Tata intra super gadi magar 2ton passing wale market me ayegi toh Jab asli gadi ka maza ayega. Mini segment me 2ton payload capacity zarori hai. Mahindra bolero achi gadi magar eska back kabin me jhool marte hai. Intra jhool nahi marte bolero se intra Bahut masboot hai magar 2ton payload wale gadi ane chahiye market me.
Mahindra Bolero Maxx Pikup HD 1.7 has 9 feet long cargo deck and HD 1.7L has 10 feet long cargo deck.
bhai mere pass dono gadi hai muhje to mahindra se acchi to tata ki lgi or mileage bhi bhut accha deti hai tata ki gadi
Sach bola hai aapne
Ekdum sahi kaha bhai mere pass me v30 hai aur lyland hai lekin intra bahot best hai
Tata vehicle ki reliability or mileage ka combination perfect hota h Bhai, aapke experience mei, iska mileage aur load capacity kesa h?
Acha hai
Tata intra super gadi magar 2ton passing wale market me ayegi toh Jab asli gadi ka maza ayega. Mini segment me 2ton payload capacity zarori hai. Mahindra bolero achi gadi magar eska back kabin me jhool marte hai. Intra jhool nahi marte bolero se intra Bahut masboot hai magar 2ton payload wale gadi ane chahiye market me.
Diesel engine very very very very best soft smooth Drive feeling better
Mere balero me garam hawa cabin me aata hai kya ye sabme aata hai
No may be some problem in your Bolero.
❤❤ bahut badhiya Laga
Thank you so much
safty wise konsi gadi best hai pls btaye
bhai mene to tata intra li best gadi h intra
Pickup n 1hai mahindra ❤❤❤
quality in this one is good
mujhe leni h koi mujhe btayga ki dono m se konsi lu?
bhai intra le skte ho aap best h mene li h
Bolero 1.7 best
Intra bestno1pikup
Mera delivery service ka business h, mere liye gadi ka mileage bhut zarori hai. Kya yeh gadi mere kaam ke liye suitable hai?
Yes, Mileage is very important for a profitable business.
yes aap intra le skte ho mene bhi li hai mst gadi h
Bolero 2.0 is best
INTRA V70 ki loading capacity kya hai?
INTRA V70 ki loading capacity lagbhag 1.5 tan tak hai, jo aapke vyapar ke liye bahut upyogi hai.
1700 kg
Bhaitatabest
Thank you so much for your feedback 😊
Please review 2024 Tata Yodha 2.0
This Sunday will come.
Kya INTRA bade shehron mein chalane ke liye uchit hai?
Haan, INTRA ki compact design aur nimble handling ke saath, yeh bade shehron ke liye bilkul uchit hai.
Yes
Tata ka reputation hai, ismein reliability toh pakki hai
Intra 4000 kg leke ghat chad jata hai par mahindra 1.7 nahi chadh pata aisa q
Bolero vi Chad jata hai... Intra ka Gradeability acha hai... isliye intra pahadi roads per vi acha perform karta hai.
@@TechmanSuresh bhai mere pass Mahindra or tata intra dono gadi h muhje to Mahindra se acchi tata intra lgi
Bhai no do apna
Bhai Mai confusion me hun intra lu ya pickup
Please help me
INTRA mein kya engine ka istemal kiya gaya hai?
INTRA mein powerful aur fuel-efficient engine ka istemal kiya gaya hai, jo mahangi petrol bachat karta hai
4 Cylinder, 1.5L, Direct Injection (DI)
fuel tank capacity
35 ltr
Tata Intra V70 has 35 Litre diesel tank
Mahindra Bolero Maxx 1.7 has 60 Litre diesel tank.
Bhaiintra 25oorupeyamesurvishojatiheboleronhehota
bhai mahindra ki gadi se acchi to muhje tata intra ki gadi lgi
haan bhai mujhe bhi
Bolero 1.7 mai 9 feet body hain bhai
Yes... 1.7L has 10 feet cargo deck. All the information shared which is HD 1.7L
Meripashe vi3o 4oootonbartahu
Wow... 4 ton in Intra... amazing
tata intra mileage kya h?
13 kmpl
Average Mileage 13 kmpl
15
Bedaschaltihe
Intra toh bindass chalta hai... thank you for your feedback 😊
Kitna bhi kehlo bhai mahindra sabka baap hai kitne saalo se pickup no.1 hai
bhai tata ki gadi best lagi mujhe to mera mahindra ka exprerience khrab rha h
bhai mene bhi intra liya hai best h