Shi batai h ek ek baat bhai tumne muje bhi 3 saal hone bale hai timing chain 4 bar chain sporkit aur battery to 1 saal me khrb ho gai aur fule injector bhi khrab ho gya hai bnd ho ri h chlte chlte bike mn to kr rha h bech du but fs gya hu new lo for sare paper ka pesa do idr bike ki kimt bhi ni rhi h aur paper dusro ko do apne use chnge krao bhoot khrcha hi fltu gov ki bjha se😊
@@DANGER_ARMY2007 bhai bike bhot acchi h koi problem nhi h maine 500 km chla li h power bhot acchi h bhai 150 cc ki trh feel hoti h aur jb chlti h to exhaust sound bhot mst lgti h aur teen logo ko baitha kt bhi dekha h Maine Mera weight 60 kg hai aur do friends the ek ka 85kg aur ek ka 90 kg weight h normally breaker pr touch nhi ho rhi h bt khi khi bhot ucha bna dete h breaker village mei to wha pr thoda touch ho jati h bss aur seat bhot comfortable h rider aur pillion ke liye abhi first service nhi hui h 53 ka mileage de rhi h village wala road aur city Mila kr Maine check kr lia h mere mohalle mei do aur log raider liye h ek 20000 chla lia h aur doosra 25000 abhi tk koi major issue nhi aai h issi wjh se maine bhi lia bhai mai fully satisfied hoo tvs raider se aap le skte ho aankh bnd kr ke
Bhai ap ka review bohut badiya laga.Pura genuine review diya...❤❤❤
Honest user review 👌👌👍👍
Fuel injector warranty mein change hui?
diwali me raider lene ka socha hu sp lu ki raider sir ji
Bhai raider loo best hai 🙌
Raider
Bhai background acha hai❤
Bhai mileage kitna de rahi hey . diwali me soch raha hu lene ki .sp125 lu ya tvs raider please reply bhai
milage abhi bhi 55-60 ke beech de deti hai , but aap xtrem125r dekh sakte ho
50-55 single rider
40-45 with rider and pillian
High way (speed-55-60). 55-60
Ye hai iske milage ka diagram 😢
Pulsar 125 lo bhai , bild quality bhi majbut he or average bhi 50 + ka degi
Bhai front shocker ka oil kitna ka or kitne mein change hua hai?
Muje is bike ke sath 2 saal ho gaye hai or apko logo ko lag ra hoga ki kadhi chala li. Hogi to. Me bta du ye bas 8000km hi chali hai abhi tk....
Or is bike me sach me esi nobat la di hai ki bhech ke kha jaun ise😂 varna ye muje bech kar kha jayegi
Mai bhi yahi bike liya hu acchi bike hai es prize me
Shi batai h ek ek baat bhai tumne muje bhi 3 saal hone bale hai timing chain 4 bar chain sporkit aur battery to 1 saal me khrb ho gai aur fule injector bhi khrab ho gya hai bnd ho ri h chlte chlte bike mn to kr rha h bech du but fs gya hu new lo for sare paper ka pesa do idr bike ki kimt bhi ni rhi h aur paper dusro ko do apne use chnge krao bhoot khrcha hi fltu gov ki bjha se😊
Mileage ?
Maine liya 2 mahine se daily service centre Jana pad raha hai
Thumbnail pe लेखा गया है की 3 साल बाद हग दिया 😂
इससे बेहतर है की आप सभी कोई Xtreme 125R ले लो 👑
Family ke liye nhi shi h Xtreme otherwise best h
@@parasf596 स्प्लेंडर परिवार के लिए है, वो भी ले सकते है।
@@anshumanmishraw maine bhot think krne ke baad raider li h two weeks hua
@@parasf596kaisi chal rhi bhai bike koi issue aay hai abhi tak? Meter me bug glitches dikha koi stand ground me touch hua ?
@@DANGER_ARMY2007 bhai bike bhot acchi h koi problem nhi h maine 500 km chla li h power bhot acchi h bhai 150 cc ki trh feel hoti h aur jb chlti h to exhaust sound bhot mst lgti h aur teen logo ko baitha kt bhi dekha h Maine Mera weight 60 kg hai aur do friends the ek ka 85kg aur ek ka 90 kg weight h normally breaker pr touch nhi ho rhi h bt khi khi bhot ucha bna dete h breaker village mei to wha pr thoda touch ho jati h bss aur seat bhot comfortable h rider aur pillion ke liye abhi first service nhi hui h 53 ka mileage de rhi h village wala road aur city Mila kr Maine check kr lia h mere mohalle mei do aur log raider liye h ek 20000 chla lia h aur doosra 25000 abhi tk koi major issue nhi aai h issi wjh se maine bhi lia bhai mai fully satisfied hoo tvs raider se aap le skte ho aankh bnd kr ke
Meri raider 66ka mailage de rahi hai 70-80 ki speed pr
Teen saal tak koi kaise rok skta hai bhai💩 🤔
Bro needs to hesitate ☠️ hag ne lag thi he 😂
Jab itni problem hai to liya kyu
Battery apne aap utar jaati Hai daily
Ekadam land bike hai
Sahi bola
Zabardast bike h you tube delhoge to cycle le lo koi bike sahi nahi h phir... Ek number bike burayi pel raha h