Thanks a lot, u don't know how much u have helped me... I was searching this content throughout utube nd finally I found it...Vid fully satisfied explanations Thanks bruh
Bhar har months change kar sakte matlab 3-4 account use kar sakte hai 1 baar bhai ka agle months mother ka agle months papa ka agle months uncles ka aisa kar sakte hai
Kya disable Adsense account ka Gmail ki account se naya website search console ke liye submit karu and toh? agay jake koi problem hoga naya adsense lene me?
Bro mai Nepal se hu . Avi Dubai me rehta hu aur maine Adsense account banate wakt Nepal as a country rakhdiya. Isiliye wo approved nahi karapaya aur ek galti aur kiya , payment address idhar hi ka dediya aur usme 300$ tha wo pata nahi kidhar gayab hogya 😭😭. Avi aap hi batao mai dusra account kaise banau aur wo paise kaise wapas aaenge. Please reply me. Mai to kahunga aap ispar detail me ek video banao. I’m sure bahot logoko ye problem face karna padahoga
already made detailed video on keyword researching, backlinks and many more.... will be making more videos in that list... stay tuned... till then you can watch the available videos
Bhai i have two question.jaisa ki apne bola ki alag alag AdSense k liye different bank details daalo. 1. kya wo different bank account same name se ho to v prblm h? 2. Kya muze jis naam se AdSense account bnaya hai.ussi naam ka bank details daalna pdega? qki AdSense account to bna lunga dusra.lekin bank account open krwana thoda prblm h. PLEASE REPLY.
1 pan card pe 2 Google adsense ac ho sakete hai kya? Mera TH-cam channel adsense account monetized hai Mai blog shuru karna chahti hu 1 pan card pe dusra blog ka adsense approve ho sakta hai agar mai separate mobile no rakhu aur separate emailid rakhu to? Please reply
Aik cheez nahi batae.. 1) Internet sab k leyae same hoga tu farak paray ga.. 2) kya hum alag mobile main apply ker k adsense ko. Incognito broswer main check ker saktay hain)
Mere 3 blog ek hi adsense se link hai jise ek gmail se link kiya gya hai, is blog par ad aati hai kya mujhe ek hi blog ko adsense se link krna chahiye , kya mai 2 any blog ko different gmail aur adsense se link kr skta hu please reply
मेने एक ad account open kiya tha to उसपर एक blog add किया है. तो मेने दुसरा ad account open किया उसपर name and address अलग डाला है but इसपर भी एक blog था वो मेने delete कर दिया ( ad account deleted नही होगा ना? ), और इसी account पर मेने एक youtube channel खोल रखा है तो क्या मे अब इसी ad account को youtube से link कर दु क्या? कोई problem नही होगा ना.
Bhai mera sirf ek doubt hai.. mere do adsense account hai, ek account ko meine mere sbi bank acc ko link kiya huva hai, aur dusre account ko merehi dusre bank account ko link karnaha hai? Agar ha toh dusre bank account ke details for ex. mera naam ya pan card details toh same hi honge, toh mera ye doubt hai ki kya hame apanehi dusre bank account ko link karna hai ya apne family member k account se link karna hai. Pl clarify.
Sir multiple Adsense account ke liye alag alag bank account se link karna thik hoga . Aise me kya alag alag person ke bank account se link kre ya ek hi person ke alag alag bank account se link kre ? And suppose ek person ke multiple bank account h to wo bhi adharcard jaise ID se interconnected hote h ?
Sir mera youtube channel ka adesene account hai aur maine abhi abhi naya blog create kara hai Ek hi email address se to ab muze kya karna hoga plz give the answer
Sir maine Mera 2nd channel banaya hai same mail id se ,to Adsense ke liye dusra mail id use karu ,, & ek hi ytstudio hai to monetization on kaise karu help me plz reply I m so confused
Bhai [Duck Duck Go] bhi ek safe browser hota hai jo apke ek bhi data store nahi karta hai or chrome mai bhi eska extension available hai. Toh usse bhi use kiya jaa sakta hai adsense ki earning check karne ke liye . Kyuki incognito mode mai [ IP ADDRESS ] ko bhi google detect kar sakta hai. Toh wohbhi risk ho sakta hai
Vai...ak fn per agar 2 channel hoga or usi fn sa ak channel fully operate hoga or dusra channel ka bas vidio upload hoga....or dusri channel agar apki jaisa alag ak fn sa opon karka only adsence apply karka raku to possible ha? Or koi problem hoga kaya?
Sir kya multiple google adsense account ke liye alag alag hosting or alag alag godaddy account chahiye ya ek hi hosting or ek hi godaddy account me multiple domain par multiple google adsense aprove ho sakta hai? please please please reply sir...
Bro 200+ hum earn kr rhe hain blogs se Aur ye possible bhi hai But hume 5 years ho gye hain so easy nhi hoga Aapko jo hum videos me bta rhe hain wo dekho aur apply kro Baaku dheere dheere learn kr ke kr loge tum bhi😊
भाई बहुत अच्छा कम कर रहे हो मेरा भी एक सवाल है मेरे खुद के 2 अलग अलग बैंक के अकाउंट है तो क्या में उनको अलग अलग एडसेंस से जोड़ सकता हु भाई रिप्लाई जरुर करना .
Bhaiya ak bat batao mera bank a/c main jo address hai..us address main abhi main nehi rahata hu...toh mera current address adsense main dalu...toh koi prblm ayega kya..adsense aprroval lettar aane pai?
th-cam.com/video/NzJPmEl3Nj4/w-d-xo.html please watch this video till end... and let me know if you still have any queries left.... PS add a new comment in the video as we are unable to track replies..
2 adsenc account ko ek hi pan card se verify kr sakte h ya nhi or agar ha to disapprove to nh hoga or dono bank accounts me name alag alag hona chahiye ya alag plz reply sir
Thank you itne saare clarification k liye but abhi bhi confuse hu Please reply Problem ye hai ki mera paas ek Adsense account tha jo disable ho gaya due to invalid activity or ab mujhe ek new account create krna hai details different hai but kya mai same bank details use kar sakta hu jo account disable ho gaya due to invalid activity kyu ki jo account disable hua hai usme maine ek bar bhi payment recived nai kiya hai. Thanks in Advance. Hope aap reply karoge.
Hii sir my qustion kya ham adsense identity verifaction se pahle ya account me 10$ hone se pahle adsense ka identity matlab dusra name and adderess daal sakte hai and isme koi problems to nahi hai ya fir hai. Please reply me...
Bro.. kya ek blogger account me multiple blog banane par sabhi ka gmail id (contact us me ..etc ) me change hona chahiya aur sabhi blog ko ek hi adsense se link kar sakte hai ????
@@WebBeast apka matlab suppose that ek blogger account me 4 blog crate hai sabka alag alag adsense account hona chahiya aur author name same ho sakta hai sab blog ka par gmail account change hona chahiye according to blog domain ??
Useful Information, sir kya youtube channel me login ke liye bhi alag alag user banaye ya... ek multiple user keval adsense ke liye hi use kare Please bataye
Mere pass AdSense account h, n Meri website bhi hai but wo ranked jaldi nahi ho rahi hai tu mujhse rang karwana kya koi help ho sakti h. Please do reply 🙏
@@WebBeast sir mai 1.5k+ monthly visitors la rha hu Pinterest se abhi tak 3month m 4k visitors with 7k page views h aur sb Pinterest n Facebook se hi aatye hai n avg position abhi 57 h meri according to webmaster tool, n sir maine Quora toh sbse pehle try kiya pr wha strike lga dete h that you can't promote your website here. Ye Quora mera problem solve krne m help kr dijiye bs
Sir mere paas 2 bank account hai. Pahla SBI me aur dusra PNB me. But dono me mera 1 he PAN card lga hai. To kya mai 2 AdSense account me alag alag bank add kar sakta hu. Ya 1 he PAN card ki wajah se koi problem hogi.. please reply sir...
Mera Google Adsense account disable ho gya he for invalid click activity kya me Naya Adsense account bana sakta hu ya me ek nayee channel bana sakta hu aur usme mere nam se hi Adsense account bana sakta hu???
th-cam.com/video/ZOec3Nc6-UY/w-d-xo.html is video mein detial mein btaya hai kitna din lage ga approval ke liye... full video dekho.. Problem aaye toh is video mein comment krna.. it is difficult to track replies
nahi dega... Adsense approval lene ke liye kuch basic requirements hai.. pehle woh full fill krni pdegi... woh ho jaye fir adsense mil jayega... si video ko detail mein dekhe th-cam.com/video/ZOec3Nc6-UY/w-d-xo.html
Bro me apne naam pe different banks me different accounts banakar, adsense bana sakte he kya Because ham bank account multiple bana sakte he and address ka bbi jagad tumne bata diya he Plizz replay
Bhai ye jo multiple bank accounts hai kya ye ek bande ke ho sakte hai different banks me? I mean person ek or bank accounts multiple. Kya ye kam kerga?
Agar sir 2 gmail se 2 different channel banae. And sir payee name to same hi hoga kyuki account to mera hi hoga. But what if main agar different bank account se karlu. For example first youtube account with SBI bank and second youtube account with PNB Bank. Like this can it work?
Agr hm 2 adsence account same adress pe bnay to kya ni bnta second wala, please help mery dosry chanal ka second step start ni ho rha me ne pehly waly account ka home adress second me dala
Sir mera 2 adsens account tha dono disable ho gaya h aur dono admob app ke liye use kar raha tha invalid click ke karan disable ho gaya hai ab mai apne website ke liye account banuga to disable ho jayga kya kya kya dhayan me rakhna hoga mob number b change karna padega kya maine new email id b purnane disabe wale phon me login kiya tha magar adsens account abhi banya nai hu
May be , google would now be aware of these techniques. After watching this video😛
May be
Bahut Achhi information Bhai
Thanks a lot, u don't know how much u have helped me... I was searching this content throughout utube nd finally I found it...Vid fully satisfied explanations
Thanks bruh
Bhar har months change kar sakte matlab 3-4 account use kar sakte hai 1 baar bhai ka agle months mother ka agle months papa ka agle months uncles ka aisa kar sakte hai
Bhai har month mat kro change
Hum 3-4 months baad change krte hain to save tax
@@WebBeast thanks
Kya disable Adsense account ka Gmail ki account se naya website search console ke liye submit karu and toh? agay jake koi problem hoga naya adsense lene me?
usse koi problem nhi aayegi
Bhai mujhe yahi problem thi thanks
Bro mai Nepal se hu . Avi Dubai me rehta hu aur maine Adsense account banate wakt Nepal as a country rakhdiya. Isiliye wo approved nahi karapaya aur ek galti aur kiya , payment address idhar hi ka dediya aur usme 300$ tha wo pata nahi kidhar gayab hogya 😭😭. Avi aap hi batao mai dusra account kaise banau aur wo paise kaise wapas aaenge. Please reply me. Mai to kahunga aap ispar detail me ek video banao. I’m sure bahot logoko ye problem face karna padahoga
7:10
Ap sy motivation ly k site start kar le hain ab seo k ley ap ke video ka wait kar raha hu.plz asap upload karain
already made detailed video on keyword researching, backlinks and many more.... will be making more videos in that list... stay tuned... till then you can watch the available videos
Bhai i have two question.jaisa ki apne bola ki alag alag AdSense k liye different bank details daalo.
1. kya wo different bank account same name se ho to v prblm h?
2. Kya muze jis naam se AdSense account bnaya hai.ussi naam ka bank details daalna pdega?
qki AdSense account to bna lunga dusra.lekin bank account open krwana thoda prblm h.
PLEASE REPLY.
Do adds me ek acound chalega kya
Bank Account Payee name ke hisab he hona chahiye ya or koi bhi bank account add kar sakte he him ?? Please replay
bhai ispr already detailed video bna diya hai th-cam.com/video/NzJPmEl3Nj4/w-d-xo.html check this video aur aapka sb doubts clear ho jayega
@@WebBeast Thanks I missed that video
Its okey😊
TH-cam AdSense account per
वेबसाइट ऐड करनी चाहिए या नहीं कुछ प्रॉब्लम हो सकती है या नया ऐडसेंस अकाउंट क्रिएट करना चाहिए
Identity Verification ke liye same pan card and address use kar shakte hai multiple adsense accounts mai?
yes i also have this problem
Family members ke se adsense create krte haii too. Family member ka hi name or documents lgega kya plz answer
1 pan card pe 2 Google adsense ac ho sakete hai kya?
Mera TH-cam channel adsense account monetized hai
Mai blog shuru karna chahti hu
1 pan card pe dusra blog ka adsense approve ho sakta hai agar mai separate mobile no rakhu aur separate emailid rakhu to?
Please reply
Naho hoga
Awesome video bhai.. your video helped me a lot. Kuch thanks to you .. keep helping and growing. . Achieve great heights of success. ☺☺
Aik cheez nahi batae..
1) Internet sab k leyae same hoga tu farak paray ga..
2) kya hum alag mobile main apply ker k adsense ko. Incognito broswer main check ker saktay hain)
Kya IP bhe different hona chaheya different accounts ko view krne ka leya ??
Mere 3 blog ek hi adsense se link hai jise ek gmail se link kiya gya hai, is blog par ad aati hai kya mujhe ek hi blog ko adsense se link krna chahiye , kya mai 2 any blog ko different gmail aur adsense se link kr skta hu please reply
Bro jo link ho gye hain unko ab change nhi kr skte
New site me new adsense le skte ho
All questions are solved .. Thank you so much ❣️
2 alag adsense me same bank account ho skte hai kya for payment?
Kya apne add Kiya 2 Adsense me same bank account
मेने एक ad account open kiya tha to उसपर एक blog add किया है. तो मेने दुसरा ad account open किया उसपर name and address अलग डाला है but इसपर भी एक blog था वो मेने delete कर दिया ( ad account deleted नही होगा ना? ), और इसी account पर मेने एक youtube channel खोल रखा है तो क्या मे अब इसी ad account को youtube से link कर दु क्या? कोई problem नही होगा ना.
Bhai very useful information Thanks...
thanks for letting us know
Bhai mera sirf ek doubt hai.. mere do adsense account hai, ek account ko meine mere sbi bank acc ko link kiya huva hai, aur dusre account ko merehi dusre bank account ko link karnaha hai? Agar ha toh dusre bank account ke details for ex. mera naam ya pan card details toh same hi honge, toh mera ye doubt hai ki kya hame apanehi dusre bank account ko link karna hai ya apne family member k account se link karna hai. Pl clarify.
Sir multiple Adsense account ke liye alag alag bank account se link karna thik hoga .
Aise me kya alag alag person ke bank account se link kre ya ek hi person ke alag alag bank account se link kre ?
And suppose ek person ke multiple bank account h to wo bhi adharcard jaise ID se interconnected hote h ?
Bhai agar gamil par Mobile number varification same hi AdSense bka to kya hogaa ???
And youtube varification me number same daal sakte hai kyaa
Sir mera youtube channel ka adesene account hai aur maine abhi abhi naya blog create kara hai
Ek hi email address se to ab muze kya karna hoga plz give the answer
Sir maine Mera 2nd channel banaya hai same mail id se ,to Adsense ke liye dusra mail id use karu ,, & ek hi ytstudio hai to monetization on kaise karu help me plz reply I m so confused
Bro mere 2 Adsance account h
Me dono me ek bank account fill nhi kr skta but kya me apne hi alg alg bank ke account h dono me fill kr skta hu?
Bhai [Duck Duck Go] bhi ek safe browser hota hai jo apke ek bhi data store nahi karta hai or chrome mai bhi eska extension available hai. Toh usse bhi use kiya jaa sakta hai adsense ki earning check karne ke liye . Kyuki incognito mode mai [ IP ADDRESS ] ko bhi google detect kar sakta hai. Toh wohbhi risk ho sakta hai
bhai we are using incognito mode from 3 years and is working fine for us.... never used duck duck go
Thanks bro aapse ek sawal tha ki ek Gmail se kitne TH-cam channel bna sakte h
Ek gmail se kewal ek hi TH-cam channel bana sakte hai bro.
Har ek TH-cam channel ke liye alag Gmail banana padta hai. 🙂🙂🙂
Bhai mere do alg alg Google AdSense account hai to kya me inme mere sem name ke do bank account (SBI & HDFC ) ki ditel de skta hu
Bhai jis mobile men AdSense ka account disable ho chuka ho us mobile men AdSense bnana thik rahe ga?
theek hai but disapproved mail ko remove kr do phone se
Mere pass mere nam ke 4 Bank Account hai. to kya 4 Adsense manage kar sakta hu?
Vai...ak fn per agar 2 channel hoga or usi fn sa ak channel fully operate hoga or dusra channel ka bas vidio upload hoga....or dusri channel agar apki jaisa alag ak fn sa opon karka only adsence apply karka raku to possible ha? Or koi problem hoga kaya?
TH-cam adsense me website ko kaise link karte hai please help
Brother
Agar hum TH-cam par live steaming krty Hain to kia watch time account ho ga k ni please ans 🙏
haa bhai add hota hai... watch time chahiye toh live streamkro 1-2 hrs ki.... thode views pr bhi acha watchtime mil jayega
Okay thanks
Sir kya multiple google adsense account ke liye alag alag hosting or alag alag godaddy account chahiye ya ek hi hosting or ek hi godaddy account me multiple domain par multiple google adsense aprove ho sakta hai? please please please reply sir...
Bhai per DAY 200$+ earning krne ka way btao practical..
Muje maalum hai aap ik pro blogger hai😊💓
Bro 200+ hum earn kr rhe hain blogs se
Aur ye possible bhi hai
But hume 5 years ho gye hain so easy nhi hoga
Aapko jo hum videos me bta rhe hain wo dekho aur apply kro
Baaku dheere dheere learn kr ke kr loge tum bhi😊
@@WebBeast love from moga💓
, bhai atleast 50 dollar day kma skte h? 5,6 month ki learning k baad plz rply bhai...,.
@@Familyfashion7 yeaa but if you have great stregity
@@ArshRamgarhia bhai aap kitne ki earning kr rhe ho abhi ek din m???
भाई बहुत अच्छा कम कर रहे हो
मेरा भी एक सवाल है मेरे खुद के 2 अलग अलग बैंक के अकाउंट है तो क्या में उनको अलग अलग एडसेंस से जोड़ सकता हु
भाई रिप्लाई जरुर करना .
Haan bhai jod skte ho😊
Yes I have problems about Adsense in my blog
Bro watch our other videos on adsense approval you will surely get approval after that😊
Do alg alg proff se(same name) 2 Adsense verify kar sakte hai kya.. ek me voter id dalke or dusre me pan card
Bhai document 📄 kon sa dena hai 2nd time
Yes bro, I'm facing the same problem
thanks for commenting that....
Bhaiya ak bat batao mera bank a/c main jo address hai..us address main abhi main nehi rahata hu...toh mera current address adsense main dalu...toh koi prblm ayega kya..adsense aprroval lettar aane pai?
koi issue nhi aayega bhai
every time payee ka name different de to different name pe bank account bhi khulana padega, which is not possible right? please share your opinion
th-cam.com/video/NzJPmEl3Nj4/w-d-xo.html please watch this video till end... and let me know if you still have any queries left....
PS add a new comment in the video as we are unable to track replies..
2 adsenc account ko ek hi pan card se verify kr sakte h ya nhi or agar ha to disapprove to nh hoga or dono bank accounts me name alag alag hona chahiye ya alag plz reply sir
Sir mera adsense अप्रूव h kya unke code ko dusri website m use kar saktahun kya same gmail id s blogger se
Ye video special hai bro nice..
Thanks a lot bro😊❤
Thank you itne saare clarification k liye but abhi bhi confuse hu
Please reply
Problem ye hai ki mera paas ek Adsense account tha jo disable ho gaya due to invalid activity or ab mujhe ek new account create krna hai details different hai but kya mai same bank details use kar sakta hu jo account disable ho gaya due to invalid activity kyu ki jo account disable hua hai usme maine ek bar bhi payment recived nai kiya hai.
Thanks in Advance.
Hope aap reply karoge.
Yes bro video me bhi btaya hai bank account same use kr skte ho😊
@@WebBeast thank you so much ☺️
Hii sir my qustion kya ham adsense identity verifaction se pahle ya account me 10$ hone se pahle adsense ka identity matlab dusra name and adderess daal sakte hai and isme koi problems to nahi hai ya fir hai. Please reply me...
koi problem nhi aayegi... kr sakte ho
Thanks sir
Bro.. kya ek blogger account me multiple blog banane par sabhi ka gmail id (contact us me ..etc ) me change hona chahiya aur sabhi blog ko ek hi adsense se link kar sakte hai ????
ek blogger account ek adsense ke sath hi link ho sakta hai
@@WebBeast apka matlab suppose that ek blogger account me 4 blog crate hai sabka alag alag adsense account hona chahiya aur author name same ho sakta hai sab blog ka par gmail account change hona chahiye according to blog domain ??
Its realy helpfull video adsense ka bohot problems ka solution mil gya hai.sir seo course start karwa dain we all need
Already answered that
Bhai pan ka kya krenge ?
Agar apne name se account banate hai to pan card bhi to lagna padega agar ek baar lagaye hai to kitne baar krengw 😞😞
Bhai me wishing script keliye konsa ad network use karu without Adsense plz reply 🤔🤔🤔
popads.net will be best for instant approval
Thanks 🤗
Bro use amazon ads
@@Alvlight why????
@@divyanshuraj2044 because it give more money and trusted
And most of ads network I try expect AdSense does not give money to beginning website etc...
Bhai agar ham 3 blog web banale aur 3नौका adsence aproove hojaaye to kya kare???? Please reply 🙏😢
Bhai congratulations apke channel monetize ho gaya
Thanks bro
Bs aapka support hai 😊❤
yes sir multiple websites h par adsense already errors aata h kya. kre btao
Kya m meri dusri gmail ka adsense use kar sakta hu
Agar different Adsense .to difference bank account vi Dena parega?? Jiske no se Adsense account Banya use name se usika e bank details Dena parega?
Vai 1st website adsence approved hona ka bad kitna website par ads laga shakta hu plz bata dena
adsense pr approved domains pr hi ads lga sakte ho aap
@@WebBeast jitna website banunga utna adsence aprovel Lana parga keya
Useful Information, sir kya youtube channel me login ke liye bhi alag alag user banaye ya... ek multiple user keval adsense ke liye hi use kare
Please bataye
Very helpfull ❤️
Bhai adsense ac mobile chrome pr incognito mode pr bhi dekh sakte h na ??
Kya gmail aur adsense profile name same rakhni padti hai
mobile incognito mein koi problem nhi aati hai adsense kholne mein
Should I apply same gmail adress of website to apply adsence?
1 WordPress me sabhi website ko manage kar sakte hai na sir..plz reply..
i didn't got your question... can you please explain
Mere pass AdSense account h, n Meri website bhi hai but wo ranked jaldi nahi ho rahi hai tu mujhse rang karwana kya koi help ho sakti h. Please do reply 🙏
bro... aapko pehle initial traffic drive krna pdega blog pr... uspr playlist bnaya hai th-cam.com/video/2NbNIhw-_NY/w-d-xo.html sari videos dekho , Implement kro.... Traffic aana start ho jayega aur earning bhi... aur dheere dheere google pr articles rank krna bhi start kr denge
@@WebBeast sir mai 1.5k+ monthly visitors la rha hu Pinterest se abhi tak 3month m 4k visitors with 7k page views h aur sb Pinterest n Facebook se hi aatye hai n avg position abhi 57 h meri according to webmaster tool, n sir maine Quora toh sbse pehle try kiya pr wha strike lga dete h that you can't promote your website here. Ye Quora mera problem solve krne m help kr dijiye bs
Sir mere paas 2 bank account hai. Pahla SBI me aur dusra PNB me. But dono me mera 1 he PAN card lga hai. To kya mai 2 AdSense account me alag alag bank add kar sakta hu. Ya 1 he PAN card ki wajah se koi problem hogi.. please reply sir...
Awesome Video Bhaiya 😘
thanks for your lovely comment
Mera Adsense account me Error aa gaya he plzz Helps me..
bhai payee name agar dusra daal diya to address verification mai dikkt to nhi hogi na
naaa
@@WebBeast thanks bhai
Sir, Blogger par bhi different-different accounts rkh skte hai kya ?
Means Blogger par ek Mail se do blogs ho magar adsense alag alag.?
Mera Google Adsense account disable ho gya he for invalid click activity kya me Naya Adsense account bana sakta hu ya me ek nayee channel bana sakta hu aur usme mere nam se hi Adsense account bana sakta hu???
Multiple Multiple 1:46
Sir plzz rply..
Agar main koi ek statup ya website open krlu or uspe main AdSense lga du to kitne din me AdSense on hoga mtlb approve kab Tak hoga
th-cam.com/video/ZOec3Nc6-UY/w-d-xo.html is video mein detial mein btaya hai kitna din lage ga approval ke liye... full video dekho..
Problem aaye toh is video mein comment krna.. it is difficult to track replies
@@WebBeast thanks bro for reply..
Bhai viral script keliye jo blog bnaya hai to kya use ab viral scripts keliye hi use kare kya
bhai event khtam hone ke baad fir normal blog bna sakte ho agar need ho toh.... naa ho toh chalne do
Sir..
Kaya content downloading site per
Adsens se turant approve mil skata he.?
nope... for adsnese approval on content downloading sites watch th-cam.com/video/P3HXrmWRWIg/w-d-xo.html this video
@@WebBeast thank you sir.
bhai mujy ye batay k google adsense account meray pass 2 hy ....kia me dono bank acoount me same apna name rakh sakta hu?apna ID card wagera?
Wifi aur hotspot connect kar sakte hain bhai uspe to koi problem nahi hog.
Good video.. 👌👌👍
#WebBeast
thanks bhai
Sir I have question! I have one one adsense acct..n my home address(ie plot no is 111)...so how i will change my address for future AdSense accounts?
Bhai use different plot no.
@@WebBeast different plot no??? What????
bhai mera aik mobile mai adsense disable ho chuka hai mai apne youtube ke liye dusra adsense kholna chahta hu kya karu?
Bhai ase to kisi kisi bnde ke 10 website hoti hai....to kya wo 10 emial id..alag alag no. Se bnayga...or payee kha se lyga itne?????
Bhai only festivals viral scripts kiye bolg banaya to kya Google Adsense ya alternative ads approval dega.
nahi dega... Adsense approval lene ke liye kuch basic requirements hai.. pehle woh full fill krni pdegi... woh ho jaye fir adsense mil jayega... si video ko detail mein dekhe th-cam.com/video/ZOec3Nc6-UY/w-d-xo.html
Bhai Blogger Me Disclaimer Aur About kaise bnaye iske Baare Me Video Bnao Please
Bhai video already channel pr hai... aap dekh sakte ho
Bro me apne naam pe different banks me different accounts banakar, adsense bana sakte he kya
Because ham bank account multiple bana sakte he and address ka bbi jagad tumne bata diya he
Plizz replay
Dusra AdSense account me khudke hi different bank account daal sakte hain kya?
Hello bro i have one question.. adsence account mein same gmail lagaye jo youtube ka hain ya koi bhi gmail??
Bhai ye jo multiple bank accounts hai kya ye ek bande ke ho sakte hai different banks me? I mean person ek or bank accounts multiple. Kya ye kam kerga?
Agar sir 2 gmail se 2 different channel banae. And sir payee name to same hi hoga kyuki account to mera hi hoga. But what if main agar different bank account se karlu.
For example first youtube account with SBI bank and second youtube account with PNB Bank. Like this can it work?
Agr hm 2 adsence account same adress pe bnay to kya ni bnta second wala, please help mery dosry chanal ka second step start ni ho rha me ne pehly waly account ka home adress second me dala
Please make a video on how to redirect content downloading site without losing google ranking
Sure bro we will make a video on that 😊
Others ke adsense account me apna bank account de sakte hai please reply
Best video in the youtube
Thanks for your lovely comments
Sir mera 2 adsens account tha dono disable ho gaya h aur dono admob app ke liye use kar raha tha invalid click ke karan disable ho gaya hai ab mai apne website ke liye account banuga to disable ho jayga kya kya kya dhayan me rakhna hoga mob number b change karna padega kya maine new email id b purnane disabe wale phon me login kiya tha magar adsens account abhi banya nai hu
If my youtube channel terminated then mera add scene me koi problem hoga? Mera add scene kya bandh ho jayega?
😭😭😭Mera AdSense account disable ho gaya hai please help
You need to get new adsense account approval in that case
Sir but name to wahi rahega na real name full name bhi change karke dalna padega kya ? Please reply
Love you brother mast ho yaar aap dono. Dosti acchi hai aur knowledge bhi😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘
Thanks a lot bro
Bs aise hi support chahiye aapka 😊❤
Ripon ki faad di pura RIP kardi. sab ki Ch*** kat rha tha lalchi khi ka.