Agar aapka phone jyada girta rahta h, to aap spigen ka le sakte ho, baki ye mera sahi chal raha h, 4-5 baar gira bhi h, main to back cover h, wo hi damaged se bachata h, ye lagane se screch nahi aate aur thoda bahut protection bhi mil jata h
Bhai aap packet par hardness check kar sakte 9H best rahta h, iske alawa aap reputed brand ka hi purchase karo taki aapko warranty bhi sath mile. Baki to drop test ke baad hi pata chalta h
Side buzzle scrren par bhi aata hai kya black border
Nahi wo bahut kam h to screen par nahi aata h
Which one will you recommend? This or spigen ??
Agar aapka phone jyada girta rahta h, to aap spigen ka le sakte ho, baki ye mera sahi chal raha h, 4-5 baar gira bhi h, main to back cover h, wo hi damaged se bachata h, ye lagane se screch nahi aate aur thoda bahut protection bhi mil jata h
tempered lagane ke baad case lagate h to bubbles to nahi bante na ? case compatible h kya ye tempered ?
Ye case compatible tempered h, to koi issue nahi aayegaa.
450 kisa magaya
Gadget shieldz se order kar sakte h gadgetshieldz.com
Test kijiye ise bhi..!
Risk nahi le sakte, bahut mehanat karke phone purchases kiya h
Ache tempered ki kya pehechan hoti h?