Boarding Station Ke Pahle Ya Bad Ke Station Se Yatra Kar Sakte Hain Ya Nahi | Irctc Boarding rules
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 6 ก.พ. 2025
- Boarding Station Ke Pahle Ya Bad Ke Station Se Yatra Kar Sakte Hain Ya Nahi | Irctc Boarding rules ..........................
Hi ,
I am Sunny Prajapati from Patna Bihar
About this video :- Hello friends kaise hai aap sabhi log aaj ki is video me maine aap sabhi ko bataya hai ki boparding station ke pahle vale kisi bhi station se ya bad vale kisi bhi station se yatra kar sakte hai ya nahi aur boarding point change klar sakte hai ya nahi
...........................
Your Quories:-
Boarding Station Ke Pahle Ya Bad Ke Station Se Yatra Kar Sakte Hain Ya Nahi
Irctc Boarding rules
irctc boarding sation kya hota hai
irctc me boarding station change kar sakte hai ya nai
irctc me boarding station ke pahle yatra karne par fine rules
irctc me boarding station ke bad me yatra karne par fne rule
Can one travel from a station before or after the boarding station
can i change boarding station in indian railway
boarding station full information in irctc
boarding station ka niyam 2024
#BoardingStationKePahleYaBadKeStationSeYatraKarSakteHainYaNahi
#irctcboardingsationkyahotahai
#boardingstationfullinformationinirctc
⚠️Disclaimer⚠️:- Video is for educational purpose only.Copyright disclaimer under section 107 of the copyright act 1976 allowance is made for"Fair use" for educational purpose such as criticism,comment,news,reporting,status,teaching, scholarship & education and research fair use is a we permitted by copyright statute that might otherwise be infringing non-profit education or personal use tips the balance in favor of fair use.
All credit For copyright material used in video goes to respected Owner. *
...........THANK.....YOU.........
Founder Name :- Sunny Prajapati
From - Patna Bihar ( India )
First station se yatra kr raha hu to first station pr train kitni der pehle aake rukti h? Aur train shuru hone se pehle hi baith skte h kya?
Bro jese mene ticket book ki hai Delhi se Una ki ....ticket mene Delhi se book una thk but boarding point mera karnal h toh ...toh Delhi se us hi train mai safr kar skta hu ....mean ki ticket ..meri ...A station toh z station thk h but boarding point mera C station toh A station safr kar skta hu kya kyu boarding point c ticket meri A se z thk ki hai
Oooh no brother kyonki aapne jab boarding change kr diye to aap pahle vale station se travle nhi kar sakte hai only boarding station se hi travel kr sakte h aap
@@SunnyShresth ok ji 🥰
Train No. 12808 Samta Express , Hazrat Nizamuddin to Durg , Rac 14,15,16 . Journey date 29Feb will get confirm ?😢
Plss wait chart preperation high chances of confirmation
Bhai question hai ki agar koi train crossing ke liye kisi station pe ruke or vaise uska vha koi stop na ho to kya ticket counter se hame aage jha jaygi train vha ki ticket mil jayegi??
Train divert hogi to ticket automatically cancel hita hai ya nahi
Plz reply bro
depend on situation bro tdr karna parega irctc customer care se bat kr lo
Sir agar mai a station se z station book krta hu or c station board krke book krte hu toh wo ticket cancel tt krega ki nhi
Yoy doing well keep it up
BHAI TRAIN CHART BANANE SE 4 HOUR PAHLE HI KR SKTE HAIN CHANGE ??..KI USSE PHLE KABHI BHI KR SKTE HAIN
Hello bro kya maan jao mai Gorakhpur se Kanpur ka ticket kiya lekin mujhe kanpur se 4,5 station aage jana hai to kya mujh par jurmana lagega
Thanks bro for information. Mera ek question tha meri family jalandhar se katra travel krna chahte hai but jalandhar mein waiting list mein bta rha hai but uske pehle station (ludhiana) se available bta rha hai toh mein ludhiana se book kr skta hu and boarding jalandhar se even after changing the boarding point. So mera question hai ki jb mein boarding station change kruga toh meri booking waiting list mein toh nhi jayegi? Plss btana
Jee bilkul nahi jayega waliting me aap book kar boarding change kar dijiye cnf ka cnf hi rahega
Jaise aaj meri journey date hai train 3 bje jaipur junctiin se nikalti hai aur 11 bje uska chart bnta hai to mai chart bnne ke phoe change kru ya chart banne ke baad.. Plase bataiyr😢
Bhai ek baat btaao maine galti se railway pass par break journey ni bhraa or srf source station or destination station daal kar generate kr diya paas....or reservation bhi kar li to kya koi problem hogi????
Maine dhanbad se ludhana tak book kiya hai bording point bhi cheng kiya hai mera chart kha se bane ga boarding point se ya jaha se ticket book kiya waha se
Helpfull information.
Glad you think so!
Bhai ek baat btao agar bording point Badal diya ho to kyaa sheet wahi rahti hai ya wo bhi change ho jati hai
Sot to vahi rahegi badalti nhi hai bro
Bhai kya mai B vale station k liye boarding point change kr skti hu?
aap jaha se ticket booking kiye hai uske alge kisi bhi station se boarding kr sakte hai jaha jhaa vo train ka stopage h
@@SunnyShresth uske ek station k phle ka possible nahi h??
Meri set dosre ko de di h bhayya kiya mujhe us coach me nahi rehne diya jayega ya fir janral me jana padega
Booking station se pohele station mei train se utarna thik hai ?
Kitane km me boding change Kar sakte hai
Hello Bhai. Bhai Meri Train 3 June Ko Gorakhpur Se Old Delhi Ki Hai But Yaha Se RLWL mil raha Tha Jo Confirm nahi hota Maine Analysis kiya. To mere boarding station se ek station pehle Siwan Junction se Ticket Book Kiya Waha GNWL 32 tha Jo Ya To Confirm ho jayega Ya RAC mil Jayega But main Board Gorakhpur se Karunga. To swal ye tha Ki abhi bhi ticket waiting mein hai GNWL 30 to kya Main Boarding change karun to ye waiting siwan station ka Hi hoga Ya fir Shift hokar Gorakhpur wale pe aa jayega RLWL pe.?? Please Reply Aur Ek Baat Aur Bhai Jab Ham Boarding point change karte hain to kya hame kuch paise wapas bhi refund hain kyunki ham ab dusre station se chadenge to isliye. Jaise Gorakhpur ka Fare 435 tha and siwan se 515 to kya milega please reply ❤️🙏
Pahli bat agar aap boarding change karte hai to GNWL booking tha to gnwl hi rahne wali hai rlwl me convert nahi hogi or khuch bhi paisa refund bilkul bhi nhi hoga or rlwl se aacha hoga ki gnwl hi waiting le lijiye lejkin agar rlwl kam waiting hai to vo bhi le sakte hai har bar gnwl confirm ho aisa jaruri nahi hai
Agar route diversion ke kaaran boarding station per halt na ho . Jaise gorakhpur se jammu tavi ka train h lekin basti halt delete h. Gonda door h jabki gorakhpur paas .to kya gorakhpur train le sakte h
Bro mai ticket delhi to saharsah ka ticket kiya hu . Isme bording station saharsah ke ek station pahle hogya galti se karu mera trip new delhi se hai.
Oooh sit aap kaise kar diye pahle station tak kitni duri par hai agar jayda duri par nhi hai to aap jisse suvdha ho chale jaiyega lekin ab final station tk to nhi jaa sakte
Kindly told me
Bro ye bat batao ki maine
ddu se asansol train book Kiya h
Aur boarding station maine
Gaya diya h to
Kya main ddu se asansol ja sakta hu ki nhi
nooo brother
Bahut acha bhai
thankyou so much
Mera Tatkal window tikt h, iska A se nhi board kr k main B station se board kr skti hu kya
aapka jo boarding station hai vahi se kar sakti hai otherwise aap one time change kar sakti h
Good information
So nice of you
*agar mai ak ticket Delhi se Kolkata Book kiya jisme boarding lucknow junction hai*
Train 8Aug ko Delhi me khulti jbki train 9 aug ko Lucknow pahuchti hai to mujhe kon se date ka ko ticket book karu 8aug ya 9 aug?
Plz 🙏
8 ko hi booking kariye and 9 aug ko boarding change kariye means aap lucknow 9 ko timing pe jaiyega
@@SunnyShresth dhanyawad
Meri booking patna se h lekin boarding varanasi se h lekin train varanasi nhi ayegi to mai varanasi se phle station par baith sakta hu
Tatkal ticket confirm hain to main iska Bording Station Change kr sakte Hain???
haa kar sakte hai
Neelanchal express 12876- Varanasi jn to puri
Booking date 20/1/24-rlwl-16,17,18(then)
Journey Date 26/3/24
Rlwl -15,16,17(now)
3A confirm hoga Kiya . please reply 🙏🏻
yes very high chances of confirmation
Video starts 0:33
Bhai bs ye btao Station A,B,C&D agr hai nd meri booking A to D hai to kya me boarding B se C tk travel kr skta hu mtlb me ak station baad boarding kruga nd ak station phle left kruga
haa kar sakte hai dont worry
Thanks bhai
But change karte time agar D station mei seat nai reheta ho tho kya kare
Usse koi fark nahi parta h jo pahle se booking hai vahi rahta h status me
Online agar book kiye ho toe boarding stn kese change karein...
Sir ticket book kiya hai. Aur abhi muze bording station change karana hai to kaise change karna usaka video link dedo please
Boarding point C station B station change kr skte h
Agar maine A steion se booking kiya hai magar bording B steion hai ab me a se yayra krna chahat hu to kya kr sakte h
Bhai meine ticket csmt se book kiya hai par mei Thane station se board Kar raha hau toh kar sakta hai kya
Boarding change na karun to kiya higa?
Fine charge Dena parega
Manlo mera booking hai A to C ,lekein mein B station mein utar sakta hun..????
Hn bhai 😂
Boldena train chut gyi
Nice sir
Mera GN WL 41 42 43 hai kya CNF ho sakta hai
Bhaiya agar maine c station se booking Kia h toh me offline form bharne par boarding D likhta hu toh yatra kr skta hu kya ❓❓❓❓❓
aisa kyon kariyega aap jaha se train me travel kariyega vahi likhiye
C station ke baad kisi station per utrange to paise wapas aayega
Bhai mera booking Narmadapuram se hai lekin mera boarding pipariya se ha to kya main yatra kar sakta hoon
Sir 29 tarikh ko jana hai GNWL-239 WL-120 (SL) Class hai Chappra :- New tinsukiya (Train no - 15904 ) kya confirm hoga😢
Thanx
Bhai maine A se Z ki ticket krne ke baad maine baad mai boarding change kiya D lekin ab mera fir A se bethna hai aur ab boarding wapis A change nh hora kya karu?
Bro Mera bi hogya tha galti se Maine cancel karke wapis wapis ticket liya hu. A to Z tak ka
Sir ek hi tikat hai lekin usme ek hi Aadmi ka bording alag karna hai kaise hoga sir
ho jayega kar lijiye irctc me jakar
Fine ke bare me batao kya rule hai ?
okk
thanks bro useful information
welcome bhai
Agar train divert ho jaye ticket booking station se
To vaha se ho divert ho rhi hai n mtlb vaha se to safar kar hi sakte hai agar boarding ko touch kr rhi h tab
Kitna tak station boarding change kar sakta hu
RPF se bloging Permission Kese Lena Ha Please Please Please Bataya ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤ love from West Bengal Murshidabad ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Train vlogs bnanae hai kya
Yes Bhai Please Please Please Bataya ❤❤❤❤❤❤❤
Ham booking karte time h change kr diye the boarding station
बाद वाला स्टेशन से अगर मैं रूल से जाता हूं तो कुछ पैसा रेलवे रिटर्न करेगा कि नहीं
nhi refund nahi hogi
Hello sir
Junction to junction count hota hai ;
Ki beech me jo bhi chote stations ke stop hoga woh bhi count hoga station me ;
Like
Jaunpur jn -ke baad Shahganj jn padta hai lekin beech me 2-3 stop hai toh wo stop station me
count ho jayega ;
;mujhe nxt jn se train pakdna hai ;wo station exact 1hr baad aayega
Bording ticket book karke bataye
okk
Bolo sir
Mera dost aur me Jaipur ja rehe hen wo. Sambalpur me rehta he aur me jharsuguda me reheta to me ticket sambalpur bording point he but me jharsuguda she Jane wala hu to isa stiti mme kiya hoga