Sir mera form pura submit ho gya h... Form ka status dekha to abhi usme likh k aa rha h..form upsssc Commission office me phuch gya h,verification under process h... Kb tk confirm ho jayega,3 din ho gya form submit kiye hue.......?
Sir agar samvidha pr working period only 8 month hua h to experience me kya daale .....q bha pr to direct 1 yr ka experience ka option h ....sir plzz help me
sir meine galti se upsssc pet 2023 ka form bharte hue expirence in government job pe yes kar diya tha jabki mein ek samvida worker hu ab wahan expirence maang rha h aur usmeine no ka option nhi aa rha kya karu
Sir is form me galati ho gai hai or payment bhi kat diya hai to sir modify kaise kare kya sir payment hone ke baad bhi modify kar sakte hai plz sir reply please 😢😢
Sar Mera form bhar Gaya hai pura form sev ho gaya hai lekin fees auction jab aata hai usmein click karte hain to fix deposite nahin Ho pa Raha face Kahan se jama karna hai uska option nahin a raha hai koi bank detail nahin a Raha koi page nahin aage khul raha
Sir ANM k marksheet me 1st year aur 2nd year ka alag alag marks hai grand total nahi diya hai to usko kaise bharenge. Kya dono year ka obtain mark aur total mark ko add karna hai
2nd year ki detail bhari jayegi. Yadi dono ka total bharenge to phir certificate no. fill karne me problem aayegi. Passing year ki detail jyada suitable mani jati hai.
सर जवाब जरूर दीजिये! हमारे बहन की शादी 2014 में हो चुकी है। वह ANM की है। * फॉर्म में जाति कहाँ का अपलोड करना है-1.उसके पति पक्ष का या 2.पिता पक्ष का बताईये 🙏
Sir jha p registration no dalna h , mene glt daal dia h or vo save hogya h ab next page se show hora h jha photo or signature wala option h mae piche jake edit nhi kr pari
@@Preeti-i1t Devi ji verification hoga to husband ka naam kha se dikhaogi .... marksheet pe pita ji ka naam hai na whi pita ji ka hi naam daliye usme nhi verification me dikkat ho jayegi apko.
Mera naam Priya mai 40% disabled hu or 5years se ANM mai kaam kar rhi hu or mere age 44 years ki hai or mai obc mai aati hu to mujhe extra age relaxation option mai yes kiya iske baad usme ek right side mai option aa rhe hai main usme kya full Karu ki konse order se government order se 5years tak ki age relaxation milta hai for disabled person to mujhe koi bateyega mai kya karu
Hlo ,,sir mera cast certificate 2018 ka bna hua h sc cast but 2022 me uttrakhand me shadi ho gyi h to kya mera 2018 wala cast certificate chl jaiga pita paksh ka?
UPSSSC Health Worker Female Online Form 2024 Apply Link -
www.jobsgyan.in/upsssc-female-health-worker-recruitment/
Sir form m board name m hum log uttar pradesh state medical faculty Dale hai to kya galat hai?
Please reply
Sir Asha worker me 5year work kiya h to experience me dal skte h kya
Sir mai sambida par hun but one year nhi hua hai to mai experience me kya dalu
00
Sir agar registration nhi hua ho to
PEt ka form Bharte time government job Mein yes Kar diye the kya abhi Sahi ho sakta hain
Sir jha par anm ka Institute dalna hai wha par up medical faculty daalna hai ya fir college ka name?
Sir mera form pura submit ho gya h...
Form ka status dekha to abhi usme likh k aa rha h..form upsssc Commission office me phuch gya h,verification under process h...
Kb tk confirm ho jayega,3 din ho gya form submit kiye hue.......?
Sir,, maine 12th bihar se kiya h to or additional me up bord ka mang raha 12th kya bharna h usme yes ya no..!?
Main sanvida karmi hu pet ke from me Gorvment employee bhra h kya wo thik ho skta h kya
sir caste certficate kaha ka hona chahiye sasural ka ya mayeka
Sir agar form submit ni hua h to dubara fill kr sakte h
Please btaye koi
Ha
Institute me up state medical faculty lucknow fill karna h kya?
dono kar sakte hai institute name ya phir U.P. State Medicle Faculty ka name
Pkka? @@fg_07creation2
@@fg_07creation2Or mark dono year ka dalna h ya second year ka hii
Sir agar samvidha pr working period only 8 month hua h to experience me kya daale .....q bha pr to direct 1 yr ka experience ka option h ....sir plzz help me
Sir nurse and midwife council ki jagah up state medical faculty fill ho gya hai kya karen edit nahi ho raha hai ab
sir meine galti se upsssc pet 2023 ka form bharte hue expirence in government job pe yes kar diya tha jabki mein ek samvida worker hu ab wahan expirence maang rha h aur usmeine no ka option nhi aa rha kya karu
Sir anm me marks sirf 2nd year ke dalne hai ya dono year ki add krke dalu plz btaye koi
Same question h yrrrr pls muje bhi batana pta chle to
@honeysworld8225 dono years ki fill krni h pta chl gya mujhe
Ab to date b nikl gyi ab kya puchh rhi h ap
@@ananyadixit8109 form fill h mera ..... Apko kha se pta chla ko dono year ka fill krna h
@honeysworld8225 qki hme or mere batch k sabhi bachcho ne bhra h
Ews certificate ka option nahi mila pure form me
Mera payment ni ho pa rha h kya kre sir
Bhut badhiya sir❤
Sir pet me husband ka caste certificate lgaya ab kiska lgega father ka lg skta h ya editing ni hogi
सर कॉस्ट सर्टिफिकेट पिता पक्ष वाला लगाना है या पति पक्ष वाला
Mark 2nd year ka dalna h ya 1st 😢
Same question
Sar hamre form ki fees nahi katrahi he Kiya kare
Sir registration no aa gaya h par abhi Indian council of nurse me registration ni ho raha
koi ni aap vo number use kar lo
Sir is form me galati ho gai hai or payment bhi kat diya hai to sir modify kaise kare kya sir payment hone ke baad bhi modify kar sakte hai plz sir reply please 😢😢
Ho jayega
Mul nivash ka no n lag r matlab mulnivash nahi lag r please bataye
Sir registration no to aa gaya h Indian council me registration ni ho rah h
Sar Mera form bhar Gaya hai pura form sev ho gaya hai lekin fees auction jab aata hai usmein click karte hain to fix deposite nahin Ho pa Raha face Kahan se jama karna hai uska option nahin a raha hai koi bank detail nahin a Raha koi page nahin aage khul raha
Ews kaise Lagege vo nhi btaya
Sir samvida anm hu general category se age 40 se upar h, to age relaxation ke liye kese bharna hoga plsss btaiye
Sir ANM k marksheet me 1st year aur 2nd year ka alag alag marks hai grand total nahi diya hai to usko kaise bharenge. Kya dono year ka obtain mark aur total mark ko add karna hai
Yhi hme b confusion h
2nd year ki detail bhari jayegi.
Yadi dono ka total bharenge to phir certificate no. fill karne me problem aayegi. Passing year ki detail jyada suitable mani jati hai.
3rd option:- Certificate regarding DFF (Paternal grand Son/Doughter & Maternal Grand Son / Doughter
?
Kaise kya 😢 kre
Bataiye sir 🙏🏻
Bhai mera payment nhi ho rha hai kaise karein?
Foam me caste certificate pita paksh ka chahiye ya pati me side ka
pita side ka
भाई
पिता पक्ष के जाति में पिता का नाम और पता पिता वाला ही रहेगा ना
Sir ews kaise lagayenge
Sir form bharte time kya hm... address jo pet me bhra tha..usme edit kar sakte h... please reply
Nahi
Bhai Puri Information diya karo 1 -1 step ka
puri hi di hai, ek bhi details miss nahi hai
सर जवाब जरूर दीजिये!
हमारे बहन की शादी 2014 में हो चुकी है। वह ANM की है।
* फॉर्म में जाति कहाँ का अपलोड करना है-1.उसके पति पक्ष का या 2.पिता पक्ष का
बताईये
🙏
पिता पक्ष की
पेट के रजिस्टेशन पति का पता और आधार में पति का नाम व पता है! उससे कोई दिक्कत नहीं होगा न
पिता पक्ष के जाति में पिता का ही नाम पता रहेगा न
12th passing year glt fill ho gya hai but abhi fee submit nhi hui hai aur n hi final Sumit hua hai correct kaise hogi
Kya aapka correction hua ya nahi
General wale bhi uplod kre age relaxation ka
Sir jha p registration no dalna h , mene glt daal dia h or vo save hogya h ab next page se show hora h jha photo or signature wala option h mae piche jake edit nhi kr pari
iske liye to ab kafi problem hogi edit karne me, ek kam kijiye, mujhe insta par login details message kijiye, mai karta hu, insta id - amzadmalik00
Sir mere pet exam me father ka name tha ab upsssc anm me father ki jagah husband ka name bhar skte h plz rply sir
Nhi ji father ka naam marksheet me to hr jagah whi naam chalega sb kuch marksheet ke hisab se
@ravipandey5702 lkn meri frnd ke to husband ka h
@@Preeti-i1t Devi ji verification hoga to husband ka naam kha se dikhaogi .... marksheet pe pita ji ka naam hai na whi pita ji ka hi naam daliye usme nhi verification me dikkat ho jayegi apko.
Friend ko bhi bta dijiye marksheet pe agar father name hai to sirf father name hi padega
@@ravipandey5702 sir form kitni baar sanshodhan kar sakte h plz guide kijiye🙏🙏
Bhai sahab Bina payment ke form submit Ho gaya final print nikal gaya lakin transection id me pending Deka rahe hai kya karen
Same here
Sir pita paksh cast certificate lekhpal nhi bna rhe h kya kre bol rhe h married ho kya kre
Banayega kyu nhi complain kro lekhpal ki
@fg_07creation2 kisse kre sir plz btye
Sir kya jin baccho ne GNM kr rkha hai wo apply kr sakte hai
Nahi
Sir mera form fill ho gya h magar fees n jama ho payi h kya kare
Pless sir bta dejiy sir
Fees jma kariye ho jayegi
Nhi to registeration no bhej dijiye kr denge
🎉❤ thanks mathura se
Up walon ko bhi pet form bharna hoga
Ha
Sir jin ANM ki joining abhi march 2024 me hui hi unka experience kya likhenge??
Bhaii meri didi ka जाति मायके वाली लगेगी या ससुराल पक्ष वाली
हमारी दीदी का विवाह हो चुका hai
Please sir answer my question 🙏🏽🙏🏽🙏🏽🙏🏽🙏🏽 please sir
मायके का ब्रो
❤ thanks sir mathura se
Kay jati
Mera naam Priya mai 40% disabled hu or 5years se ANM mai kaam kar rhi hu or mere age 44 years ki hai or mai obc mai aati hu to mujhe extra age relaxation option mai yes kiya iske baad usme ek right side mai option aa rhe hai main usme kya full Karu ki konse order se government order se 5years tak ki age relaxation milta hai for disabled person to mujhe koi bateyega mai kya karu
SAAM tak btata Hu Di ok tensan mat lo
Sir super tet aane wala h kya
😊
Han, par ye to hum last 3-4 year se sunte aa rhe hai, hope, is bar aa hi jaye, jo ki next year Jan-Feb me aa sakta hai
Sur exam kb tk hoga
Sar ji yah bataiye ANM ka certificate first year second year ka donon ka padega ki first year ka dalna padega
Ha yahi janna hai
Mera bhi same question h yr
@@ananyadixit8109apne ky fill kia h
Sir maine anm mp काउंसिल se kiya tha ab up me transfer kraya hun to kha ka rajistration no dalu aoor board name pls
Change kb kraya h??
2020 ka caste certificate chalega Sir
Bilkul
Sir samvida anm hu general category age 40 se upar h to additional age relaxation bharna h kya , agar ha to kese bharna h pls bataiye
Mai bhi 40+ hu kya koi option h isme
Sir maine 2022 me PET EXAM DIYA BUT SCORE CARD DOWNLOAD NAHI KIYA BUT AB HO NAHI RAHA HAI PLEASE HELP
2023 ka chaiye
bro 2023 ka
Sir caste certificate number galat ho gya correction kaise kare please sir help me
Correction ka option aayega tab krlena
Thanks ❤
Sir address kaise change kre
Address change nahi hoga
Pita pachh
Maharashtra wale from bhar skte kya
Agar PET diya tha, to kar sakte ho
Hlo ,,sir mera cast certificate 2018 ka bna hua h sc cast but 2022 me uttrakhand me shadi ho gyi h to kya mera 2018 wala cast certificate chl jaiga pita paksh ka?
new banwa kar form bhariye
3rd option:- Certificate regarding DFF (Paternal grand Son /Doughter & Maternal Grand Son / Doughter
❓
Me kya bahre