Galat information kyu de rahey ho bhai, ... TVs Raider 125 ke liye khud company True4 premium oil recommend krti hai .....aap usmein Apache 160 wala kyu daal rahey ho.... engine kharab ho jaayega jaldi bike ka agar aap company recommendation nahi follow krogey toh
My Jupiter is a 2018 year model with bs4 engine. Mere jupiter ke User Manual mein TVS TRU4 Premium 10w30 grade oil recommend likha Hai. Aap bol Rahe ho ki TRU4 Premium bike ke liye Hai.
Bhai bs4 hai apka scooter 2018 me premium oil dalte he abhi sare scooter me tvs scoota ke nam se engine oil ata hai vo dalte hai scooter oil to koe bhi dalo grade 10w30 hona chahiye
Sir ek baar engine foundation ke nut bolt adjust karwa lijiye engine oil se vibration ka koe relection nhi hai foundation ke nut bolt adjust karwa lijiye and clutch clean karwa lijiye vibration kam ho jayegi
@@bikerpoint8530sir iska matlab kya hai...samjha nahi...Mai jab se new tvs start City Plus bs6 me starting se premium synthetic dalwa rha hu...kya engine pe effect pr sakta hai ...sir ..
Sir Jupiter zx 2022 model main company se 20watt 50 jaso milta tha.. But aaj 10 watt 30 jaso mill raha hai.. So Jupiter zx 2022 model main 10 watt 30 jaso dal jayega kya..
Bhai heting to abhi sab gadiyo me bad gaie hai use farak nahi padega jab Tak speed metar me heating show nahi hota tensen free ho ke chalow as per tvs moter company 10w30 oil daal sakte hai
Sir mero ko 50 -100 Little Lena hai tho par little ka price kitna ho ga no packing
Thanks for information
Galat information kyu de rahey ho bhai, ... TVs Raider 125 ke liye khud company True4 premium oil recommend krti hai .....aap usmein Apache 160 wala kyu daal rahey ho.... engine kharab ho jaayega jaldi bike ka agar aap company recommendation nahi follow krogey toh
My Jupiter is a 2018 year model with bs4 engine. Mere jupiter ke User Manual mein TVS TRU4 Premium 10w30 grade oil recommend likha Hai. Aap bol Rahe ho ki TRU4 Premium bike ke liye Hai.
Bhai bs4 hai apka scooter 2018 me premium oil dalte he abhi sare scooter me tvs scoota ke nam se engine oil ata hai vo dalte hai scooter oil to koe bhi dalo grade 10w30 hona chahiye
Using tvs tru4 skuuta in tvs ntorq, but lots of vibration. Any suggestions for ntrorq. Capacity of ntrorq is 880/900ml
Sir ek baar engine foundation ke nut bolt adjust karwa lijiye engine oil se vibration ka koe relection nhi hai foundation ke nut bolt adjust karwa lijiye and clutch clean karwa lijiye vibration kam ho jayegi
Thank you sir ji
Tvs sport me agar hame apache vala synthetic dale to chalega?
Maine ntorq pe synthetic use kiya tha ek saal tak engine oil change nhi kiya
Ha chalega ga draining intervel increase Ho jayega
@@bikerpoint8530sir iska matlab kya hai...samjha nahi...Mai jab se new tvs start City Plus bs6 me starting se premium synthetic dalwa rha hu...kya engine pe effect pr sakta hai ...sir ..
Oil garde 10w30 dona ka hai synthetic oil ka service draining intervel increase Ho jayega baki performance to same rahegi
bhaut mehanga oil hai , kya rtr 160 2v me semi synthetic dalwa sakte hai ?!
@@manvendrasingh1834 dal sakte hai par 2000se2500par change karna padega
@@bikerpoint8530 3000 tak nhi chalega ?!
Sir Jupiter zx 2022 model main company se 20watt 50 jaso milta tha.. But aaj 10 watt 30 jaso mill raha hai.. So Jupiter zx 2022 model main 10 watt 30 jaso dal jayega kya..
Sir Aaj kal Jupiter me 10w30 ka grade hi dal rahe hai aap wahi dalo
@@bikerpoint8530 ok sir thanks..
Sir Jupiter zx 2022 model E20 Petrol anabled hai kya.. Ya E10 he hai. Bataye sir..
Apache 160 4v bs6 me Motul 10w50 full synthetic daal sakte h kya?
10w50 jayada thik ho jayega 20w50 dal sakte hai but TVs moter company 10w30 recommend Karti hai
Sir mera scooty ntorq race xp 23500 chal chuka hai ab servicing ka time aa gya hai konsa engine oil dalu plz bolna
Sir agar aapki running normal hai to skuta 10w30 dal sakte hai agar running jayada hai to syantic oil dal sakte hai
Mileage and performance chahiye mujha @@bikerpoint8530
सर टीवीएस स्टार सिटी प्लस में कोन सा इंजन ऑयल बेस्ट रहेगा अपाचे वाला भी डलवा सकते हैं क्या🙏
Sir dal sakte hai par cost increase Ho jayegi
@@bikerpoint8530 कोई नही लेकिन इंजिन की लाइफ और परफॉर्मेंस अच्छी होगी
Tvs raider me first service me..1 L synthatic ka kya price he??
799
Tvs victor 110cc. Mein kon sa grade use krea. Or oil kon sa summer mein
10w30 use Karo
Raider mai true4 premium dal skte hn
Dal sakte hai par true 4 2000se 2500 ke beech me change Karna padega
Muze ronin 225 me kya 10 w 40 daal sakta hai kya kuki tvs 10 w 30 me buke bhout heat hoo Rahi hai
Bhai heting to abhi sab gadiyo me bad gaie hai use farak nahi padega jab Tak speed metar me heating show nahi hota tensen free ho ke chalow as per tvs moter company 10w30 oil daal sakte hai
Tvs Ntorq Xp mai 2nd service mai engine oil change hota hai??
Agar scooter Kam chala hai to oil top-up kar shakte hai
@@bikerpoint8530 mene 3000 km chala di hai
First service tvs skuuta engine oil change karway hoga to second service me oil change krwa Lo Bhai
1.2ltr wala Apache 160 4v me kitna Km Chalega........??
@@javedahmed4444 Bhai 5000 se 6000 km chalega
Mera sir 3000 salte kharab ho jata hai grade
Ha chalega par cost increase Ho jayegi
Aaj Tru4 synthetic 1.2L ka cost bhai ?
@@Santosh_Katta synthetic oil rate 899
@@bikerpoint8530 kitna din hogya bhai rate increase hokar
20 din ke aas paas
Moutal. O. Tru4synthetic. Kya.. Oil better. Perfomans
Motul best hai koin si bike me use karna hai apko
@@bikerpoint8530TVS raider k liye kaunsa sahi rahega
@@Aju313 sir 10w30 synthetic oil hi dalo taki service interval 6000 km chalega ga
@@bikerpoint8530 ok thanks brother, matlab synthetic ka fayda ye h ki long time tk bike chala skte h, normal oil k muakable