Bhai tutorial bhi boht badhiya tha , and itna difficult topic ko explain karke edit karne mai toh boht time lag gaya hoga . Hats off to you bhai . Part 2 bhi plzz❤️ Respect ++
😍😍😍 mtlb yr me to kuch ni bol ra ki vdo kesi hai samjh jao bas ki mn hora ki dekhte jao itna 😍 ache se smjhaya aur me yhi chahta tha aisi vdo 🥰 thanks 😘
@@myslf_mynk jese pura video starting ending understand hogya but ye thora sa biche biche merko problem hua but its okay apne kafi hardwork kiya hoga video ko banane iske liye dil se thank you❤ full support💪. Next video wait krte hai 🧡
Hello bhai aapke dwara jitna bhi video ka tutorial bataya gaya hai kya ye sab saare editing ko after effet me edit kar sakte hai. please jarur jabab dena ya fir koi aisa software batao jisme saare tarike ke video ko edit kar sake
@@myslf_mynk bro jab tum tutorial bata rahe the wo part kafi boring tha 1. Tutorial beech me chal rahi thi or baki part khali (Use bich se split karke bata sakte ho to taki viewer dono taraf dekhe or screen pe nazar dodegi to hooked rahega ) 2. Beech beech me jo points batate ho waha zoom in zoom out kar sakte ho ( jaise agar keyframe lagani hai to waha zoom karo firm zoom out karo to hook viewers) Or tumhare bolne ka style thoda lengthy feel hota hai jisse kafi slow lagta jo ki kam serious log beech me chod ke chale jate hai Baki dekh lena best of luck Hope you understand ❤️
Elite motion jaise mini after effect app ko log capcut se compare karte hau, capcut jaise bohot sare app a capcut regular app hai, but elite motion ki bati alag iske takkar ki hai node video editor.
Bhai video bahut tagada tha ise dekhkar main thoda thoda 3D edit kar pa raha hun bus ek jagah per thodi si problem ho Raha hai agar aap help kar dete to please Bhai
@@myslf_mynk Bhai layers ke Z axis ki distance theek se rakh nahin pa raha hun jiske vajah se jab main focus blur on kar raha hun to galat layer blur ho raha hai focus distance option se bhi theek nahin kar pa raha hun Bhai aap agar X Y Z Axis aur focus blur per ek Chhota sa detail video banaa dete to achcha hota, like X Y Z axis position and Z Axis ki layer distance Kitna rakhna padega yah sab kuchh please bhai 🙏🙏? ?
Comment if you want more advance 3d editing ❤
🎉❤
Haan x infinity
Bs x, y, z value dikhaya kro Bhai aache se. Aise assets kaha se laage h 3d edit k liye , bg , image ar mountains etc..please reply ❤
@@V-EXECUTION AI se generate kiye the bhai
Magnatesmedia Editing Tutorial please Bhai ❤
Underrated TH-camr❤❤
❤️❤️
For real
Admin ka dusra id
Bhai tutorial bhi boht badhiya tha , and itna difficult topic ko explain karke edit karne mai toh boht time lag gaya hoga . Hats off to you bhai .
Part 2 bhi plzz❤️
Respect ++
Haan bhai lagbhag 12 - 13 din Lage hai
@@myslf_mynk Haan Bhai, Bohot Valueable video thi aur bhi laao naa aise hi tropics par detailed information
@@kaneki-cr3zv bhai free hote hi bana dunga
Khatarnak level ka knowledge hai bhai apko to editing ke uper ❤❤
Thanks bhai ❤️
Bhai aapke jitna koi explain nahi karta, love you Bhai, love from Chhattisgarh ❤❤❤
❤️❤️
Editing guru.... Bhai 🙏love from tripura❤ aur bhai apka bohot jal d channel grow kar rha hai.... 3k ho gya congrats🎉 bhai
Aap jaise bhaiyon ka support hai venom bhai ❤️
@@myslf_mynk arey Bhai apki mehanat hai yeh ❤️jal d se 10k bhi kar lo bhai.
Most Informative animation video ❤🎉 lots of love from my side
❤️❤️
😍😍😍 mtlb yr me to kuch ni bol ra ki vdo kesi hai samjh jao bas ki mn hora ki dekhte jao itna 😍 ache se smjhaya aur me yhi chahta tha aisi vdo 🥰 thanks 😘
❤️❤️
Thora confusion hai 😅 thora clear but really thanks bro ye video kafi helpul lagi ❤🙏
Kya confusion rhe gya bhai, next video me sahi se explain karne ki try karunga, bata do aap ek baar
@@myslf_mynk jese pura video starting ending understand hogya but ye thora sa biche biche merko problem hua but its okay apne kafi hardwork kiya hoga video ko banane iske liye dil se thank you❤ full support💪. Next video wait krte hai 🧡
Bhsi next level explanation ❤
Thanks bhai
Bhai sahab words nhi hain tarif karne ke liye❤ just brilliant
Bhut achi video bnai hai Bhai. ❤️❤️❤️
Thanks bhai
Khatarnak bhai❤
❤️
Kaml ki video bani hy bahi bahi dursy b tutorial chya 3d py ❤ subscribe kar liya bahi informative video 🎉
Zaroor banaunga bhai aur parts bhi
Bahi ma apko ek channel bata ta hu uski editing ka barkdown karogy
Uske liye apko paisa b malega
bro contact me o insta
Sabne samchhya lekin aap sabse achha samchhate ho bhai 😊😊😊😊😊
❤️
BRO, YOUR DROPPED THIS 👑
WHY YOU ARE UNDERATED... ❓ 😳😣
I don't know brother 🤣
Love you❤ brother! You tell us so deeply and I understand it easily
❤️❤️
Thank you bro for the detailed Mind blowing explanation.
My pleasure❤️
Yaar tum bahut acche se samjhate ho😮😊😊😊😊
Underrated ☠️
❤️❤️
Knowledgeable and informative video✅🤗❤️❤️❤️
Glad you liked it
❤❤I love your editing bhai ak dum superbb yrt first time aya mai es channel per Dil khus ho gya bhai ❤❤❤love you
appreciation ke liye thanks bhai ❤️
@@myslf_mynk ❤️❤️love you bhai
Thank You Bhai
Maine 2 Bar Video Dekh Ke Sikh Chuka Hoon
Thanks bhai yaar Explaine mast kya but aap Thoda Voice Over aur achhe se kar to logo ko pasand aati aur views Million me jati
❤
Thanks Bhai ❤
kya kami hai bhai voiceover me
Bhai mast video banate ho ek number 😎🤩
thanks bhai
You are really amazing, we want more videos about a light motion and camera and null tricks
Ok brother, I will
Best video ❤
thanks bhai ❤️
@@myslf_mynk bhai apka WhatsApp channel link
channel description me hai bhai
Bhai aap bohut badhiya samjhate hoo 🦋🤝🏼
❤️❤️
You're so dedicated man ❤❤
❤️❤️
BRO MENE JUST AM PE SWITCH KARA AND YT NE YE VEDIO RECOMMEND KRDI😂 WOW.
GREAT VEDIO YOU R BAK..AH. I MEAN GOAT🐐
Thanks 😅
Thanks For Clearing All My Doubts ❤ Thank You 🙏….
So nice of you
Or video chaiya merko nhi pta kesa karego but mja aaa gya khaas krka fukra editing breakdown wli wasi hi video banao bhiay pls ❤ love u
Ok brother ❤️
Bahut bahut dhanyawad 🙏🙏🙏🙏 🎉🎉🎉 keep growing
thanks bhai ❤️
@@myslf_mynk 👍✅🙏
Very nice & conceptual
Thanks ❤️🔥
Bro jis Apne Y x Aw Z smjya Akar Ap ne muje is trah physics sekya tha to ma Shyed cls topper tha😅❤
WeLl BrO 😉
🤣🤣
@@myslf_mynk Yup BroO
Nice tutorial biro ❤
Bro confused hai bohot bara mera..kisi bhi object ko -800 +200 kara hai..wo kese pata chalta hai ki use kitna value per set karna hai
Position ko kitna dena hai wo kese pata chalta hai...example-200 . +300 diya hai wo kese malun chala
Hello bhai
aapke dwara jitna bhi video ka tutorial bataya gaya hai kya ye sab saare editing ko after effet me edit kar sakte hai. please jarur jabab dena
ya fir koi aisa software batao jisme saare tarike ke video ko edit kar sake
Haan Bhai, agar aap after effects used karte ho toh best hai
You're literally underated
❤️
Wow brother you got a subscriber ❤ lub u ho gya
From Pakistan
❤️❤️
@@myslf_mynk ❤️
bro you are just amazing
❤️❤️
Good explanation ❤
Nice video bro Good work
thanks bro
Bro position or orientation me kya fark hota ha
Bhai comment mein samjhana thoda muskil hai
Bhai alightmotion ka pc version available hai kya
Sir Alight motion Sikh k Davinchi pe Kaisa rahega
DaVinci kaafi badhiya software hai but uski hardware requirements kaafi jyada hai
Bro TH-cam wale character kis naam search kiya batao
Bhai Ek suggestion hai ye effect aap motion ninja me Banao usme bo better hai
ok bro, i will try
Bro you explained very well
Glad it helped
Bro ap konsa version use krte ho alight motion ka
Latest version available on playstore
Best math and physics teacher, i think ❤️
😂
Part 2 plz For More Deep level
👇
ok brother
Part 2
Your voice 👌
❤️❤️
Ye me abhi physics me padh rha hun 3d 😂 aap ne revision kra diya
😂😂
Math teacher ✖️MYNX✅
😂
Bro it's true you give math classes @@myslf_mynk
@@myslf_mynkedting master teaches
bro isme mujhe ek doubt hai abhi mene ye aapne sikhaya vo mene try kiya lekin mujhe camera rotate krne ka option nhi mil rha 🤔🥲🥲🥲 pls reply
bhai app me kuch bug ho gya hoga, app update karke dekh lo
Which editing app you use?
alight motion app ka tutorial hai bhai
Level
❤️❤️
Best video by Far
Bhai apni video k liye elements kaha se milenge scene setup k liye ... Please reply 🙏
Bhai AI se generate karlo
@@myslf_mynk bro can we talk personally, i need a editor for my new channel
@@MREVIL-mu3wx bro you can contact me on instagram
Amazing ❤
Thanks ❤️
Kash hamre teacher b aisa samjaty hmy
Aapka dukh samajh sakta hu bhai ❤️
ارجوك تكلم انغليزي😊
متابعك من نونس😊
Alight motion ko pc mein kaise use krein
he should hv million views
yes bro i should 🤣
Wow
❤️
Bhi app kya curio ke jesa video editing karsakte ho❤❤
haan bhai
Your knowledge is amazing ❤
but you have to improve your video and voice to get more views
BTW thanks
Can you suggest what to improve ❤️
@@myslf_mynk bro jab tum tutorial bata rahe the wo part kafi boring tha
1. Tutorial beech me chal rahi thi or baki part khali
(Use bich se split karke bata sakte ho to taki viewer dono taraf dekhe or screen pe nazar dodegi to hooked rahega )
2. Beech beech me jo points batate ho waha zoom in zoom out kar sakte ho ( jaise agar keyframe lagani hai to waha zoom karo firm zoom out karo to hook viewers)
Or tumhare bolne ka style thoda lengthy feel hota hai jisse kafi slow lagta jo ki kam serious log beech me chod ke chale jate hai
Baki dekh lena best of luck
Hope you understand ❤️
Thanks bhai for your suggestions.
Zaroor kaam karunga in suggestions par.
Bro Alight motion use kru ki after motion se kru 😢 ?
Bro it depends on you
12:46 watermark se bach neki ninja technique😂❤
Start y = 475 , z= -1400
End y= 720, z= -2200
Please bring more 3d tutorial
I will ❤️
Bhai ,lekin ek baat batao ye ai images ko use karne se kya channel monetise hoga
Haan bhai hoga bas aapko voiceover dena hoga
@@myslf_mynk ok thanks
nice
Thanks
Bhai kis application Mein edit kara hai ❤
Alight motion
Alight motion
Jo pick apne istamal ki hai un ka link bhi de dete to kitna acha hota😢
👀💕
❤️❤️
Elite motion jaise mini after effect app ko log capcut se compare karte hau, capcut jaise bohot sare app a capcut regular app hai, but elite motion ki bati alag iske takkar ki hai node video editor.
Haan Bhai
Kya hal chal jasus Bhai 😅😅
Badhiya Bhai 🤣🤣
Sir, making thumbnails for motivational biography people. Please🙏🙏
Ok brother
Keep teaching us
Bhai ye puri video phone se edited hai?? 0:31 - please answer
Haan bhai
Bhi is tarike ka koi dusra app he jo pc me chal paye gaa
DaVinci Resolve ya after effects use kar sakte ho
*Aakhir koi itna aasaani se kaise samajha sakta hai 🥺*
Bhai aap mujhe pahle kyu nai mile 🤝
Bhai kyuki phele m content bana nahi tha tha 😂😂
bro ye edit cap cut me ni kr skte ky 🙄
Bhai kar sakte hai, but process kaafi lamba and difficult ho jayega. And na hi iss level ki perfection milegi
Alight motion camera ko flip kaise karte hai
samjha camera layer flip nahi hogi
Bro is a maths😢😢😢 00:57
@@neelamkashyap2340 it's simple bro
Brother Part 2 Lav 🤝
launga bhai kuch dino me
Bro Humble request as a fan need 3d short form content edit with alight motion or capcut pls
Ok I will try
bhai pura school dara huwa hai > 😂
Bro ye sbb too badhai hai prr vi community post wali video kha gyi
bhai vo pc se edit ki thi. baki bhai maine tarika bataya hai kaise edit karni hai iss type ki videos, aap sahi se sikhkar khud edit kar sakte ho
Bhai nul and 3d camera ka edit lao ❤❤
Ok bhai
Bhai Adobe firefly nhi chlra
kyu nahi chal rha bhai
bhai apne jo intro me editing kiya vo editing tutorial chaiye plzz
Bhai bataya hai maine, iska matlab aapne video puri hi nahi dekhi
@@myslf_mynk 🤣🤣🤣
Alight motion Pro version ??🙂
Bro ttussi great ho
❤️
Haryanvi hona bhai tum❤
Haan Bhai
Bhai video bahut tagada tha ise dekhkar main thoda thoda 3D edit kar pa raha hun bus ek jagah per thodi si problem ho Raha hai agar aap help kar dete to please Bhai
kahan dikkat aa rhi hai bhai batao
@@myslf_mynk Bhai layers ke Z axis ki distance theek se rakh nahin pa raha hun jiske vajah se jab main focus blur on kar raha hun to galat layer blur ho raha hai focus distance option se bhi theek nahin kar pa raha hun Bhai aap agar X Y Z Axis aur focus blur per ek Chhota sa detail video banaa dete to achcha hota, like X Y Z axis position and Z Axis ki layer distance Kitna rakhna padega yah sab kuchh please bhai 🙏🙏? ?
Ok brother I will try to make a video on this topic
@@myslf_mynk bhai aapka insta id kya hai
myslf_mynk
Bhai Aap Voice Kab Record Karte Ho Video Record Karte Waqt Ya Baad Me Please Explain Me
@@ManjarHanfi bro ese video mai voice over baad mai kiya jaata hai