Bhai usne engine se coolant toh nikala hi nahi... Poora flush krke naya coolant daalna hota hai... Usne apna samay bachane ke hisab se krdiya kaam. Aur yeh wala coolant nahi dalta hai bhai i20 me, this is IAT coolant, i20 me OAT coolant use hota hai... Is coolant se engine ke andar deposits ho skte hai jiske kaaran overheating hokr engine cease ho skta hai... Inse kaam krwana band krdo bhai, sirf engine oil/ air filter wagera theek se kr skta hai yeh bnda.
Bhai don't use this engine oil use shell motul or Mobil or Castrol This is semi synthetic engine oil only working 5000km I recommended you to do service after 8000km with fully synthetic engine oil
during coolent change drain the coolent until its empty in ur case mechanic dont drain coolent fully the reason behind that there is mixup of old and new coolent.
Bhai kabhi bagga link hyundai ya triump hyundai pe kra kr dkhio.40percent tak discount dete h labour pr . 1400-1500 rupees lagte h labour ke. Open workshop hai. Khud ka oil lee jao agr out of warranty h gadi to. Es bande ne brake ne dkhe tumhare, throttle clean krte time etna be rev ne krte jitna esne kia. Aur baki filter to khud he replace kr skte ho. Koi lubrication ne kia.
Bhai apne sb sahi btya badhiya pr ek chiz ki kami lagi yr 1600 ka engine oil dalwaya wo synthetic tha 1800 ka Castrol or Shell ka 100% synthetic aata i think wahi use krna chahiye tha yr engine un oils ke saath jyda acha performance dega ek baar jrur try krna farak dikhega apko👍
Ji m krdiya hai or baki ap new products ko use krke dikhao hame taki apka experience hme kam aaye apke channel pr traffic apne ap badh jayega trading chize use kro like liqui molly ka ceratec aata hai uska bi review kro ap
@@amitupadhyay2085 haan lakin yeh var mere test use ki nhi hai mein daily office ana jana krta hun toh normally trip related videos aur service jab aegi tab mein apka oil dalunga aur review share krunga thank you for subscribing
Mere bhai uncle ne bewakuf banaya aapko 😂 yahi oil ka pds search karlo lab review company deti hai, iska vicosity index 153 ka hai even castrol ke toh magnatec ka bhi 162 ke upar rehta hai edge ki baat choro aap ya toh magnatec daaalo ya shell hx8 same price pe woh 2x better oils hai
शशांक जी अच्छी तरह से समझाया आपने
Thank you so much sir ji 🙏
Best looking i20 so far, most premium hatchback look
@@sashaysa thank you
Explaination was really good in the video❤
Thank you so much please subscribe to the channel 🙏
❤❤❤❤
Bhai usne engine se coolant toh nikala hi nahi... Poora flush krke naya coolant daalna hota hai... Usne apna samay bachane ke hisab se krdiya kaam. Aur yeh wala coolant nahi dalta hai bhai i20 me, this is IAT coolant, i20 me OAT coolant use hota hai... Is coolant se engine ke andar deposits ho skte hai jiske kaaran overheating hokr engine cease ho skta hai... Inse kaam krwana band krdo bhai, sirf engine oil/ air filter wagera theek se kr skta hai yeh bnda.
❤
Bhai don't use this engine oil use shell motul or Mobil or Castrol
This is semi synthetic engine oil only working 5000km
I recommended you to do service after 8000km with fully synthetic engine oil
during coolent change drain the coolent until its empty in ur case mechanic dont drain coolent fully the reason behind that there is mixup of old and new coolent.
@@ankitsoni1294 brother nikala hai sayad mejn shoot na kia ho Lakin coolant pura drain krke nya daala hmare mechanic ne koi kmi nhi chori usme
labour bhut reasonable hai company wale itne kaaam ka 2000 to 2500 charge kr lete hai and if u go to clean egr and mainfold it costs separate from pms
Video ke starting me pehle yeh 3 points cover karne chahiye
1. Gaadi kaunse year ki hai
2. Petrol hai ya diesel
3. Kitne kms chali hui hai
Okay dost next time se yeh pehle bta dunga
@@sheshankbelwal1785 Thanks…baki pura video badhiya hai….🙌
Throttel spray kon si company ka tha...sirji
oil is not good must use fully synthetic oil specially when u change ur oil after due date
Bhai kabhi bagga link hyundai ya triump hyundai pe kra kr dkhio.40percent tak discount dete h labour pr . 1400-1500 rupees lagte h labour ke. Open workshop hai. Khud ka oil lee jao agr out of warranty h gadi to. Es bande ne brake ne dkhe tumhare, throttle clean krte time etna be rev ne krte jitna esne kia. Aur baki filter to khud he replace kr skte ho. Koi lubrication ne kia.
Bhai apne sb sahi btya badhiya pr ek chiz ki kami lagi yr 1600 ka engine oil dalwaya wo synthetic tha 1800 ka Castrol or Shell ka 100% synthetic aata i think wahi use krna chahiye tha yr engine un oils ke saath jyda acha performance dega ek baar jrur try krna farak dikhega apko👍
Haan aapki baat thik hai Please subscribe to the channel
Ji m krdiya hai or baki ap new products ko use krke dikhao hame taki apka experience hme kam aaye apke channel pr traffic apne ap badh jayega trading chize use kro like liqui molly ka ceratec aata hai uska bi review kro ap
@@amitupadhyay2085 haan lakin yeh var mere test use ki nhi hai mein daily office ana jana krta hun toh normally trip related videos aur service jab aegi tab mein apka oil dalunga aur review share krunga thank you for subscribing
coolent level down after fan start is a good thing 😗
Ek baar mukesh chandra gond machanic ji paas car service karvao or video bnao
Unka channel hai TH-cam per unka name sa
Unke yha gaadi chor kr ani padegi time nhi hai unke pass bhot kaam rehta hai
It's not full service bro...🙏
Clutch tight ki problem nahi hai kya ye i20 mai Maiko Har baar aa rahi wo problem
Clutch tight hai agar apka toh clutch cylinder change krwa do 3500 ki hai meine is video mein change karwai hai
Ek bar idemistu ka oil use karke feedback do
Haan ji bilkul
Mere bhai uncle ne bewakuf banaya aapko 😂 yahi oil ka pds search karlo lab review company deti hai, iska vicosity index 153 ka hai even castrol ke toh magnatec ka bhi 162 ke upar rehta hai edge ki baat choro aap ya toh magnatec daaalo ya shell hx8 same price pe woh 2x better oils hai
Oil bohot cheap hai bhai.
Patanahi log aisi achi explain karni waale channel ko subscribe kyon nahi kaarte.
Ajib hai
Koi ni aap please krlo thank you 🙏
😂😂
bhai gaadi k tyre to khulwa leta check krwata
Next service mein sab krwaya
Dukan me jo milta ha wo chalata hai😂😂😂😂😂aur kuch nhi