beimani karne ka Tarika bahut hi hightake kar diya Gaya Hai brainwash karke logon Ko samajh nahin aaega
Han Uttar Pradesh sarkar ne 100 karod ka grant Diya Hai University mein kharch karne ke liye to isliye yah log beimani se kabhi entrance examination ki fees kabhi admission ki fees to kabhi seat ko bechkar ke student se vasuli kar rahe hain 100 karod😂😂
Kya hi bataen sab student ko apni padi Hui Hai system ke corruption ko vahi pakad sakta hai jiske pass dimag ke sath jigara bhi ho jigara bhi ho aur kuchh log ISI ke chamche ban baithe Hain to kya hi kahenge
Ek dusre TH-cam channel Wale Hain vah to University se apna bahut bada connection batate hain aur ve log seat bhi bechate hain aur alag se jo professor Kota University Kota se seat bechi jaati Hai unka to alag hi system hai
Satya kadva hota hai aur use pahchana badi mushkil hota hai jyada nahin kahenge kuchh logon Ko digest nahin hoga kyunki 1 kilo hajmola kha le 2 kilo hajmola kha le yah sacchai pacha nahin payenge 😂😂
Kabhi-kabhi kya hota hai ek student ki jindagi barbad karne ke liye system institution hajaron student ki jindagi barbad kar deta hai kyunki use hajar student se khatra nahin ek student se khatra hota hai jo pure system ki buniyad khod kar usi mein unhen dafan kar sakta hai
Vaise aap log achcha kar rahe ho dusron se better ho
Sir please
Aaj nahin to kal vah university specifically DDU aur Lucknow University Jaise jo apni aukat chhupane ke liye do karnon se pahla to seat mein her fer karna hota hai dusra ki question ka pattern student Jaan jaenge isase bachne ke liye question booklet ko return submit kara leti Hai applicant se classroom ke andar aagami bhavishya mein vah majbur ho jayegi ki question paper pane ka Adhikar student ka hai to use Dena hi padega nahin to is per jab court mein case Kiya jaega aur University ka reputation girega share market ke jaisa Dharam se niche tab FIR aukat samne aaega ki yah saaf taur per student ke sath manmani Kiya ja raha hai ki jab Tum question paper hi wapas jama kara le rahe ho to student ka Adhikar hai tum uske Adhikar ko infringe kar rahe ho aur tumhare pass Aisa koi Adhikar nahin hai ki tum question paper ko jabardasti wapas jama Kara Lo kaun sa Aadhar hai , question paper chala jayega student ke pass to tumhare University ko kaun sa nuksan hone wala hai aur entrance exam per kaun sa galat tarike se prabhav padane wala hai jab aisa clarification mangega High court vaise to High court mein hi jaega na petition to High court mangega to fir bataega University apna karke dega FIR jab samajh aaega badhiya se tab University ko bhi
Jo galat hai vah galat hai aur use galat chij ka anuchit fayda bure kam ke liye uthaya ja sakta hai agar aisa hi process Hai to aur ja bhi raha hai aur ise band to Kiya hi jaega
Koi Kah Raha tha ki BHU mein admission ho jaega bus Tum cuet ke exam mein baithe raho itna Paisa lagega Delhi University mein bus Tum koi bhi marks aaya Hai Paisa do kam ho jaega aur UPSC neet Jaise Sansthan IIT dhapali kar rahe hain to yah to entrance examination ka ek Chhota sa University hai aur under the table har sal City bheji jaate Hain ya sacchai Hai ab alag baat hai jo university ke chamche aur Dalal bante hain aur Bharat ke bhavishya kharab kar rahe hain education system ka unhen to achcha lag raha hoga
Desh ki sabse majbut aur sabse kathin padhaai Hoti Hai Kanoon ki padhaai agar aise hi agar aayog ke log Aakar ke padenge to pura judiciary system vaisa ban jaega isliye Aisa hi banaya ja Raha Hai Naam college intercity Mela ki padhaai imandari se karai jaati hai aur na hi imandari se admission process chalta hai kyunki yah sab political minded person logon ka hath hai
Rahane do jyada abhee garmi ka mahaul hai mijaj aur mahaul bhi garm ho jaega padhne wale ka yahin per band karte hain aur use acchi baten pasand nahin bus aasani se uska admission ho jaaye bechare ka itna hi dua karta hai wo log 😂😂😂😂😂
Bhai tum ho kaun ?
Tumse humara ek swal h bata do ......ballb mein humara genaral rank 432aur category rank192 h addmission ho jayega??
Plzz bata dena yr
@@VinayakvinuYadavdekho sambhavna bahut hi kam hai lekin intezar karne se ho sakta hai antim cutoff Tak agar jyada log admission Lene se mana kar de to use Tum tumhara ho sakta hai nahin to seat bahut kam hai aur rank ke anusar cut off nikalega to samajh rahe ho
Bro apne comment ka summary bata de 😂
Koi batoo please
Pg wale bache bache nhi hote iya
Kis ka kis ka nhi nikala entry 😢😢
University chahe kisi ki bhi Ho unke baap ki property nahin hai aur unke Adhikar mein nahin hai aur University statutes mein bhi Shamil nahin ho sakta ki vah question booklet ko jabardasti student per dabav banakar ke submit dobara kara le kyunki Aisa isliye Kiya jata Hai jab answer ki jaari Kiya jata Hai to student Sahi aur galat answer ka Milan nahin kar paate Hain kyunki unke samne tab question paper nahin hote hain aur 2 se 3 question mein gadbadi se hi vah eliminate ho jaate Hain aur yahan tak ki jo gap year ka marks cut karne ka provision Hai university ke dwara vah discriminatory hai aur unconstitutional hai is per suit file Kiya ja sakta hai court mein yah koi Chhota Mota nahin Hai pure logic ke sath is per thoda sa deliberation kar lena chahie ki yah kis limit Tak discrimination kar raha hai applicants ke sath
Gap year ke marks katate hai kab katenge
@@ShivangiUpadhyay-l7dkatate nahin Hai manmani karte hain kisi ke baap ki aukat nahin aur jagir nahin hai ki Gap year ka number kat sake yah unconstitutional, arbitrary discriminatory Hai, is per case bhi Kiya ja sakta hai aur unke pass koi strong is per logic nahin Banta ki vah ise court mein proof kar sakenge ki kyon 10 number 5 number vah kat rahe hain aur yah kyon Sahi Hai jab court mein ise challenge Kiya jaega to unki sitty pitty gul ho jayegi kisi bhi Aadhar per ise kaatne ka Adhikar nahin Hai,
galat niyam Kanoon isliye chalte Hain kyunki unka virodh nahin hota Hai jab virodh hota hai to use band Kiya jata Hai Jaise University kuchh samay pahle weightage dete the Jo vahan ki campus se padha hai ab use samapt kar diya dar ke mare ki kahin koi case Na kar De University se padhe ho to free mein 10 number le jao ab University kyon nahin de rahi hai sitti pitti Gul kyon Ho gai Hai
Tumko agar case karna hai agar koi tumhara number kat raha hai gap year ke Aadhar per to tumhen ek concise aur clear Karan puchna Hai jawab sawal karna hai samajh rahe ho ?
nahin kar sakte aur kuchh number se chhath rahe ho admission nahin mil pa raha hai to dam Hai to case kar dena aur case kis Aadhar per Karna Hai humse Sara tark le lo pura tumhare case ka file taiyar kar denge is per admission ke sath compensation bhi milega court ke madhyam se tumko
Bolo taiyar Ho Hai himmat Apne Adhikar ke liye ladne ke liye .....
Abhi mental evaluation Bharat mein student ka badi slow ho raha hai isliye vah Apne adhikaron ke liye utane alert nahin yah videsh hota to dikhate kya hoti hai Kanoon ki takat
Bhaii mra vii katt liye sub 😢😢
DDU me BA LLB me 96 marks aaya h ( OBC ), koi possibility h admission hone ka ?
GENERAL RANK- 323
CATEGORY RANK- 149
@@Kiranchauhan-j4fFIR kya hua admission Mila ki nahin
Sir mera btech me general rank 2082 aur category rank 556 hai kya ddu compus me admission mil jayega please reply 😢
Sir mera bsc agriculture me general rank 417 kya mera admission ho jayega?
Sir mera general rank 180 hai ballb me admission ka chance hai
Sir Ddu LLB me gen rank 355 obc rank 180 kya hoga ?
Sir mera llb me 189 rank aaya hai mera ho jaega kya