Sir mera contribution last company mai 7 sal tk tha uske bad resign diya 3 month bad dubara same ESI chla h muje benifit sare mile ge ya dubara se 9 month waiting hoga
sir mujhe 2 saal ho agye lein mere contractor ne do esic nomber bane diya jiske wajah se me supper treament nahi le pa raha hu muje argently daddy ki surgery karana hai ab me kya karu agar treatment nahi mila to daddy ki death ho jaingi
Sir esic ka 7 manth pysa kat raha hi mai ma ka cencar ilaj karna chahta hu kintu bol rahe ki abhi benifit nahi mileg timggega aap batao ki ma dawa esic se milega ya nahi sir Cancer ka esic card se hojayga kya karna padega bayaiyga sir
My father surgery was done but my employer didn't add his name before surgery but now I have requested employer to add his name can we claim reimbursement
Sir mera esic left 31 March 2023 ko Hua hai last contributions March 23 me gya tha or phir left kr diya due to salary criteria chang ab me wife ka c section kab tk krwa skta hu plz eligibility batye
SIR,, Maine e pahchan download Kiya hai... usme Ek UHID ka option blank hai...agr Mai usse lekar jaau esi me to doctors dekhenge?? IP number hai or UAN pf account ka bhi hai...
🙏🙏🙏 sir maine 2022 ka january se may tak pura duty kiya fir jun july august september ko duty kiya nehi october november december mera full duty hai sir mera question hai 2023 ka january se mera super treatment milaga kya pls bataye.kyuki financial year ka period hai april se september tak mera to is period me 58 duty hai. 🙏🙏🙏🙏pls pls bataye sir
Meri job abhi nahi hai lekin mere mother ka treatment chal raha hai, to unka treatment continue rahega ya nahi. Mai esic ka mamber last 5year's se hoon.
Sir mujhe aapki sahayta ki jarurat hai mere papa ko cancer hai or mein esic se labh lena chahta hu lekin mein abhi job chhod diya hai mera last contribution August 2022 mein hua hai to kya mein ilaj Kara sakta hu
Sir mera esic 2018 se jun 2022 tak continue th jun 2022 se may 2024 tak gape ho gaya yh job chhod di th abhi june 2024 se chalu hai esci kya mujhe wife ki pregnancy ka ilaj krwa sakta hu hoga ke nahi
sir mere papa ka ilaj tata hospital me chal raha hain 5 saal se mera esic 1 saal se nahi jama hua maine pichle mahine job join Kiya hain ab unka treatment kar sakte hai
Sir main Aug 2022 me company join kiya hu mere ko apni mummy ke body ki check up karana hai to kya main kara sakta hu mere ko company join kiye guye 7 month ho gaye hai
Sir mere bhaiya ka esic card hai aur usme family me mummy papa add hai to hme mummy ka ilaj karana hai kya lekar jana hoga hospital me card ke sath aur kya chahiye plz reply kr dijiye 🙏🙏
Sir mera more than 1 year ka contribution ho chuka hai but family ka super speciality NO show ho Raha hai kab se yes hoga ya kuch option hai jisee yes karwa sakte hai
🙏🙏🙏🙏Sir mera esic card 10 saal purana abhi maine resign marke september ko 24 tarikh se duty join kiya december end tak mera pura 80 duty hoga to super treatment milaga to pls bataye its urgent 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@@PanghalTechnology 🙏sir last question. Sir january me to chanda ka kagaj milta hai maine jun mahine ke baad resign marke firse october se duty join kia hu. December tak mera 80 duty ho jayaga to sir january 2023 se super treatment milaga to. Mera papa ka dono kidney kharap hai pls reply sir 🙏 esi number same hai
Mere papa sugar present hai or unka paau(🦵 Leg) Operation karna hai...2018 saal me mai job join kiya tha fir chor diya uske bad 2023 me join hua fir se rejoin hoke 4months job kar raha hoon kya mere papa ka ilaz (operation) Ho sakta hai...Esi se please inform me bro its urgent 😢😢😭
Sir maine Abhi tk esi ka koi Clem nahi kiya lekin muze mere wife ka pregnency tritmenent karna hai to abhi mai uska tritment kr sakta hu kya or esi ka proses kaisa rahega abhi muze esi clem karna padega to
Sir mera 21K limited par ho suka hain. Current company bola hain esic kat jayega. Pf rehega. Abhi sir main dusra ak company par parttime job korke esic le sakata hain kiya sir??
Medical live के लिए कम se कम कितने दिनों का contributions चाहिए. अगर किसी employees को ड्यूटी join कर के तीन माह ही हुया और उसे exidante के ke वजह से छुट्टी लेना पड़ता है. तो मेडिकल लिव मिल सकता है क्या
Sir agar mother and father ka death ho gya hai ....or jiska esic hai vo bachpan se apne grandmother and grandfather ke sath rahta hai or ab vo sab iske upar dependent hai to kya ... Grandfather ka ilaj esic se ho jayega
Bhaiya mujhe ye pta ha ki jaisa Mera papa ki esi cut rahi thi or unka ussa treatment bhi chl rah tha heart ka or ussi sa operation bhi Hua tha ab unki esi hat gye ha beacuse abhi 4-5 days phale he salary baad gye ha to isliye esi ab ni kategi to fr ma unka son hu or bhaiya ma job krta hu ma esi cutvana start kr rah hu or papa or mummy usma include honge to fr papa ka agr heart ka koi bhi operate ya fr kuch or bhagwan na kre kuch bhi to Kab sa cover hoga ma jab sa esi katvaonga uske kitne time baad sa
Is month to unko kuch bhi krwana hai esic se wo hoga unko kyunki Apr to Sep ka period rhta hai or jb aap esic krwaoge to apka 78 days contri ke bad ap superspecility trtmnt le skte hain jbki fmly k liye 78+78 days contribution hona chahiye mtlb ek sal bad wo superspecility me aaynge but medicine vgra unko mil jyga first day se bus major treatment nhi hoga
Hii sir Mera esic last isi august mai kata hai Uske baad maine job chor diya abhi mai job less hu aur meri wife ka delivery date 5 feb ko hai to kya mere wife ko kisi aur hospital mai transfer karwa karke treatment karwa skta hu kyuki humare city mai bas esic ka despenciry hai
आपकी JOINING के कितने दिन बाद आप अपनी FAMILY का MEDICAL TREATMENT ESIC में करवा सकते हो ? देखिये पूरी जानकरी मेरे साथ आपके अपने TH-cam CHANNEL पर ;- th-cam.com/video/QMipyNoIDJ0/w-d-xo.html
@@PanghalTechnology company join krne ke kitne mhine baad esic card ban jata h or parents ki bdi surgery ya kidney ke treatment ka fayda kitne din baad se le skte hain
Bhai meri wife pregnant hai or Mera ESIC me 275 din jyda ka contribution ho Gaya hai kya main private hospital me ilaj karwa sakta hun plz, bhai reply de dijiye
@@PanghalTechnology sir ji,mera piles ka surgery date 29/07/2023 ko tha,31/05/2023 ko mera last duty tha,sayad esi wale treatme to nhi krnge,yhi soch kr,me gy nhi,or me ghor aa gy tha
Sir koi naya niyam aaya hai kya mere bhai ke HR walo ne esi e-pahchan bana ke Diya hai jisme mere father ko family details me add nahi Kiya bola hai ki after marriage father ka add/ilaj nahi kara sakte,mother ki death ho chuki Hain lekin father ko bhi add nahi Kiya hai please reply soon ? Usme only wife or depend son ko family details me show kar rakha hai
Sst super speciality treatment hota hai iske liye one year purana card hona chahiye or 256 days ka contribution hona chahiye family k liye,apka 6 month me ho jayga 78 days ka contribution hona chahiye .
Very good
🙏🏻🙏🏻
Sir beneficiary ko cataract surgery esic me karwne keliye employee kithne mahina kaam karne ke jaroorath hai (7 month kaafi hai kya)
One year contribution hona chahiye
Sir mera contribution last company mai 7 sal tk tha uske bad resign diya 3 month bad dubara same ESI chla h muje benifit sare mile ge ya dubara se 9 month waiting hoga
Sare milenge
sir mujhe 2 saal ho agye lein mere contractor ne do esic nomber bane diya jiske wajah se me supper treament nahi le pa raha hu muje argently daddy ki surgery karana hai ab me kya karu agar treatment nahi mila to daddy ki death ho jaingi
Nye number ka contribution purane mein transfer krwa lo
Ye kaise hoga
Sir esic ka 7 manth pysa kat raha hi mai ma ka cencar ilaj karna chahta hu kintu bol rahe ki abhi benifit nahi mileg timggega aap batao ki ma dawa esic se milega ya nahi sir Cancer ka esic card se hojayga kya karna padega bayaiyga sir
Dwai mil jayga ilaj ke liye ek sal tak ka contribution hona chahiye
Hlo sir mene opretion karvana he mere esic card ko bne hue 3month ho gae kya opretion ho jayega 😊 2:38
Sir mere papa ka pair tut gya h operation ho sakta h 7 month ho gya h mera esic me
Ho jayga
My father surgery was done but my employer didn't add his name before surgery but now I have requested employer to add his name can we claim reimbursement
Surgery knha se hui hai esic se ya bhr se? Bhr se Hui hai to approva li thi kya esic se ? Agar approval hoga to hi milega
Sir mai uterus remove oppression kar sakti hoon kya esic card 10 days huwa hai
Nhi 10 day me nhi 6 mnth k bad
Sir abhi mera contribution nhi h esic m fir month hi hua h join kiye hue
kya abhi main apne papa ka ilaj krwa sakti hun?
Only medicine vgra milegi
@PanghalTechnology sir kitne month k baad whole claim le sakte?
He has blood cancer
Sir mera esic left 31 March 2023 ko Hua hai last contributions March 23 me gya tha or phir left kr diya due to salary criteria chang ab me wife ka c section kab tk krwa skta hu plz eligibility batye
31st mar se aap bhr ho gye to ab apko esic ka benefit nhi milega
Sir private hospital m treatment hoga ya esic hospital m
Phle esic me jao wo refer kr denge private hospital mein
Ky ayurvedic ilaj bhi ho skta h ky esi se
Hospital esic ke pannel pr hona chahiye.vaise ayurved ilaj nhi hota hai
Sir may mare madam ka pargency ha delver karwna ha 2023 june se kar raha tha 2024 january me kame Chod diya hu kab tak karwo sakte ha ham
Dec-25 tk
Dec_24
Thanks brother👍
Sir ji mera esic 3 month kat raha hai mujhe dawa le sakta hu esic crad dhika kar
Yes
SIR,, Maine e pahchan download Kiya hai... usme Ek UHID ka option blank hai...agr Mai usse lekar jaau esi me to doctors dekhenge?? IP number hai or UAN pf account ka bhi hai...
Dekhenge
🙏🙏🙏 sir maine 2022 ka january se may tak pura duty kiya fir jun july august september ko duty kiya nehi october november december mera full duty hai sir mera question hai 2023 ka january se mera super treatment milaga kya pls bataye.kyuki financial year ka period hai april se september tak mera to is period me 58 duty hai. 🙏🙏🙏🙏pls pls bataye sir
Aap apne esic portal me login krke dekh skte hain agr vnha yes hai to milega apko
Thank u❤️❤️
Welcome dear
Meri job abhi nahi hai lekin mere mother ka treatment chal raha hai, to unka treatment continue rahega ya nahi. Mai esic ka mamber last 5year's se hoon.
Continue rhega agr phle se treatment chl rha hai to
Hlo sir mene opretion karvana he mere esic card ko bne hue 3month ho gae kya opretion ho jayega 😊 2
Minor operation hia to jayga major 6 mnth bad hoga
Hello
@gauravdoodwal5198 hi
Sir mujhe aapki sahayta ki jarurat hai mere papa ko cancer hai or mein esic se labh lena chahta hu lekin mein abhi job chhod diya hai mera last contribution August 2022 mein hua hai to kya mein ilaj Kara sakta hu
Syd to nhi krwa skte but phir bhi ek bar esic dispensary me pta kr lo
Sir mera esic 2018 se jun 2022 tak continue th jun 2022 se may 2024 tak gape ho gaya yh job chhod di th abhi june 2024 se chalu hai esci kya mujhe wife ki pregnancy ka ilaj krwa sakta hu hoga ke nahi
Same IP no hai starting se sir please reply me urgently
Normal treatment krwa skte ho sst nhi hoga
Sir esic card ki super special facilities band ho jaye toh kya kary?
Ss depends on your esic contribution,agar kisi or karna se bnd ho gyi hai to esic office mein bat kro
Sir ,meri SS Attendence short hone k krn bnd hogyi h koi haal h toh btayie pls
sir mere papa ka ilaj tata hospital me chal raha hain 5 saal se mera esic 1 saal se nahi jama hua maine pichle mahine job join Kiya hain ab unka treatment kar sakte hai
Agar phle se esic se chl rha hai to ho jayga otherwise nhi hoga
Thanks you
Welcome ji...🙏🏻🙏🏻
Sir muze 2 month complete hui hai esi registration hui , es month father ki treatment ki hai surgery, to esi me apply kar sakata hu kya
Nhi
Job k 8 month k bad b super speciality NO aa raha.. kya kare.. pls reply
Contribution nhi gya hoga jitne din ka Jana chahiye
Ss ke liye kitna din ka contribution chahiye ip & family members ke liye
Self 78 and family 156 days
Sir mere papa ko diabetes hai jiski wajah se unki Eye me problem ho rhi hai ..uska ilaz karwa sakte hain kya... Meri joining April 2022 ki hai
Yes karwa skte hain.
Sir main Aug 2022 me company join kiya hu mere ko apni mummy ke body ki check up karana hai to kya main kara sakta hu mere ko company join kiye guye 7 month ho gaye hai
Krwa skte ho
Sir UHID hr say karana hoga yea despensary say hoga please help?
Hr se
Sir mere bhaiya ka esic card hai aur usme family me mummy papa add hai to hme mummy ka ilaj karana hai kya lekar jana hoga hospital me card ke sath aur kya chahiye plz reply kr dijiye 🙏🙏
Esic card mummy ka aadhaar or income certificate ya affidavit court ka bna hua income proof k liye
@@PanghalTechnology ok TQ sir 🙏
🙏🏻🙏🏻
Income certificate ya court ka affidavit? Dono me se koyi ek ya dono hi chahiye ?
@statusofmahesh1591 income certificate hoga to kafi hai
2 saal to hogye but bich mai 2 months ke liye kam chord diya tha to kya superspecialist treatment nhi mil skta🙄
Online check kro
Sir one year me esic se kitni baar specially treatment liya ja satkta hai for parents esic 2+ year old hai
Koi limit nhi hai agr aap ka super speciality yes hai ti
Sir combined photo attached krna jaruri hai kya
Yes
Sir hum dec2022 ko join kiya too humko aur mera family ko esic benifit kab say melaga sir please explain?
Normal benefit first day se start ho jata hai.
Pregnancy delivery krwa skte h kya
@@mastanali1546 yes
Mere esic se wife ka IVF ka treatment ho sakta he kya
Yes
What is children age valid for esic maximum
25
Sir mera more than 1 year ka contribution ho chuka hai but family ka super speciality NO show ho Raha hai kab se yes hoga ya kuch option hai jisee yes karwa sakte hai
No of contribution days km hoga isliye no hai,ho jayga yes apne aap hota hai ye
SIR ESIC Main pregnancy sizaring claim 1st day main start hota hain kya
Surgical treatment 6 mnth bad hota hai
Sir main ESIC pe log in nahi kar parahu member details not found bol raha hai Keya Karu ????
Company se detail check krwao kuch glt dala hoga
Sir meri wife ki sejerian delivery hui hai kya me esic se benifit le sakta hu...insurance coverd hai process kya rhegi
Yes,online apply kr skte ho
@@PanghalTechnologyusme triteriya kya rahta hai
Sir mujhe acl ka operation karwana h mera esi abhi nahi bana h agar m abhi esi banwata hu to mera operation kitne bad ho sakta h
6 month
🙏🙏🙏🙏Sir mera esic card 10 saal purana abhi maine resign marke september ko 24 tarikh se duty join kiya december end tak mera pura 80 duty hoga to super treatment milaga to pls bataye its urgent 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Agr same esi number hai to apko milega superspecility benefits
Sir october se march tak kya 78 days duty hona chahiye
@@subhankarroy96 yes
@@PanghalTechnology 🙏sir last question. Sir january me to chanda ka kagaj milta hai maine jun mahine ke baad resign marke firse october se duty join kia hu. December tak mera 80 duty ho jayaga to sir january 2023 se super treatment milaga to. Mera papa ka dono kidney kharap hai pls reply sir 🙏 esi number same hai
Smjha nhi Chanda ka kagaj ?
Sir Super Specialist ke liye kuch alag se criteria hota hai kya ip ko, ya alag se kuch extra premium bharwa ke add on karna padta hai
Nhi 6 mnth ke bad active hota hai
Sar department son education me age limit kitana hai
21
Mere papa sugar present hai or unka paau(🦵 Leg) Operation karna hai...2018 saal me mai job join kiya tha fir chor diya uske bad 2023 me join hua fir se rejoin hoke 4months job kar raha hoon kya mere papa ka ilaz (operation) Ho sakta hai...Esi se please inform me bro its urgent 😢😢😭
Card apka ek sal se purana hai is hisab se ho jayga or contribution aap ko dekhna padega 156 days ka hona chahiye
Sir maine Abhi tk esi ka koi Clem nahi kiya lekin muze mere wife ka pregnency tritmenent karna hai to abhi mai uska tritment kr sakta hu kya or esi ka proses kaisa rahega abhi muze esi clem karna padega to
Han kr skte ho,sbse phle wife ko esic dispensary me le jao wo aage ka process bta denge
Sir mujhe apne mata or pita ka naam add krana hai but vo kuch income certificate bol rhe hai?
Han income certificate dena pdta hai court se bnega
Hy sir ... Kya mai apni esi card se apni mother ka operate kra skti hu
Agar aap unmarried hain to karwa skti hain or agr shadi ho rkhi hai phir bhi wo aap pr depends hai to ek affidavit lgega ho jayga
Kya mai apne wife ka metarnity krwa sakte hai esi me2 year ho chuka hai esi ka
Yes
Hello sir matarniti live ka proses bta dijiye
Bna rkhi hai ek video dear plz watch
Sir mera 21K limited par ho suka hain. Current company bola hain esic kat jayega. Pf rehega.
Abhi sir main dusra ak company par parttime job korke esic le sakata hain kiya sir??
Nhi
muje ye btayeye jase maine apne mom ka opearte krwana ho to ho skda hia possible maine 100 depedent apne mom ko kiya ?ave 11 month hue ESIC me
11 months ho gye to aap apne esic me login krke dekh skte ho usme dependent superspecility yes milega
@@PanghalTechnology let me chk if yes hua then esic k hostpitals hote hai jha hm treamnt le skte ya any hospital
Wife ki ESI Card hai uspe patti ka illaj ho sakta hai
Company join kiye hue 2 month hue hai to mujhe esic hospital te treatment mil skta hai kya please reply sir 😢
Han
Sirf nrml ,super speciality k liye 6 month hone chahiye
@@PanghalTechnologySir hernia ka ho skta hai kya
@creationstar1652 han
Bhai ismai bahar ki medicine ke paise milna kab chalu hota hai 1 saal ho gya card banway hue abhi Tak chalu nhi kra inhone
Esic se likhwa kr phir dwai loge to bill lg jayga paisa mil jayga
Medical live के लिए कम se कम कितने दिनों का contributions चाहिए. अगर किसी employees को ड्यूटी join कर के तीन माह ही हुया और उसे exidante के ke वजह से छुट्टी लेना पड़ता है. तो मेडिकल लिव मिल सकता है क्या
Accident case me mil jygi
Treatment milga,leave nhi milegi uske liye 2 yr purana esic or each contribution me 78 days contri hona chahiye
Sir mera papa ka accident ho gya hai mera esi card 4 month hua hai kya mai esi se treatment kra sakta hun plss reply 🙏🙏
Normal treatment ho jayga surgery vgra nhi hoga ek bar esic dispensary me ja kr phle pta kr lo
Sir agar mother and father ka death ho gya hai ....or jiska esic hai vo bachpan se apne grandmother and grandfather ke sath rahta hai or ab vo sab iske upar dependent hai to kya ... Grandfather ka ilaj esic se ho jayega
Yes
I am 19 year old toh special treatment milega per card papa ka hai..
Milega
Hlo sir mene opretion karvana he mere esic card ko bne hue 3month ho gae kya opretion ho jayega 😊
Same here
Sar Maine 2 sal Tak kam kiya hai mujhe Mera ESI kab Tak
Jis din chora hai us din se next 9 month tk
Bhai mera esi ha acciedent ho gya ha but hospital wale bol rhe ha super specialist for ip yes hona chaiye please help acl Ligaments surgery krwana ha
Wo apka tabhi hoga jb apka ssb yes hoga .or wo tab hota hai jb aap esi me 6 mnth se jyada Kam Kiya ho
Bhaiya mujhe ye pta ha ki jaisa Mera papa ki esi cut rahi thi or unka ussa treatment bhi chl rah tha heart ka or ussi sa operation bhi Hua tha ab unki esi hat gye ha beacuse abhi 4-5 days phale he salary baad gye ha to isliye esi ab ni kategi to fr ma unka son hu or bhaiya ma job krta hu ma esi cutvana start kr rah hu or papa or mummy usma include honge to fr papa ka agr heart ka koi bhi operate ya fr kuch or bhagwan na kre kuch bhi to Kab sa cover hoga ma jab sa esi katvaonga uske kitne time baad sa
Is month to unko kuch bhi krwana hai esic se wo hoga unko kyunki Apr to Sep ka period rhta hai or jb aap esic krwaoge to apka 78 days contri ke bad ap superspecility trtmnt le skte hain jbki fmly k liye 78+78 days contribution hona chahiye mtlb ek sal bad wo superspecility me aaynge but medicine vgra unko mil jyga first day se bus major treatment nhi hoga
@@PanghalTechnology means Mera papa ke heart ka jo treatment hai vo 1 year baad covered hoga Pura surgery bhi
Yes
sir , mera esic me 1.5 years ka contribution hai , or mere parents govt penstioner hai , to kya me unka treatment esic k through krwa skta hu?
Income certificate lgega,govt employee hain to syd nhi hoga
Esic card se delivery m v hlp milta h kya
Han
Kya sbi bank ki job me bhi ye facility hoti h
Nhi
Sir muje 1 year hogya job left kiye kya m ESI ko use kar skta hu
Nhi
Me 5 matlly se regular hu fir bhi Mari wife ka tritment nhi ho rha ESI office jaata hu to bolte 78 din cahya
Itne din ka contribution to chahiye
Other state Mai esi hospital m ilaj Kara sakte h kya...
Yes, address change krwana pdega apko or dispensary apne employer se
Sir agar treatment hogya hai to bhi esi se payment mil skta hai
Esic me agr phle inform Kiya hua hai to mil jayga ya emergency case hai to mil jayga
20 oct,2022 se mera contribution huwa h meri wife ki miscarriage ho gya 22-12-2022 kya hm claim kar sakte hai
Yes
But claim accept nhi kar raha h
Esi staff bol raha contribution minimum 6 month hona chahiye to hi family benefits milega private hospitals m ilaz karaye the
Mai married hun. Mere mata pita ko esic cover milega kya
Yes,male employee ko milega
Mera 3 month ho gye kya m apni wife ki delevey krwa skta hu plz answer dena bhai
Yes
Hlo sir family kaise jode esi m
Add family details option mein
Hii sir
Mera esic last isi august mai kata hai
Uske baad maine job chor diya abhi mai job less hu aur meri wife ka delivery date 5 feb ko hai to kya mere wife ko kisi aur hospital mai transfer karwa karke treatment karwa skta hu kyuki humare city mai bas esic ka despenciry hai
Esic se confirm krna pdega apko dispensary se hi
आपकी JOINING के कितने दिन बाद आप अपनी FAMILY का MEDICAL TREATMENT ESIC में करवा सकते हो ? देखिये पूरी जानकरी मेरे साथ आपके अपने TH-cam CHANNEL पर ;-
th-cam.com/video/QMipyNoIDJ0/w-d-xo.html
👍🙏
🙏🏻🙏🏻
Hi
@@Kunj76 hi
@@PanghalTechnology company join krne ke kitne mhine baad esic card ban jata h or parents ki bdi surgery ya kidney ke treatment ka fayda kitne din baad se le skte hain
Esic half yearly return ek vedio ban aye sir
Ok
One state se dusre state me illaj ho jayega
Yes dispensary change krwa lena
Thanks bhaiya
Kese
Sir isme medicine bhi milta h esci card se
Han milta hai
Bhai ESIC me 5 month ho gye h or meri wife pregnant h 7 month chal rha h to kya me esic hospital me illaz kra skta hu
Delevery wagera krana h to esic hospital me ho skta h ki nhi
Yes
Pese wegera kuch nhi Lage ga
@@rajanbhardwaj376 nhi,phle dispensary me ja kr refer bnva lena
Bhai meri wife pregnant hai or Mera ESIC me 275 din jyda ka contribution ho Gaya hai kya main private hospital me ilaj karwa sakta hun plz, bhai reply de dijiye
Sir ji me 9 year kam kiya hu,ob job nhi krta hu,ky mujhe ESI facility mil sakta h
Last kab tk Kam Kiya hai ?
@@PanghalTechnology May 31/,2023
Milega apko fayda next year Apr tak
@@PanghalTechnology sir ji,mera piles ka surgery date 29/07/2023 ko tha,31/05/2023 ko mera last duty tha,sayad esi wale treatme to nhi krnge,yhi soch kr,me gy nhi,or me ghor aa gy tha
Nhi ho jayga apka treatment aap esic se agle sal Apr tak medical benefit le skte hain
Sir Mere Bhai ke sirf 3 mahine hue Hain company join karke kya esic me benefit le sakte hain
Han
Sir company change karne se esi ka koi problem to nehi hota
Nhi
Apna purana esi number hi dena jb nyi company me jao tb
🙏🙏🙏🙏thanks a lot
@@subhankarroy96 welcome ji,keep supporting like share video and subscribe channel...🙏🏻🙏🏻
Sir koi naya niyam aaya hai kya mere bhai ke HR walo ne esi e-pahchan bana ke Diya hai jisme mere father ko family details me add nahi Kiya bola hai ki after marriage father ka add/ilaj nahi kara sakte,mother ki death ho chuki Hain lekin father ko bhi add nahi Kiya hai please reply soon ?
Usme only wife or depend son ko family details me show kar rakha hai
Father ko add kr skte hain unse bolo add kren ,father depends hai
Children's ki hiest age kitni honi chayia esi benefit k lia plz reply
25 year
सर हम कौ एक माह हुआ है तौर हम ईली से ईलाज करा सकते है
ESi
Nhi
Hello
Mera 4 month ka contribution hay. Main accident ho ke duty nhi kar paa Raha hun, mujhe salary nhi mila Raha. Kya mujhe ESI se salary milega?
Apni company se bat kro
ESIC Hospital me ilaj k lie admit lene time pahle paise khud se paid karna hota h kya...??
Nhi
इ एस आई सी का मेडीकल लिव का पैसा क्लेम के कितने दिन बाद मिलता है।
15-20 days
Bhai muje ye btao SST kya hota h nd mera esi Bane 5mounth hua h kya krna pdhega SST open ho
Sst super speciality treatment hota hai iske liye one year purana card hona chahiye or 256 days ka contribution hona chahiye family k liye,apka 6 month me ho jayga 78 days ka contribution hona chahiye .
Hair transplant ho skta h kya bhai esic k base pe
Nhi
muze sirf 2 month huye h or mere pappa ka major disease ka treatment private hospital se krna h to kya muze ESIC ka benefit mi skta h kya
Nhi depends ke liye major treatment ke liye one year old card hona chahiye
ESi se hair transplant hota hai
Check Krna pdega
Sir kya dental ka bhi ilaj hota hai
Yes
Hello sir i am rupal boro
Apse me ak question pusnaa taa
Puchiy
1 saal baad sst ke lie bola jata hai family ke lie. Bina baat ki video bna rha hai. 😊
Mne sst to bola hi nhi nrml treatment bhi hota hai mere bhai
Bhai pregnant ladies ESI ke base pe ultrasound kra skti h kya