दूध की मलाई से घी बनाने का तरीका II How to make Ghee II

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 25 เม.ย. 2021
  • दूध की मलाई से घी बनाने का तरीका II How to make Ghee
    TH-camShorts How to make Ghee.
    Hello, friends welcome to The Tasty Indian Food.
    Today, I make ghee from milk malai very easily. So, let's start to make this recipe.
    If you like this recipe then don't forget to like, share & subscribe for more videos.
    Thanks for watching
    Click the link below to make ghee at home with simple step---
    केवल दूध की मलाई से बनाए घी और साथ - साथ में मिठाई भी -- • केवल दूध की मलाई से ब...

ความคิดเห็น • 46

  • @shivanisakresakre2952
    @shivanisakresakre2952 ปีที่แล้ว +3

    Mene bhi aaj hi banaya aise hi ghee sem

  • @AnitabanafaAnitabanafal
    @AnitabanafaAnitabanafal ปีที่แล้ว +1

    very nice recipe❤❤❤❤❤

  • @surendraeklodiya4870
    @surendraeklodiya4870 3 ปีที่แล้ว +2

    Yes

  • @ilovemylife7239
    @ilovemylife7239 6 หลายเดือนก่อน +3

    Ye mlayi nh makhan tha ulu mat bnaya kren

  • @salmanraza8765
    @salmanraza8765 ปีที่แล้ว +1

    Behtareen 👍

  • @AnitabanafaAnitabanafal
    @AnitabanafaAnitabanafal ปีที่แล้ว

    👌👌👌👌👌👌👌

  • @himanitomar6951
    @himanitomar6951 11 หลายเดือนก่อน

    Pahle malai ko jamana bhi h kya....

  • @ritaarora8985
    @ritaarora8985 ปีที่แล้ว +1

    Madam apki awaj saaf nahi aa rahi

  • @gaming30378
    @gaming30378 3 หลายเดือนก่อน

    Mlai ko fridge me se kitni der phle bhar nikal ke rkhna hota h...ghee niklna se pehle

    • @AnjusFoodPedia
      @AnjusFoodPedia  3 หลายเดือนก่อน +1

      Malai ko fridge me se 1 se 2 ghante pahle nikal kar rakh lena chahiye.

  • @mkaur5501
    @mkaur5501 2 ปีที่แล้ว +1

    Mam yeh malai hai ya makhni jo lassi ke upr aati hai ya fir boil milk ke upr ki malai se bana hai

    • @AnjusFoodPedia
      @AnjusFoodPedia  2 ปีที่แล้ว +1

      is ghee ko banane ke liye yha par boil milk ke upar jo malai aati hai uska use kiya gaya hai.

    • @mkaur5501
      @mkaur5501 2 ปีที่แล้ว

      @@AnjusFoodPedia ok thq mam

  • @sneha6114
    @sneha6114 2 ปีที่แล้ว +2

    Ghr pe bnta tha pehle sudh Desi 😋

    • @pushpajhakal3768
      @pushpajhakal3768 9 หลายเดือนก่อน

      Ha ji abhi mene Inka video dekh ke ghee bnaya kadai jal gyi kon saf krega

  • @pushpajhakal3768
    @pushpajhakal3768 9 หลายเดือนก่อน

    Mene 1 kadai 1 patili jla di saf nhi hogi abhi vo or ghee bhi achha nhi nikla esse achha to me rat ko dudh me malai dalke chhachha dalke rkh deti hu Subah usse mast tindi ghee niklta h usko garm karke nikala jitni malai me pichhli bar 500 gm nikla tha Aaj usse jyada malai me aadhi katori nikla h

  • @poojagupta-fk2bn
    @poojagupta-fk2bn ปีที่แล้ว

    Apne direct malai ko pakne k lea rkha h ya makkhan bna ke kra h

    • @AnjusFoodPedia
      @AnjusFoodPedia  ปีที่แล้ว +1

      ghee ko banane ke liye malai ko churn karke low\medium flame par pakana hai.

    • @poojagupta-fk2bn
      @poojagupta-fk2bn ปีที่แล้ว

      @@AnjusFoodPedia thank you

  • @PayalGarg-yv9gr
    @PayalGarg-yv9gr 9 หลายเดือนก่อน

    th-cam.com/users/shortsqTNJJ9GtSsY?si=VAy-Qemu7Hl_8Bih
    Malai s ghee nkalne ka process...behatreen

  • @AmanKumar-kq7fw
    @AmanKumar-kq7fw ปีที่แล้ว

    Malai nikaalte samay ghee bahut smell deta hai

  • @harshmamnani2627
    @harshmamnani2627 2 ปีที่แล้ว

    Kitne din ya mahine ki malai use kar sakte hai? Bcz Amul milk ki itni malai nai niklti h 1ltr wale packet mese

    • @AnjusFoodPedia
      @AnjusFoodPedia  2 ปีที่แล้ว +1

      1 week se 2 week ki malai ko collect kare aur use fridge me rakhe, jab jyada malai collect ho jaaye uske baad uska ghee nikale.

    • @hinakausar1223
      @hinakausar1223 ปีที่แล้ว

      Sanchi liya kriye

  • @reenaranawat8090
    @reenaranawat8090 7 หลายเดือนก่อน

    Usko malai m dahi n dala kya

    • @AnjusFoodPedia
      @AnjusFoodPedia  7 หลายเดือนก่อน

      ghee banane ke process me dahi nhi dalna hai.

  • @user-zm4em2mm9o
    @user-zm4em2mm9o 2 ปีที่แล้ว +1

    Dii maine aise hi malai garm ki aapki tarah..but meri malai ubalne lgi ...ghee alg nhi huaa..plzzz btaye kru😔😔

    • @AnjusFoodPedia
      @AnjusFoodPedia  2 ปีที่แล้ว

      Detail me ghee ki recipe channel par alag se uploaded hai, jisme dudh ki malai se ghee banane ka tarika bataya gaya hai step by step aap is video ko dek sakte hai is link ko click karke ---th-cam.com/video/Z8pnGXuNBJM/w-d-xo.html
      iske alawa ghee ki recipe video ka link description me bhi diya gaya hai.

  • @ankitashah1824
    @ankitashah1824 2 ปีที่แล้ว

    Isme aapne lemon add kiya kya

  • @veer1556
    @veer1556 ปีที่แล้ว

    Malai se makhan nikal Kar uska ghee banate hai par usme ghee jaisi khushboo nhi aati. Usme chaach ki khushboo aati hai. Ghee ki khusbhoo ke liye kya kare

    • @AnjusFoodPedia
      @AnjusFoodPedia  ปีที่แล้ว

      Ghee ki khusboo ke liye Makhan ko dhimi aanch (low flame) par pakaye.
      Jab bhi ghee banaye to use pakate samay ise dhimi aanch (low flame) par pakaye, agar aap ise high flame par pakayenge to jhaag aur fail jayega, aur iski khusboo nhi aayengi.

    • @veer1556
      @veer1556 ปีที่แล้ว

      @Anju's FoodPedia ohhh....thank you so much for your humble guidance

    • @VKlifeenjoy
      @VKlifeenjoy 3 หลายเดือนก่อน

      Dahi jama ke nikalne se khushboo aati hai

  • @user-yx1yv1jr2p
    @user-yx1yv1jr2p 4 หลายเดือนก่อน

    Ye ghee achcha nahi hoga ye kacha rahega

  • @shaleheenfatma7976
    @shaleheenfatma7976 ปีที่แล้ว +1

    Bewaqoof bate ho sabko

  • @arhaansayyed9060
    @arhaansayyed9060 2 ปีที่แล้ว

    Ye fir se malai nhi banti hai kya

  • @maniyarproduction5681
    @maniyarproduction5681 2 ปีที่แล้ว +1

    Same mene bhi kiya lekin usme mawa nikal gaya malai nai

    • @AnjusFoodPedia
      @AnjusFoodPedia  2 ปีที่แล้ว +1

      pahle dudh ki malai ko collect kar ke use freeze me store karna hai aur wo thick ho jayega uske baad use whip karna hai whip karne ke baad use haath me lekar ikathaa karenege to wo gola aisa ban jayega use hi pan me daalkar cook karna hai.

    • @G5Facts08
      @G5Facts08 ปีที่แล้ว

      🤣🤣🤣

    • @maniyarproduction5681
      @maniyarproduction5681 ปีที่แล้ว

      @@AnjusFoodPedia ek week phele phir mene try Kiya ab mujhe kitch me fridge tak haath lagane ki permission nhi hai

    • @maniyarproduction5681
      @maniyarproduction5681 ปีที่แล้ว

      @@AnjusFoodPedia aaj toh mom ne chapal se marke betha diya lekin ghee nhi nikala 😭😭😭

  • @monika5611
    @monika5611 ปีที่แล้ว

    Maine bhains ke doodh se Kai baar makhkhan nikala hai or ghee bhi bnaya h. Har baar sahi bna. Is baar Maine gaay ke doodh ka makhkhan or chhaach bnaya uska swaad kadwa lag rha tha. AAP bta sakti hai kyu hua aisa

    • @AnjusFoodPedia
      @AnjusFoodPedia  ปีที่แล้ว

      Doodh ki malai kharab ho jane ki wajah se ya doodh me smell ki wajah se bhi jab usse makhan nikala jata hai to wo kadwa lagta hai.
      Agar aap doodh ki malai se ghee nikalte hai to bahut jyada jala dene ki wajah se ghee kadwa lagta hai.