Bhai fir aapki stepping motor E20 vaali daalne ke baad fir to koi problem nhi aayi ya fir bhi aayi h to kya aayi? Mujhe iske maintenance ke baare me jaanna h, activa 125 or access 125 me boht confuse hu konsi better rhegi😊
Bhai mere me kuch alag problem hai, Fi nahi show kar rahi hai par. 15-20 Km chalane ke baad jab roko to fir dobara start nahi hoti kuch bhi karke. 20-30 minute baad ek hi self me start ho jati hai. Ek baar showroom legaya main to vahan start hogayi aur unhone battery ki problem batadi jabki battery abhi sahi hai. Agar battery ki problem hoti to kuch derr bad ek hi self me kyun start jo jati hai. Ab jaunga dobara showroom 6 nov ke baad.
@@sharmajiautomobile9883 bhai agar koi rpm ki problem agai stepin motor aur tps sensor ko throttle body me refit karne par ai to sab bigar jayega aisa service center walen keh rahe kuki ye bs6 phase 1 Gari jisko solve karne ke liye new motor Lagani paregi
Mera channel pe Suzuki access bs6 ke full service video h us me mena throttle body clean karne ke process batie h us video ko pura Dekh lo pata Chal jaiga throttle clean Kaise Hoti h
Subh ke waqt acces ko kick se chalu krta hu to hota nhi hai or jaise hi engine garam ho jata hai kuch kilometre chalne ke baad to chalu ho jata hai phir kick se bhi esa kyu bhai
Bhai fir aapki stepping motor E20 vaali daalne ke baad fir to koi problem nhi aayi ya fir bhi aayi h to kya aayi?
Mujhe iske maintenance ke baare me jaanna h, activa 125 or access 125 me boht confuse hu konsi better rhegi😊
Us k baad koi problem nahi aye h aaj tak meri scooty me
Same bro mere me bhi same problem aye hai
Video lambi karnai ka tarika sahi hai aap ek baat baar baar bolte ho
Don't buy this scooty fi problem start after 6 month low rpm scooty engine off new scooty all customer have same problem
Bhai mere me kuch alag problem hai, Fi nahi show kar rahi hai par. 15-20 Km chalane ke baad jab roko to fir dobara start nahi hoti kuch bhi karke. 20-30 minute baad ek hi self me start ho jati hai. Ek baar showroom legaya main to vahan start hogayi aur unhone battery ki problem batadi jabki battery abhi sahi hai. Agar battery ki problem hoti to kuch derr bad ek hi self me kyun start jo jati hai. Ab jaunga dobara showroom 6 nov ke baad.
Check all sencer
Bro same problum😔
Same bro kuch solution mila
Thik hua kya
Ha showroom me free me sahi hua
Same problem my access bs 6 model 2020
Suzuki Ki Gadi Lena Band Karo Sabhi Log Meri Gadi Liye Huhe 3Mahime Nahi Huhe Abhi Se FI Problem Aagai
Meri v aj hi
Bhai mere me 3 years se problem to nahi ayi par mileage nahi mil rha 2 years se 30 to 35 pe hai
Throttle body clean Karva lo
@@sharmajiautomobile9883 bhai agar koi rpm ki problem agai stepin motor aur tps sensor ko throttle body me refit karne par ai to sab bigar jayega aisa service center walen keh rahe kuki ye bs6 phase 1 Gari jisko solve karne ke liye new motor Lagani paregi
Mera channel pe Suzuki access bs6 ke full service video h us me mena throttle body clean karne ke process batie h us video ko pura Dekh lo pata Chal jaiga throttle clean Kaise Hoti h
Don't ever buy Suzuki ascess too frustrated with his services and spare cost
Subh ke waqt acces ko kick se chalu krta hu to hota nhi hai or jaise hi engine garam ho jata hai kuch kilometre chalne ke baad to chalu ho jata hai phir kick se bhi esa kyu bhai
Call me 7895068636
Bhai scooter kab khareedi thi aapne (date )??
Same problem bro,
All machine have in showroom have not knoweg how to solve customer problems
Bhai warrenty period kitne time tak hiti hai
2 saal tak
5 saal tak
Kick bhi marra hu bhai start nhi hore ak ak ghante tak or tho kuch din baad automatic thik hojate hai kya ye problem solve hoge usse motor lagane se
Ha ho jaige
Fi likha ara hai ya nahi?
Ha
Don't buy this access 125. Bhot problem deti hai gadi ye. Kam bhi bhot nikalti hai😢 plz mat lo public😢 liye to pachtaoge 😢😢😢
FI KO THIK KARNE KA CHARGE KITNA LAGEGA ???
1600
stepping motor not speedling motor and its ethanol not ethnoil
Bhai usne theory nhi pdhi bas practical seekha h
Fir bhi hum jaiso ko smjha to rha h