दीपजी, आपसे बहुत कुछ सीखने को मिल रहा है। बहुत-बहुत धन्यवाद! मैं हमेशा आपके वीडियो का इंतज़ार करता हूँ। मुझे साधना से संबंधित अनेक प्रश्नों के उत्तर मिल रहे हैं मेरी आध्यात्मिक यात्रा में महादेव के आशीर्वाद से आपकी बड़ी भूमिका रहेगी । हर हर महादेव!
🙏 mujhe aapke video bahut acchi lagta hai ise pata padta hai ki ham kahan per galat hai aapki samjhane ka Tarika bahut achcha lagta hai jo bahut acche se samajh mein a jata hai 🙏 thanks 🙏
Please don't think in that way, what you chant is not ONLY gives you energy but also first it remove all negativity from your body and astral body then start storing at Nabhi Kamal to awakening the Chakras strep by step. You just give your best and focus only on devotion of God not to get siddhi and power otherwise deity will start testing you and put you in trouble to check whethr you are worth or not to hold the power or siddhis. I have experienced this thing so just ask for God's blessings ONLY. Jai Shree Ram 🙏🚩
Bhaiya jii Aapke explanation krne ka method itna powerful hai, ki Naastik bhi Aastik bnkr Mantra Jaap pooja start kr de Aap Sanatan Dharm ke real Hero ho
Sir mansik naam jaap sab karte karte kara ja sakte hai par man toh us kaam mein rahega.. man jo bhi kar raha hoon us kaam mein ho aur mansik naam jaap karta rahoon yeh thik hai ?
मैने पांच लाख ॐ नमः शिवाय जप का मन मे ठान लिया तो में ॐ नमः शिवाय मंत्र का जाप करना चाहती हूं इस लिए मुझे कुछ जानकारी दे दीजिए कितनी माला रोज करना चाहिए या क्या करना चाहिए
Bagalamukhi Ki pooja ya sadhna Beginner ke liye nahi hoti hai please ase na kare wo das Mahavidhya me se ek hai. Guru ho tbhi kare unke sanidhya me Jai Shree Ram 🙏🚩
Jai Shree Ram. Bhiya agar mere pass aasan hi na ho to. Kush karan ki vajaha se mere pass assan nahi hai to ab may kay karu bhiya ji . Mala bhi mahi hai to may haat sehi counting kar lati hu lakin assan nahi hai mare pass uskaliya may kay karu .
🙏 Sir ji Agher mala ka sumeru tute jai to kya kare or oska kya matlab hota hai...... Sir 1 month se iska javab dhundh raha hu.... Par kahi nahi mill Raha hai Please 🙏 agher aap ko pata hai to ..... Or kya hum ek mala par hi alag alag mantro ka jaap kar sakte hai
namaskar, apki batayi hui bate bahaut hi achi hai aur aapne bahaut hi ache se use samjhaya bhi 🙏🏻 mujhe ek baat puchni thi dhyaan lagane se mantra jaap se surwati dino me gussa ata hai kya?. pata mujhe achanak se gussa bahaut ane laga hai mai abhi ek beginners hi hu dhyaan prakriya me. aap dhyaan kaise lagaye aur kya kya changes aati hai usme ispar bhi ek video jarur banaiyega isse bahaut gyaan prapt hoga hame ☺
Hanuman ji Maa Kali, Narshimha ji Kal Bhairav ki mantra se thoda energy badti hai to kuch logo ko ane lagta hai suru ke dino me agar but yaha bata du anger apki spiritul energy drain krta hai sadhna me jo dikkt so koshis kre na aye gussa ..iske liye aap Ram Naam jaap kare din me mansik ...kitne baar ? koi limit nahi din bhar jb yaad aye tbhi. Waise aap kis deity ka mantra jaap karte hai ?
Sir, Ami Arunangshu Chakraborty, Howrah West Bengal Se Aap Gristha Lok Ko Mala Japne Ka Jo Angul Dekhya Aap O Angul Kanistha Nahi O Angul Anamika Hai. Awake Marjona Korben.
My knee has been hurted and doctor adviced me not to seat on ground for a month, I am in Sadhana since last 1 year, I dont want to stop my rituals because of this. What asan I should use in this case. Please guide me which asan I can use till I get recover as I dont want to reduce effect of my sadhana. As of now I am using velvet chair which has wooden frame, plastic leg, bond and velvet fabric on top.
Nicely explained. Rudraksha mala is standard mala can be used for many deities. However, individual deities mala is also beneficial. Guru diksha is very important. Jay Shree Ram 🛕 🕉 Namah Shivaya 🔱 🙏
Yes you need asan if you want chant at tample & get benefited. Mandir me mantra jaap krna 100 times more beneficial hota hai. Han mandir me mansik jaap without mala kre to asan ki need nahi. Jai Shree Ram 🙏
Koi dikkt nahi bahan aap red color ka asan hi le aur pairo ke neeche rakhe araam se gentley relx hokr chair par bhaith sakti hai aur fir mantra jaap kare dhyaan lagaye. Ek baat smjhiye ki mantra jaap aur dhyaan se jo siddhi ya kripa milti hai usme sabse badi cheez apki shraddha aur bhav hota hai bus.. aap sacche mann kisi devta ko yaad karo wo kaha na aa jaye. Jai Shree Ram 🙏🙏
Sir Thank you so much for this important knowledge sir apne iss video me mantra jap sadhana ke bare me btaya sir please kya aap next video Huvan ,Marjan ,Tarpan kase hota hai iss bare mi video bna shakte hai Jai Shri Ram ❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Thank you for the beautiful video. By the way why is kumkum not allowed to use in shiv puja? In lingastakam it's written kumkuma chandan lepita lingam.. Could you help?
Kar sakti hai bus snan karke hi pushtak uthaye jo I hope aap karti hi hogi. Koshis kare Thursday ki nite suddh rahe aur Friday ko maa ki seva kare ache se .. ye tough bhi nahi hoga aur devotion aur acha hoga apka. Jai Shree Ram 🙏
Jab ham mata ki puja krtae hai unki manter uccharan krtae hai kaya vo sadhna ki shrenai mai aata hai? Hnuman ji kai manter uccharan bhi kaya sadhna ki shreni mai aata hai
Guru ji me hunuman chalisha hanumanastak bajrang ban pdta hu uske bad sitaram ki ek mala fr on namah shivay ki fr udke bad om hum hanumante namah uske bad din ke hisab jese Sunday hai to on suryadevaye namah aisa krta to kya ye sahi h aise kr skte hai mals ya kisi ek ke liye mala kare
Han ji sahi hai bus Bajrang baan ka reason ho to kariye nahi to kyu har din Hanuman baba ko unke param proye isht ki kasam dete rahna ... Jai shree Ram 🙏
THANKS FOR ENLIGHTEN ME. WHY DO WE NEED A MALA FOR JAPA. I STARTED WITH MALA FEW YEARS BACK. BUT, WITH MALA, I AM UNABLE TO CONCENTRATE/MEDIATE ON DEITY. I GET DISTRACTED WITH COUNT/ROTATION OF MALA. SO, I SIT AT SIDHASHANA POSTURE AND START MEDIATING ON DEITY WITH JAPA. YOUR THOUGHTS ON THIS PLEASE.
दीपजी, आपसे बहुत कुछ सीखने को मिल रहा है। बहुत-बहुत धन्यवाद! मैं हमेशा आपके वीडियो का इंतज़ार करता हूँ। मुझे साधना से संबंधित अनेक प्रश्नों के उत्तर मिल रहे हैं मेरी आध्यात्मिक यात्रा में महादेव के आशीर्वाद से आपकी बड़ी भूमिका रहेगी । हर हर महादेव!
सब ईश्वर की कृपा और प्रेरणा है । आपके स्नेह और support के लिए दिल से आभार 😊🙏
जय श्री राम 😊🙏
Bhaiya apko thnq ap bht acha smjhate h apse new new chize sikhne ko mil rh h...
भईया जी आपने बहुत सही जानकारी दी इतने अच्छे से कोई नही बताता आप बहुत डिटेल से बताया आपका धन्यवाद
सब हनुमान बाबा की कृपा प्रेरणा है । चैनल को स्नेह देने के लिए हृदय से धन्यवाद 😊
Shree krishnaya Namah 🙏🏻
🙏
Kouty kouty dandavat pranam aur namaskar 🙏🏻
😊🙏
Jay sri Ram Jaye Hanuman ji Guruji thank u so Mach bahut achhi jankari diya aapke Charanon me mera koti koti pranam 🙏🙏
Aap achche video banate ho
Thank you for you kind words ☺️, Jai Shree Ram 🙏🚩
Best information...
Jai Shree Ram 🙏🚩
बहुत सुंदर जानकारी ,,धन्यवाद मान्यवर
Jai Shree Ram 😊🙏
Sidhdha kunjika stotram ke baare me video banaiyw
Daily Na kare Only Navratri me Sankalp lekar kare
Jai Shree Ram 🙏🚩
🙏 mujhe aapke video bahut acchi lagta hai ise pata padta hai ki ham kahan per galat hai aapki samjhane ka Tarika bahut achcha lagta hai jo bahut acche se samajh mein a jata hai 🙏 thanks 🙏
Sab Hanuman baba ki kripa aur prerna hai .. Jai Shree Ram 😊😊🙏🙏
What a good information! I definitely follow all the rules for mala Jaap. This broadcast help me a lot. Thank you
Glad to know that 😊😊🙏
Mata ka mantra rudraksha ki mala par kar sakte h
Bahut sundar jankari adhbhud
जय श्री राम 🙏🙂🙂
Bhaiya apne to bhot acchi batein btayi hai
Jai Shree Ram 🙏
Gayatri mantra ke benefits pe video banaiye
Gayatri mantra ke liye kon si mala leni chahiye ?
Har Har Mahadev Jay MataDi 🙏🌺
Har Har Mahadev 🙏
Bhaiya ji agar ghar me pret h to kese kuch kre plz mujhe guide kre 🙏
Jai shree Ram Jai Hanuman 🙏🙏🙏
Jai Shree Ram 🙏
New mala ko market se lane k bad kya kere please btaye
Its very detailed and informative. Thank u soo much for this video.
Most welcome 😊
❤awesome.Very well expressed and thanks
Glad you liked it!
Jai Shree Ram 🙏
@@_Shivoham jai shree Ram
Sir, vishnu sahasranama path par detail video banaye plz 🙏
Thank you 🙏🙏
You're welcome 😊
Thank you sir , yours videos are very much helpful
Glad you found it valuable 🙂
Thank you brother, I have been chanting since October but nothing happened, now ik it's because I didn't take sankalp.
Please don't think in that way, what you chant is not ONLY gives you energy but also first it remove all negativity from your body and astral body then start storing at Nabhi Kamal to awakening the Chakras strep by step.
You just give your best and focus only on devotion of God not to get siddhi and power otherwise deity will start testing you and put you in trouble to check whethr you are worth or not to hold the power or siddhis. I have experienced this thing so just ask for God's blessings ONLY.
Jai Shree Ram 🙏🚩
Bhaiya jii Aapke explanation krne ka method itna powerful hai, ki Naastik bhi Aastik bnkr Mantra Jaap pooja start kr de Aap Sanatan Dharm ke real Hero ho
Bahoot bahoot dhanyawad apke anmol shabdo ke liye .. sab ishwar ki iccha hai ... 😊😊🙏🙏🙏
Narwan mantra sadhna k bare m btaiye
उर्वशी साधना फायदा,नुकसान 1,2 व्हिडिओ बनायिये सर
👍
Hey gentleman kya aap sadhna personally sikhate ho ?
Aapka gyaan bahut hi gyaan wardhak prateet hota h 🙏
Thank you for your kind words 🙏
I don't teach ... But in the future I will plan something.
Jai Shree Ram 😊🙏
3rd eye pe detailed information chahiye guruji ❤❤❤
Ye vedio bohot knowledgeable tha thank you
Please wait ..this is my favourite topic ... Working on it to share practical experiences .
Guru ji vivah ki lie bataye vivah ni ho pa rha h aur healrh issue bhi h
Kaamdev ke mantra ko rudraksha par kia ja sakta h kya
So authentic sir
Thank you 😊🙏
Jai Shree Ram, Jai Hanuman ji Maharaj 🙏 bhaiya ji
Jai Shree Ram 🙏
Gyatri mantra jap ke liye ek video banaiye
ॐ नमः शिवाय।।❤❤❤
🙏🙏
Kleem mantra Shadhna k baare me Btaiye please
Kis Mala se nd kis aasan se kre
Thanku so much sir very nice n useful video 🙏🙏
Thank you Kalpana ji 😊🙏
Excellent description and information.
Batuk Bhairav Sadhna ke bare mein bataen
Gayatri mantra ka jap jyada kiya to nuksaan hota hai kya
Konsi disa ma hona chiya
Aapne krli h third eye activate ??
Eisi details mein batuk Bhairav ke Sadhana ke baremein video banaiye na bhaiya
Jai gurudev
Jai Shree Ram 🙏
Sir mansik naam jaap sab karte karte kara ja sakte hai par man toh us kaam mein rahega.. man jo bhi kar raha hoon us kaam mein ho aur mansik naam jaap karta rahoon yeh thik hai ?
Konso din sub ha mandir banana ka liya
Bhaiya Pati ko bahut karja hai konsi sadhna aur mantr karna hai pls pls bataye
Har har Mahadev
Har Har Mahadev 🙏😊
Sir can u please make a video on dr Narayan Dutt shrimali ji.
Koshis karunga ..unki jeevni interesting bhi hai aur inspiring bhi sadhak ke liye.
Kya hum alag devate ke mantra ki mala ek sath kar sakte hai
Sir, रुद्राक्ष माला को जागृत या सिद्ध कैसे करें ।
कृपया एक detail वीडियो बनाइए for beginners.
Ji sir please 🙏
Ek detailed video
Bna dijiye
Noted, jaroor 🙏
Sure 👍
मैने पांच लाख ॐ नमः शिवाय जप का मन मे ठान लिया तो में ॐ नमः शिवाय मंत्र का जाप करना चाहती हूं इस लिए मुझे कुछ जानकारी दे दीजिए कितनी माला रोज करना चाहिए या क्या करना चाहिए
मेरा गुरु मंत्र ॐ राम रमाय है
Gurujii Me roj 108 sherm brezz or aim mantra ka jaap karta hu Rudrakh ki mala se...
I am a Beginner. Bagalamukhi ka pujan kaise kare
Bagalamukhi Ki pooja ya sadhna Beginner ke liye nahi hoti hai please ase na kare wo das Mahavidhya me se ek hai.
Guru ho tbhi kare unke sanidhya me
Jai Shree Ram 🙏🚩
Maa durga ki sadhana ke waqt konsa tilak lagana chahiye
Lal chandan ya kumkum lagaye
Kya 1 mala se 2 ya 3 alag devi devta ke mantr kar sakte hai
Nahi ase nahi ... Specific deity ke hi krna chahea.
Kon kon se deity ki krte hai aap.?
Maa durga aparajita stotra shivji ka om hum saha aur ram naam lekin bina mala ke please bataiye
Jai Shree Ram. Bhiya agar mere pass aasan hi na ho to. Kush karan ki vajaha se mere pass assan nahi hai to ab may kay karu bhiya ji .
Mala bhi mahi hai to may haat sehi counting kar lati hu lakin assan nahi hai mare pass uskaliya may kay karu .
After jap malha kaha rakha
Kaali maa ke upar bhi ek video banaye sir
Krr mala pr deep me vidio bnaye plz
👍
Lal chandan mala leni hai. Online btaye kaha se acchi original mil sakti hai??
Puja ki vidhi bhinn devi devta ki+aasn+mala achi post hai kusaasn kanhi kanhi milta hai ek rudraaksh ki mala hi kanha upyog mai laya jata hai?
Mata mandannan ki Sadhna bataiye sir j
Sure jaldi try karnge ki share ho sake. 😊🙏
Om namah shivay Om
Jai Shree Ram 🙏
🙏
Sir ji Agher mala ka sumeru tute jai to kya kare or oska kya matlab hota hai......
Sir 1 month se iska javab dhundh raha hu....
Par kahi nahi mill Raha hai
Please 🙏 agher aap ko pata hai to .....
Or kya hum ek mala par hi alag alag mantro ka jaap kar sakte hai
Replied
Thankyou sir
Ajappa mantra ke bare thoda bataye
Kya Bina mala ke Mantra Jaap kar sakte hain
Har Har Mahadev Bhiya Ji -Mala ko again shudh or sidh kasei karey
Shivji ko Tagor Phul de sakte hai kiya manday mai
Mala ka Pujan kaise kare 🙏
namaskar, apki batayi hui bate bahaut hi achi hai aur aapne bahaut hi ache se use samjhaya bhi 🙏🏻
mujhe ek baat puchni thi dhyaan lagane se mantra jaap se surwati dino me gussa ata hai kya?. pata mujhe achanak se gussa bahaut ane laga hai mai abhi ek beginners hi hu dhyaan prakriya me. aap dhyaan kaise lagaye aur kya kya changes aati hai usme ispar bhi ek video jarur banaiyega isse bahaut gyaan prapt hoga hame ☺
Hanuman ji Maa Kali, Narshimha ji Kal Bhairav ki mantra se thoda energy badti hai to kuch logo ko ane lagta hai suru ke dino me agar but yaha bata du anger apki spiritul energy drain krta hai sadhna me jo dikkt so koshis kre na aye gussa ..iske liye aap Ram Naam jaap kare din me mansik ...kitne baar ? koi limit nahi din bhar jb yaad aye tbhi.
Waise aap kis deity ka mantra jaap karte hai ?
Krr mala ke baare me vidio ditel me bnaye kyoki me krr mala krti hu pn htheli or ungli ko kese rkhe hum
Sure ..koshis karunga jaldi aye.
Jai Shree Ram 🙏
Sir, Ami Arunangshu Chakraborty, Howrah West Bengal Se Aap Gristha Lok Ko Mala Japne Ka Jo Angul Dekhya Aap O Angul Kanistha Nahi O Angul Anamika Hai. Awake Marjona Korben.
My knee has been hurted and doctor adviced me not to seat on ground for a month, I am in Sadhana since last 1 year, I dont want to stop my rituals because of this. What asan I should use in this case. Please guide me which asan I can use till I get recover as I dont want to reduce effect of my sadhana. As of now I am using velvet chair which has wooden frame, plastic leg, bond and velvet fabric on top.
Nicely explained. Rudraksha mala is standard mala can be used for many deities. However, individual deities mala is also beneficial.
Guru diksha is very important.
Jay Shree Ram 🛕
🕉 Namah Shivaya 🔱 🙏
Jai Shree Ram 🙏🙏
Guru ji bherav ji ka kon sa mantra shi h name jap shi rahega ya or koi abhi chalisa ka path krta hu
Yadi mandir me jakar beyad kar jaap kar rahe hai to bhi aasan ki jarurat hai kya Guru ji
Yes you need asan if you want chant at tample & get benefited. Mandir me mantra jaap krna 100 times more beneficial hota hai.
Han mandir me mansik jaap without mala kre to asan ki need nahi.
Jai Shree Ram 🙏
@@_Shivoham Jai Sri Ram Guru Ji🙏
Sir mai niche nhi baidh sakti hu to kya aasan ke liye estemal karu lakdi ki chuki ya palstic ki
Koi dikkt nahi bahan aap red color ka asan hi le aur pairo ke neeche rakhe araam se gentley relx hokr chair par bhaith sakti hai aur fir mantra jaap kare dhyaan lagaye.
Ek baat smjhiye ki mantra jaap aur dhyaan se jo siddhi ya kripa milti hai usme sabse badi cheez apki shraddha aur bhav hota hai bus.. aap sacche mann kisi devta ko yaad karo wo kaha na aa jaye.
Jai Shree Ram 🙏🙏
Chatai pe baithake mantra jap kiya to chalega kya
Apna Asan ka prayog kare. Jai Shree Ram 🙏🚩
Sir Thank you so much for this important knowledge sir apne iss video me mantra jap sadhana ke bare me btaya sir please kya aap next video Huvan ,Marjan ,Tarpan kase hota hai iss bare mi video bna shakte hai Jai Shri Ram ❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Glad you found it valuable... Yes next video Hawan par aayegi.
Jai Shree Ram 🙏
Ok sir 👌 👏 👍 🙂
Thank you for the beautiful video. By the way why is kumkum not allowed to use in shiv puja? In lingastakam it's written kumkuma chandan lepita lingam.. Could you help?
Gaytri mantra sadhna ki vidhi bataye please sir
Iske liye Guru diksha important hai. Kai restriction and conditions hoti hai Gaytri mantra jaap ki.
@@_Shivoham aap diksha dete hai ?
Mein ek married women hun, guruji kya mein grihasth hoke bhi apni Siddh kunjika ka path kar sakti hun??
Humse bhramacharya ka palan nai ho pa raha.
Kar sakti hai bus snan karke hi pushtak uthaye jo I hope aap karti hi hogi.
Koshis kare Thursday ki nite suddh rahe aur Friday ko maa ki seva kare ache se .. ye tough bhi nahi hoga aur devotion aur acha hoga apka.
Jai Shree Ram 🙏
Jay Shri Ram hamare ghar mein bahut ladai jhagada hota hai lagta hai Pati kisi ke sath hai priority ke sath mein kaise chhutkara payen
Sir ji ,kya shiv puja main lal chandan ka tilak shivling or khud ko lga skte hain.
Jab ham mata ki puja krtae hai unki manter uccharan krtae hai kaya vo sadhna ki shrenai mai aata hai?
Hnuman ji kai manter uccharan bhi kaya sadhna ki shreni mai aata hai
काली माता के मंत्र का जाप कोंन सी माला से करे
Bina maala ke vi mantar jaap kar skte hai...shiv or hanuman ki..
Kush aasan wood jaise hi nai bani?
Apka prashn nahi samjha
Ganapati ji key liye kaun si mala use kar sakte hain agar rudraksh nahi suit karta hai toh?
🙏🙏sir
Navaran mantra or namh Shivaaye mantra ko rudraaksh ki maala par jaap kar sakte hai kya?
Jaise jo mere ladka hai guru ji wo ghar ya mandir me bina aasan ki jaap karta aaraha hai kya a uske liye a sahi nahi
Kya lakdi ki chatai ke aasan use kar sakte hai
Bilkul bhi mahi .. explain kiya hai video me kon sa asan le sakte hai ladki ka bhi bataya hai ku ni lena chahea.
Woolen asan best hai.
Guru ji me hunuman chalisha hanumanastak bajrang ban pdta hu uske bad sitaram ki ek mala fr on namah shivay ki fr udke bad om hum hanumante namah uske bad din ke hisab jese Sunday hai to on suryadevaye namah aisa krta to kya ye sahi h aise kr skte hai mals ya kisi ek ke liye mala kare
Han ji sahi hai bus Bajrang baan ka reason ho to kariye nahi to kyu har din Hanuman baba ko unke param proye isht ki kasam dete rahna ...
Jai shree Ram 🙏
Akhand Jyoti ke kya fayda hai?
Hii bhaiya aapse kuch personal baat krni hai. Bohot jruri hai. Kaise contact kru?
THANKS FOR ENLIGHTEN ME.
WHY DO WE NEED A MALA FOR JAPA. I STARTED WITH MALA FEW YEARS BACK. BUT, WITH MALA, I AM UNABLE TO CONCENTRATE/MEDIATE ON DEITY. I GET DISTRACTED WITH COUNT/ROTATION OF MALA.
SO, I SIT AT SIDHASHANA POSTURE AND START MEDIATING ON DEITY WITH JAPA.
YOUR THOUGHTS ON THIS PLEASE.
Sir kya ap apke guidance ke under sadhana sikha sakte ho??
Thank you aapne is kabil samjha but abhi sadhna nahi karwana ..jaldi suru hoga tb mai batunga ...😊
Jai Shree Ram 🙏
@@_Shivoham ok sir..🙏🙏