Ek aur sawaal tha, haircut aur beard shaving jaise kaam mujhe Sunday ko nahi karne chahiye kya? Kaunse din sahi rahenge? Meri Vrishchik rashi (chandra aur lagna dono) hain aur anuradha nakshatra pada 2 hain.. Dhanyavaad 🙏
Rashi aur lagan ke anushar weekly kaun kaun din pe veg khana chahiye iske upar plz ek video kare mam.. Mera kark lagan, brischik rashi. Marak shani, surya aur budh... Karak Jupiter moon mangal.. Mujhe week ke kaun kaun din veg khana chahiye?karak anushar ya marak anushar? Aur puja kaunsi graha ka kare? Karak ya marak.. Mera sare marak planet exalted hain aur karak planet debiliated hain
ब्राह्मण तभी होता है ,जब वह पापी नही होता , ब्रह्मा का वह अंश जिसमे इतना तेज हो की वो कुछ सरंचना (create)कर देने की क्षमता रखता हो । इसीलिए ब्रह्मा का वह अंश पूजनीय है ।
Excellent. Really you are doing very good work forthr welfare of comman men and women. Congratulations!
Maata sab bad satya boli coti coty pranaam 4 widio dekha
Ashtam bhag jara samjhaye
1/8th part is Ashtami Bhag
Amazing , Thank you very much 🤩
Thanks mam so much for reading 2nd charan.namaskar dil se
🙏🙏💐💐🕉️
🙏🙏🙏🙏🙏
👌🙏🙏
🙏🏿🙏🏿🙏🏿🙏🏿.
struggle life.
Very nice
Namaskar,
Iss jaankaari ke liye bahot dhanyavaad. Mere 2 sawaal hain.
1. Surya Vedic Mantra din mein kitni baar bolna chahiye? 7 baar sahi rahega?
2. Ashtam bhaag ka matlab 8% ya 1/8th?
सूर्य वैदिक मंत्र प्रातःकाल में 7 बार।
अष्टम अंश का अर्थ है कुल का 1/8 भाग
Thank you
Ek aur sawaal tha, haircut aur beard shaving jaise kaam mujhe Sunday ko nahi karne chahiye kya? Kaunse din sahi rahenge?
Meri Vrishchik rashi (chandra aur lagna dono) hain aur anuradha nakshatra pada 2 hain..
Dhanyavaad 🙏
Mam can we recite Gayatri mantra instead of Vedic Surya mantra
यह तो और भी अच्छा
अप्रतिम सुंदर
🌹🙏🙏🙏🙏🙏🌹
Jai shree Ram guru ji pranam 29/9/1965 between 9_10 PM Mandi Himachal Pradesh Mera future kaisa hai ji
Mam mera date of birth13.2.66. Hai mera future kaisa hogaa abhi to mai bahut safar kar rahi hu
Kindly share book name of which Shri shiv n shakti discussion
"Karm Vipaak Sahinta" you can search on Amazon
Mam please only bate se hi battaiye na samaj nahi ata only talk no singing strait talk to fayda hoga
Rashi aur lagan ke anushar weekly kaun kaun din pe veg khana chahiye iske upar plz ek video kare mam..
Mera kark lagan, brischik rashi.
Marak shani, surya aur budh...
Karak Jupiter moon mangal..
Mujhe week ke kaun kaun din veg khana chahiye?karak anushar ya marak anushar?
Aur puja kaunsi graha ka kare? Karak ya marak..
Mera sare marak planet exalted hain aur karak planet debiliated hain
भोजन की बात होगी तब तो सिर्फ शाकाहार ही होना चाहिए बाकी आप पर निर्भर है ।
पुराणों में सारे उदाहरण लकड़हारा,, बनिया ,, बढ़ई,, के मिलते है,, किसी ब्राह्मण के नही मिलते,, वो पापी नही होते थे क्या
ब्राह्मण तभी होता है ,जब वह पापी नही होता , ब्रह्मा का वह अंश जिसमे इतना तेज हो की वो कुछ सरंचना (create)कर देने की क्षमता रखता हो । इसीलिए ब्रह्मा का वह अंश पूजनीय है ।
Ravan?
Shukra?
@@tarunsharma9193 बाद मे करते