Thanks sir main india se hoon meri tvs sport mein same problem thi bhut sare mechanic ko samjh nhi aa rha tha fir aapka video dikhaya problem sove,love from india
Bohat shukrtya mushtaq bhai...ap se aur aik arshad bhai hain un se bohat achy ideas milty hai..3 saal pehly kam karwaya tha to same problm ai thi aur macanic ne cg125ka new drum dalwa dia tha ..us waqt bike ka kuch pata nhi tha jo macanic bole woi karta tha..mgr ab bike ki kafi malomat ..kafi nhi bohat ziyada ap se aur arshad bhai se sekhny ko mili..Allah ap k rizq me barkat ata farmay...ameen...kash sab.macanic bhai ap air arshad bhai jasy hu ...imandari air tajarba kar...masha Allah
Good bhai. Meri bike ky sath bhi yehi masla tha mein ny kafi bike mekynokon ko dekhai kisi ko bhi nahi pata tha na koi theak kr paya akhir mein aa kr pora rim neya dalawaya. aap kamal ho bohat khub
Mashallah Mushtaq bhai bahut achcha mere Sathiya masala hai manage ke bearing bhi badal diye fir bhi bheja mein rahata Excel ko note double kar diya Excel used in close kar ab main aap ki video Dekhi hai to inshallah mein iska vah masla HAL kar bahut shukriya
Aoa mere paas Habib 70 ha 78 calendar sawal ye ha k CD 70 Honda k konsy parts engine mai use ho skti han jese seals timing chain etc pls iski information dene pr video bana dyen celendar Zaror batana ku k China bike 100 calendar sy b uper aye hn
Mny apki bht see video dakhi hy mny ply be comnt kia tha apko lakn koi reply nh aya to ma reqst krta ho plz thora sa agar AP us bary ma Bata dety to .....
Asalam o alaikum Mushtaq Bhai Mere bike bhi yehi masla hai machine keh rahe is ka drum khatam hai. Drum ke bhi under se kanare bangae Hain. Kiya waqae drum bhi masla hoskata hai
Salam.sir mery 125 old model ha..us ka rare wheel k brake shu aor bearing bhi new dalwa a hain chain grari set bhi new dalwaya ha.per chain adjust kr k excel tight karo to chain tight ho jata ha or wheel bhi thora bhaari ho jata..chain loose kr k phir excel tight karo to chain phir khud bakhud he tight ho jata ha..kindkly rehnumai kr dain k kia masla ha
Bhai cd70 ki achhi gote Nahin multi. Kiya aap Lahore men koi achhi Dokan Bata sakte hen.agat got nap ke lambae Bata dete to achha hota. Dokan pe nap ke khareed lete
Sir g assalamu alaikum Mere paas cg 125 2007 model hai mene original carburator liya 12000 me wo sahi kaam nahi karta slow me start kara nahi hota aur china wala carburetor pe bilkol sahi kaam karta hai Sir is k liye me kya karun
Mushtaq bhai Meray bike ka wheel be jama ho raha Tha or engine be heat up likan wheel be heat up ho raha Tha jaha drum rubber lagty hain or jaha brake shoe ha machine kehta ha brake shoe tek NHi jab woh change kiye then be drum rubber ki side jidr grari ki side ha woh still heat hoti hain is ka kya issue ha
I recommend all the bikers to subscribe this chanel and learn about bikes ❤️
Good information sir😊
میں نے آپ کی بہت سی ویڈیوز اپلوڈ کیا
بہت عمدہ طریقے سے آپ نے ھم کو سمجھایا
MA SHA ALLAH sir ap bhut he malomati video bnaty ap essii video bnaty ha jo roz mra msayl paish aty ha
G bhai bohat shukria ❤️
Thanks sir main india se hoon meri tvs sport mein same problem thi bhut sare mechanic ko samjh nhi aa rha tha fir aapka video dikhaya problem sove,love from india
Very good 😊
Thanks for your feedback
Bohat shukrtya mushtaq bhai...ap se aur aik arshad bhai hain un se bohat achy ideas milty hai..3 saal pehly kam karwaya tha to same problm ai thi aur macanic ne cg125ka new drum dalwa dia tha ..us waqt bike ka kuch pata nhi tha jo macanic bole woi karta tha..mgr ab bike ki kafi malomat ..kafi nhi bohat ziyada ap se aur arshad bhai se sekhny ko mili..Allah ap k rizq me barkat ata farmay...ameen...kash sab.macanic bhai ap air arshad bhai jasy hu ...imandari air tajarba kar...masha Allah
Thank you sir love from india
Thanks for watching
@@MushtaqAutoservice ha sir apke video dekke mere bullet ka bearing problem thik hogaya
Mushtaq Sir , app ke videos bhot he piyyari hoty hain .... thanks for helping people.....!
Masha Allah ustad g ap bohat achey se or peyar se kam ko samjhatey hay ❤️❤️
Good bhai. Meri bike ky sath bhi yehi masla tha mein ny kafi bike mekynokon ko dekhai kisi ko bhi nahi pata tha na koi theak kr paya akhir mein aa kr pora rim neya dalawaya. aap kamal ho bohat khub
Bohat shukria ❤️
He really teaches well and describe well with proper and cheap solution! Hatts off Sir👌
Thank you Very much sir
Thats
behtreen video banai hai qari sahab ap ne. koi bilawaja ka manjan nahi becha direct kaam ki baat ki hai.
Mashallah Mushtaq bhai bahut achcha mere Sathiya masala hai manage ke bearing bhi badal diye fir bhi bheja mein rahata Excel ko note double kar diya Excel used in close kar ab main aap ki video Dekhi hai to inshallah mein iska vah masla HAL kar bahut shukriya
Sukria sir g
Abi do din pehle b meri bike k sath yeh masla tha samjh ni aa rahi thi
Thanks g
Mushtaq Bhai ap bohat achee tarha say bat ko samjha Tay hoo
Bohat shukria sir
Zabar dast mushtaq sahib yeh falt aksar logon ko samj nahi ata jis waja se hub change karwa dety hain
واہ زبردست بہت اھلا مشتاق بھائی جزاک اللہ 💖 👍
Mashallah bohat acha tareeqa he samjhane ka ap ka. Jazak
Really informative video.........salute you ustado
Your best mechanic in the world,
Bhut Hi Badiya Video Banaya Apne😊😊
Thanks bro for your feedback
Walekum assalam
Thank you Mushtaq bhai for this great information
Bhai bohat shukria ❤️
Sir, very nice informational video Thank you... Stay blessed
JAZAK ALLAH ❤️
مشتاق بھائی آپ کا بہت بہت شکریہ
میرا موٹر سائیکل چلنے میں میسنگ کررہے ہیں جیسے تیل نہیں ہے اس میں لیکن کھڑا ہونے میں بلکل ٹھیک ہو
Thank you soo much Dear Sir
Allah ap ko khush rakhay
آپ جیسے استاد محترم سے بندہ کام سیکھے تو زندگی سنور جائے اور ایک ادھر سے سیکھا ہے ان استاد نے کبھی ایسا بتایا ہی نہیں 😢تھا
Nice info Mushtaq bhi
Allah pak aapko salamat rakhe.
Very nice idea mistre sabb thank🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🌹🌹🌹🌹🌹🙏🙏🙏🙏🙏🙏❤❤❤❤❤
Very informative video. Same problem faced with ybz 125 front wheel
MASHALLAH VERY INFORMATIVE VIDEO
Thank you 😊❤️
MaShaAllah very good explanation
Thank you ❤️
ماشاءاللہ استاد جی بہت اچھی
جزاک اللہ خیر
Bahot hi zabardust
Bohat shukria ❤️
Well done from Karachi
MashaALLAH 🥰 ustad zabrdst 👌
JAZAK ALLAH ❤️
Wah g ustaad g maan gaye👍
Bohat shukria ❤️
کاش کہ آپکے جیسے مستری یہاں کراچی میں بھی ہوتے۔
Very good information thanks sir❤
Thanks bro
ماشااللہ اوستاز جی
JAZAK ALLAH ❤️
Zabardast 🏆🎖️👍🇵🇰
Master G beautiful big lovely best you video
LAHORE PAKISTAN 24.08.2021
Very Good information 😘😘😘😀
Nice ustad g zabardast
bhot zaber das ostad
Bhot khob meray pass bi ye masla bhut atta hai hum bi yahi washal raktay hai
G bhai bilkul theek
Mashallah g zabardast
JAZAK ALLAH ❤️
Allah bless you
Allah bless you
Mere Bike ma be ya he problem ha! iss video kaa baar problem solve hu jye ga
Nice 👍 information
wah g wah ustaad g
Nice ostad g
Thanks
Very good info😊
Thanks bro for your feedback
Thanks same my bike problem
بہت خوب
بہت شکریہ
Superb analysis
Meri bike me yahi bat thi thanks
بہت شکریہ جناب
ماشاءاللہ
MashAllah g
Mashallah
JAZAK ALLAH ❤️
Very good work
بہت شکریہ
Very good video 😊
Bohat shukria ❤️
Very nice video
ماشاءاللّٰه
JAZAK ALLAH
jaza kallah
Zabardast
Tnx sir good video
Aoa mere paas Habib 70 ha 78 calendar sawal ye ha k CD 70 Honda k konsy parts engine mai use ho skti han jese seals timing chain etc pls iski information dene pr video bana dyen celendar Zaror batana ku k China bike 100 calendar sy b uper aye hn
Gi brother kha hal h ap ka very nice brother
Bohat shukria ❤️
Mny apki bht see video dakhi hy mny ply be comnt kia tha apko lakn koi reply nh aya to ma reqst krta ho plz thora sa agar AP us bary ma Bata dety to .....
Behtariin
Assalam o aleikum
Hazrat Honda CG 125 main jo rim lage hoye aaye hain wo mujhe passand nahi ous ki jaga konsi company ka rim lagaon ?
Pls reply
Mushtaq Bhai aksar pancher waly wheel Tait karty waqt break par paon rakhany ka kehty is ki Kya wajah he
Nice information
Thank you sir
Kamaal
Bohat shukria ❤️
Asalam o alaikum Mushtaq Bhai
Mere bike bhi yehi masla hai machine keh rahe is ka drum khatam hai.
Drum ke bhi under se kanare bangae Hain.
Kiya waqae drum bhi masla hoskata hai
Asslam o alaikum ustad je 125cc honda mein push road kaun se dalon jo ache chalne wale hon pleas kemat be bata dena shukriyya
Crown Lifan ky Old model ky steel waly 200 ky mil jaaye ge
@@MushtaqAutoservice asslam o alaikum ustad je bhot bhot shukriya
جب بھی پچھلا ایکسل فٹ کریں اس پر گریس لازمی طور پر لگائیں تاکہ چکناہٹ کے باعث ویل چلنے میں روانی رہے۔
Nice 👍
Gud mechanic
Aoa Qari sb ager hub k rabber kharab hon to kis problem aay ga
Good video
Thank you
ustad shab mere 125 k exhaust paip k andr lakdi ka tukra chla giya hai koi masla tou nhi hoga
Nice
Good Job
Bohat shukria ❤️
Very nice
Thank you 😊
Good bhai good
Sir front wheel ki bi video bana lie os mai bi ye masala ata hy
Salam.sir mery 125 old model ha..us ka rare wheel k brake shu aor bearing bhi new dalwa a hain chain grari set bhi new dalwaya ha.per chain adjust kr k excel tight karo to chain tight ho jata ha or wheel bhi thora bhaari ho jata..chain loose kr k phir excel tight karo to chain phir khud bakhud he tight ho jata ha..kindkly rehnumai kr dain k kia masla ha
Sir ap ki dukan kaha pe he ap ki waja se me bohat kich sikha ho
مشتاق آٹو سروس کوٹ رادھا کشن ضلع قصور نزد رائے ونڈ
Usdad g baring ki take b barabar h or plate me wahal b rakh k dekh le magar phir bhi thora thora jam chal rha h plz reply?
O bi us ka excel loose kro aur phir brake pakr kr Tite kr do thek ho jaya ga
Great skills
sr cg classi ka chen graei set cg se main fit ho jay ga kya.ic video kr do plzz
G bhai mn try karon ga
Sir hum ne bearing dala tha us ke baad wheel tight chal raha hai
To kya karen
Super
Thanks bro for your feedback
Assalamualaikum janab aap ki shop kahA hai
Bhai cd70 ki achhi gote Nahin multi. Kiya aap Lahore men koi achhi Dokan Bata sakte hen.agat got nap ke lambae Bata dete to achha hota. Dokan pe nap ke khareed lete
G Bhai bilkul theek kaha aap ny
Sir can we use iridium plug on CG125?
Yes
Dil ko smjhanay wali baat hai iridium plug srf efi pe kam krta hai chahay to plug holder me lga k sparking check kr lo
Good sar
Thanks 👍
Sir g assalamu alaikum
Mere paas cg 125 2007 model hai mene
original carburator liya 12000 me wo sahi kaam nahi karta slow me start kara nahi hota aur china wala carburetor pe bilkol sahi kaam karta hai
Sir is k liye me kya karun