Walaikum al salam, Han g migration possible hai har semester end hone ke baad possible hai for example ap ne CUST se IBADAT ana hai to sab se pehle ap ne Ibadat university aa ke seat ka pata karna hai ka seat available hai ya nahi yani jis semester ma ap ne ana hai wahan seat hai ya nahi jaise Pharm-D 8th semester ma ap ana chahti hain to ap ne University aa ke pata karna hau ka kiya seat available hai 8th sem ma agar available hua to phir ma ap ko age procedure batata hoon agar available na hua to phir chunke seat nahi hai to phir ni hoga ,agar seat hua ibadat uni ma to ap ne just apni University yani Cust se sab se pehle result card lena hai jitne. Semester ap parh chuki hain phir ap ne Interim Transcript lena hai apni University se yani CUST se interim transcript basically ak unofficial transcript hota hai jo migration ma help karta hai or ap ne NOC le leni hain apni cust se to 3 chezien. Leni hai ap ne apni cust university se 1.result card 2 interim transcript 3 NOC bas phir ya yahan submit karwa deni hain Ibadat university ma or ap ki migration ho jaiegi or ap phit new semester Ibadat university ma start kar liengi ,ap prhle apna interim transcript le lijiye ga seat confirm karne ke baad taka agar Ibadat ma classes start hoon to ap classes le sakien baqi documents ma chunke time lage ga to ap ka time waste ni hoga sab University ka taqreeban same criteria hota hai migration ka ,agar koie chez ni samajh ai to pooch lien ma mazeed clear kar dunga
❤❤
S
D 1:00
Salam Ik question tha..Ibadat university migration offer krti hia..agr kise ny is university sy admission lena ho tu kya process ho or kab ly skty?