Sir season Aa giya hai, aap bahut achhi video bnate ho, aapko knowledge bi bahut hai, sir Microtek or luminous other, model per alg-alg section ki video component ki value or location or circuit diagram ke sath detail video bnayen karen, hum bhi aapke channel ko full sprot karenge, thanks
Luminous eco watt 700va charging ka amp nhi aa raha per mains per apm la raha inverter ok chal raha load chal raha mein bhi bhut der ma la raha 5 sa 7 apm la raha mains per charging apm nhi aa raha sir bty
Ek side 3 transistor ek taraf 4 transistor
Sir 24x7 inverter full diagram video bnana
Sir please is model ki charging section par video banye please
Bhai ye hitsink ke pass 2 bade resistor lage hai ye kitne value ke hai
Sar Livgard ka digram bana do mospit drive ka
Super sir
Sir is cars me R8 par kon si resistance lagi hai?
Sir season Aa giya hai, aap bahut achhi video bnate ho, aapko knowledge bi bahut hai, sir Microtek or luminous other, model per alg-alg section ki video component ki value or location or circuit diagram ke sath detail video bnayen karen, hum bhi aapke channel ko full sprot karenge, thanks
Microcontroller ka kaun sa pin ha drive voltage please sir
Sir isme kon se no kemosfet laga sakte hain
P55 p80 k80 aur koi bhi high watt ka mosfet laga sakte ho bhai
Sir video dalo😊
Sir micro ic bhi badal di ha ic 324 bhi badal di ha aur us ka as pass bhi jo bhi pat ha check kar liya ha
Charging nahi de raha h baki out put input thk h
Charging relay transistor aur scr chek karo ek ek karke sahi ho jayega
Sir ji daigram bhi diya kro
Sir micro IC ke kis pin se drive volt out hote h
Sir inverter per daily video bnaya karo, sir aap bahut kam video bnate ho, sir aap ki video bahut achhi hoti hai, thanks
Sir hamre eco watt 650 me charging par awaz karta he fir charging chali jati he kiya problm ho sakti he sir
Very nice video sir
Luminous eco watt 700va charging ka amp nhi aa raha per mains per apm la raha inverter ok chal raha load chal raha mein bhi bhut der ma la raha 5 sa 7 apm la raha mains per charging apm nhi aa raha sir bty
Nice information sir
Mosfet number