🙏🏻ji aap n bhut achay s jankari di m mndir ko rakhnay k sthan ko lay Kar bhut prayshan hu brahm Stan m jgh jo Khali h aK wall east ki 1 south ki bhgwan ji back south m ho yahi smaz m aaya h Kaya south m rakh d? Taki puja karnay wala east and north ko God k bgal m bayth k puja kr skay please aaj 3nov h 2 4 din m mndir rakhna h isliay reply m btaya guru ji short m 🙏🏻
Agar aapke hisaab se ishan kond banayenge toh ghar ka gate east ki or rakhna hoga aur mandir ko ushi gate pr ban Wana hoga. Aap ye bataye ki humare ghar ka muh west ki taraf hai aur ghar ke back side yaani ki east mein ek aur ghar bana hua hai toh hum iss kond ko kaise bana sakte hain?
Apne bilkul sahi ham v mandir jate hai to kabhi v samne se prnam nahi karte side se hi karte hai kyoki ham jab chote the tab ek pandit g ne bataya tha ki samne se kabhi dandavat pranam nahi karna chahiye
Guru Ji mere ghar ke mandir ka mukh west direction me hai kyoki west me ek khidki hai or usse Surya ka prakash sham ko 4-5 bje ke madhya ata hai..ye prakash positive nhi hai kya? Or agar east direction me mukh krke rkhege to prakash hi nhi aayega bhagwan par.. mujhe ye janna hai ki bhagwan par Surya ka prakash ana jaruri hai ya purb disha ki or mukh...plz rply🙏🙏🙏🙏
आपका कथन अकाट्य सत्य है , मेरे घर में मंदिर का मुंह पूर्व की तरफ था सब कुछ बहुत अच्छा चल रहा था , एक पंडित जी ने मुंह पश्चिम करवा दिया तभी से तबाही आ गयी है किंतु घर के लोग स्वीकार/समझने को तैयार ही नहीं हैं ।
भाई हमारा भी पूर्व मुखी मंदिर है ईशान कोण के अंदर घर से थोड़ा बाहर प्लांट के अंदर तो मैं भी पंडितों की बातें सुन सुनकर चक्कर में पड़ा हुआ हूं कुछ मेरे को भी सुलझाने की कोशिश कीजिए या इस गुरुदेव गुरुदेव से बात कर सकते हैं कुछ तो उपाय कीजिए @@ajaykumarjain9972
Guru ji mare ghar ka mandir paschim disha m h ...or subha ki surj ki kirne bhi mandir m aati h ...kya marr ghar ka mandir shi disha m h ...plzzz reply guru dev🙏🙏
कौन सी जगह और कौन सी दिशा में भगवान वास नहीं करते गुरुजी बता दीजिए ।50 गज के घर में कौन सा उत्तर ,कौन सा पूरब और कौन से मुंह की दिशा कहाँ से लाऊं ? भगवान को कैसे भी याद करुं सब चलना चाहिए ।इसमें भी भ्रम कैसा ।में तो आपकी बातों से कंफ्यूज हो गया हूं ।सादर प्रणाम
Jai shree krishna Acharya ji mai Naya makan le rahi hu USS mai balcony Mai lagah hai mandir banane ka lekin purav ka disha mai dewar hai or vo thord Nehi payenge toh udhar mandir kaise banau o kohi pe jagah Nehi hai
Mera mandir east facing hai, par jab hum puja karte hai humara mukh pachim ki traf hota hai. Mandir ka muh purav ke taraf....kya mere mandir ki direction theek hai. Plz reply
Guru Ji pranaam guru Ji kitchen mei mandir rakh sakte hai kya kyu kahi bhi aisi jagah ni jaha se bhagwaan ko surya ki kirne pade abhi bhagwaan ji ka mukh hai to put an disha mei pr mandir K saamne bath room hai kya karu margdrshan kare
Guru ji namaste but my house is west facing hai to East ki roshani nahi aa sakti to AAP bataye ki meyrey house mey kis disha mey mandir ka face or meyra face kis dhisha mey ho
Pujari ji koi bta skta h ki mere pitaji ne dobara janm knha liya h please tell me esha pta lgya ja skta h to muzhe btao me chati hu pitaji ka punar janm ho meri vinti sun le bhagwan
Guru Ji. Charan spars. Maine puja ghar banvaaya hai usme Surya ki roshani aane ke liye khiraki nahi hai. East or North me makaan hai. Kripya margdarshan kare.
I am agreed with logic explained in this and one more other videos.. But what to do for mandir at south west wall in kitchen(because our house walls are NW NE SW SE). Thanks
Guruji Mujhe yah bataiye Ki Main apne ghar ka mandir Neeche Dharti per II chauki Laga sakti hun Maine Ek chauki banvae Hai hai aur main use kis Taraf lakhu kaun si Deewar mein Mandir lagaun
परम् आदरणीय डा0 साहब, आपकी मंदिर के मुँह बाली बात एकदम सही है लेकिन फ्लैट में मेरे पास रहने का एक छोटा कमरा है जिसमें एक डबल बेड है, पूरब में खिड़की, पश्चिम कोने में दरबाजा, दक्षिण दीबाल लेट्रिन वाथरूम की है। अब क्रपा करके बताएँ मंदिर कैसे रखें।
जिसका एक रूम किचन है वह मंदिर निर्माण कहा करे जहां हम सोते हैं वहा मंदिर लगा नहीं सकते तो किचन ही एकमात्र जगह बची शहर में तो यह सब संभव नहीं है पंडित जी
चरण स्पर्श गुरु जी गुरु जी में यह जानना चता हूं कि मेरे घर का मुख्य द्वार दक्षिण दिशा की ओर मुख है और रो भी वही ओर उपर से मेरे घर में चारो तरफ दीवार सूर्य की किरण सुबह सुबह नहीं आती है और हमारा जो भगवान का स्थल है वह पूर्व दिशा को ओर पीठ करके रखा हुआ है ऐसे में बताए गुरु क्या उपाय करे में इस कारण मेरे पिता जी ओर मेरी तबीयत भी बहुत खराब रहती है
Guru ji ko Pranam.mere ghar m eshan kon par mandir h lekin hm Purab muh kar k puja karte h,mandir k purab m ek khidki h jo hmesha band hi rahta h utter m koi khidki nhi h mandir k bagal m washing machine h jo ki galiyari h Bahar ghar k piche nikalne ka .bhagwan ki murti ka muh west ki taraf h kya kare hm..pls bataye🙏
Guru bahut dhanyawad..hm rent p rahte h brahm sthan p hi jagah h mns ghar m beech m hall bana h..waha east facing aur West ki diwar pr hi jagah h mandir k liye kya waha laga sakte h.mandir lakdi ka h.pls pls pls bataye
Pandit ji , Namaskar... Agar bhagwan ka mukh purab ki taraf hai aur mai samne baith kar puja karungi to mera mukh paschim ki taraf hua na. Meri duvidha dur kare
pandit ji aaj aapka video dekha mera mandir ki east ki taraf peeth hai mujhe samajh nahi aaya ki mai kon si direction mai banau hamara chat per bhi kamra hai kya mai waha bana sakti hu per chat kr rasta bahar se hi hai tho kya alag mana jayega mujhe kon dish m ai mandir banau THANK YOU
Guru ji mere ghar ka mukh purab mukhi h Or ghar k andar m mandir banwana chahta hu uska mandir purab mukhi ho jaye toa ghar k gate ki achhi condition hoge agar ghar
Guru ji ko Mera pranam Guruji aapki baat sunkar ke bahut sukun Mila hai Guruji main bahut pareshan rahti hun ghar mein kabhi bhi Kisi Na Kisi chij ki pareshani aati rahti kyunki mere bhi bhagwan ek lakadi ki almari mein banaa karke rakhe hue hain aur bhagwan ki pet Disha mein thi to meri bhi tabiyat theek Nahin rah rahi hai maine aapka video dekh karke aur aapki aur bhagwan ka man kar diya hai per guru ji mujhe yah bataiye ham log kis Disha mein munh karke bhagwan ka pujan Karen Surya ki or ham logon ki jayegi na fir
Namaskar sir app ne kaha ki baghwan ji ka face purv ki taraf hona chahiye mere ghar ke mandir ka face purv ki taraf hai but sir jab arti Karti hu toh mera face West ki taraf hota hai North ki taraf face karungi to arti nai kar sakti mera mandir mere bedroom main hai isliye mandir ucha rakha hai.to sir main is ko kase teek karu.sir main ek sikh family se belonged hu but main shuru se hi maa ki bagat hu mer maa papa ne kabhi kuch nai kaha sasural main bhi mane apna mandir banaya hai but koi problem na ho isliye apne husband ke kehne per apne room main hi apna mandir banaya hai.sir pls North East wali problem ka solution bta dijiye
Bhagvan maa hai...kahi bhi baiith ke pukaro pyar hi detain hai......kisi bhi disha me ma'am lo achchha hi hota hai....maa air beta ke pyar me ki Grah kami nahi karta
पंडित जी उद्धरण सहित,यानी वेदों या पुराणों में किस जगह लिखा है।बताने की कृपा करें।आपकी बोलचाल से आपने अहंकार प्रतीत हो रहा है।इसीलिए आपकी। वाणी का प्रभाव नही पद रहा।
Bhagwaan har jagah har disha me hote hai iske liye itna kyu mind ko kharab kr rhe ho suraj ki kirane har disha me jati hai unko kon rok skta hai bhai sache mn se yaad kro unka dhanyawad kro bs
आपका कथन बिलकुल सत्य है गुरु जी इस बात से मैं भी सहमत हूँ
Brahm sthan matalab
Gurujii pranam
Mere Rasoi ghar mein Surya ki Kiran Aati Hai Kya Main kitchen mein Bhagwan ka mandir banaa sakti hun Kripa karke mujhe bataen
Hii
आचार्य जी आपकी बात बहुत अच्छी लगी हर एक बात में ज्ञान है
बहुत ही सुन्दर समझाया अपने गुरूजी
समस्या का हल कर दिए गुरु जी आप , धन्यवाद
Bahut bahut dhanyvad Gurudev aapane bahut acchi baat bataiye Mandir ke bare mein 🙏🏻🙏🏻
🙏🏻ji aap n bhut achay s jankari di m mndir ko rakhnay k sthan ko lay Kar bhut prayshan hu brahm Stan m jgh jo Khali h aK wall east ki 1 south ki bhgwan ji back south m ho yahi smaz m aaya h Kaya south m rakh d? Taki puja karnay wala east and north ko God k bgal m bayth k puja kr skay please aaj 3nov h 2 4 din m mndir rakhna h isliay reply m btaya guru ji short m 🙏🏻
बहुत ही अच्छा सुझाव दिया है आपने गुरुजी, सादर अभिनंदन|
Well explained with a strong scientific reason. Respect for you 🙏🙏
Hb
Thankyou sir 🙏 bahot achi information di hai aapne iss topic par thanks a lot 🙏
Agar aapke hisaab se ishan kond banayenge toh ghar ka gate east ki or rakhna hoga aur mandir ko ushi gate pr ban Wana hoga. Aap ye bataye ki humare ghar ka muh west ki taraf hai aur ghar ke back side yaani ki east mein ek aur ghar bana hua hai toh hum iss kond ko kaise bana sakte hain?
Apne bilkul sahi ham v mandir jate hai to kabhi v samne se prnam nahi karte side se hi karte hai kyoki ham jab chote the tab ek pandit g ne bataya tha ki samne se kabhi dandavat pranam nahi karna chahiye
Bahut hi accha batya aapne shriman ji.jai shiya ram.....
Guru Ji mere ghar ke mandir ka mukh west direction me hai kyoki west me ek khidki hai or usse Surya ka prakash sham ko 4-5 bje ke madhya ata hai..ye prakash positive nhi hai kya? Or agar east direction me mukh krke rkhege to prakash hi nhi aayega bhagwan par.. mujhe ye janna hai ki bhagwan par Surya ka prakash ana jaruri hai ya purb disha ki or mukh...plz rply🙏🙏🙏🙏
आपका कथन अकाट्य सत्य है , मेरे घर में मंदिर का मुंह पूर्व की तरफ था सब कुछ बहुत अच्छा चल रहा था , एक पंडित जी ने मुंह पश्चिम करवा दिया तभी से तबाही आ गयी है किंतु घर के लोग स्वीकार/समझने को तैयार ही नहीं हैं ।
Same to My Condition Bahi.........😢
भाई हमारा भी पूर्व मुखी मंदिर है ईशान कोण के अंदर घर से थोड़ा बाहर प्लांट के अंदर तो मैं भी पंडितों की बातें सुन सुनकर चक्कर में पड़ा हुआ हूं कुछ मेरे को भी सुलझाने की कोशिश कीजिए या इस गुरुदेव गुरुदेव से बात कर सकते हैं कुछ तो उपाय कीजिए @@ajaykumarjain9972
Guru ji mare ghar ka mandir paschim disha m h ...or subha ki surj ki kirne bhi mandir m aati h ...kya marr ghar ka mandir shi disha m h ...plzzz reply guru dev🙏🙏
Thanks for sharing this information about correct direction of temple in house
कौन सी जगह और कौन सी दिशा में भगवान वास नहीं करते गुरुजी बता दीजिए ।50 गज के घर में कौन सा उत्तर ,कौन सा पूरब और कौन से मुंह की दिशा कहाँ से लाऊं ? भगवान को कैसे भी याद करुं सब चलना चाहिए ।इसमें भी भ्रम कैसा ।में तो आपकी बातों से कंफ्यूज हो गया हूं ।सादर प्रणाम
Jai shree krishna Acharya ji mai Naya makan le rahi hu USS mai balcony Mai lagah hai mandir banane ka lekin purav ka disha mai dewar hai or vo thord Nehi payenge toh udhar mandir kaise banau o kohi pe jagah Nehi hai
Apni apni soch h.. Mera to utter purb m h. . Khush hu bht.. Koi kmi nhi h...
Apke dwara batai gai Mandir bastu tips hamare liye bahut upyogi h
❤️❤️❤️❤️❤️❤️ बहुत सही कहा है आपने आज दिल को सकून मिला है आप की बात सुन कर। धन्यवाद ♥️♥️🙏🙏🙏
Mera mandir east facing hai, par jab hum puja karte hai humara mukh pachim ki traf hota hai. Mandir ka muh purav ke taraf....kya mere mandir ki direction theek hai. Plz reply
आप अपना मुंह उत्तर रखे
Guru Ji pranaam guru Ji kitchen mei mandir rakh sakte hai kya kyu kahi bhi aisi jagah ni jaha se bhagwaan ko surya ki kirne pade abhi bhagwaan ji ka mukh hai to put an disha mei pr mandir K saamne bath room hai kya karu margdrshan kare
Guru ji namaste but my house is west facing hai to East ki roshani nahi aa sakti to AAP bataye ki meyrey house mey kis disha mey mandir ka face or meyra face kis dhisha mey ho
Guru ji kya kartik mahena m Mandi la sakta h
बहुत सटीक जानकारी दी आपने
में आपकी बात से सहमत हूँ
राधे श्याम
Bhut achhi jankari di
Pujari ji koi bta skta h ki mere pitaji ne dobara janm knha liya h please tell me esha pta lgya ja skta h to muzhe btao me chati hu pitaji ka punar janm ho meri vinti sun le bhagwan
Guru Ji aapne bhut atchi baat Batai.
Guru Ji. Charan spars. Maine puja ghar banvaaya hai usme Surya ki roshani aane ke liye khiraki nahi hai. East or North me makaan hai. Kripya margdarshan kare.
Jay
Thank you sir
गुरुजी घर में मंदिर किस मुख किस तरफ होना चाहिए भगवान की मूर्ति का
Ha
FF
Kya mujhe north west ki wall pr mandir banana chahiye ,please reply?
I am agreed with logic explained in this and one more other videos.. But what to do for mandir at south west wall in kitchen(because our house walls are NW NE SW SE). Thanks
Ha hmare bhi sw me mandir h kya ye shi h plzzz btaye
Guruji Mujhe yah bataiye Ki Main apne ghar ka mandir Neeche Dharti per II chauki Laga sakti hun Maine Ek chauki banvae Hai hai aur main use kis Taraf lakhu kaun si Deewar mein Mandir lagaun
पहले आप ये बताइए किस जगह पर मंदिर रख रही है
Sir aapnay jo hands ke saath ishaan kone ka example diya....wo bahaut hi badhiya hai 👌
Mujhe b nahi pata tha isaan Kon kese bana hota h. Ab pata Chala b mujhe b. .
परम् आदरणीय डा0 साहब, आपकी मंदिर के मुँह बाली बात एकदम सही है लेकिन फ्लैट में मेरे पास रहने का एक छोटा कमरा है जिसमें एक डबल बेड है, पूरब में खिड़की, पश्चिम कोने में दरबाजा, दक्षिण दीबाल लेट्रिन वाथरूम की है। अब क्रपा करके बताएँ मंदिर कैसे रखें।
🙏🙏Guru Ji🌹Namskar Ji 🙏🙏
जी नमस्कार
Agar main dwaar north west mein banaa ho to h mandir kahaan rakhnaa chaahiye
Guruji pranam Guruji aapne jo bataya uske liye bahut bahut Dhanyavad
Sir kya stair ke niche mandir bn sakta hai mandir ki chhat alag h
Thanks a lot Dr Rawat ji to sharing great information about temple wastu 🙏
Many many Thanks Dr, Ravat ji bhut Acchi jankari di hai
जिसका एक रूम किचन है वह मंदिर निर्माण कहा करे
जहां हम सोते हैं वहा मंदिर लगा नहीं सकते तो किचन ही एकमात्र जगह बची
शहर में तो यह सब संभव नहीं है पंडित जी
Mandir Kichen main bhi Laga Sakte hai.
चरण स्पर्श गुरु जी
गुरु जी में यह जानना चता हूं कि मेरे घर का मुख्य द्वार दक्षिण दिशा की ओर मुख है और रो भी वही ओर उपर से मेरे घर में चारो तरफ दीवार सूर्य की किरण सुबह सुबह नहीं आती है और हमारा जो भगवान का स्थल है वह पूर्व दिशा को ओर पीठ करके रखा हुआ है ऐसे में बताए गुरु क्या उपाय करे में इस कारण मेरे पिता जी ओर मेरी तबीयत भी बहुत खराब रहती है
No comments
चाहो तो किसी बास्तु विशेषज्ञ को तत्काल बुलाकर उचित सलाह ले लो ओर फिर अगर सम्भव हो तो घर के मुख्य द्वार की दिशा बदल लो।
Thank you so much
Ydi ghar yesa bna ho janha surya ki roshni aati he na ho to woh kya kare?_Reena Mallick frm Ambala.
Guru ji namaskar ,. Pashchim desha wali wall pr mandi rkhe skty h wha pr sidhi dhoop aati h
Kaya mea kitchen mea rekh sakti hu mere pass or koi space nahi hai
बिल्कुल सही कहा है
Sanskrit padhane se nahi marm ko samajhane se laabh milega.
Bahut achha.
Dhanyavaad aapako
Bahut achi or manne wali jaankari di aapne thank you
Q
Guru ji ko Pranam.mere ghar m eshan kon par mandir h lekin hm Purab muh kar k puja karte h,mandir k purab m ek khidki h jo hmesha band hi rahta h utter m koi khidki nhi h mandir k bagal m washing machine h jo ki galiyari h Bahar ghar k piche nikalne ka .bhagwan ki murti ka muh west ki taraf h kya kare hm..pls bataye🙏
Radhe radhe 🙏🙏 pujari ji pr mujhe kuch ata kuch akal hi nhi h kya karu 🙏🙏dya karo na
Sun light room may nahi ati tho kay kary?
मेरा भी यही प्रश्न है
Guru bahut dhanyawad..hm rent p rahte h brahm sthan p hi jagah h mns ghar m beech m hall bana h..waha east facing aur West ki diwar pr hi jagah h mandir k liye kya waha laga sakte h.mandir lakdi ka h.pls pls pls bataye
बहुत ही सुंदर बात बताई आपने जी।
Pandit ji , Namaskar... Agar bhagwan ka mukh purab ki taraf hai aur mai samne baith kar puja karungi to mera mukh paschim ki taraf hua na. Meri duvidha dur kare
Ji mera v yahi problem hai...
Same 2
@@bmtech3023 no
@@nehapanday6624 to kis tarah thik hoga
Uttar ji taraf rahega mukh
मेंने शुरू से ही पश्चिम में सारे मंदिर रखे है यू ही मुझे वो सूट करते है लेकिन में कारण आज जान पता चला शुक्रिया आपकी किताबे कौन सी है जानकारी चाहती हूं
Guruji mndir ka muh purab or hmara west m ho skta h
pandit ji aaj aapka video dekha mera mandir ki east ki taraf peeth hai mujhe samajh nahi aaya ki mai kon si direction mai banau hamara chat per bhi kamra hai kya mai waha bana sakti hu per chat kr rasta bahar se hi hai tho kya alag mana jayega mujhe kon dish m ai mandir banau
THANK YOU
Guruji kya lakadi ki almari mein ham Apne bhagwan ko Rakh sakte hain aur uska palla band kar sakte hain ki Nahin do palle ka hai
Guru ji mere ghar ka mukh purab mukhi h Or ghar k andar m mandir banwana chahta hu uska mandir purab mukhi ho jaye toa ghar k gate ki achhi condition hoge agar ghar
Guru ji ko Mera pranam Guruji aapki baat sunkar ke bahut sukun Mila hai Guruji main bahut pareshan rahti hun ghar mein kabhi bhi Kisi Na Kisi chij ki pareshani aati rahti kyunki mere bhi bhagwan ek lakadi ki almari mein banaa karke rakhe hue hain aur bhagwan ki pet Disha mein thi to meri bhi tabiyat theek Nahin rah rahi hai maine aapka video dekh karke aur aapki aur bhagwan ka man kar diya hai per guru ji mujhe yah bataiye ham log kis Disha mein munh karke bhagwan ka pujan Karen Surya ki or ham logon ki jayegi na fir
Kya mai questions bbhej sakti hu
Namaskar sir app ne kaha ki baghwan ji ka face purv ki taraf hona chahiye mere ghar ke mandir ka face purv ki taraf hai but sir jab arti Karti hu toh mera face West ki taraf hota hai North ki taraf face karungi to arti nai kar sakti mera mandir mere bedroom main hai isliye mandir ucha rakha hai.to sir main is ko kase teek karu.sir main ek sikh family se belonged hu but main shuru se hi maa ki bagat hu mer maa papa ne kabhi kuch nai kaha sasural main bhi mane apna mandir banaya hai but koi problem na ho isliye apne husband ke kehne per apne room main hi apna mandir banaya hai.sir pls North East wali problem ka solution bta dijiye
@DR h s rawat Mandir ka Muh East me hai to Bhakt ka Muh North Me kese ho sakta hai.... West me ni Hoga
Sahi kaha.. mai bhi confused hunn.. sab galat bata Diya..
Waheguru ji waheguru ji
Kya mandir ka mukh south ko ur pooja karnewale ka mukh north ko hosakta hai
आपजोशमझाते हैतोआपशीधाबतायेकीशतरफमुरतीकामुहैकीधहोयेबताइये
Bhagvan maa hai...kahi bhi baiith ke pukaro pyar hi detain hai......kisi bhi disha me ma'am lo achchha hi hota hai....maa air beta ke pyar me ki Grah kami nahi karta
मुझे अच्छा लगा आप की बात
Sir please bharam sathan konsa h ye bataye
Ghar Ka Center Point Hi Brahma Sthan Hota Hai
Bahut achha ji
Mera mandir mai bhagwan ki murti ki mukhh uttar ki aur hai to hamara mukh keha hona chahiya aur pith dakhshin ki aur hai kya kare pls reply me
Sir West face house h mandir kis disha m rakhe, ,or Pooja k time kis disha m muh rakhe , please reply
Radhe Radhe
राधे राधे
Guru ji pranaam
Tho guru ji hamari photo purav ki taraf ho jaygi feer tho Mandi bchim me hoga tho
Sir ji mere ghar ja face south ki taraf h mandir kis disha me lagaye
Thanku 😊nice
Puja karte samay jagda bahut hota he
पंडित जी उद्धरण सहित,यानी वेदों या पुराणों में किस जगह लिखा है।बताने की कृपा करें।आपकी बोलचाल से आपने अहंकार प्रतीत हो रहा है।इसीलिए आपकी। वाणी का प्रभाव नही पद रहा।
Dhanya ho
Guru ji ghar k mandir m Murti rakh sakte h or piro ka chirag jala sakte h pls help me Guru ji
Kya sir north k wall pe laga sakte h
Bhagwaan har jagah har disha me hote hai iske liye itna kyu mind ko kharab kr rhe ho suraj ki kirane har disha me jati hai unko kon rok skta hai bhai sache mn se yaad kro unka dhanyawad kro bs
True
Right
Bhai to Tum school mein Purab paschim Uttar dakshin kyon padhe Ho😅😅😅😅 teacher se jakar sawal to karo
Mandir ka face south hai .Puja north ya east ki or face kr k puja kr sate hai kya
Sir, hmare city me do mander ka muh amane samne hai. North and South. . To wo kya shi nhi hai
You are right, JAY MATAJI, JAY GURUDEV.
Subha ki dhoop ghar mai nahi athi hai tho kya kare kya tab bhi purab disha mai hi mandir rakhe kya
Parnam guru dev
Guru ji essan kon me mandir ka mukh sauth me hona chahiye ham east me mukh kar ke baithna hoga
0
Jay ho guru gi
Sir ghar ke north side me puja room he,
Yaha kon sa disa me mandir rakhengey
Kripaya thora batane ki upkar kijiye
Om namah siva
बेहतर जानकारी
I appreciate & u r respected
Pranaam Guruji
Thank u
Your knowledge is excellent
Very nice
Guruji brahmsthan me Mandir bana sakte hai
Bhagwatacharya ke charno me jhuko maharaj